- 13,764
- 98,352
- 259
Last edited:
इसी arc मे जरूर बिदेश का सफरनामा देखने मिलेंगे। आपके बदौलत मिस्र और लास वेगास हो गया है। इस बार देखते है कहाँ आप हमें लेके चलते है। यह ब्रेक के बाद पहला अनुच्छेद जरूर धमाकेदार होगा। उसी के प्रतीक्षा मे है। धन्यबाद।Thanks man!
Naye updates next week me kisi bhi din se shuru ho sakte hai. Keep supporting!
Par usne jo jhela hai, usme Bhavna ki itni badi galti nahi hai. Galti to uske parivaar ke sadasyo ki hi jinhone uska dhyaan nahi rakha. Veer Bhavna ko definitely maaf kar diya hai. Par Brijesh ko kabhi maaf nahi kar sakta woh. Bhavna ne jaan bachaane ke liye ye qadam uthaaya tha. Pyaar to wo karti hi hai Veer se hamesha ki tarah. To Veer bhala gussa kese reh sakta hai.bhai abi last update me bavna ke athit ke raj khul gaye veer ko bhi pata chal gaya ki uski ma ne use q bachpan me cod diya tha par bhai kya veer he sab jane ke bad bhi apne ma ko maf kar payrga q ki usne jo bacpan me jo jela he ho itane jaldi to nahi bul payega or age kaya Kare ga he to ap hamse behetar jante he par muje lagta he ki veer intne jladi to nhi bulega eas par bhai toda parksh dale...
Next week me updates aane ke chances 90% hai.Etna bada update deney key liye dhanyawad Bro
Lgta hai ab 2-3 week update nhi aayega esliye etna bda update diya
Of course! Kaera is like a celebrity. Wo celebrity hai nahi par harr shaksiyat usse bhali bhaayi jaanti hai. Badi se badi.Veer ne apni teju di ko suhana ka zikra to kr dia.. K wo kitne Jaane maane logo se taaluq rkhta h but abi Kiara ka name ni Lia.. Well kaafi exciting hoga ye..and obviously tej ko jb suhana ka Naam pta h to Kiara ko b definitely janti hogi.. She's a gem business woman... Mza aayega
Dhanyavaad bhai.Behad hi shandar or dilchasp update bhai or last me suspense.
Bahut khoob superb
Nahi! Suhana ya koi bhi Bhavna ko nahi jaanta hai. Bhavna underground rehti thi bhai. Wo jaan boojh ke naam badal ke rehti thi. Harikiran ki nazro se bachne ke liye. Isliye uske kam se kam interviews ya news aati thi. Toh Kaera ya koi bhi Bhavna se parichit nahi hai.Boht achi update thi, sab wapis aa gaye hen, Parijat Ghar ki ladies ko alag ghar mil gya or Veer ko fun k liye aik thikana, Tej k tu hosh urty jaien gy jesy jesy oss k samny Veer ki female Friends any lagy gi lekin mujhy laGta ahy k Bhavana bhi aik mashoor Archaeologist hay tu kahi na kahi Suhana ya Kaira zaroor janti hongi or Veer ki Maa ki hasiyat say Bhavana ka image or powerful hoga. Pringal Ghayab hay dekhty hien Crimson Arc ma os ka koi role hay ya nahi ye tu aany wali updates hi batien gi. Kaafi time say Nidhi Maam bhi nazer nahi aai tu Veer k Ghar ya Bhumika k Hotel ma aik Get to Geather Party honi chaye jis mien Veer k present friends ka intro Bhavana n Tej waghra say ho to acha lagy ga. anyways writer knows better how to deal with chracters and Story.
Shaandaar dhamaake daar updates thaa bhai late padha mai isliye aur dhamake daar laga parizaat ghar ,. Kya khub racha hai ,. Saili , ka aage role hoga to jaise suman ki beti ka hai food truck mai bole to jhakkkasMega Update
New Year Special
Update - 128 ~ Parijaat
Ab tak...
Suman (smiles) : Maalik ka poora haq hai uss par.
Veer : Kis par?
Purvi : Suman nahi!!! Aage kuch mat kehna...!
Par Suman ne keh diya,
Suman (smiles) : Parijaat ghar!
Veer : Huhhh?
Ab aage...
Raat ke 1:30 baj rahe the aur Suman Veer ka haath thaame usse kheechti hui andheri galiyo ke raaste kahi le jaa rahi thi.
Veer : Suman? Suman kaha le jaa rahi ho?
Suman : Mene kaha na! Aap bas peeche peeche chalte jaiye! Kuch derr me sab pata lag jayega aapko!
Harikiran aur uske bete ko zinda jalaaye abhi kuch waqt hi hua tha ki Suman Veer aur baaki sabhi ko car me baitha ke yaha le aayi thi. Woh sab uske dwara dikhaayi gayi disha ki orr badhte jaa rahe the.
Derr raat aaj kya kuch nahi hua tha. Diwali ka din lag chuka tha. Jese raavan ko hara ke acchayi ki buraayi par jeet hui thi. Wesa hi kuch aaj Veer ne kar dikhaaya tha. Anyaay par nyaay ki jeet, adharm par dharm ki jeet, aur asatya par satya ki jeet.
Jo paap Harikiran, Bhanu Prataap ne kiye the. Uska khamiyaaja aaj unko bhugatna pada tha.
Gaav waale ek raakshas ke raaj se mukt ho chuke the. Unn sabne Bhavna ko khushi khushi gaav ke ek mukhiya ke roop me sweekaar kar liya tha. Parantu, Bhavna ne ye zimmedaari Shyaam ko saunp dii.
Vandna! Jo Bhanu Prataap ki patni thi. Usse bhi Shyaam ke haatho hi chorr diya Bhavna ne. Dono aadmiyo ke marr jaane ke baad kisi me ab itni himmat nahi thi ki Bhavna ke khilaaf jaa sake. Rahi baat Vandna aur Bhanu ke bete ki? Toh woh padhaayi karne sheher gaya hua tha. Chaah ke bhi woh Veer ka kuch ukhaad nahi sakta tha.
Ye toh ek samasya ka hal tha. Parantu, uske baad ek dorr jo barso pehle toot chuki thi. Uske do chhorr aaj punaah ek dusre ke saamne the.
Brijesh aur Bhavna!
Brijesh tezz qadmo ke saath Bhavna ke nazdeek aaya. Kuue me abhi bhi do laashe jal rahi thi.
Brijesh : B-Bhavna!!!
Koi jawaab na aaya.
Brijesh : Bhavna!!! Bhavna suno...! Mujhe tumse kuch kehna hai.
Bhavna ki peeth Brijesh ki orr thi. Woh kuch nahi boli aur aage badh gayi.
Brijesh : Bhhaaavnnnaaa!!!!
Bhavna : Chillaane se kuch nahi hoga. Ab baat karne laayak kuch nahi reh gaya Brijesh.
Jab seedhe uske naam se Bhavna ne usse sambodhit kiya. Toh Brijesh ko ek anumaan lag gaya ki koi bhi paitra kaam nahi aane waala tha ab. Fir bhi, aaj usse apni baat rakhni thi.
Brijesh : Bhavna..! Bhavna suno! Bhavna mein...!
Uski phisalti zabaan par Bhavna khil-khilaayi.
Bhavna : Mujhe maaf kar do!
Brijesh : Huh?
Bhavna : Yahi na? Yahi kehna chaah rahe the na?
Brijesh : Mein...!
Ek baar fir, Brijesh maun reh gaya. Dur khade Veer ne jab unn dono ko baate karte dekha toh woh unse aur dur chala gaya.
Bhavna : Behtar yahi hoga ki aap sab yaha se chale jaaye.
Brijesh : Bhavna!! Y-Ye sab kya ho gaya? Hum sab andhkaar me the?? Itna sab kuch ho raha tha peeth peeche?
Bhavna (smiles) : Andhkaar? Nahi toh! Mene toh kitni baar aapko sach dikhaane ka prayaas kiya tha. Par aap ko aankho par patti baandhna zyada pasand hai.
Brijesh : Nahi Bhavna! T-Tum jaanti ho! Tum jaanti ho ki mene hamesha tum par vishvaas kiya hai. Par jab aisi tasveere kisi mard ke saamne ho toh woh kese shaant reh sakta hai? Meri jagah koi bhi hota toh woh bhi-
Bhavna (smiles) : Yahi toh aapki ek kharaab aadat hai.
