bahut jabardast
..................
lekin deepak jane se pahle neha ko ye kyon bol gaya ki chowkidar ko ghar bhej dena.............
rohan ko bhi mauka chahiye akeli neha ke sath..........sid ka uske sathi ne use bataya hi nahi
deepak rohan ke liye rasta saf kar gaya.......... lekin agar wo rohan ka sathi hota to rohan ko bata deta ki neha akeli nahi...sid bhi hai
seduction majedar raha
lekin suspense badhta hi ja raha hai
apki ungli mein dard hai.... to take care...............
aram se dhire-dhire update de dena
hum intzar kar leinge