- 14,259
- 101,066
- 259
Last edited:
Pahad se girne wali ladki to swati thi na ...?I think ismain 2 points hai
1. Yaad hai ek ladki girti hai phad se? See back update she is the soul
2. Veer ki mom she is archeologists! ( pyramid reacherch etc) so both can be possible
Uske baad bhi ye justify nhi ho raha. Ek jeeta jaagta human kese energy me convert hoke ghus sakta h kisi dusre ki body me? Ye kesi technology h? Bohot zyada fantasy based ho gaya ye. Unless there's an explanation to this, I still can't get my head around this. Also, space traveling me kayi saare aspects ko dhyan me rakhna hota h. Especially age ka aspect. If you might have seen Interstellar you know what I'm talking about.Jaisa ki Einstein mahoday ne quantum theory Diya tha, aur ussi theory par research karke uske naye aayamo ke bare me batane ke liye clauser aur aspect mahoday ( ek aur mahoday hai jinka naam yaad nhi aa rha) ko 2022 ka nobal prize mila hai...
Ab aate hai mudde par to ye quantum theory kahati hai ki ham kisi bhi chij ko compress karke kam jagah me adjust Kar sakate hai , kisi bhi chij ka form badal ke usse ek jagah se dusre jagah sthantarit ( bhej) sakte hai .....for example 1 tb data ko 1 GB data memory card me dal sakte hai...
Ek insan ya vastu ko usse ek jagah se dusre jagah compressor ka use karke bhej sakte hai as a enrgy form...uss jaagah bhejane ke baad wapas wo energy wapas apne original form me wapas aa jayegi....iss is tarah bhi samajh ja sakta hi ek sound wave ko energy form me bhej ke speaker ke through wapas usse sound wave form me badal dete hai , jaisa ki hamara earphones work karta hai..yahi hai quantum theory....jitni jyada samajh quantum theory k hoga utna jayad aashchryachakit Kar dene wala kaam hota RAHEGA...pari jaha se aayi hai waha par quantum physics ki janakari jyada ho unke paas ,jiske Karan wo jyada tej gati se travel karke earth par aa gayi ho , aur us energy ko uska host ( like speaker ) milte hi wo apne original form me aa gayi ho....itna achchha jyan purn bate likha hu isiliye like rukana nhi chahiye ...
Aree par human ko energy ka gola kese bana diya? Aur Pari ki different personalities kese explain karoge?See in Japan they invented nano technology which can be used in air like you know it will look like a screen in air but you can touch it and operate also and in future it can be more advanced
Jaha tak meri guessing h... Werewolf sir logic based zyada h ...सर्ववस्तूनि कारणोद्भवानि.... वीर को परी मिलना... इसका भी कोई न कोई मुख्य वजह होगा । अब वो कैसे मिला... इसका जबाब तो लेखक महोदय जाने पर हो सकता है के...
प्रेम ईश्वरस्य महत्तमपारितोषिकमस्ति.... और संभव है की वो प्रेम रूपी उपहार को ईश्वर ने परी के रूप मे वीर को नवाज़ा हो ।
Mne dekhi to nhi h. Ye to Werewolf sir hi jaane. Pata ni kya soch k rakha Pari k liyeRihanna ji aapne agar venom movie dekhi hogi to mai aapko batana cahunga ki aap dekh lena end me pari ka pura concept bilkul venom movie ke jaisa hi hoga. Ki kaise wo space ke kisi dusre planet se earth par aata hai. Aur yaha aa kar wo venom movie ke hero me sama jata hai. Sath hi me wo venom apne planet par sbse weak hota hai lakin hero aur ke sath mil kar wo earth par sbse strong ban jata hai.
Aur mai ek aur baat abhi dave se kah deta hu aage chal kar veer ek baar marega jarur ya almost dead jarur hoga.