- 14,263
- 101,099
- 259
Last edited:
syd working as a CA in any govt officeGenuine question:
Central Government CA kya hota hai ?
The writer of this story regulalry updates the index after every update ... so you don't have to request anyone ... whenevery you have time go to the index and read from the next update at your own pace ...Dost, maine to isilye bola tha kyuki main free nhi ho pata hu, baaki aapki story hai, aapki ichchha h jaise updates do, main jb free hounga tb padh lunga, ha ek request h, abusive comments se mujhe alag rakhna, main central government CA hu to mujhe logo ko unki hi bhasha me jawab dena achchha nhi lagta, isiliye aapse ye request h ki is story k sabhi updates pe mujhe tag kr dein, main time k hisab se padh lunga
Bhai tum jo bhi ho..... yaha to bas ek reader ho... Koi writer specially aapke liye ya apke convenience ke hisaab be apni story nahi likhta.. aap padne ke ichuk hai to apna time aur apna tarika updates dhundne ka khud banaye... Koi write aapko notify karane ke liye badhya nahi haiDost, maine to isilye bola tha kyuki main free nhi ho pata hu, baaki aapki story hai, aapki ichchha h jaise updates do, main jb free hounga tb padh lunga, ha ek request h, abusive comments se mujhe alag rakhna, main central government CA hu to mujhe logo ko unki hi bhasha me jawab dena achchha nhi lagta, isiliye aapse ye request h ki is story k sabhi updates pe mujhe tag kr dein, main time k hisab se padh lunga
Sorry warewolf agar meri bat buri lagi ho... Aise to mai silent reader hu.. par apne ohde ka hawala dekar ek writer, ek kalakar ko kam aakne wale ki aalochna karta hu... Aur isi baat me mujhe comment karne pe majbur Kiya...Ignore those comments. Bas ek comment kar diya karo yaha kisi bhi update ke pehle. Toh woh quote ho jaaya karega. Aur fir notification bhi aa jaya karega.
Central government ka Chaplus AdmiGenuine question:
Central Government CA kya hota hai ?
Waiting broAaega mitr! Pareshani thi ek. Sort out ho gayi hai filhaal. Update par hi kaam chal raha hai. Time nahi dunga. Ek ghanta bhi lag sakta hai ya do ghante bhai. Haan par raat me hi aa jayega.