Brijesh : ???
Bhavna : Kabhi bhi apni galti sweekaar na karna.
Brijesh : N-Nahi! Bhavna aisa nahi hai. T-Tum galat samajh rahi ho. Tum hi batao! Akhir kaun tha woh aadmi?
Bhavna (frowns) : Mein nahi jaanti.
Brijesh : Nahi jaanti? Kya matlab nahi jaanti Bhavna? Woh tumhaare bagal se laita hua tha uss tasveer me. Aur tum keh rahi ho-
Bhavna : Mene kaha na! Ki mein nahi jaanti. Aur ye sawaal...! Aap apne chote bhai se kyu nahi puchte?
Ye vaakya uske muh se nikalte hi, Brijesh ka poora shareer thanda pad gaya. Beshaq! Harikiran ke muh se yahi naam toh nikla tha.
Karunesh!!!
Jisse sunn na sirf woh balki Manorath samet sabhi ke perro tale zameen khisak gayi thi. Uska hi chota bhai ghar me uske hi khilaaf saazish rach raha tha. Apni hi thaali me chhed kiya tha usne. Jii haan! Bhavna ko phasaane waala aadmi koi aur nahi Brijesh ka apna hi chota bhai tha.
Brijesh : P-Par kyu? Karunesh akhir...! Kyu?
Bhavna : Ye mujhse kyu puch rahe hai? Jaa ke ussi se kyu nahi puchte? Kaun tha woh aadmi? Kya dushmani thi uski aap se? Kyu kiya aisa? Kyu mujhe fassaaya gaya? Yakeenan saare sawaalo ke jawaab aapko mil jayenge.
Brijesh ko samajh aaya ki Bhavna toh bas ek shadiyantra ka shikaar hui thi. Kahi se bhi uski koi galti nahi thi. Aur ab baadh ke samaan glaani uske andar aan padi.
Brijesh : A-Aur woh ladki!?
Uska ishaara Tej ki orr gaya.
Bhavna : Ladki? Woh aapki aur meri beti hai.
Brijesh : K-Kya???
Bhavna : Haan! Jab ek saal ke liye mein baahar gayi thi. Tab mein pait se thi. Tejal wahi janmi...!
Brijesh : P-Par aisa kese?
Woh baukhla utha. Ye itni badi ladki, uski apni thi?
Bhavna : Harikiran aur Bhanu Prataap! Dono hamaari pehli santaan ko maarna chaahte the.
Brijesh : Y-Ye tum kya keh rahi ho?
Bhavna : Sach keh rahi hu. Ab aapke upar hai ki aap isse sach maane. Ya firse patti pehan'na behtar samjhe.
Brijesh : P-Par-
Bhavna : Mene apne kaano se suna tha dono ko saazish rachte.
Brijesh : Tumne mujhe bataaya kyu nahi???
Bhavna : Darr ke kaaran!
Brijesh : Darr? Kaisa darr??
Bhavna : Woh darr...! Jo mujhe ek saal tak dur jaane par majboor kiya. Woh dono haivaan iski bhi tarqeeb banaaye baithe the. Aur mein jaanti thi ki agar aapko bataati, toh aap meri baat ka vishvaas nahi karte.
Brijesh : Kyu nahi karta mein tumhara vishvaas Bhavna? Tumne aisa soch bhi kese liya ki-
Bhavna : Kyuki woh dono kaan bharne me lage hue the. Aur isliye...! Hamari pehli santaan ko kuch bhi na hoye. Mein pait se thi! Ye baat mene aap sab se chhipaayi. Aur Nagpur chali gayi.
Brijesh : T-Tum ek saal tak Nagpur me thi? Matlab woh videsh me research karne jaana woh ek-!??
Bhavna : Hmm! Bahaana tha. Purvi ke ghar Tejal janmi. Iss ek saal ki gerr maujoodgi me unka dhyaan mujhpe aur hamaari santaan par se toh hatt gaya. Par mere parivaar par se nahi. Inhi dono ne milke mera parivaar tabaah kiya tha. Aur aaj..! Mere bete ne...! Mera badla le liya.
Brijesh : T-Toh Tejal hamari beti hai! Bhavna! Mein-
Bhavna : Ab samay beet chuka hai!
Brijesh : Huh?
Bhavna : Na hi ab koi maafi kaam aayegi aur na hi koi upaay. Aapke haatho se samay rait ki tarah fisal chuka hai. Jab zaroorat thi. Tab ye mutthi band kar lii hoti, toh shayad haath me kuch shesh reh jaata. Par ab? Sab kho chuke ho aap.
Brijesh : N-Nahi!! Bhavna aisa mat kaho! Mein toh jaanta bhi nahi tha ki kya kuch ho raha tha. Bhavna suno!! Bhavna! Tum jaanti ho mene tumhe kitna chaaha hai! Bhavnaaaa!!!
Bhavna (smiles) : Woh chaahat nahi thi Brijesh!!! Woh chaahat nahi thi!
Brijesh : ???
Bhavna : Woh bas aapka moh tha. Pyaar nahi. Ek aakarshan tha! Pyaar hota, toh bharosa hota! Par badqismati se, woh bas ek moh tha. Meri soorat ka. Mere rang roop ka. Hamara rishta bas ek samjhauta tha. Jo jaldbaazi me bann gaya.
Brijesh : N-Nahi!! Aisa mat kaho!
Bhavna : Par ek baat ke liye ab bhi aapko shukriya kahungi.
Brijesh : !!??
Bhavna : Tej aur Veer ko dene ke liye. Kyuki ye akele toh sambhav nahi tha. *smiles* Aapka yogdaan bhi hai. Toh uske liye shukriya. Mein woh nahi jo aapke chalte apne baccho se nafrat karne lagu. Ya mera lagaav unse kam ho jaaye. Meri jaan hai dono! Na jaane kitni taqleefe mere Veer ko jhelni padi hai aapki laaparvahi ke chalte. Ab aur nahi...!
Brijesh : Nahi Bhavna!! T-Tum sab galat samajh rahi ho-
Bhavna : Mujhe jo samajhna tha woh samajh chuki. Samay aa gaya hai ki mein ab apne baccho par dhyaan du.
Brijesh : Bhavna nahi-
Par Bhavna na hi palti aur na hi ab ruki. Woh aage badh gayi.
Brijesh : Bhaaavnnnaaa!!!
Brijesh aage jaane ko hua par tabhi,
"Brijesssssshhhhhhh!!!"
Peeche se usse Manorath ki haafti hui awaaz sunaayi padi. Jese hi nazar daudaayi toh paaya ki Manorath apne seene par haath rakhe zorr zorr se saanse le rahe the.
Ghabraakar Brijesh daud ke unke paas aaya,
Brijesh : P-Papa jii? Papa jii aap theek toh hai na?
Manorath : *huff* *huff* Seene me dard ho raha hai b-beta!!
Aise manzar ko dekh, aur ek ke baad ek zordaar jhatke khaane ke baad acche se accho ki haalat bigad gayi thi. Toh Manorath ka ye haal hona toh laazmi tha. Itne bade bade satya, ek ke baad ek unka buzurg dil bhala kese jhel sakta tha?
Haalat zyaada bigde na isliye Vivek ki salaah par majbooran Brijesh ko Manorath ko leke waha se nikalna pada.
Aur unn sab ke jaate hi Bhavna ke upar se jaise ek bhaar aur kam ho gaya.
Woh aage badhi. Purvi, Suman aur uska beta Veer kuch charcha kar rahe the. Tabhi usse ye bhi dhyaan aaya ki aaj toh uske laadle ka janmdin tha.
Iss se pehle ki Purvi usse samjhaa paati woh bina kuch sune hi Veer ke gale se lag gayi.
Bhavna : Janmdin mubaarak ho! Mere bacche!
Veer : T-Thank you!
Baari baari sabhi ne usse wish kiya.
Dono maa bete ek dusre ko dekh jese kahi kho gaye. Veer ko woh pal yaad aaya, jab pehli baar usne apni maa ko dekha tha. Jaipur ka hi woh station tha. Iss orr woh apni train pakad ghar jaa raha tha toh dusri orr train me uski maa thi. Tab dono mil ke bhi mil na sake the.
