Well tarif ke liye shabd nehi ..........aap jeise readers naa ho to story ek din me band ho jaye..........thank you naina ji dil se shukriyaUpdate 18
ho sakta hai ki pati psycho hai ya over possessive ke chalte uske upar julm dha raha hai, haan ye ek bahot bada crime bhi hai...domestic violence bhi hai..
Lekin yaha baat ek 30 + aged aurat ki hai jo ek aise ladke se dosti ki hai jo usse 12 saal chhota hai.....
bas isliye kyunki akelaapan aur tanhai door karne ke liye... dil ka dard baantne ke liye.... Lekin rahul se hi kyun . ...
1) kya isliye Kyunki usne naina ki jaan bachati hai...
2) rahul masoom hai...
Lekin yaan in dono mudde pe agar logically dekhe to
Agar naina ke liye itna maayne rakhta hai rahul to wo kabhi usse is tarah din raat msg karne ki aur aise milne koshish nahi karti... kyunki wo jaanti hai uska pati sakht nafarat karta hai rahul se... agar ushe pata chala to uski jaan bhi jaa shakti hai..... phir bhi wo ye sab kyun kar rahi hai...
Jagan laal bilkul thik keh rahe the.... rahul jitna door rahega uske liye hi behtar hoga......
Well sabhi pehlu mein sabhi arthpoorn baaton, kirdaaro bich huye vaartalaap ko aur gatividhiyo ko ek sathik gati ke sath samete huye hai kahani ke jariye writer ne shabdon mein khoob roopantaran kiya hai. .
Bahot dilchasp update sath hi kuch arthpoorn aur manmahok kirdaaro ki bhumika bhi thi ..
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
Haar ke jeetne wale ko hi bazigar kehte he ........aapki shabdon ke liye jitna shukriya ada karu utna kam he .......Bade bujurg keh gaye hai ki apne se bado ki baat suno....
Lekin kya kare is rahul ke mamle mein.... Vinaash kale vipareet buddhi...
Jagan laal ki baat na maan ye rahul jis raah pe chal pata hai uski koi manjil nahi... agar manjil hai bhi to wo hai bas khud ke per kulhadi maar lena...
Naina ne saaf kahi ki pati ke tarah wo bhi kanooni daav pesh jaanti hai lekin aaj tak isliye virodh nahi kiya coz uske gharwalo ko bahot madad ki hai hai uske pati ne....
madad karne ke badle paagalo jaisa harkate karna patni ke sath ye bhi sarasar galat hai....
Lekin......
Yahan asli mudda ye hai ki agar by chance uske pati ko pata chal gaya rahul aur naina ke rishte ke bare mein tab kya hoga... kya ek baar bhi sochi ye naina ne.... aur rahul ye to chutiya hi banta jaa raha hai....
..............................
Asli kahani ye ho sakti hai.......
Naina aur uska pati ke itne saal shaadi karne ke baad bhi koi bacha nahi hua to naina shayad ek bhale insaan se bachhe ho uski kokh ye chaahat rakh rahi ho.... aur yahan life savior rahul se zyada bhala insaan aur koun ho sakta hai , isliye ushe apni aurr aakarshit kar rahi hai(maybe uska pati bhi isme samil ho...)
Ya phir ye koi chaal hai...... Galti ya crime kare koi aur dosh kisi aur ki...
aur yahan dosh Rahul ke sar aayega...
Ya phir ye hawas ka ek simple fanda hai.... Physical satisfaction ke liye rahul ko target kar rahi hai aur rahul isse pyar samajh baitha hai....
Btw situation koi bhi ho lekin har surat mein rahul hi apne pero pe kulhadi maarne wala hai....
wo apni shaadgi aur maasoomiyat kho dega..... jo ek saralata, simplicity hai usme wo kahi gayab ho jaayega...
aur ant mein reh jaayega ye hawasi insaan....
Jo aam insects stories pe hota hai.... kirdaar har kisi ko hawas ki nazar se hi dekhe kya maa kya bahan kya ristedaar ya phir female friends ... ek haivaan ki tarah rahul un sabhi ko hawas ka shikaar banata jaayega...
Mujhe dar hai kahi rahul us bechaare jagan laal ke ghar ki biwi bahu ki ijjat pe na daka daal de
Ya phir wo psycho rahul ke sath bahot bura karne wala hai...
Well sabhi pehlu mein sabhi arthpoorn baaton, kirdaaro bich huye vaartalaap ko aur gatividhiyo ko ek sathik gati ke sath samete huye hai kahani ke jariye writer ne shabdon mein khoob roopantaran kiya hai. .
Bahot dilchasp update sath hi kuch arthpoorn aur manmahok kirdaaro ki bhumika bhi thi ..
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
Thora twist he story aage badhane ke liye ........aap manya ke liye salute nainaji .........rahul pyar mein padke khush nahi ho raha balki registaan mein mirage dekhkar khush ho raha tha....
ab galti karo to uski koi na koi saza to hoti hai....
yahan rahul ne jo galti ki uski saza dene naina pati khud aage aaya....
achha khasha jee raha tha, kuch sapne the lekin mila kya usko...
waise I think ek twist hai us khandahar mein... isse pehle ye charo rahul pe goli chalaye ,usse pehle hi waha naina aake un charo pe goli chala di ho...
Well sabhi pehlu mein sabhi arthpoorn baaton, kirdaaro bich huye vaartalaap ko aur gatividhiyo ko ek sathik gati ke sath samete huye hai kahani ke jariye writer ne shabdon mein khoob roopantaran kiya hai. .
Bahot dilchasp update sath hi kuch arthpoorn aur manmahok kirdaaro ki bhumika bhi thi ..
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
बोहोत बोहोत शुक्रिया yogi bhaiशानदार जानदार अपडेट था भाई । मजा आ गया
वह काका अकाहिर मन ही गए । क्या फंसाया काका को ।।।।।।
Aapke baat par gour farmate hooye kashish karunga sudhar ke ........ support ke liye bohot bohot thanks sir ji.....Shuruat achhi Rahi. Lekin ek baat kehna chahunga hindi Roman mein word error bahut hain. Jo shabd aap likh rahe ho wo convert karte waqt bigad ke aa Raha hai.
Abhi thori der me updated aayega .....शानदार कहानी । Waiting for next![]()