- 13,765
- 98,370
- 259
Last edited:
Thanks! Kyuki iss update me mene harr ek waha maujood characters ke baare me dikhaaya hai. Bhale hi sabke baare me zyaada nahi likha saka par unka existence zaroor show kiya. For example, Aabha waha maujood thi, par Suman ke saath woh baatcheet me nipud hona seekh rahi thi. Vivek maujood tha, toh Ragini ko taad raha tha. Things like these...Har baar sochta hoon likhun ki yeh update ab tak ka sabse badhiya update hai, lekin phir aap aisa update likh detein hain jo auron se bhi acha update lagta hai. Is update me emotions itne sunder dhang se saamne aaye hain, bilkul natural, ki uske aage sex description feeka lagne lagta hai.
Kritika is not so innocent girl like Kavya. Woh bholi bhi hai par utni hi naughty bhi hai.Kavya ki manodasha ko kya khubi se likha hai, kuch alhadpan, kuch innocence, sabke liye pyar se jhalakta, aur Veer ke liye to ubalta uska dil. Ye Kritika to Kavya ko bigad ker hi rahegi, Kavya ke ander Veer ke liye uthne wali chingari ko lagta hai aag me badal ker hi maanegi.
They both will realize soon.Arohi ne bhi Veer se jhumke le kar apne sab friends ko, aur khas ker Veer ko, bata hi diya ki uski feelings Veer ke liye kya hai, bf wali, chahe na to wo isko samjhti hai aur na hi Veer
Yes!Nidhi bhi ab is family ka khule aam hissa ban gayi hai, ab wo hichak, wo doori, kam hone lagi hai. Shreya to pehle se hi bowled out ho chuki hai.
usse bas snacks se matlab haha~Juhi ka bachpana padh ker accha laga, kis masti aur apnepan se wo party enjoy ker rahi thi.
Pari zindabaad...Ragini ka Vivek ko ignore kerke keval Veer ko dekhte rehna, acha laga.
Ganimat hai Veer ko guide kerne ke liye Pari hai, Ladkiyon/ Aurton ke mamle me Veer ko apna dimag band kerke keval Pari ki hi sun'ni chahiye.
They were busy.Haan, bulaya to tha, per khas ker Kaera ki, aur Sonia aur Suhana ki kami khali.
Pata lag jaega...Boss, ye apki neend kharab kerne ki aadat gayi nahi hai, maar diya end me ek aur spoiler. ab sochte raho ki Suhana ki friend Divya use kis'se milne ke liye keh rahi hai.
Noice...Ab rahi villains ki baat, kaun sabse bada tha/hai. Kahani to Pranjal aur Vivek se shuru hoker Aatish, Slogan, Kishor, Panditji aur ab Karunesh tak aa gayi hai. Mujhe sabse kroor Aatish hi laga.
Keep guessing...Abhi jinda bache huye villain ke baare me batana bada mushkil hai, aur wo sabka baap hi hoga. Asli villain to silent operator hi hota hai, is hisab se to Karunes hi lagta hai, ya phir panditji ji ka chela. Just guessing..
Ignore nahi kar raha hai bhai.Good one iysa nahi lugta kay Veer belawjha Ragini bhabi koo egnoor kur Raha hay woo khul Kay Prem kaa izhar kur chuki hay or Veer Sahab kaa mezaj hee nahi melta hay wahi MA,am Kay mamla bhi ajeeb huu raha hay or Pari say huwi baat tuu matter kuch ajeeb hay let see
Thanks bro!Awesome Updateee
Hello ji! Swaagat hai aapka. Kaho jii!Hello sir. Ye mera pehla cmnt h yaha. Mein bohut saari baate yaha kehna chaahti hu.
Aela... Ek aur female reader.Par time nahi h abhi itni saari baate likhne ka. Par main promise karti hu, kal yaad se saari mann ki baate likhungi yaha. And, yes I'm your female reader.
Ab mein itna bhi kuch khaas nahiApki lekhni me jaadu hai sir. Ek silent reader ke roop me mne dherr saari stories padhi h. Par apne majboor kar diya mujhe ID banane k liye. Ab zyaada nahi bolungi warna main likhti hi jaungi...
Bilkul bilkul. Sab khol kar likhiye... I mean dil khol kar likhiye...Mere mann me dher sare points h story ko lekar... Jinhe main kal likhungi. Aap aise hi hm readers k liye likhte rahiye Sir. Be safe. And may god bless you!
Yeah literally! Imagine if something happens to Nidhi.Hmmm…. Nice plot build up going on!
Somehow, I can’t wrap my mind around how easily Nidhi’s problem has been solved. It’s nice to see her happy - but I hope Veer se kuch miss na ho jaye and Nidhi suffers. I’d hate that very much
Ashish was very good as a villain. He had reason and was a strong character in general. Pranjal is a brat who happens to have some brain but he is just not there yet. We don’t know much about Karunesh so far and will have to see how his character is developed by you!
Waiting for the next chapter! Great effort brother. Keep it up!
Boht boht dhanyavaad bhai!!!kavya ka gussa jayaj thaa kyunki use kisi ne uske janamdin par wish nahi kiya thaa magar kavya ko ye nahi pata thaa ki veer use itna bada surprise dega ....... veer apni love life ke baare me soch raha hai dekhte hain uski pehli choice kya hoti hai ............. is update ke baare me kuch keh nahi sakte ....... aur kahe bina bhi reh nahi sakte .......... werewolf bhai har baar ki tarah jabardast update
Thanks a lot man!!!Wah!!! How erotic.
Kaise maanti. Itna acha birthday celebration, aur uske andar chupi huyi Veer ke liye bhavnayein, jiska use bhi pata nahi hain.