Aur aaj...! Dono ek dusre ki baaho me the. Veer bhaavuk ho gaya. Aur uski aankho se ek aasu ki boond apne aap chhalak uthi. Kitna tadpa tha woh apni maa ko paane ke liye.
Jese hi Bhavna ne apne bete ki aankh me aasu dekhe, uska jee ghabra gaya. Bechain hote hue usne fauran hi Veer ke gaal se uske aasu poche.
Bhavna : Ye aasu kese mere bete?
Veer (smiles) : Kuch nahi!
Bhavna : Bolta hai ya nahi?
Veer : Baad me batau toh chalega?
Bhavna : Yaad se bata dena!
Veer (nods) : Hmm!
Bhavna : Ab ek sawaal mein karu?
Veer : Kariye!
Bhavna : Tumhare andar kya zara bhi darr nahi aaya? Unn dono ki jaan lete waqt? Ek aam insaan na hi iss qadar lad sakta hai aur na hi itni asaani se kisi ko maut ke ghaat utaar sakta hai.
Veer : Kyu nahi lad sakta? Saalo saal dard sehne ke baad ye skills haasil kii hai mene.
Bhavna : Aur bina bhay ke unn dono ki jaan lena? Woh? Uske baare me kya kehna hai?
Veer : Kya aap nahi chaahti thi ki mein aapka badla lu?
Bhavna : Chaahti thi. Par jesa mene socha tha wesa nahi hua.
Veer : Kya matlab...?
Bhavna : Mujhe laga tha mera beta unhe maarte waqt ghabra jayega. Aur sankoch karega. Kyuki koi bhi aam insaan uss sthiti me ghabra jaata. Par-! Aisa hua nahi! Jo kayi sawaal khade karta hai. Jawaab do!!! Kya chhipa rahe ho mujhse.
Apni maa ki hoshiyaari dekh Veer stabdh reh gaya. Par woh sach nahi bata sakta tha. Nahi bata sakta tha ki uske haath pehle se hi khoon se range hue hai.
Veer : Aap khamakha zyaada soch rahi hai.
Bhavna : Kya sach me?
Veer (nods) : Hmm!
Usne Veer ki aankho me jhaak ke dekha. Veer ne nazre nahi ferri. Aur kuch derr baad, Bhavna ne ek gehri saas chorr ye charcha wahi samaapt kar dii. Par andar hi andar jese usse abhi bhi gyaat tha ki uska beta kuch chhipa raha tha.
Lekin abhi ke liye iss vishay par virhaam lag chuka tha.
Purvi : Bhavna! Uss se bhi zaroori baat ye hai abhi ki Suman Veer ko waha le jaa rahi hai.
Bhavna : Kaha?
Purvi : Arre wahi!!
Bhavna : Arre par kaha?
Purvi (sighs) : Parijaat ghar!
Naam sunte hi Bhavna ki bauhe sikud gayi.
Bhavna : Kya kaha?
Purvi : Parijaat ghar! Suman leke jaa rahi hai Veer ko.
Bhavna : Hargiz nahi!!!
Bhavna ne Veer ka haath thaama aur usse kheech ke le jaati ki iss se pehle hi Suman ne uss rok liya.
Suman : Kya aap unka haq chheen rahi hai?
Bhavna : Huhh? Suman?
Suman : Bhuliye mat ki Maalik ka poora haq hai uss ghar par.
Bhavna : N-Nahi! Mera beta inn sab se dur rahega.
Suman : Bilkul bhi nahi! Aap maalik ki maa zaroor hai. Par mein keval aur keval maalik ke hit ke baare me sochti hu. Aap unse unka haq nahi chheen sakti.
Bhavna : Suman! Suman tum samajhti kyu nahi ki-
Suman : Samajhna aapko hai didi! Kya honi ko koi taal sakta hai? Fir kyu vyarth prayaas karti ho? Aaj nahi toh kal woh hoga hi. Aur hona bhi chahiye. Maalik ko harr sachhaayi se vanchit nahi kijiye. Kahi na kahi ye aapki galti bhi rahi hai.
Bhavna : S-Suman!!!???
Suman : Haan! Maalik koi doodh peete bacche nahi hai jo aap unse harr baat chhipaati chali aaye. Unka haq hai, toh woh unhe milega hi milega. Maalik! Aaiye!
Aur kuch issi prakaar Suman unn sab ko lekar inn galiyaaro me upasthit thi.
Kavya Veer ka haath thaame hue thi. Kuch derr pehle ki vardaat se woh itna ghabra gayi thi ki theek se khadi bhi nahi ho paa rahi thi. Bhale hi uske bhaiya ne haivano jesa kaam kiya tha unn do aadmiyo ko zinda jala kar. Par abhi bhi Kavya ko apne bhaiya ki hi zaroorat thi. Kyuki wahi tha jo usse mehfooz hone ka ehsaas karwaata tha. Sirf Veer ka haath thaam ke hi uska darr gaayab ho gaya tha.
Sambhalne me usse kuch gante lagne the abhi. Toh wahi Tej aur Arohi bhi chinta me doobi hui thi. Sab achanak hua. Aur ab woh kisi conclusion par nahi aa paa rahi thi.
Unke bhai ne kisi ki jaan li? Kese dekhe woh ab apne bhai ko? Wahi bhai Suman aur uski bahu ke saath rang reliya manaata tha? Ab kaha rakhe usse apne dil me? Dono hi inn baato se joojh rahi thi. Mann me manthan chal raha tha.
Par issi ke saath Veer ki acchaayi bhi thi. Jis prakaar se woh lada, uski aankho me woh tej aur apno ko bachaane ki dridhta. Usse yaad karte hi dono ke badan me ruye khade ho gaye.
Aur unhe ye samajh aaya ki chaahe kuch bhi ho jaaye. Veer hamesha unke hit ke baare me hi sochega.
Ek badi behan hone ke naate, dono ko jese baat samajh aa gayi. Aur dono ne kuch karne ka faisla le liya.
Veer : Suman! Suman yaha bohut andhera hai. Kavya wese hi ghabraayi hai. Tum kaha leke jaa rahi ho hume.
Suman : Bas pohuch gaye maalik!
Aisa woh pichle 10 minute se kehti aa rahi thi. Peeche peeche Purvi aur Bhavna bhi bemann se chal rahi thi. Shweta poori ghatna me baahar rahi. Na hi wo Brijesh se matlab rakhna chaahti thi aur na hi usse abhi kuch samajh aa raha tha.
Par Veer ko yu logo ki jaan lete dekh woh bhi kaafi disturbed thi.
Suman : Ye lijiye! Pohuch gaye hum!
Saamne ek bada sa kivaad maujood tha. Aur raaste ka ant bhi ho gaya tha. Iske aage jaane ke liye ab woh darwaaza khulna zaroori tha.
*Knock* *Knock*
Suman ne bada sa lohe ka kunda utha ke khat-khataaya. Par andar se koi jawaab na aaya.
Usne 2-3 baar aur khat-khataaya! Toh kuch derr baad dheere dheere kivaad khula aur andar se ek aankh behad gusse me unhe ghoorne lagi.
Haath me badi sii chaaku thi uske. Chaaku utha ke usne Suman ki gardan ke saamne kari.
Ye ek ladki thi.
Ladki : Kaun ho tum log? Aur kya chahiye? Aur yaha kese aaye?
Woh behad gusse me thi. Parantu Suman ab bhi muskura rahi thi.
Suman : Mein Suman hu. Haveli ke gharaane se Bhavna didi laut ke aayi hai. Andar khabar do ki woh aur unke do bacche aaye hue hai. Sab pata chal jayega.
Ladki : Theek hai! Yahi ruko!
Ek baar fir darwaaza band ho gaya. Par iss baar andar se kaafi halchal hone ki awaaz sunaayi padi.
Veer : Kya yahi hai? Parijaat ghar?
Suman : Jii! Yahi hai!
Veer : Toh aisa kyu kaha tumne ki ispe mera haq hai?
Suman (smiles) : Aap khud jaan jayenge abhi.
Iss baar jab darwaaza khula, toh Veer samet sabhi chakit reh gaye. Andar se 3 anya aurte uss ladki ke saath nikli. Aur woh sabhi unko ghoor rahi thi. Veer ne ek pal bhi nahi gawaaya unhe check karne me.
Ek aurat behad gori chitti thi. Umr me kareeban 40 ke aas paas. Sundar aur behad kaamuk sii prateet ho rahi thi. Ye thi Sudha.
