Update-39
“According to second law of friendynamics… at standard temperatre & pressure(STP), your friend’s girlfriend is equal to your sister and you must have to respect and love her(non-incest) unless you become fucking frustrated…after that you can even ** her…….….but from mouth….”
“wow…kyun hoon main itna talented… let’s take a bow ”
Mere dwara friendynamic ka second law banane tak Varun aur Sonam ki is party me ab bahut jyada log aa chuke the aur main bhi full taiyar hokar abhi bahar hee aaya tha…maine dekha ki party me lagbhag wo sabhi log mauzood the jinhe main janta tha…yani ki David…Shipra…Sonam…Nisha aur Varun ke kuch dost jo ki ek-do baar flat me aaye the…kahne ko toh main bahut logo ko janta tha lekin phhir bhi main bahut akela mahsoos kar raha tha aur mujhe rah-rah kar mere college ki farewell party yaad aa rahi thi…jisme Rajshri Pandey ne meri thali se rasgulla nikal kar kha liya tha…farewell party ko yaad karne se mera mann kiya ki lawda,abhich anchoring kar maru, jaisa ki maine apne farewell party me kiya tha, jisme meri welcome speech kuch aisi thi….
Quote:
"Gentlemen and gentlewomen....tum log soch rahe hoge ki main ab ek shaleen bhara, swachh bhashad prastut karunga...jisme main tum logo ka aabhar vyakt karunga ki aap log yaha aaye, isliye dhanyavaad....yadi tum sab aisa sochate ho to ,bhool jao, kyunki main aisa kuch bhi nahi bolne wala aur main kahe tum ko logo thanks bolu be....ek to free ka khana khaoge, seetiya maroge, langar dance karke pure karyakram ki aisi-taisi karoge...upar se tum sab ye apeksha rakhte ho ki main tum logo ka shukriya ada karu....ladkiyo ka to khair main bahut aadar karta hoon isliye sabke saamne unhe kuchh nahi bolunga ,lekin ladko...tum log apna kaan khol kar sun lo aur yadi jaroorat ho to kuch aur bhi khol kar sun sakte ho...lekin dhyan se sunna....tum me se bahut aise honge, jo khud ko bahut bada cool dude, funny samajhte hai ,jo programme ke beech-beech me muh me dono hath rakhkar chillate hai, comments pass karte hai, un logo ne yadi aisa kuchh bhi kiya...to beta, mujhe jaha dikhoge ,wahi par marunga aur langar dance to bilkul hee ban hai...i hate langar dance. Ye aaj ke function ke terms & conditions hai , yadi manzoor ho toh i agree ka button daba kar join kar lo...warna khisak lo....nahi to main baal pakad kar ghaseetate-ghaseetate le jaunga....."
Quote:
"lagta hai, tum logo ne dil pe liya...main to aise hee mazak kar raha tha, dar-asal ye script me tha....aur mujhe kaha gaya tha ki main ekdum tevar me tum log ko dhamkaun....to kaisi lagi meri acting"
Mere mann me aaya ki farewell party wali speech main yaha bhi thok du…lekin phhir jab waha mauzood logo ko dekha toh laga ki rahne deta hoon…waise anchoring se yaad aaya ki kaise Esha farewell ke din mujhse sex karne ko utaru ho gayi thi…kya maal thi..us-se toh main left side se pyar karta tha…sala Gautam…madarchod…..madarchod nahi Maadharchod… thoda vazandar gali…
“hey bro…”mere college farewell ki yaadon me khatas dalte hue mere hee umra ke ek ladke ne mujhse hath milaya aur mujhse jabarpeli ka gale lagte hue bola
“bro…mera name Vivek hai…yo…main medical shop chalata hoon…meri dukaan tumne dekhi hogi yahi colony se thodi door me hai...”
“ main faltu ki chizo par dhyan nahi deta”
“yo bro…par meri medical shop se Sanjeevani clinic bhi attached hai…jaha mere bade bhai doctor hai…yo..”
“toh tu mujhe kyun irritate kar raha hai ye sab bata ke…”khisyate hue main bola…
“aisi baat nahi hai bro…”
“dekh be… yadi tune ek aur baar…. Bro…yo bro…kaha toh main wo samne wali beer ki botal lunga aur use tere pichhwade me dalkar…us botal me ek laat kheechkar marunga…tu ja na apna kaam kar…ek toh waise hee mera sar ghoom raha hai…upar se tu apni aisi taisi kara raha hai…”
“bro…tumhara sar ghoom raha hai…”kahkar usne turant apni jeb me hath dala aur ek tablet mujhe dekar bola “isko kha lo…”
Maine ek baar usko upar se neeche dekha aur socha ki iska kya karu…is-se chhutkara kaise paun…iske muh me mukka maar du…ya iske khopdi me apni khopdi de maru ya phhir ise lund fek ke maru….lekin phhir mujhe ek aur raasta soojha aur maine chup chap uski tablet li aur use badi shaleenta ke sath‘excuse me’ bolkar waha se khisak liya…
“sala kya ajeeb chipku tha…bro…yo bro…bolkar dimag ka dhokla bana diya…ek aur minute uske sath rahta toh dimag ki nashe fat jati….kaise-kaise log hai is duniya me…I hate everyone”
.