Too good.
Wah...
Ye Juhi hi hai jo Nidhi ko majboor karegi ki wo apne pairon me khud se bandhi huyi samaj ki badiyon ko tod de.
Ganimat hai Arohi ko apne dil me bajti ghantiyon ki awaj nahi sunai di.
I'm back...
I have so many points about story sir. I will write here.
Dhanyavaad!!!1) Mujhe iss forum k baare me kareeb 2 saal pehle pata chala tha... Tab se leke aaj tak mene yaha ki kayi saari stories padhi... Unme se kuch mujhe pasand aayi toh kuch nahi... Par ye aapne kya likh diya hai sir? Ye kahani se mein itni jud gayi hu ki ab toh apni life me bhi iske baare me sochne lagti hu...
Incest ko sahi dhang se dikhaane ka ek tareeqa hota hai. Aur wo hamesha lamba hi hota hai.2) Main incest ki itni fan nahi thi.... Mujhe pasand nahi ye category sach kahu to.... Par apne jis dhang se ise pesh kiya hai... Hats off Sir.
Chinese aur Japanese novels me ye ek sub genre hai. Jese isekai hota hai. Wese hi system bhi hai.3) Mujhe basically superpowers wali kahani nahi pasand... Lekin ye kya tha? Ye system? Aaj tak mene apni life me aisi story nahi padhi sir... Ye concept itna unique tha mere liye ki isne turant hi meri top most story list me apni jagah top par bana li h...
Apun ki story sex, pics aur gifs ki wajah se hit nahi hoti.4) Actually mujhe doubt tha... Mujhe laga tha kahi ye story baki stories ki tarah toh nahi jaha bas sex hi sex hota h... Par jab mne story ke pages dekhe, aapke kahani ke views... Toh socha ek baar dekhu toh sahi... And I was not wrong at all... It was the best decision....
Beech beech me female ke POVs aate rahenge. Jaha jaha mujhe sahi lagega udhar.5) Mujhe accha lagta h jab aap females ke views dikhaate ho... Main connect kar paati hu bohut... Meri favourite characters me Arohi, Juhi, Pari and Kaera shamil h... Juhi is the cutest... And Pari ki sari personalities bhi... Aur hamara hero Veer bhi...
6) Apki kahani ne mujhe hasaya h, rulaya h, to kabhi main frustrate ho jati thi... To kabhi curious...
That might be true...7) Meri kuch theories bhi h... Mere hisaab se... Ye to sabhi ko pata h ki sabse bada raaz Pari ka raaz h... Par mujhe lagta h ki veer ki real mom ka raaz bhi utna hi bada h shyd... Aur... Jis aadmi ki baat Steve kar raha tha... Uska raaz bhi bohut bada h...
Story ke notifications? Well! Upar hi watch ka option hai thread me. Uss par click kar lijiye. Thread ke harr notification milte jaenge aapko. Aur follow karlo apun ko... Iss se bhi kuch na kuch hota hi hoga. Baaki, yadi yaha comment kiya hai toh next update me aapka comment quote zaroor hoega jab inform karunga mein. Toh pata lag jaega.8) At last mujhe abhi itni hi baate yaad aayi... Aage aur bhi baate likhti rahungi yaha... Aur please sir ye bhi bata dena ki aapki story ke notification kese milenge mujhe? Aapki activity main harr page ki read karti hu... To please bata dena...
Thanks a lot!!Thank you sir. For writing such a brilliant story and providing such wonderful read for free. Be safe... Be happy...
Thanks man!!! Hmm wahi... Thodi vyastata hai. Par lage hue hai hum. Mehnat jaari hai. Thoda break bhi lunga toh fresh ho jaunga.Werewolf bhai , humein koi dikkat nahi hai, simple baat ye hai ki everyone has their own work. Primary to Wahi kaam hoga na jisse Paise aate hai, family work bhi hai. Sab kuch chod kar story pe lag jana sahi to nahi hai na Aisa bhi nahi hai ki paid hai story padhne ke liye kisi bhi bande ko. You just do however you want. Thankx bro.
Woh toh hum aapki pehli line padh ke hi samajh gaye ki ju are very educated.Wowwww! Sire!
I'm so happy.... Apne ek baar me mere sawalo ka jawab de dia...
Don't worry sir... I'm a very literate and educated person. Aapko bas ek baar batane ki zaroorat h... Mein sab seekh jaungi...
NoiceGayab padhai ke chakkar me rahta hu...raat ko jab padh Kar free hota hu to aa jata idhar goomane phirane...
Ye raatri me inform kar dunga.मित्र, थोड़ा बता दीजिएगा की कितने दिन की अनुपस्थिति रहेगी। क्योंकि हम पाठककुल आपके छुट्टी से लौटने के लिए बेसब्री से इंतजार करेंगे। खैर पहले अगला अनुच्छेद दीजिये प्लीज। आपके छुट्टी जाने के उपलक्ष्य मे ये अनुच्छेद एक बिशाल(MEGA) अनुच्छेद हो इसीका इंतजार करेंगे। धन्यबाद।
Noice speculation. We'll see how it will go. Who will come next. Thanks btw!In my opinion next villian will be female this term or opinion that I given I don't know but it's may be this is getting true and you know that who I am notifying as a next villian( it's a guess per expected)
......and one thing you say that name the best villian or any villain's name so,in my opinion the best villian is Pranjal and karunesh,whereas, karunesh never reveal his real truth but they are going to be threat for veer in future,
And one thing also,
Pranjal abhi kuch krne wala to hai nhi kuch kyunki usse karunesh ne abhi mana kiya hua hai kuch problem create krne ko veer ke khilaf.......to next villian koi aur hoga.....