Toh wahi dusri ekdum kaali thi. Par koi moorkh hi hoga jo uski sundarta ko pehchaan na paaye. Bhara hua shareer aur woh nain naksh. Kareeb 45 umr ke aas paas, ye thi Mukta.
Teesri, jiska rang gehua sa tha. Badan ekdum perfect. Na kahi zyada motaapa, na kahi zyaada patlapann. Aisa lag raha tha ki gaav ki koi bhabhi ho. Ye thi Varsha.
Aur woh ladki, jo ekdum kaali thi. Pata lagaana mushqil nahi tha ki woh Mukta ki hi beti thi. Maa ka rang paaya tha usne. Naam tha Saili.
Sudha ne jese hi Bhavna ko dekha, woh bhaanp gayi.
Sudha : Choti maalkin!!?
Bhavna : Sudha? Kya ye tum ho?
Sudha (khushi se) : Haan choti maalkin!!!
Aage badh woh dono ek dusre ke gale se lag gaye.
Jab sab andar aaye toh Suman ne vistaar se Veer ko sab kuch samjhaaya.
Suman : Maalik! Parijaat ghar apaka ghar hai. Barso se ye chala aa raha hai.
Veer : !!?
Suman : Aapka ghar hum jese chote parivaro ko sanrakshan deta tha. Hume mehfooz rakhta tha. Hamaara paalan poshan karta tha. Aur hum, tann mann dhan, harr roop se gharaane ki logo ki seva karte the. Inn sab ko aap dekh rahe hai? Inhe bhi aapka parivaar hi kabhi rakhta tha. Inki dekh bhaal ka khayaal rakhta tha. Par haveli ke jaane ke baad, ye bas bhatakte rahe. Harikiran inke bhi peeche pada hua tha.
Veer : Fir?
Suman : Fir bachne ke liye inhone yaha ye jagah dhundhi. Pehle Parijaat ghar haveli ke andar hi hota tha Maalik.
Suman ki baat se Veer ko yaad aaya ki uske mama Vijay ateet me kisi mahila ke sang kisi darwaaze se baahar aaye the. Kya wahi Parijaat ghar tha?
Suman : Par haveli ke mitt jaane ke baad se yahi inka ghar hai. Ek prakaar se ye aapke hi intezaar me thi.
Teeno aurte aur woh ladki Saili Veer ko dekhne lagi. Unke naye maalik unke saamne the. Aur chaaro ke andar Veer ko dekhne ke baad zara bhi sanshay nahi raha.
Ab Veer ko sab samajh aa chuka tha ki ye maajra kaha jaa raha tha.
Suman (smiles) : Samay aa gaya hai ki aap inpe apna haq jataaye.
Bhavna aur Purvi dono ki saasein tezz ho gayi.
Tej : Nahi!!! Mein sab jaanti hu aap kya karne ki koshish kar rahi hai.
Suman : Hmm?
Arohi : Haan! Veer ko inn sab ki zaroorat nahi.
Tej : Sahi kaha! Ye sab pehle hota hoga. Par ab nahi. Humne gaav ka sach jaan liya hai. Aur ab hume gaav se koi lena dena nahi hai. Veer aur hum sab ab waapas sheher jaa rahe hai. Yaha ki cheezo se hume koi naata nahi rakhna hai.
Suman (smiles) : Aapko kisne kaha naata rakhne ke liye? Aap nahi rakhengi. Par maalik ko toh rakhna hi hoga. Akhir ye sab maalik ke intezaar me hi ab tak khud ko yaha rakhe hue thi.
Tej : Bilkul nahi!!! Veer ne nahi kaha tha inse yaha rehne ke liye! Woh toh jaanta bhi nahi inke baare me. Befaaltu ki zimmedaari nahi feko uske sarr.
Suman : Kya ye aurte aapko befaaltu ki zimmedaariya lagti hai?
Tej : Woh...
Arohi : Toh theek hai. Zimmedaari lene hum taiyaar hai. Par Veer ko uske aage badhne ki toh koi zaroorat nahi hai na?
Suman : Kyu nahi hai? Mene kaha na! Ye sab tann mann dhan harr taraf se Maalik ki seva karne ke liye bani hai.
Tej : Arohi! It's okay! Theek hai! Par agar mera bhai hi mana kar de toh? Haan?
Suman : Ohhh!
Tej (smiles) : Bolo?
Suman : Fir toh waqai kuch nahi ho sakta.
Tej aur Arohi ek dusre ko dekh muskuraayi. Aage badh ke Tej Veer ke paas aayi aur Suman ko guroor ki nazro se dekh boli,
Tej : Veer! Keh do ki tumhe inn aurto se koi matlab nahi!
*Silence*
Ek khamoshi waha fel gayi. Sabhi Veer ke muh se uske uttar ka intezaar kar rahe the. Par jawaab abhi tak nahi aaya. Itna samay kyu lag raha tha Veer ko? Tej ki bauhe sikud uthi aur woh palat ke apne bhai ko dekhi.
Veer chup chaap unn aurto ko dekh raha tha. Woh sab bechain thi. Aur ghabraate hue usse dekh rahi thi. Saalo se woh yaha haveli ke gharaane ke logo ka intezaar kar rahi thi. Aur aaj woh din aa chuka tha. Par unke maalik ki behne unke aadhe me aa rahi thi. Ek darr unke andar sama gaya.
Veer : Sorry Teju dii! Par Suman theek keh rahi hai. Mein inhe yaha iss haal me nahi chorr sakta.
Tej : Wh-Whaaaattttt???
Arohi : Veer??
Veer : Suman ki hi tarah inhone bhi itne saal meri raah dekhi hai. Mein inhe iss haal me nahi chorr sakta.
Tej : H-Haan toh theek hai. Par uss se zyaada toh kuch karne ki zaroorat nahi hai na?
Suman (smiles) : Zaroorat kyu nahi hai? Ek mard ko hamesha ek aurat ki zaroorat padti hai. Maalik! Aaiye!
Iske pehle ki aur behas hoti, Suman usse kheech ke andar le gayi.
"Nahhhiiiii! Veeeeerrr!!" Tej chillaate hue aage badhi par,
Suman : Andar tabhi aana! Jab aap apne bhai ko nagn awastha me dekhne ke liye taiyaar raho!
Aur beshaq!! Tej ke qadam wahi tham gaye. Woh gusse me Suman ko dekhti rahi. Veer ko bhi woh shikaayat bhari nazro se ghoor rahi thi. Jaise kehna chaah rahi ho ki kyu kiya aisa bhai? Bhavna aur Purvi ne toh pehle hi haar maan lii thi. Ab kuch nahi ho sakta tha.
Bheetar jaate hi chaaro aurte aur Suman Veer ko gherr ke khadi ho gayi.
Sabhi ne baari baari khud ka parichay diya. Veer toh pehle hi unhe check kar chuka tha.
Suman Veer ke gol gol ghoomne lagi. Aur uske kaano me mantra mugdh kar dene waali vaani bolna shuru kar dii,
"Dekh kya rahe hai maalik? Aapke saamne teen aurte hai. Jese chaahe, inka istemaal kariye."
Unn garam jismo ko dekh Veer ke lund ne ek jhatka maara. Kasse hue blouse ke andar unn sabhi ke than qaid the. Koi jism doodh jesa gora safed tha. Toh koi jism ekdum chocolate ki tarah bhoora.
"Sab aapki hi hai maalik! Aur khaas baat batau? Saili!! Mukta ki ye beti ab tak kuwaari hai. Annchuyi!"
Ek jhatka Veer ke lund ne aur maara. Ek virgin ladki!?
"Toh pehle kisse chodenge aap?"
Suman ke muh se ashleel baatein sunn ke na sirf Veer josh me aaya balki woh aurte bhi garam ho gayi. Veer jese naujavan ke saath sambhog karna hi unke liye sapna tha. Aur upar se wahi unke maalik bhi the. Unki khushi ka toh koi thikaana hi nahi tha.
Suman ne ab tak apne jism se blouse utaar ke alag kar diya tha. Aur peeche se usne Veer ki t-shirt bhi utaar ke fek dii thi. Woh apni badi badi doodh ki nangi thailiyo ko uski peeth par chipka ke ragadne lagi.
