• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Aryamani:- A Pure Alfa Between Two World's

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Last edited:

Parthh123

Active Member
580
1,804
138
Update aa raha hai.... Abhi to kaam khatm karke Ghar lauta hun.... Upar se is baar contest me short story bhi daalne ki soch Raha... So ab to raaten lambi hogi...
Full support rahega bhai mera apki story ko bus yaha link de dena.
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
सच मे, एक दंत कथा ही लग रहा है।
बर्फ से भरे भूभाग के अंदर एक और ही लोक , आधुनिक प्रौद्योगिकी से युक्त खुबसूरत शहर , बहुत बड़ी आबादी , उड़न तश्तरी , वहां के लोकल विशालकाय हिम- मानव ।
यहां सड़क के मध्य लहलहाते हुए फसल एवं क्रिस्टल की ऊंची ऊंची पर्वत श्रृखंला सबकुछ मन को मोहित कर देने वाला था।
लेकिन यहां के लोगों का चरित्र भी पृथ्वी से कोई भिन्न नही है। एक बार लगा था , प्रकृति के ये प्राणी कम से कम धरती के इंसान से तो बिल्कुल ही अलग होंगे लेकिन यहां भी सबकुछ वैसा ही है जैसा इस धरा पर। झूठ, फरेब , अहंकार और ताकत का मद।

इस पाताल लोक के लोगों का नाम हिन्दुस्तान के दक्षिण क्षेत्र से कुछ कुछ मिलता जुलता है। जैसे कि दक्षिण के लोगों मे उनके नाम के साथ उनके पिता , कास्ट और उनके जन्म स्थान के नाम का भी जिक्र हुआ करता है।

जेलर कोको साहब भी काफी पहुंची हुई चीज थे। 19 वेम्पायर की शक्ति को उस तरह अपने शरीर मे प्रवेश करा लिया जैसे रामायण काल मे सम्राट बाली करा लेते थे।
अगर हीलिंग की शक्ति आर्य और उसके पैक मे नही होती तो बहुत मुश्किल काम था इस हिम - मानव से पार पाना।

कोको साहब की देखकर लगता नही है कि आर्य के लिए आगे का रास्ता कोई आसान होने वाला है ! इन का सरदार तो और भी पावरफुल होगा !

बहुत ही बेहतरीन और जबरदस्त अपडेट नैन भाई।
आउटस्टैंडिंग और जगमग जगमग।

Ek baat atal satya hai Sanju bhai.... Bina jhuth, fareb, takat aur satta ka nasha, inke bina samaj hi poorn nahi hoga..... Jo ek kahawat hai “avashaykta hi aavishkar ki janni hai” usse thoda sa modify kar dijiye... Lobh, lalach fareb aur takat ki talash hi avashyakta hai aur sare aavishkar inhi ke karan huye hai aur hote rahenge....

Yadi aisa na hota to satyug me Pushpak Viman kewal ravan ke pass nahi balki sabke pass hota.
Yadi aisa na hota to treta yug me live prashran ki suvidha kewal dhritrashtra ke pass nahi balki sabke pass hota.
Yadi aisa na hota to kalyug me kewal kuch deshon ke pass Atom bomb na hota balki sabke pass hota...

Sochkar dekhiye....

Baki current update ka jo mamla hai wo to mere readers choice ka mamla hai Sanju bhai.... Jab tak mamla fasega nahi tab Tak hero action karega nahi aur bina action ke ye kahani kisi ko pasand hi nahi aati.... Baki drishy ko dant kathaon se jodne ke liye dhanywad... Ek ke drishya ko kalpna karke use bithane me kafi waqt laga tha....
 

andyking302

Well-Known Member
6,076
14,331
174
Nahi wahan kuch khas samay nahi diya kyonki mujhe kaam ke silsile me 4 din tak Silligudi me rukna pada tha....



Nana bilkul nahi.... Jitna ummid tha uss se bahut kam :cry: baki sacchai bata nahi sakte...


Haan humare sath hua har galat sahi ho jata hai
Silligudi wb mey gye the to,
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
शानदार जबरदस्त भाई लाजवाब update bhai jann superree duperrere update

Ye kaise kaise prani leke arhe ho bade bhai meyne to kuch alg hi socha tha...

Aur ye kaisa shahar banaya hey ye him logo née Ekdam काच mafik ekdam cahkachk...

Aur ye inki bhi adalat hoti hey kya 🤔

Enpar lagta hey desh mey ghuskhori ka mukdama chalega Aur ismey kya hota hey yebhi ab dekhnan padega..

Aur vamp Kab sudhrenge slaa 1 mahine tak khun ka stock leke the lekin uske bad sala unko talf hi LG gyi hey ur ye Alfa pack ko hi khana banane ka sochrele hey...

Ye to inki full dhulai krele hey our subhe thik kar rahe hey meko lagta hey asech chalta hey ga...
Main kisi bhi prani ko lekar na aa raha Andy bhai.... Ye sabhi prani listed hai aur itihaas me vistrit charcha hai ... Aur ye aise prani hai jinhe alag alag desh me alag alag naam se Jana jata hai...

Baki vemp ko sudhar diya jayega Andy bhai... Ab aapne kah diya to thode na vemp ko aise hi chhod denge... Ummid hai naye prani se milkar achha laga hoga
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Alfa pack or vampair ko him-manav ne apne sath le gyi apni city me, vha baki ke gayab kiye gye log bhi the...

Ye vampire akhirkar apni Asli vyavhar me aa hi gye, Pahle jbtk khoon ki thailiyo thi Tbtk thode sant rhe or Alfa pack ki bejjati karte rhe, lekin jb khoon khatm ho gya to sare vamp Alfa team ko hi khane ke liye bhagne lage...

Alfa team ne apne liye energy dhundh li hai pedho ke jariye or vo raat ke andhere me hasil bhi kr le rhe hai pr in vamp ko Acchi tarah se tod dete hai taki raat chain se so sake...

Yha arya and team in vamp ke sarir ko acche se nirikshan kar sakte hai, unki takat or kamjori acche se samajh sakte hai, is khali Samay me...

Superb update bhai sandar jabarjast lajvab
Thankoooo sooo much xabhi bhai..... Filhaal to vemp picture me aaye hain lekin iske baad dur–dur tak najar nahi aane wale.... Haan yahan jo kaha aapne... Vemp ko fursat se samajhna wo ho raha tha baki aage dekhiye iska kya natija nikalta Hain
 
Top