Thanks bro,
Nice update bhaiUpdate - 93 ~ A Beauty will always have suitors.Ab tak...
Aadmi : Ab jab tak mein na kahu... Koi bhi befaaltu harqat nahi karoge tum.
Pranjal : Hmm!!!
Aadmi : Chalta hu...
Aur woh aadmi darwaaza khol waha se nikal gaya. Pranjal keval usse dekhta raha.
Ussi ke kaaran toh woh yaha aisho araam se jee raha tha. Koi dikkat nahi thi usse.
Koi aur nahi tha woh...
Woh shaks tha...
KARUNESH!!!!!!
Ab aage...
"Ugghhuuuuu~~ Abhi tak mujhe kisi ne wish kyu nahi kiya!??? I hate it soooo muchhhh~"
Awaaz thi Kavya ki, jo subah uthkar boht hi kharaab mood me thi. Aaj uska janmdin tha. Kal se hi woh itni excited thi apne birthday ko lekar par subah uthi toh kya dekhti hai?
Kisi ne usse wish hi nahi kiya? Wtf? Kya sab uska birthday bhul gaye the? Harr koi pehle ki tarah hi behave kar raha tha. Aur Kavya ko pakke se yakeen ho gaya tha ki kisi ko bhi uska b'day yaad nahi hai.
Uski kuch college friends ne zaroor uske liye insta par story daal ke usse wish kiya tha, par jo uske khaas log the unka kya???
Unki hi wishes ka toh woh intezaar kar rahi thi. Uski apni Arohi dii, maa, papa, Veer bhaiya, uske Dada jii, Ragini Bhabhi, Suman aunty, Aabha didi, Bhumika didi, Sonali, cutie Juhi, Nidhi Aunty, Shreya dii, Tai jii, Tau jii, Vivek Bhaiya, Kritika.
Yahi toh uska parivaar tha. Sabse zyaada toh woh inhe hi chaahti thi. Halaki usse apne Vivek bhaiya ki sacchaayi nahi pata thi woh baat alag thi.
Lekin inn logo ko chorr kar aaj usse baaki sabhi ne wish kiya tha.
'Hey bhagwaan! Kya ye log sach me Mera b'day bhul gaye?'
Woh college ki dress me taiyaar hoke Arohi ke bagal se baithi thi, dining table par.
Aur baar baar apni Arohi dii ko dekhti jaa rahi thi. Usse aise apni taraf dekhta paake Arohi ne usse sawaaliya nazro se dekhte hue pucha,
Arohi : Kya hua?
Kavya : Umm... dii!!!
Arohi : Haan?
Kavya : Aap ko nahi lagta aaj kuch khaas hai?
Arohi : Aaj?
Kavya (uthate hue) : Haan haan!!! Aaj!!! (✯ᴗ✯)
Arohi : Hmm? Aaj? Aaj kya aisa khaas hai? Ohhh riggghttttt!!!!
Kavya : Haan... What whattt???? (☆▽☆)
Arohi : Aaj toh mujhe college me chess ka certificate milne waala hai.
Kavya :
Aur bechaari Kavya dining table par apne haath felaa kar sarr jhukaaye baith gayi.
Arohi : Huh!?? Kya hua?
Kavya : Hmph~ Nothing!!!
Arohi : Hmm?
Woh dono hi car me baith ke college pohuchi. College me bhi Kavya ko kaafi logo ne wish kiya. Par ye kya???
Uski best friend Kritika toh aaj aayi hi nahi? Iss se buri din ki shuruaat Kavya ke liye ho hi nahi sakti thi.
'What the hell?? Aaj sab kuch bura hi bura kyu ho raha hai mere saath? Aur ye Kritika??? Abhi call karti hu. Khabar leti hu uski.'
*Calls*
Kritika : Hello? Haan bol!
Kavya : Haan bol kya haan bol? Haan? Bol!!!!!
Kritika : Whatttt!!??
Kavya : Uggghhh!!! Tu aaj college kyu nahi aayi? Kaha par hai? Mujhe bataaya kyu nahi call karke?
Kritika : Shaant baba shaant. Mujhe subah hi mom ne bataaya ki aaj kahi relatives ke yaha jaana hai urgently aur bas mein taiyaar hone lag gayi. Mein bhool hi gayi tumhe bataana.
Kavya : Hmph~ Bhul gayi tumhe bataana... Badi aayi...
Kritika : Par hua kya? Ek din mere bina college me nahi reh sakti kya?
Kavya : Hmph~ Aaj hi jaana tha tumhe bhi. Kal tak kya kar rahi thi?
Kritika : Huh? Yaar ab mujhe kya pata tha mummy subah subah aisa keh dengi.
Kavya : Ghusi reh wahi apne relatives ke yaha... Hmph~
Kritika : Whaaattt?
Kavya : I don't want to talk to you!!!
Kritika : Ohh really now!? Toh chal accha mein rakh rahi hu. Mujhe nikalna bhi hai.
Kavya : E-Ehhhhh!?? Whaaatttt??? W-Waiiittt!!! ⊙﹏⊙
Kritika : Huhhh? Kya hua?
Kavya : Umm... Wo...
Kritika : Bol na!!!
Kavya : Umm... Aaj kuch special nahi hai!?
Kritika : Special? What special? In what sense?
Kavya : Uhhh... Like... A special day!!! Don't you think?
Kritika : Hmm? Aaj kya special hai? Aaj toh Friday hai. Sunday bhi nahi. Koi festival bhi nahi. Koi movie bhi nahi nikli. Koi sale bhi nahi hai. Hamaare circle me kisi ka bf bhi nahi bana hai. Yeah, nothing special at all.