"Uffff maalik!! Kitna garam hai aapka jism!!! Ssssss~ Aahhhnnn!!!"
Veer Suman ke doodh ke ehsaas me doob gaya.
Saamne khadi Sudha ne bhi ye dekh apne badan se blouse hataya aur uske bhi gore gore doodh nange hawa me jhool gaye.
Jab khud hi aurte khud ko paros rahi thi toh Veer bhala kaha peeche rehne waala tha?
Sudha ki gadraayi kamar ko thaam, Veer ne usse jakda aur uske hontho ka rasspaan karne laga. Dono ke honth bhidte hi aapas me jung karne lage. Aag udhar bhi lagi hui thi. Aur ye barso ki aag thi.
Aage se Sudha aur peeche se Suman! 4 doodh ki thailiyo ke beech pis raha tha Veer. Jiska aanand hi alag tha.
"Sudha ki bur aapka ling andar lene ke liya tadap rahi hai maalik!!"
Veer : Aahh!!! Shit!!! Suman-
*Sluuurrrpppp* *smooooccchhh*
Thook ke mel milaap ke chalte Veer jamm ke Sudha ko choomta raha. Beech beech me aage badh ke Suman bhi unki chumban me shaamil hoti aur teeno ek dusre ke hontho ko choomne lagte.
Thook paani ki tarah unke muh se tapak raha tha par teeno aapas me choomne me vyast the.
Dekhte hi dekhte unke badan se kapde alag ho gaye aur teeno nange ho gaye. Sudha ko nanga dekh ke hi Veer ka naag fafkaar maarne laga. Zaahir hai kisi na kisi ki patni thi Sudha jo ab akeli reh rahi thi. Suman jesa hi haal tha uska.
Suman : Aap inhe halke me mat lena maalik!
Veer : Huh?
Suman : Ye sab sirf tann se aapko santusht karne ke liye nahi hai.
Veer : !!??
Suman : Jankaari ke liye bata du ki Sudha silaayi karti hai. Aur uske jesi silaayi Bijaipur toh kya aas paas ke kisi bhi gaav me kisi bhi aurat me uske jesi yogyata nahi hai.
Veer : Ohh!
Suman : Mukta jii rasoi me nipud hai. Rajasthani khaane ke swaad me unhe koi bhi peeche nahi chorr sakta. Saili ko bhi woh sikhaati jaa rahi hai.
Veer : !!!
Suman : Aur varsha!! Varsha udyaan vidya aur saaj sajja me nipud hai. Paudho aur aushdhiyo ka bohut gyaan hai usse. Ayurved ka bhi gyaan rakhti hai.
Veer (hairaan hote hue) : Ye sab itna kuch karna jaanti hai toh-
Suman : Hmm! Pehle aisa nahi hota tha maalik.
Veer : Matlab?
Suman : Kya aapko pata hai Parijaat ghar ki sthaapna kese hui?
Veer : Nahi!
Suman (smiles) : Mein bataati hu. Barso pehle aurte sirf haveli ke logo ko shareerik sukh paradaan karne ke liye hoti thi. Aur tab Parijaat ghar jesa kuch bhi nahi tha.
Veer : Fir?
Suman : Fir ek samay tha jab aapke kisi poorvaj par hamla hua tha. Tab unki pasandeeda daasi Parijaat ne unhe bachaaya tha. Par hamle me apni jaan gava dii. Toh unki yaad me ye Parijaat ghar ko khola gaya. Uska nirmaad haveli ke andar hi karaaya gaya tha.
Veer : Toh ye baat thi!
Suman : Aur tabhi se aapke poorvaj ne unn aurto ko na sirf shareerik sukh dene ke liye rakha balki unki shiksha bhi shuru kii. Jisko jo pasand tha, jiska jisme kaushal tha, unhe woh karne ki chooth mili. Yahi kaaran hai ki kyu aaj mein aur ye sab kisi na kisi shetr me nipud hai.
Veer : Samjha suman!
Suman : Toh aap inka istemaal acche se kijiyega maalik! *smiles* Shareerik dhang se bhi aur samaajik dhang se bhi.
Veer : Hmm!
Veer ne mann me already ek plan bana liya tha.
Suman : Aur ab kaam ki baat! Dekhiye! Kaise kutiya bane Sudha ki gori gaand aapka intezaar kar rahi hai maalik!
Jhukte hue Suman ne gapp se Veer ka khada lund muh me bhar liya. Bagal se khadi Varsha, Mukta aur Saili tezz saasein leke sab kuch hota dekh rahi thi. Unki choot bhi kulbula rahi thi.
*Sluuurrrpppp* *Schhliiickkkk*
"Mmmmm!!! Nnnmmm!!! *Swwwhhoopp* *sluuurrrrppp* ummmmm!!"
"Ohhh fuckkkk!!! Suman!!!!"
Unn teeno aurto ki aankhein Veer ke lund ko dekh phati ki phati hui thi. Vishaal lund ko kitni asaani se Suman muh me nigal rahi thi.
Acchi sii chusaayi ho jaane ke baad, Suman khadi hoke Sudha ki gaand ke paas gayi aur uski doodh jesi gaand ke pato ko dono haath se cheer ke usne alag kiya. Toh Veer ko gaand ka bhoora chhed nazar aaya. Aur choot ke honth bhi.
Veer : Tum inke baare me itna kese jaanti ho Suman?
Suman (smiles) : Kyuki meri maa Parijaat ghar ka hi ek aham hissa thi. Aur mein aksar ghar me jaaya karti thi. Par tab mein 18 se neeche ki thi. Sambhog nahi kar sakti thi. Sirf aurto se gappe ladaane aur gyaan praapt karne jaati thi.
Veer : Samjha!
Suman : Toh pehle kis chhed me daalna pasand karoge Maalik? Upar neeche do do maujood hai.
Usne ungliyo se dono chhed ko phaila ke dikhaaya toh ek baar fir Veer ka lund jhatka maar diya.
Suman (smiles) : Mein toh kehti hu dono me hi daal do. Saare toh aapke hai.
Sudha : S-Suman! Nahi! S-Sirf bur me abhi. Mene mal maarg me kabhi nahi dalwaaya hai.
Suman (smiles) : Ye mal maarg kya hota hai? Gaand bolo Sudha! Aur ye toh acchi baat hai ki nahi dalwaaya hai. Maalik hi udhghaatan karenge ab.
Sudha : Zaroor! P-Par-...! Par aaj nahi Suman!
*Chataaaaaakkkkkk*
Sudha : Ahhhnnn!
Suman : Tum kaun hoti ho ye bataane waali Sudha? Maalik ka mann hoga toh woh abhi karenge!
Sudha : Ahnnn! Th-Theek!
Veer : Nahi!! Agar Sudha nahi chaahti abhi toh abhi nahi. Wese bhi baahar sabhi maujood hai. Aur usse jaldbaazi me nahi kar sakte.
Suman : Haan! Mein toh bhul hi gayi thi. Gaand ko chodne ke liye pehle gaand ke chhed ko dheela karna hoga. Roz ek ungli daalne hogi. Aur dheere dheere ek se do karni padengi. Fir baad me tab aap isse maar sakte ho maalik. Sudha ki gaand dheeli karne ki zimmedari aap mujh par chorr do.
Veer ne apna thook nigalte hue haan me sarr hilaaya.
Suman : Ab aaiye bhi! Kese paani baha rahi hai iss kutiya ki choot. Aaiye! Aur apni iss rakhel ki bur ka swaad chakhiye maalik.
Veer fir na ruka. Sudha ki phuddi par lund set kar usne dhakke deke lund poora andar pel diya.
Barso baad firse choot me lund paate hi Sudha aseem anand ki anubhooti me doob gayi. Par ye kaafi vishaal tha. Iska bodh usse agle hi pal hua. Aur hairat ke maare fir uski aankhein fel gayi. Lund jese jese andar jaata jaa raha tha, Sudha ki haalat patli hoti gayi aur siskiyo ki awaaz goonjti gayi.
"Aaaaaahhhhhhhnnnn! Aahhhn maaaaa!!!! Aaaahhhhnnn!!!!! Uuuuuuuuuu!!!!"
