Bohot bohot shukriya mahadayafor new story
Bohot bohot shukriya mahadayfor new story
Bohot achi start tha bhaiPhone ki ring jaa rahi thi………..dil joro se dhadak raha tha… narm peshish dil ummid se phir se bistrit roop se barnan kar raha tha ki dil kitna byakul tha tafshilata se………..
upadate 1
jis dhang se utkrist tha………lagta tha uska dil phir se sinmat jaye naye shire se jud jaye……….
" hello"
sard kapkapati hontho pe muskaan phail gaya mathe ka sikan door ho gaya tanaw se bhare nash khul sa gaya……..
" hey baby………"
" who's this? *"
" aanha…….abhi bhi naraaz ho…….please me mar raha hoon…..please baat karo……" sayed hi kisi ki lafz me itna dard nishtpat kasoobar aabhas thi
" who's this………Why are you calling again and again……kyu paresaan kar rahe ho…….dekho last warning de rahi hoon phir se dubara call kiya na to sidha tumahre nunber pe police ke paas case registered kar ke aaungi"
call disconnected……..wo pagalon ki tarah chikha chillaya aur apna mobile sadak pe patka……….
sadak ke kinare ghutne tek ke rone laga " kyu kyu…..kya kiya maine jo tum mujhe itni nafrat karne lagi ahcnak…..kyu akhir kyu…….aakhir kyu…..kyu tum mujhe ignore kar rahi ho……….naa mere phone uthati ho aur utha bhi leti ho to na pehchanne se inkaar kar deti ho…..kya huya he tumhe…..kuch batati bhi nehi ho…….aisa kya gunah kar diya jo itna nafrat karne lagi ho mujhse…..
ek aabhaga pagal aashiq fut fut ke roye jaa raha tha………mohabbat aaj yun sadak penishprabhaav swaroop se ashisht sur sur ho raha tha……..
pyaar wo bhawna he jo kisi byakti ya bostu ya sthaan ya jiv jantu ke liye niswarth paida hoti he…… pyaar ek nissal jazbaat hoti he……….pyaar woh shabd he jiski bakhya asambhab he par isme jivan chupa he…..jine ki chaah chupi he kabhi dar to kabhi nidarta chupi he kabhi bohot prem to kabhi ghrina chupi he aur prem ko samajhte samjhte zindegi samajhne ki apne aapko samjhane ki kala chupi he…… prem wo sunya he jo sabkuch asatya hone ka parishay deta he prem wo jo khubiyon par chehekne ka mouka deta he aur apni kamiyon par ruswa bhi karwata he……..isliye prem bina jeena bekar he…..pyaar ke koi naam ishq, mohabbat, pyaar aadi namon se prasharit……….
ye ladka bhi isi mohabbat se ruswa tha……..uska faanzil mohabbat nasut se wakif tha……….uske drishtikon se mohabbat zindegi jeene ki raah thi…….kisi ke saans lena mohabbat ne sikhaya tha…..kisi ke liye jalti raag me kadam rakhna mohabbat ne sikhaya tha……
jis pari ke liye beinteha pyaar mehsoos karta tha…….jis pari ki nazar se duniya ko dekhta tha wo duniya pehele use rangeen lagta tha……
Lekin aaj tute mohabbat ne buniyadi duniyaa se adharbhut yatharth karwaya….. na chaah kar bhi biswas uth chuka tha pyaar shabd se………jeise khud se nafrat hone laga kyu itne wo bewkoof bana raha……..
uske aasoon behte behte sukh gaye…..lekin dil me jo dard tha wo dhire dhire jakhm de raha tha……..sayed hi kabhi usne itna jakhm jhela hoga…..
thak haar ke girne ki kagar pe tha…..tabhi use ek sarhar kandhe pe kisi majboot hathon ki parkh mehsoos huya…….usne mud kar dekha…….aur wo phir dukh me tadpata huya us saks se lipat kar rone laga……….
wo saks use sahara deke uthaya aur sahara de ke utha ke jitna chahe rone diya…….aur jab rote rote thak gaya tab apni car me bitha ke le ke gaya……….
Bohot bohot shukriya महादयBohot achi start tha bhai