Kavya : Umm... No! Like... Kisi ka koi khaas din ho?
Kritika : Huh? Nahi toh! Aisa kya khaas hai? Accha chal mein rakh rahi hu. Mujhe jaana bhi hai. B-bye!!!
Kavya : Ehhhh!? Nahi... Sunn toh... Woh mein...
*Call ends*
"Aaaarrrggghhhhhh!!!!! You idiot dumbo Kritikaaaaaa--!!!!"
Aur bechaari Kavya kheejte hue apne phone ko kass ke thaam lii. Woh fekne hi wali thi apna phone ko par usne apne gusse ko qaabu me kar liya. Aaj ho kya raha tha uske saath ye sab?
Tabhi uske bagal me uski class ka ek ladka aake khada hua aur bola,
"Hey Kavya!!! Aaj Parul ma'am ne assignment kar ke laana bola tha. Complete kiya???"
Par uski baat sunte hi Kavya usse aise dekhi jese usse wahi zinda dafna degi.
"Aaarrrghhhh!!! Bhaad me gaya assignment!!! Go awaaayyy!!!"
"E-Ehhhhhhh!??? (ꏿ﹏ꏿ) "
Woh zorr se chillaayi toh bechaare ladke ki gaand hi fatt gayi. Aur woh waha se bhaag gaya.
Aaj poora din bechaari Kavya ka aise hi guzra. Usne Veer ko bhi call kiya tha. Par Veer ne ye keh ke call cut kar diya ki woh abhi kisi zaroori kaam me vyast hai. Shaam ko baat karega.
Aur jab shaam hui toh Kavya akele hi paidal tehelte tehelte ghar ke paas maujood park me aa gayi.
Usne acchi sii pyaari sii ek dress pehni hui thi. Sab usse hi dekh rahe the. Par keval uske chaheete hi uss par dhyaan nahi de rahe the. Jabki anjaan log usse poora bhaav de rahe the.
Woh jhoole par udaas sii baithi hui thi. Mann poora niraash ho chuka tha bechaari ka.
'Batao... Ye anjaan log bhi mujh par dhyaan de rahe hai. Aur mere apne mujh par dhyaan hi nahi de rahe. Sab gande hai! Ugghhu~'
Sarr jhukaaye woh baithi hi hui thi akele jhoole par jab achaanak hi uske jhoole ko kisi ne peeche se aage ki orr dhakel diya.
"Uhhhhhh!????"
Woh fauran hi palat ke dekhi... Ki akhir kisne uske jhoole ko dhakka diya?
Aur peeche palat ke jese hi usne dekha, waha khade uss shaks ko dekhte hi Kavya ki aankho me turant hi chamak aa gayi. Aur fir aasu bhi...
Woh ro padi.
"Bhaaiiiyyyaaaaaaa~"
Woh chillaayi!!! Peeche Veer muskuraate hue khada hua tha.
Usne hi Kavya ka jhula jhulaaya tha.
Kavya ka jhoola jab ek baar hawa me jhool ke waapas aaya toh woh fauran hi uss par se utri aur tezz kadmo ke saath bhaagte hue peeche Veer ke paas aayi aur,
Veer (smiles) : Heyy.... Ughhhhh!!!!?
Kavya ne apna poora shareer Veer ke upar de maara. Uske panapte uroz Veer ki chaathi me zorr se ghus gaye.
Kavya : Bhaiyaaa... Bhaiyaaaa! Bhaiyaaaaaaaaaa~ ( ≧Д≦)
Veer : Araam se Kavya... Itni zorr se mat pakad...
Kavya : Noooooooo~ I will!!!!
Veer (smiles) : Sab yahi dekh rahe hai!
Kavya : Dekhne do!!! I don't care!!
Uski iss chanchal harqat par Veer bas muskura utha.
Kavya : Aapne mera call beech me kyu kaata? Kyuuu? Ughhhuuuu!!! I hate youuuu!!! I hate youuuuu!!!! *sniff*
Veer (smiles) : Accha? Chalo theek hai!! Hum abhi badhiya sii hotel chalte hai. Aaj mein apni behna ko dinner ke liye le jaunga.
Jese tese Kavya maani, aur uske sang uski bike ke peeche chipak ke baith gayi.
Woh ye kisi ko bhi apne muh se nahi bataana chaahti thi ki uska janmdin hai. Aur wese uski jagah koi bhi hota toh yahi karta. Hum aksar apne muh se ye baat kabhi nahi bataate ki aaj hamaara janmdin hai.
Hum jese intezaar karte hai apne janmdin ke khatam hone ka. Taaki baad me jab koi hume wish kare toh hum uss se ye keh sake ki 'Ab kya? Ab toh nikal gaya b'day!!!'
Kavya ke saath bhi kuch aisa hi tha. Woh intezaar kar rahi thi. Apne janmdin ke khatam hone ka. Taaki baad me woh apne sabhi gharwalo ko khari khoti suna sake. Woh sabse naraaz thi. Veer se bhi.
Par ho na ho, woh Veer se utna naraaz nahi thi jitna baaki sabhi se thi. Kyuki, bhale hi Veer uska janmdin bhool gaya ho. Par kam se kam woh samay nikaal ke uss se milne aaya aur usse ab woh dinner par leke jaa raha tha.
Dekha jaaye toh... Wese... Ye janmdin Kavya ke liye utna bura bhi nahi tha. Woh khud yahi soch rahi thi abhi.
Veer aur keval woh... Dono akele... Dinner pe... Uske b'day par... It was like... a... date!!!