*Phatt* *phatt*
"Ahhhhhnnnn sssssss~ "
*Phatt* *phatt*
"Haaahhhhh! Haahhh! Uuuuuuu!!!! Ssss~ *huff* Ayyiii maaaaaa~"
*Phatt* *phatt*
Tabadtod dhakke maar maar kar Veer apne charam par pohucha. Sudha ek baar pehle hi jhar chuki thi. Ye uska dusri baar paani nikal raha tha.
Aur agle hi shan,
"Aaaaarrrggghhhhh!!!! Fuuuucckkkkk!!!"
Karaahte hue Veer ne apna load Sudha ki choot me udel diya. Baahar jese hi lund nikaala, Sudha ki phuddi se safed mani baahar aan pada.
Aur Suman ne turant hi apni zimmedaari nibhaayi. Veer ke lund ko choos ke saaf karna.
Baahar sabhi aurto ne sab kuch suna tha. Ek ek cheenkh aur ek ek siskiya unke kaano ko sunaayi dii thi. Aur harr ek aurato ke gaal sharm aur lajja se laal the. Andar kya ho raha tha woh sabhi bhali bhaati jaanti thi. Par ek baat aur jaan gayi thi ki Veer bed me kisi jaanvar se kam nahi tha. Ek shadi shuda aurat ke muh se ye cheenkhe aur siskiya sunn unhe andaaza lag gaya tha.
Haalat sabse zyada kharaab kisi ki thi toh woh thi Kavya ki. Bechaari ka poora muh hi laal tamatar jesa laal ho rakha tha. Woh bechaari na hi kisi se nazre mila paa rahi thi aur na hi kuch keh paa rahi thi. Bas sharm ke maare neeche nazre jhukaaye ye sab kuch khatam hone ka intezaar kar rahi thi.
Par ye toh shuruaat thi.
Sudha ki choot se santusht ho jaane ke baad, Suman ne gehua jism dhaaran karne waali Varsha ko dekha.
Aur usse apni ungli ke ishaare se nazdeek bulaaya.
Suman (smiles) : Ab dusri rakhel ki choot me khujli mach rahi hai maalik. Isse bhi shaant kar dijiye!
Dhakka deke usne unn dono ko aapas me milaaya aur ek baar fir shuru ho gaya roleplay ka khel.
Veer ne uske laal blouse ki upar haath fer uske doodh ke akaar ka naap liya. Kya hi dugdh the. Doodh toh Veer ki kamzori the. Aur mann pasand bhi.
Thano ko nanga kar jese hi Veer ne unhe choosa, toh kuch derr baad hi,
Veer : Huhhhh???
Woh hairat me doodh chorr Varsha ko dekha. Uske hontho me safed doodh ki boonde lagi hui thi. Suman ne bhi ye dekha,
Suman : Varsha??? T-Tum pait se thi?
Varsha (nods) : H-Haan!
Suman : Toh tumhara baccha?
Varsha : Woh le gaye!
Suman : Kaun le gaya?
Varsha : bagal ke gaav ke vyapaari seth.
Suman : Ye kya keh rahi ho tum? Poori baat batao!
Varsha : Mein unke ghar me rehti thi. Seth ke bete ki koi aulaad nahi thi. Toh kisi bacche ko goad me lene ke bajaaye mujhse baccha paida kiya. Aur rakh liya. Uske baad Saili aur Mukta didi mujhse jab mili toh mujhe waha se churra laayi.
Suman : Y-Ye kese? Unki itni majaal! Unhe toh abhi-
Varsha : Nahi Suman didi!
Suman : ???
Varsha : Saalo se unka namak khaaya hai. Jaanti hu unhone zyaadti kii hai. Par ye baat jhutla nahi sakti ki agar woh nahi hote toh mein shayad aaj zinda bhi nahi hoti. Rozi roti toh meri ussi ghar se hoti thi. Bhale hi mera shoshan kar santaan le gaye. Par agar zinda hu toh kahi na kahi unke hi kaaran!
Suman : Tum dayaalu mat bano Varsha!
Varsha : Nahi! Mujhe rehne ka sthaan aur anaaj chahiye tha. Unhone diya. Unhe santaan chahiye thi. Mene unhe dii! Iske aage ab kuch nahi. Ab maalik hume mil gaye hai. Toh ab mein apne aap ko maalik ko samarpit karti hu. Maalik? Kya aap mujhe sweekaarenge? Mein Saili ki tarah pavitr toh nahi. Par aapki seva poore mann se karungi.
Veer Varsha ka dedication dekh khush hoi gaya. Toh kya hua agar woh virgin nahi thi . Par ab toh woh uski hi tha na.
Chand palo me hi Varsha ke badan se uske kapde utar gaye aur fir uske sang bhi wahi hua jo Sudha ke sang hua tha.
Asli Diwaali mana raha tha aaj Veer. Ek choot ki serr karne ke baad, dusri choot ke maas me apna lund daal raha tha. Alag alag choot ko mehsoos kar raha tha.
Veer ne jee bhar ke Varsha ke doodh se doodh piya. Aur usko acche se nichodne ke baad usne uski bur me bhi apna mutth gira diya. Suman ne fir wahi kiya. Maalik ke gande lund ko muh se saaf karna.
Fir jab Suman ki nazar unn kaali kaluti maa beti par gayi toh Mukta ne sarr jhuka liya.
Mukta : Hume kyu dekhti ho Suman? Hum kaali kaluti muh waali ko toh aadmi dekhta tak nahi. Aur maalik thehre shehri nau-jawaan hatte katte. Hamara mazaak na udao.
Suman : Maalik? Aapka kya khayaal hai?
Veer upar se neeche Mukta ke jism ko taad raha tha. Uska lund itna tight ho chuka tha ki perpendicular bann gaya tha poora.
Mukta aur Saili bhale kaali thi. Par dono apni khubsoorti se anjaan thi. Mukta ke paas harr ek department me sahi maas tha. Aur Saili nain naksh aur chehre ki banaavat me itni sundar thi ki acche se acchi models ko peeche chorr de.
Woh ek Black Beauty thi.
Veer : Aage aao Mukta!
Apne se choti umr ke ladke ke muh se apna naam Directly sunn, Mukta ka badan kaanp gaya.
Suman (smiles) : Nangi ho jao! Maalik aapko chodna chaahte hai.
Mukta ye sunn stabd reh gayi.
Mukta : K-Kyaaa? P-Par mein-
Suman : Aapne suna nahi? Maalik aapko chodna chaahte hai.
Ek baar fir Mukta ka badan thitur gaya. Pehli baar aaj kisi ne uske jism ki saamne se maang kii thi. Aur woh bhi uske maalik ne. Lambi lambi ukhdi saasein liye woh apni beti ke saamne hi apna dupatta hata ke waha nangi hone lagi.
Saili : M-Maa???
Saili tezz dhadkan liye sab kuch dekhti rahi. Aur pal bhar me uski maa uske saamne poori madarjaat nangi khadi hui thi. Veer chal ke uske paas aaya aur apne se chipka ke pehle uske kaale nange jism ko mehsoos kiya.
Woh nange kaale than, kaali chuttad, bhoore nipple, aur gulaabi choot.
Harr ang ko Veer ne daba daba ke mehsoos kiya. Aur fir usse dhakka deke litaaya. Suman ne mauka dekhte hi Mukta ki gaddi-daar gaand ke pato ko felaaya aur choot ke kaale honth Veer ko dikhaaye. Halki halki jhaat bhi maujood thi.
Choot ke hontho ko jese hi usne khola toh ekdum gulaabi hissa Veer ki aankho me aaya. Aur ek chhed bhi.
Suman (smiles) : Ye raha! Daaliye maalik! Teesri choot taiyaar hai. Aapka ling sookh gaya hai. Mein firse choos deti hu.
Ek baar punaah muh me bhar, lund ko geela kar Suman ne khud hi Mukta ki choot me lund set kar diya. Aur firse wahi hua.
Kamre me siskiyo ki goonj fel gayi. Chocolate rang ki gaand ko chodne me aaj Veer ko ek alag hi josh chadha hua tha. Ek saath teen teen alag alag choot ka swaad chakha tha usne.
Aur teeno ke hi choot me usne apna maal giraaya tha.
Bachi thi Saili toh abhi uske saath yaha karna sahi qadam nahi tha.
Aaj diwali ke sahi rocket toh Veer ne hi udaaye the. Jinke phootne ki awaaz harr ek mahila ne baahar suni thi.
Suman ko bhi usne fir acche se nichoda. Dono chhedo ka lutf liya.