“Arman……idhar aa”
“ab kaun hai be…”palatkar maine dekha… “ye toh Varun hai…par ye mujhe kyun bula raha hai…”
“aana..champagne beer kholni hai”
“toh khol lena…mujhe kyun bula raha hai…”
Jiske baad Varun ne mujhe ghoor kar dekha aur na chahte hue bhi mujhe waha jaana pada…waha is samay Varun ke paas kuch khas hee log the…baki sab thoda door khade hokar champagne khulne ka intezar kar rahe the…Nisha, Shipra… Sonam ke bagal me khadi thi aur main ,Varun ke bagal me khada tha, mujhe nahi maloom ki kyun par mujhe is samay bahut insult wali feeling aa rahi thi…lekin tabhi waha wo medical shop wala launda aa gaya…jisne thodi der pahle..bro…bro karke mera dimag kha liya tha…
“hey bro…”mujhe kohni markar wo bola
“main teri gand mar lunga yadi tune mujhe dobara touch bhi kiya toh…ya phhir mujhse baat bhi ki toh…lawda, bahut der se bardasht kar raha hoon tujhe…ab yadi tune ek aur shabd bhi bola toh teri gand me danda dalkar 1000 R.P.M. ki speed se danda ghumaunga…”
“Arman ,ye kya bol raha hai tu…”dheere-dheere apna daant peeste hue Varun bola
“Vivek dost hai mera…tu us-se aise baat nahi kar sakta…”
“toh usko bol ki mujhse baat hee na kare…simple”
“Vivek ,tu abhi chup rah…main baad me tujhse milta hoon…”
“ok…Varun bro…”bolkar Vivek waha se door hat gaya aur Vivek ke waha se jaane ke baad Varun ne Sonam ke sath milkar champagne beer kholi….sale gay
.
champagne khulne ke ek ghante ke baad hee waha mauzood har shaks chala gaya tha…siway kuch logo ko chhodkar….jo shayad Sonam…Nisha…Shipra aur David the…shayad isiliye main is waqt flat ke andar nahi balki chhat par daru aur beer ki botal lekar baitha hua tha aur andar chal rahe hasi Mazak se main beech-beech me andaza laga raha tha ki…andar kaun-kaun hai….Chhat par is samay pel ke andhera tha aur kyunki mujhe andhera bahut pasand tha isliye main aksar raat ko daru yahi piya karta tha…jiske karan meri assumption itni strong ho gayi thi ki main andhere me bhi peg bana liya karta tha….
“kya be,Arman…teri koyi izzat-vizzat hai ki nahi…Varun ne itna bada faisla le liya aur tujhe bataya tak nahi…tu kahe toh pel du sale ko…”peg banate hue maine khud se pucha aur peg banane ke baad khud ko jawab dete hue bola…
“usne bataya tha mujhe…par mujhe yaad hee nahi raha…main toh yahi soch raha tha ki meri naukri lagne ki khushi me party di ja rahi hai…”
“offer ab bhi khula hai…tu kahe toh pel du…”
“rahne de…wo toh main bhi kar sakta hoon…”
“waise ek baat bata…ye David kab se Varun ka itna acha dost ban gaya…jo ab tak tere flat me ruka hua hai…kahi Varun aur David gay toh nahi hai…jaise tu aur Arun the…”
“tu in logo ki tulna Arun se kar raha hai…? ”
“sorry...3.0 , Arun was classy…lekin tujhe kya hua..tere samne David , Nisha se ishq ladata hai..dinner me bulakar teri insult karta hai…matlab insult karne ki koshish karta hai aur tu sirf use jaane deta hai…kaha gaya wo Arman…jisne jo hoga dekha jayega bolkar collector ke launde tak ko pel diya tha…ye jante hue bhi ki phhir baad me uski pelayi hogi…kaha gaya wo Arman…jisne Gautam ko hostel me patak-patak ke kutto ki tarah choda tha…ye jante hue bhi ki Gautam shahar ke sabse bade gunde ka beta tha… tu thoda soch aur phhir mujhe jawab de ki kya ab tujhe khud par sharam nahi aati ki tu kya tha aur ab kya ban gaya hai…”
“wo…wo main nahi tha…matlab main tha..lekin ab main wo nahi raha…pichhale ek saal ne mujhe bahut badal diya hai…tum toh lawda kand karke nikal liye…jhelna mujhe pada…wo toh bhala ho ki mujhe Physics me interest tha,isliye main in sabse nikal gaya…warna main aaj khud suicide kar chuka hota…maine pichhale ek saal me physics ki kayi books padhi…physics ke siddhanto ko apne life ke sath interpetate kiya…tab main samjha ki Physics se bada is duniya me koyi nahi….i mean the deeper you go, the deeper it becomes. aur rahi baat meri toh maine wo zindagi jee hai jiske bare me tu soch bhi nahi sakta… tune toh pel ke ayyashi mari aur chala gaya lekin uska anjaam mujhe jhelna pada ”
“main chala gaya…? Main ab bhi yahi hoon..aur tu kahe toh tujhe iska proof bhi dikha sakta hoon…”
“dikha proof…”
“phhir kamar kas le bidu…par starting tu karna…baki main sambhal lunga…toh chale..”
“chal…”bolkar maine aakhiri peg mara aur hilte-dulte hue khada hua….
“chalo phhir…aaj in sabki pond marte hai…”