Ye sochte hi Kavya ke gaal gulaabi ho uthe, jo Veer ki peeth par kass ke dabe hue the. Woh achanak se hi apne mann me aaye khayaalo ko sarr hilaa ke bhagaane lagi.
'No No No... What am I even thinking??? Woh mere bhaiya hai....!!!! B-But... Didn't I kiss him? On his lips??? Kritika ne kaha tha ki keval couples hi ek dusre ke hontho ko choomte hai. Toh yadi mene Bhaiya ke hontho ko... Noooooooo~ ( ≧Д≦) What am I thinking???? Calm down!! Calm down!!!'
Woh sochti hi rahi aur yaha dekhte hi dekhte ek behad hi bada sa hotel aa chuka tha.
Veer : Utro mohatarma!!!
Kavya : I'm not mohatarma!!!!
Veer : Accha jii... Ab chale!!?
Kavya : Hmm!!!
Veer ka haath thaame woh haami bharte hue uske sang upar floor par gayi.
Upar second floor par aate hi Veer aur Kavya ek entrance ki orr jaane lage.
Kavya : Hmm? Bhaiya udhar toh andhera sa lag raha hai. Yahi floor hai na?
Veer : Of course!!! Andar toh chalo...
Kavya : Okay!!
Aur dono hi darwaaze ke andar jab aaye. Toh chaaro taraf andhera hi andhera chhaaya hua tha. Aur Veer ke haath par Kavya ki pakad mazboot ho gayi.
Kavya : Bh-Bhaiya!! I think hum wrong floor par hai. Idhar koi nahi hai.
Par Veer kuch na bola, usne apne haath par Kavya ki pakad dheeli kii aur achanak hi usse zorr se dhakka dete hue thoda aage dhekel diya.
"Ahhhhnnnn!!! B-Bhaiyaaaaa!??"
Bechaari hadbadaate hue peeche Veer ko dekhi par tabhi...
*Pop*
*Click*
*Poppppp*
Kavya : Uhhhh?
Achanak hi waha ki saari lights jagmaga uthi aur Kavya ne jese hi saamne dekha. Aashcharya ke maare uski aankhein felti chali gayi.
Kavya : A-Ahhh!!??
Saamne harr ek shaks maujood tha.
Uski Arohi dii, Mummy Papa, Vivek Bhaiya, Dada jii, Ragini Bhabhi, Nidhi Aunty, Juhi, Suman aunty.... Sab log... Sab log waha maujood the. Yaha tak ki uski college ki saheliya aur anya dost bhi. Kritika bhi!!!!
Aur bhi anya log the jinhe woh jaanti tak nahi thi. Itna bhavya karyakram? Aur usse pata tak nahi tha?
Sabhi achhe khaase kapde pehne hue the aur unn sabhi ke haatho me uske liye tohfe the.
Kavya : Y-Ye...!? Huh!!? A-Aap sab????
Manorath : Hahahaha~ Meri poti ko janmdin ki boht boht shubhkamnaye. Aur ye sab tere bhaiya Veer ke kehne par kiya hai humne. Tumhe jaan bujh ke andhere me rakha. Toh shukriya usse kaho.
Dada jii ki baat sunte hi Kavya peeche mudi jaha Veer wese hi khada hua tha. Uski taraf smile karte hue.
Aur ek baar fir... Uski aankhein namm ho uthi.
"Bhaaaaiiiyyyyyaaaaa~"
Woh punah pukaarte hue daud ke aayi aur Veer ki baaho me sama gayi.
Kavya : I loovveeee youuuu~ I love you soooo muuuchhhh!!!!
Veer (smiles) : Thodi derr pehle toh I hate you keh rahi thi??
Kavya : W-Who said that? *sniff* Aapke kaan kharaab hai. *sniff*
Veer : Hahahahaha~
Aur yaha unn dono ko sabhi khushi khushi dekh rahe the ki achanak hi yaha Juhi jo Shreya ki ungli pakde hue thi woh chillaayi,
"Arrreeeee!!! Cake kab kategaaa????"
Ek baar fir... Sabhi maujood waha uski baat sunn thahaake lagaane lage.
Celebration shuru hua. Boht hi acche se iss function ko anjaam diya tha Veer ne.
Kavya ko itna bada surprise mila tha aaj. Aaj woh itni khush thi ki chenn se saans bhi nahi le paa rahi thi. Harr koi uske paas aake usse congratulate kar raha tha, ya selfies le raha tha. Ya fir cameraman uski photos utaarne me lage hue the.
Veer chup chaap peeche khade sab kuch shaanti se dekh raha tha.
Tabhi, Usne dekha ki dur se Brijesh usse hi dekh raha tha.
'Huh!!!?'
Maano jese woh kuch kehna chaah raha tha. Par achanak hi uske paas aake koi baat karne laga toh uska dhyaan bhatak gaya.
Usne ye bhi dekha ki Vivek kese dur se Ragini ko taade jaa raha tha. Par Ragini thi jo usse ghaas tak nahi daal rahi thi. Woh Vivek ko chorr baar baar usse dekh rahi thi. Aur harr baar nazre milte hi woh uski taraf ek pyaari sii smile pass kar deti.
Veer ne ye bhi spot kiya ki Nidhi Dhruv ko leke ek chair par baithi hui thi. Juhi idhar se udhar khaane ke counters par apni mann pasand cheez khaane me lagi hui thi. Toh wahi Shreya Nidhi ko cold drinks laake de rahi thi.
Unhe aisa dekh Veer ahista se Nidhi ke paas pohucha aur dheere se woh uski bagal waali chair par baith gaya.
"I'm glad you came!!!"
Nidhi : Ahhh!!?