Aur kareeban 2 ghante ke upar ho chuke the jab Veer waaps aaya. Janmdin ka poora maza uthaaya tha aaj usne.
Par baahar aake ab samasya saamne thi. Sabki ajeeb nazro ka saamne karna tha usse. Khud par usne iska farq na padne diya. Aur khamosh hi raha.
Diwaali ki shaam lag gayi aur pooja paath ki taiyaariya bhi shuru ho gayi. Aaj raat unki yaha akhiri raat thi. Iske baad sabhi waapas lautne waale the.
Ghar me hi pooja kar jab sab khaana khaa ke fursat hue toh Veer sone se pehle baahar tehelne gaya. Gehri soch me tha.
Aur uske peeche se tab Tej ki awaaz aayi,
"Veer??"
Veer : Ohhh!
Woh uske bagal se aake khadi hui par dono nazre nahi mila rahi thi. Ek jo rishta safar ki shuruaat me train me shuru hua tha. Woh jaise ab bikhar raha rha. Kuch samajh nahi aa raha tha dono ko.
Tej : Veer!!
Veer : Kahiye!
Tej : Kya tum-!?
Veer : ??
Tej : Kya tumhe waqai wo karne ki zaroorat thi?
Veer : Kya?
Tej : Tum jaante ho mein kya kehna chaah rahi hu.
Veer : Yes!
Tej : Kyyyuuuuuu????
Veer : Woh meri responsibility hai!
Tej : Unka dekh bhaal rakhna? Okay I understand! But... But... But sex??! Seriously?
Veer : Kyu nahi? Ek mard hu mein bhi. I need pleasure and satisfaction.
Tej : Toh uske liye...! Uske liye ek gf dhundo Veer. Khud ko unn aurto par waste kyu karna? You just-!!! Why don't you understand?? Dekho khud ko! Stud ho! Handsome ho! Smart ho! Ek ideal ladke ke saare points hai tumhare paas. Fir-!!? Whyyy?? Y-You don't need them Veer! J-Just! Just get away with it. Keh do ki tumhe unse matlab nahi hai. Kharcha hum de denge but baaki cheeze me apna haath ne ghusede woh. Aur-
Veer : Nooo!
Tej : Huhh?
Veer : Suman ki haalat mene dekhi hai. Woh sab meri zimmedariya hai. Aur Suman bhale hi kuch bhi kare. Woh mere hit me hi hamesha sab kuch karti hai. Mujhe uss par bharosa hai.
Tej : B-But...!
Veer : Woh sirf meri zimmedaariya nahi hai.
Tej : ???
Veer : I CLAIM THEM ALL!!!
Bol, woh uske bagal se andar chala gaya. Tej ke badan me ruye khade ho gaye. Kahi na kahi Veer ne usse aaj ek Alpha ki zordaar jhalak dikha dii thi.
Tej gussa isliye nahi thi ki uska bhai aurto ke saath sex kar raha tha. Woh gussa isliye thi kyuki woh middle aged aurto ke sang sex kar raha tha.
Uske anusaar, there were much better and beautiful women.
Veer ko asli sundar ladkiyo par dhyaan dena chahiye. Jese ki woh...! Kahi na kahi woh unn aurto se jal rahi thi. Kyuki Veer ka jo attention tha, woh ab pehle ki tarah uss par nahi tha. Uska attention bhatak gaya tha.
Kheejte hue woh andar chali gayi.
***
Derr raat maa bete ek dusre ke bagal se laite hue the.
Bhavna : Toh tumne isse sweekaar kar liya!
Veer : Hmm! Aur aap aur maasi naraaz ho.
Bhavna : N-Nahi! Aisa nahi hai.
Veer : Jhooth kehne ki zaroorat nahi. Chehra saaf bata raha hai aapka.
Bhavna : Toh kyu naraaz nahi houngi? Kis maa ko khushi hogi bete ko aise dekh? Ye sab bhale hi tumhari zimmedariya hai. Par ye acchi baat nahi hai.
Veer : Toh puraatan kaal se isse chalan me kyu rakha hua hai?
Bhavna : Mein hamesha hi iss se naa-khush thi. Iske khilaaf thi.
Veer : Bhuliye nahi ki Suman ka poora parivaar hamaare parivaar se juda hua hai. Agar aaj mein usse apne se alag kar du aur kal ko uske saath koi haadsa ho jaaye toh kya aap uski zimmedaari lengi?
Bhavna apni kohni ke bal uthate hue Veer ki taraf mud usse dekhi,
Bhavna : Mujhe aur Purvi ko Bhavna aur uske parivaar se koi dikkat nahi hai.
Veer : Toh fir?
Bhavna (frowns) : Parijaat ghar me aane ki kya zaroorat thi?
Veer (smiles) : Toh aap chaahti hai mein sirf ek ghar ke baare me sochu? Kya inka parivaar nahi tha?
Bhavna : Par ye sabhi Suman ki tarah humse judi nahi hai. Ye azaad hai. Tum chaaho toh-
Veer : Woh mere sang rehna chaahti hai.
Bhavna : Par tum-
Veer : Aur mein bhi!
Bhavna maun reh gayi. Dono hi taraf se ichha poorvak qadam tha ye. Bhavna isme hastakchhep nahi kar sakti thi.
Veer : Ek baat bataaiye!
Bhavna : ???
Veer : Kya ab aap khud anyaay nahi kar rahi?
Bhavna : Huhh?
Veer : Aap ek hisse ko toh acche se dekh rahi ho par dusre hisse ka kya? Suman humse judi hui hai toh aapko koi pareshani nahi hai. Par wahi ye sabhi nahi judi hai toh aapko dikkat hai. Kyu?
Bhavna : Kyuki-
Veer : Hmm?
Bhavna : Kyuki mein nahi chaahti ki mera beta inn sab me pade.
Veer : Kin sab me? Khul ke kahiye!
Bhavna : I-Inn sab me! Shareerik aakarshan me. Hawas me! Lobh me! Aurat ke jism ke moh me. Ab samjhe??
Veer : Kya aapko lagta hai ki mein inn sab me pad ke apni buddhi bhrasth kar lunga?
Bhavna (dheeme se) : H-Haan!
Veer : Aur agar mein aapko vachan du ki kabhi bhi mujh me inn sab ke chalte koi bura badlaav nahi aayega toh?
Bhavna : Huhhh!?
Veer : Kahiye?
Bhavna : Agar aisa karne me tum saksham rahe toh tumhe kabhi nahi tokungi. Aur na hi rokungi.
Veer : Vaada?
Bhavna (lambi saas lete hue) : Vaada!
Veer (smiles) : Theek hai fir!
Bhavna : Ab mujhe ek baat batao!
Veer : Hmm?
Bhavna : Tumhaare Master kaun hai?
Veer : Huh?
Veer soch me pad gaya. Master? Kaun sa master?
[Master! Woh aapke uss imaginary master ki baat kar rahi hai.]
'Huhh!?'
[Remember? Egypt ki trip me aapne apni mom se ye kaha tha ki aapke ek master hai jisne aapko puraane tatvo ki chhaan been la gyaan diya hai.]
Veer ko yaad aaya. Haan behanchod aisa kuch toh hua tha. Kaahe ka master? Lund master tha. Koi master nahi tha. Veer ne toh jhooth kaha tha. Par ab uski maa uss anjaan master ke baare me pooch rahi thi jo asal me exist hi nahi karta tha.
Veer : Ohh woh! Woh seclusion me hai.
Bhavna : Kaha?
Veer : Ahahaha! K-Kaha? Haan! Mujhe nahi pata. Mujhe bata ke nahi gaye na. Gaye honge kisi gufa me khoj karne. Aur wahi reh rahe honge. Who knows!?
Bhavna : Ohhh!
Veer : Mujhe bhi kuch puchna hai!
Bhavna : Pucho!
Veer iss baar serious way me apni maa ko dekha,
Veer : Agar mein Egypt nahi aata toh kya aap mujhe dhundhne aati? Mujhe nahi lagta ki fir aap mujhe-
Bhavna ne agle hi shan uske hontho par haath rakh usse chup kara diya.
Bhavna : Khabardaar jo ek shabd bhi aage kaha toh. Tera khayaal harr pal mujhe raha hai. Agar tu nahi aata. Toh mein zaroor aati. Bhale hi samay lagta. Par aati zaroor!
