- 14,126
- 100,122
- 259
Last edited:
Bhai bhai bhai
Ye poori tarah apply nahi hota magar.Mere kheyal se writer ka sab se badha dhuk tabhi hota jab family career chhod kar mehnat karke update likhta hai 3 se 4 ghante se.... Uske baad fir se ek baar chack karke post karte hai....itna mehnat ke wajud jab readers sirf padhkar or ek like chapkar chale jate hai....liken update ke bare me kuch nhi kehte.....achha bura kuch bhi nhi likhta...asal me silence readers ke liye writer ko dhuk hota hai......
Waise aaj update ka koi ummid hai kya bhai
True bhaiDamha Jo mujhe sunn'na tha ju ne wahi jawaab diya.
Sanki Rajput Ju ne bhi kaafi important points rakhe.
Aur wo sabhi sahi hai. Chaahe emotionally attached hona ya personal life management. Sabhi important hai.
The saddest thing about being a writer is that you can never experience the same experience as your readers. It's the saddest and bitter truth about being a writer.
Writer apni poori lifetime me ye kabhi bhi achieve nahi kar sakta. Ek writer story likhta hai, readers usse padh hasste hai rote hai, woh ek alag experience hota hai. Aur jo writer ye khud likh raha hota hai woh kabhi bhi ye experience nahi paa sakta. Kyuki ye uski hi rachna hai. Usse sab pehle se hi pata rehta hai. Koi suspense nahi rehta uske liye. Aap sabhi meri story ko enjoy kar rahe ho. Surely, koi na koi moments aise zaroor yaad honge story ke jiisse padh aapko sabse zyada maza aaya ho. Par mere liye ye nahi hai. Chaahe Akhir Kyu? ho ya ye story. Mein kabhi bhi same experience nahi paa sakta. Jo thrill, jo suspense se aap guzre woh mujhe kabhi bhi praapt nahi ho sakta.
Aur mere khayaal se kisi bhi writer ke liye ye sabse dukhad satya hai. Apni hi utpatti ko experience na kar paana.
Bhai main bhi only nyc ya good ya beautiful update heen aisa har baar reply karta huun kyunki main aap jaisa soch nahin sakta hum sabme fark hain main aapko aapke update pe koi galti ya kuch nikal nahin sakta kyunki hum uske kabil nahin hain jo aapke like mein galti nikal den ...Ye poori tarah apply nahi hota magar.
Mein itne acche readers se blessed hu ki yadi do shabd wale comments bhi aate hai, toh bade bade revos dene waale readers unko overshadow kar dete hai. Par jo mention kiya, wo kabhi bhi praapt nahi ho sakta chaahe kuch bhi kar lo.
उचित कहे दोस्त, मै कोई लेखक तो नही हूँ पर आपके लिखे गए शब्दो से उन्हे लिखते समय आपके ज़ेहन मे जो उधेड़ बुन हो रहा होगा... वो महशूश किया जा सकता है ।Damha Jo mujhe sunn'na tha ju ne wahi jawaab diya.
Sanki Rajput Ju ne bhi kaafi important points rakhe.
Aur wo sabhi sahi hai. Chaahe emotionally attached hona ya personal life management. Sabhi important hai.
The saddest thing about being a writer is that you can never experience the same experience as your readers. It's the saddest and bitter truth about being a writer.
Writer apni poori lifetime me ye kabhi bhi achieve nahi kar sakta. Ek writer story likhta hai, readers usse padh hasste hai rote hai, woh ek alag experience hota hai. Aur jo writer ye khud likh raha hota hai woh kabhi bhi ye experience nahi paa sakta. Kyuki ye uski hi rachna hai. Usse sab pehle se hi pata rehta hai. Koi suspense nahi rehta uske liye. Aap sabhi meri story ko enjoy kar rahe ho. Surely, koi na koi moments aise zaroor yaad honge story ke jiisse padh aapko sabse zyada maza aaya ho. Par mere liye ye nahi hai. Chaahe Akhir Kyu? ho ya ye story. Mein kabhi bhi same experience nahi paa sakta. Jo thrill, jo suspense se aap guzre woh mujhe kabhi bhi praapt nahi ho sakta.
Aur mere khayaal se kisi bhi writer ke liye ye sabse dukhad satya hai. Apni hi utpatti ko experience na kar paana.
Sahi kaha hai ju ne...उचित कहे दोस्त, मै कोई लेखक तो नही हूँ पर आपके लिखे गए शब्दो से उन्हे लिखते समय आपके ज़ेहन मे जो उधेड़ बुन हो रहा होगा... वो महशूश किया जा सकता है ।
आप ने शिर्फ सत्य ही कहा है, के लेखक कभी भी अपनी कहानियों को उस नज़रिए से नही देख पाता जिस नज़रिए से उन कहानियों के पाठक उन्हे पढ़ते है.।
.
पर मेरे पास इसका एक सकारात्मक पहलू भी है, शायद वो बस मेरा सोच ही हो... लेकिन मै बता देता हूँ...
मेरा सोच यह है की,... लेखक भले ही अपनी कहानियों को किसी पाठक के नज़रिए से नही देख पाता हो...
पर वो जब तक अपनी कहानियों को लिखते रहता है तब तक उन कहानियों मे उसके द्वारा बनाये गए सभी किरदारों को भी जीते रहता है...
अक्सर मैने बहुत सारे लेखक को देखा है, जब वो कोई उपन्यास लिख रहे होते है तो उनके लिखे गए उपन्यास के नायक की जो छवि उन्होंने बनाई है, वो खुद मे भी महशूश करने लगते है...
खुद भी अपने कहानी के किरदारो की जीवन जीने के तरीके को अपने निज़ी जिंदगी मे उतारने लगते है...
.
अगर मै सही हूँ तो... बताना जरूर
और अगर गलत... तो समझाना जरूर
Damha Jo mujhe sunn'na tha ju ne wahi jawaab diya.