Akasmaat aati awaaz se Nidhi thoda hichak uthi.
Fir Veer ko bagal me paate hi woh shaant ho gayi.
Nidhi : O-Ohhh!!! Veer!!!
Veer : Aapne... Wo Black saree nahi pehni?
Nidhi (blushes) : Ahhh!? W-What!??
Veer : Haha~
Veer ke sawaal ka jawaab iss se pehle ki woh de paati... Ki waha Shreya aa gayi...
Shreya : Ohhh! Hey Veer!!! Kya baatein ho rahi hai?
Veer (smiles) : Nothing! Mein bas puch raha tha ma'am se. Decoration aur Venue kesa hai?
Nidhi : Huh!?
Shreya : Ahh! Really nice!!! Upar se khaana bhi. I must say, boht accha organize kiya hai.
Nidhi (chedhte hue) : Toh tumhaari shaadi bhi yahi se karwaaye kya fir? Hmm?
Shreya (blushes) : K-Kyaaaaa???? E-Ek minute... M-Meri shaadi kaha se beech me aa gayi?
Nidhi : Itni pasand hai tumhe toh maa se bolti hu. Ki Shreya ki shaadi yahi se karwaayi jaaye.
Shreya : Whaaaattt!? N-Noooo wait!!! Diii!!!!
Veer dono behno ki halki fulki nok jhok bade hi pyaar se dekh raha tha ki itne me Juhi cup me ice cream lete hue aayi aur apne maamu ko dekh fauran hi uski goad me chadh gayi.
Apne hi cup se usne Veer ko ice cream bhi khilaayi aur fir jese usse kisi ki plate me kuch naya item dikh gaya toh uth ke fir bhaag gayi.
Nidhi : Dekho toh isse... Kese khaa rahi hai. Subah kahegi mera pait dukh raha hai.
Veer (smiles) : Hahaha~ Khaane dijiye! Mujhe aise hi bacche pasand hai.
Nidhi : !!???
Nidhi ne apne aap hi Veer ki aankho me dekha. Jisme usse Juhi ke prati bas prem hi prem nazar aa raha tha. Aaj tak usne kabhi kisi ko Juhi ke prati itne prem se dekhte hue nahi paaya tha.
Uske dil ki dhadkan ekdum se tezz ho gayi aur usne Veer ki taraf se apni nazre jaan boojh ke ferr lii. Shayad, Veer ki aankho me wo aseem prem hi uska kaaran tha.
Par tabhi...
Idhar, Veer ki nazro ne kuch aisa dekha jisse dekh uski bauhe sikud uthi.
'Hmm?'
Aur woh achanak hi uth khada hua.
Veer : Mein... Aata hu thodi derr me.
Nidhi : O-Okay!!!
Wo tezz kadmo ke saath ek disha ki orr aage badhne laga. Saamne Arohi maujood thi.
Par woh akeli nahi thi. Uske aas paas kuch ladke toh kuch ladkiya khadi hui thi. Aur uske facial expressions ko dekh aisa lag raha tha jaise maano woh kisi boht badi duwidha me thi.
Veer : Hmm??? Kya hua?
Veer ki awaaz sunn jese hi Arohi ne usse apne paas paaya toh uska chehra khil utha aur woh apna haath aage badha ke Veer ke haath ko thaam lii.
Tabhi uss group se ek ladka aage aaya,
Ladka : Please!!! Arohi!! Tum jaanti hi ho... Mein kitne pyaar se laaya hu.
Kehte hue usne apne haath me pakda ek box khola jisme behad hi khubsoorat earrings maujood thi.
Arohi : Akash!!! M-Mene kaha na... I really don't need it. Aur birthday Kavya ka hai. Mene uske birthday ke liye tum sabko yaha invite kiya hai.
Bas! Itne se hue conversation exchange se hi Veer ko samajh aa chuka tha ki maajra kya tha.
'Ohhh!!! This guy... Probably a classmate!!'
Veer dekh paa raha tha ki kese Arohi itni derr se iss Akash naam ke bande ko mana karti jaa rahi thi par Akash tha ki maan'ne ko taiyaar hi nahi tha.
Akhir kese Arohi uska ye gift le sakti thi? Gift bhi aisa wesa nahi tha. Earrings thi. Kaan ki baaliya. Aur yadi woh inhe accept karti toh iska matlab kya hota? Ek ladki ek ladke se iss tarah ka gift kab accept karti hai? Jab ladka uska bf ho, ya bann'ne jaa raha ho. Ya fir pati ho.
Toh bhala Akash ke haatho ye gift Arohi kese le sakti thi? Aur isliye woh mana kar rahi thi. Par Arohi unn ladkiyo me se nahi thi jo chillaa kar kaam kare. Jab mana karne ke baad bhi Akash zidd pe ada raha. Toh Arohi uljhan me phass gayi thi.
Aur Veer ko aata dekh jese uski saari uljhan hi dur ho gayi. Khud ko poori tarah se usne Veer ko saunp diya.
Idhar Akash jese thoda hairaan hua, Arohi ke yu Veer se chipakne par. Par woh jaanta tha ki Veer Arohi ka bhai tha. Toh usne zyaada kuch socha nahi iss baare me. Aur seedhe Veer ko ignore hi kar diya.
Akash : Mein jaanta hu Kavya ka b'day hai Arohi. Par, uske liye mein accha sa gift laaya hu. Ye toh tumhaare liye hai. Meri taraf se. Pyaar se laaya hu, mana mat karo.
Arohi jo pehle se hi Akash se tang aa chuki thi woh ab aur bhi zyaada gussa ho gayi. Iss Akash ki himmat kese hui ki uske bhai Veer ko woh ignore kare. Woh bhi tab jab Veer uske just saamne khada ho!?