Bas yahi sunn'na tha Veer ko. Ek santoshjanak muskaan uske hontho par sajj gayi.
Veer : Jaipur se aap pichle saal kahi jaa rahi thi.
Bhavna (smiles) : Haan!
Veer : *smiles*
Bhavna : Huhhhh??? T-Tumhe kese pata?
Woh achanak jhep gayi.
Veer (smiles) : Yaad kariye! Aap ko uss samay station par paani ki bottle ki zaroorat thi. Aapki back me dard tha shayad.
Bhavna : H-Haan! Par-
Veer (smiles) : Tab aapne ek ladke ko bula ke uss se bottle mangwaayi thi. Aur usse badle me chocolates bhi dii thi.
Ye sunte hi Bhavna ki aankhein phati reh gayi. Usse bodh hua. Woh muh faade Veer ko dekhne lagi. Aur Veer muskura ke apni maa ke reaction ka lutf leta gaya.
Veer (smiles) : Woh mein hi tha!
*Boom*
Ek visfot hua Bhavna ke mann me. Uske honth kuch bolne ke liye jude par shabd baahar na nikle. Prayatn kiya khoob par awaaz baahar hi nahi aa rahi thi.
Veer : Aur uss din bhi mera janmdin tha!
*Boom*
Ek aur jhatka laga usse. Bhavna itni zyaada bhavuk ho gayi ki uski aankho se aasu baadh ki tarah behne lage. Woh jhatt se apne bete ke gale se lag gayi. Aur rone lagi.
Bhavna : B-Brijesh ne toh meri tasveere jala dii thi. *sniff* F-Fir tumne mujhe pehchaana-
Veer (jhooth kehte hue) : Aapki ek tasveer ghar me reh gayi thi. Toh pehchaan gaya tha aapko. Ki aap hi meri maa ho.
Bhavna : Toh fir mujhe pukaara kyu nahiiiii????? *sniff*
Veer (smiles) : Jab tak dhyaan me aaya. Aapki train jaa chuki thi. Aur tabse hi thaan liya tha. Aapko dhundh nikaalunga.
Bhavna fir ro padi.
Bhavna : M-Mujhe maaf kar de! Mujhe maaf kar de betu!!!! *sniff* I'm sorry!!! For everything!!! *sniff*
Veer (smiles) : It's okay...! Maa!!!
Bhavna ko laga tha woh aasuo ko rok legi. Par Veer ke muh se akhir shabd sunte hi...! Ab uske aasu na ruke. Aur woh lagataar siski le le ke roti chali gayi.
Aur ye diwaali ki raat bhi wahi samaapt ho gayi.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys.
This update consists of around 8k words. Rule ju log jaante hi ho. Likes thokne ka aur revos rakhne ka. Tab tak ke liye,
Dhanyavaad!
हा हा हा। क्या खूब कहा हैं। बिल्कुल।करूणेश ने दौलत के लालच मे पड़कर प्रेम चोपड़ा और रंजीत का साथ दिया था । एच के साहब और वी पी साहब कोई प्रेम चोपड़ा सर और रंजीत सर के निभाए गए फिल्मी विलेन किरदारों से कम थोड़ी न थे !
कार्य भले ही सीमित हो भाया। गलती छोटी नहीं ठहराई जा सकती। भले ही हरिकिरण की तरकीब थी सारी परंतु तरकीब सफल तो तब ही हुई ना जब करुणेश ने अपनी अदा निभाई। अपने भाई का ही जीवन उजाड़ दिया उसने। तो गलती कैसे छोटी हो सकती हैं।धन दौलत के चक्कर मे परिवार के बीच झगड़े होते ही है और कभी-कभार तो खून खराबे तक हो जाते है। लेकिन मुझे लगता है करूणेश की भूमिका इस मामले मे कोई बहुत बड़ा भी नही था। उसने सिर्फ हरिकिरण के आदमी को भावना के कमरे मे दाखिल कराने मे मदद मात्र की थी।
आदमी हरिकिरण का , तस्वीरें खिंची भानु प्रताप ने , स्कीम बनाया इन्ही बाप बेटे ने , करूणेश का ब्रेन वाश किया इन्ही लोगो ने । करूणेश सिर्फ एक छोटा सा मोहरा ही था जिसका कार्य बहुत सीमित था।
पर उसके लिए तो सुमित्रा वही थी।लेकिन करूणेश का अपनी पत्नि को प्रताड़ित करना , हाथ उठाना , अभद्र भाषा का प्रयोग करना बहुत बहुत गलत था। पत्नि कोई बंधुआ मजदूर नही होती । वैसे भी बंधुआ मजदूर के दिन भी अब लद गए है।
शारीरिक उत्पीड़न कानूनन अपराध है , भले ही घर के भीतर रिश्तेदारों के बीच ही क्यों न हो।
एक राज़ इसी से जुड़ा हुआ हैं। आपने एक हिस्से को ढूंढ लिया हैं पर दूसरा हिस्सा ढूंढना बाकी हैं। अगर आप वो करने में सफल होते हैं तो आप एक बहुत बड़े राज़ से पर्दा उठा देंगे।बहुत बुरा लगता है सुमित्रा देवी और उनके लड़कियों के लिए। खासकर आरोही और काव्या के लिए । इन बेचारों की उम्र ही कितनी है ! और इसी उम्र मे ही उन्हे यह सब देखना पड़ा , सहना पड़ा । करूणेश खुदगर्ज और बेईमान , विवेक भी खुदगर्ज और नाकारा , प्रांजल एक मनोरोगी और साजिश कर्ता । विवेक का अपनी पत्नि से सम्बन्ध विच्छेद।
मनोरथ विला से पहले वीर की बिदाई , फिर उनके भाभी रागिनी की बिदाई , फिर श्वेता एवं उसकी बेटी की बिदाई , फिर प्रांजल की बिदाई और अब करूणेश की बिदाई।
घर परिवार से बनता है लेकिन यहां परिवार बिखर रहा है , टूट रहा है।
अच्छा होता भटके हुए लोग सद बुद्धि पाए और नेक इंसान बनकर फिर से इस परिवार का हिस्सा बनें !
बिल्कुल। वीर का फ़र्ज़ यही हैं कि वो उन दोनो को कोई कमी ना महसूस होने दे।वीर की ड्यूटी अब यहां से शुरू होती है कि वो क्या ऐसा करे जिससे सुमित्रा और उनकी लडकियां मानसिक रूप से टूट न पाए और मुस्कान उनके चेहरे पर हमेशा बनी रहे !
फिलहाल भावना , तेज और रागिनी से भी अधिक तवज्जो देने की जरूरत इन महिलाओ की है।
पर ये सोच आती ही हैं। आखिर उसका परिवार न जाने कब से वीर के परिवार को तोड़ने में लगा हुआ था। ग्लानि तो होएगी ही ना।वैसे आरोही और काव्या का यह सोचना कि वो भी अपने बाप और भाई के पाप की भागीदार है , बिल्कुल ही गलत है। उन्हे तो सपने मे भी गुमान न था कि उनके बाप और भाई कैसा कैसा षड्यंत्र रच रहे है। वो बिल्कुल ही गंगा की तरह पाक और बेदाग हैं।
आगे पता चलेगा।वीर और पुर्वी के कन्वर्सेशन के दौरान वीर ने कहा , पारिजात हाउस कांड उसके स्कीम का पार्ट था , उसका फेंका हुआ पाशा था। न तो पूर्वी संतुष्ट हुई उसकी बातों से और न ही मै।
देखते है उसके पाशे मे कितना दम है !
तेज और वीर का संवाद एक भाई बहन के बीच का संवाद था जहां तेज अभी भी वीर को समझने की कोशिश कर रही है। बहुत बढ़िया कन्वर्सेशन था दोनो का।
बहुत बहुत धन्यवाद भाया। देर से रिप्लाई करने के लिए माफी चाहता हूं। पर आप तो वाकिफ ही हैं मेरी व्यस्तता से। ऐसे ही बने रहिएगा साथ में। अद्भुत समीक्षा के लिए तहे दिल से धन्यवाद।अपडेट हमेशा की तरह बहुत खुबसूरत और जगमग जगमग था वोल्फी भाई।
Bahut bahut badhai aapkoAbhi samay hai. Aaj wese ek cheez complete ho gayi hai. Next story ka cover.