Veer : Hmm? Ohh! Earrings!!! Sorry brother! But meri dii ke paas already boht hi pyaari sii earrings hai.
Akash : H-Huhh? Kya? Kaha hai? Bakwaas mat karo. Mein Arohi ko pichle do saalo se dekhta aa raha hu. I-I mean... Mene usse notice kiya hai. Usne kabhi kaano me baali nahi pehni. Isliye mein uske liye ye leke aaya tha.
Veer (smiles) : Well... She does have earrings.
Usne muskuraate hue apne blazer ke andar haath daala aur ek chota sa box nikaal ke usse kholte hue andar maujood earrings sabko dikha dii.
Earrings itni khubsoorat thi ki Arohi kya waha maujood sabhi dekhte reh gaye.
Darasal hua ye tha ki...
Veer Kavya ki b'day party hotel me organize karne ke baad seedha uske liye ek gift dekhne gaya tha. Aur waha jwellery shop me jaati hi ek female attendant ne usse attend kiya.
Attendant : Sir!!! Hamaare paas almost sabhi jwellery available hai. Kahiye! Kya chahiye aapko?
Veer : Mujhe... Ek pendant dikhaaiye. Gale ke liye.
Attendant : Sure sir! Please come with me!!!
Aur wo usse le jaate hue ek counter par le aayi.
Attendant : Sir!!! In which metal you want? Gold? Silver? Diamond?
Veer : Gold one!!!
Attendant : Okay sure sir!!!
Usne fir ek hi baar me ek aisa set dikhaaya jisse dekhte hi Veer ko woh ek hi nazar me pasand aa gaya.
Veer : Ohhhh nice!!!
Attendant : Sir! Yadi aap iske saath iski earrings bhi lete hai. Then aapko woh waqai kaafi less me pad jaegi. But yadi alag alag khareedenge toh mehngi padegi.
Veer : Hmm?
Attendant : I'll suggest you to please consider this. Thode se aur paise invest karke aapko ye poora combo mil jaega.
Veer : Ohhhh!!! Alright!!! Do it!!
Attendant (smiles) : Ahh! Thank you Sir! Cash or card?
Veer (smiles) : Card please!
Aur kuch issi tarah usne ye do jwellery set khareede the. Jisme se woh dono hi Kavya ko dene waala tha. Par...
Usne iss situation ko dekh fauran hi woh earrings nikaal ke Arohi ke saamne rakh dii.
Stabdh nigaaho se Arohi maun rehte hue kuch pal unn earrings ko dekhti rahi. Jo lights ke chalte itni chamak rahi thi ki uski chamak ke aage Akash ki earrings pheeki pad chuki thi.
Akash : !!???
Aur fir ek pal nahi gawaaya Arohi ne...
Usne jhatt se Veer ke haatho se woh box liya aur zorr se uss se chipak gayi.
Veer (smiles) : See? She does have earrings!!!
Akash : Tchh....!!!!!!!
Akash daant meeste hue waha se peeche hatt gaya toh wahi Arohi aur Veer waha se nikal ke aa gaye.
Wahi Kavya bhi apni class ke ladko se bachte hue aayi aur Veer ke dusre haath ko thaam uss se chipak gayi.
'Great!! Meri dono hi behno ke peeche aaj ladke pade hue hai. Par haath kuch nahi aane waala unke...'
[Well... Maaasteeerrr!! A beauty will always have suitors!!!]
'You are right Pari!!!'
[Hehehe~]
Function khatam hone ko ho raha tha. Sonali jaha khaane ke vyanjano par dhyaan de rahi thi toh wahi Aabha Suman ke sang hi alag alag mehmaano se baatein kar bol chaal me nipud ho rahi thi.
Ragini samay samay par Veer ko dekhti toh kabhi aaye hue mehmaano se baatein karne lag jaati. Manorath, aur Sumitra hi Veer ke parivaar se aise the jo Ragini se milne aaye aur uss se baat kiye. Vivek ke upar kayi saare sawaal uth rahe the aaj. Ki uski biwi uske sang kyu nahi hai. Aur Vivek ne bhi jese dusri shadi karne ka plan bana liya tha.
Pranjal ko chorr kar sabhi maujood the. Veer ne Suhana ko bhi invite kiya tha. Yaha tak ki Kaera, Karan aur Sonia ko bhi.
Par koi na aaya.
Suhana kisi kaam me fassi hui thi toh wahi, Kaera aur Sonia dono hi baahar thi aur kal aane waali thi. Karan khud apne dad ke kisi kaam me busy tha.
Rahi baat Kritika ki, toh Kavya ne uski khoob taang kheechi. Uski best friend hoke usse kuch bataaya tak nahi? Jese tese Kritika ne fir usse manaaya.
Kul milaake, Kavya ka aaj ye janmdin boht hi yaadgaar raha. Sab kuch Veer ke kaaran.
***
Do din dekhte hi dekhte guzar gaye. Aur Veer aaj ek serious thought me dooba hua tha.
Sabse bada mudda tha ye uske liye. Uski life ka shayad sabse bada decision hone waala tha ye.
Sawaal tha uski love life ka...
[Toh aapne socha kuch Master?]
'Haah!!!! I really don't know'
[You don't know who you love?]
'Yeahhh!!!'
[Nidhi ma'am se kya aap pyaar karte ho?]
'Hmm? I do like her!!'
[Nahi! Like nahi... Pyaar!! Do you love her or not? I mean, Kya unke prati aapko boht zyaada kuch feel hota hai? Jese maano dil tezz dhadakne lagta ho? Ya saasein tezz ho jaati ho? Ya, Aapko harr jagah phulo ke bageeche dikhte ho? Harr jagah unka hi chehra!]
'What the hell?'
[Ughh! Don't worry masterrrr!!! Mein hu na!!! I will be your love guide. (◍•ᴗ•◍)]
'Actually, mein unhe like karta hu. Yes! I want to keep her beside me. Unhe protect karna chaahta hu. I want to see her happy. But problem ye hai ki...'
[Huh?]
'I feel the same for Miss Kaera I think? Mein unhe bhi protect karna chaahta hu. Unhe khush dekhna chaahta hu. I don't know... I think wo mere jeso ke liye boht badi hasti hai!? Maybe? Then Bhabhi... woh mujhe mushqil me daal rahi hai Pari.'
[I think I get it now Master!!]
'Huh kya?'
[Samay aane par, I'll tell you!]
'Wait what??'
[Filhaal aap ye janiye. Scroll Hunt!!!]
'Ohh yeah! Tell me...!'
[Scroll Hunt is similar to Quest Hunt master. But there's a twist.]
'!!!!??'
[Quest Hunt me aap normal points se Cards khareeb sakte ho. But Scroll hunt me aisa nahi kar sakte.]
'Iska matlab...'
[Yes!!! Those Fame Points. 500 Fame Points par... Aapko ek try milega. Scroll Hunt use karne ka. Scrolls aap keval Fame Points se hi paa sakte ho.]
'I see!!!'
[So??? Do you want to open one? Aapke paas currently 600 fame points hai. Ek baar use kar sakte ho aap.]
'Isme bhi koi chance waala system toh nahi hai na? Kahi isme bhi koi trash scroll toh nahi haath lagne wala?'
[No master! Isme aisa kuch bhi nahi hai.]
'Good then!'
[Toh use karu?]
Aur kaafi kuch soch vichaar ke baad... Veer ne jawaab de diya,
'Yes! Go ahead!!!'
***
*Click* *Click* *Click*
*Click* *Click* *Click*
Suhana apne ghar me laptop par kuch kaam kar rahi thi raatri me.
Jab uska phone baj utha,
Aur screen par na uski ekmaatr khaasi saheli ka tha.
Divya~
Suhana : Hello?
Divya : Hello Suhana!
Suhana : Bolo? Kese yaad kiya ab?
Divya : You will have to come!!!!
Suhana : What!!!???
Divya : Mene tumhe bataaya tha na. I need you Suhana!
Suhana : What? Par aise achaanak se...!?
Divya : Mere paas zyada details me bataane ke liye samay nahi hai Suhana. It's serious!!! And huge...
Suhana : !!!??
Divya : Also... Ek client wo bhi hai.
Suhana : Huhhhh!!???
Divya : I know ab tum mana nahi karogi. Right? Aur ho sake... Toh preparation ke saath aane. You know what I mean right?
Suhana : Divya tum...
Divya : Mein kuch nahi kar sakti Suhana. One last time. Please!!! Come!!! Iske baad I promise... I'll never ask you for such requests.
Suhana (sighs) : Mein tumse do din me baat karti hu. I have to think. Mera mind kaam karna band ho gaya tumhaare kaaran...
Divya : Do din keval... I don't have much time Suhana... I can only wait for 4 days at max. Par do din ke andar mujhe tumhara answer chaahiye hi chahiye. No... Yadi tum nahi aayi toh mein tumhe lene aa jaungi.
Suhana : I... I'll think!!!
Divya : You have to come!!!!
*Call ends*
Aur call cut ho gaya. Suhana!!! Gehre chintan me doob gayi.
Iss nayi khabar ne... Usse poora duwidha me daal diya tha. Something... Must be done!
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!
2 more to go. Baaki, likes thokne ka aur apne apne revos rakhne ka. Also, ek question. Who was/is the best villain until now? Iska jawaab bhi rakhiyega! Milte hai next update me.
Dhanyavaad!!!
That is true. Real life me mein incest ke sakht khilaaf hu. Incest should only exists in stories, according to me. Read kariye aur fir inn bhaavo ko bhul kar apni niji Zindagi me waapas aa jaiye. As simple as that...Koi baat nahi ! Aap ko incest pasand nahi, to hamare werewolf bhai ko bhi incest pasand nahi.
Hein??? Ye kisne kaha?Aap ko supernatural nahi pasand , hamare werewolf bhai ko bhi nahi pasand.
Maska maar rahe ho?Aap ki soch aur unki soch kitni adhik milti hai na ! Ab es kahani ko romantic way me likhenge wo.
Settings karane pe tula hai karne do kayeko rok rahe ho......That is true. Real life me mein incest ke sakht khilaaf hu. Incest should only exists in stories, according to me. Read kariye aur fir inn bhaavo ko bhul kar apni niji Zindagi me waapas aa jaiye. As simple as that...
Hein??? Ye kisne kaha?
Bilkul nahi! Supernatural mujhe pasand hai. Par usse darshaane ka yadi tareeqa sahi hai toh hi. Harr ek cheez ka explanation hona chahiye mere hisaab se. Jese yaha hai. System aaya toh aaye kese? Aage jawaab milega. Similarly, supernatural universe me bhi yahi applied hota hai. Par writers ye show karna bhul jaate hai ki powers exist karti hai unke world me toh woh aayi kaha se? They will go with ~ 'It's a world full of powers.' Par aayi kaha se ye? Where's the source? This is the reason why I don't read supernatural stories here. Par tension nahi. Next story ussi par based hai apni. Another big project, jisme sab explained rahega. World building hogi poori, including the made up languages, continents, monuments, places, etc.
Maska maar rahe ho?