- 14,897
- 103,323
- 259
Last edited:
Ab agle update ka bhi crack kar ke batao toh maaneWerewolf bhai literally mene yhi socha tha ki phle yarnia ki condition dikhaoge fir thoda family drama uske baad fight ka kuchsala werewolf ki story ko crack krdia aj mene
bhai bahut jbrdst jordar or dil tham kr bethne wala update dia h or ye villain ab tk k saare villains ka baap nikla ye bhi andaja sahi tha mera pr abh aage fight ka koi andaja nhi h ju
..
Ek request h bhai holi se phle update dedna yrr![]()
Toh Suhana Suman ka family ke liye lead role ada karna time wasting tha?Is story ka pehla time westing update...ye update Aisa laga ki is story ko ek update aur jyada kheechne ke liye likha Jaya hai sirf last ka hi update sooper dooper tha baki ka padhne me koi maza ni aaya ab dekhte hai next update ke liye kitna wait karna padta hai 15 din ya 1 month
Updates jaldi nahi aa sakte.Bahut chota update tha but mast maza aya next update thoda jALDI DO
Agle me sab cover up jayega.Fighting scene bahut chota tha yaar update bhi chota tha but
Abhi toh fight aayi hi nahi bhai theek se. Fight dekhiyo fir aur maza aayega.Brooo mainnn abhi bhi saaadddmee main huhu
Kyaa ho hillaaadene wala update diya hai yaarrr supperrrr suuppeerrr
Disembowler toh shuru se hi yahi tha. Kisi ne arc ke naam par dhyaan hi nahi diya utna.Mera dimaag abhi bhi chakra raha hai yaar yee pagal aakhir kya chiz hai yaar ye isne browolf break kardiyaa kyaa hi bawaal tha ye wala scene to abhi bhi goosebumps aa rahe hai yaar aakhir kaar ab hume disembowler full form main dikh raha hai
Teeno kyu nahi aayenge bhai? Veer ne itni badi shuruwat ki hai business ki toh woh unhe toh invite karne hi waala tha. But abhi teeno ko hi Veer ki location ke baare me koi idea nahi hai.Bro aakhir kaar jiska hume intezaar tha wo pal aahi gaya mujhe laga hi tha ki veer is madman se akela nahi bhidega renshu ,erica or gorofano inme se koi to us waqt waha hoga hi hoga or smain sahi bhi nikla bas maine ye expect nahi kiya tha ki teeno hi aajayenge or aakhir kaar veer ka sheba uske pass aa chuka hai
Nahi!!!Or aakhirkar hume garofano ka bhi full status uski skills card or instinct ke baare main jankari mili or bro ye jujutsu martial arts aapne jujutsu kaisen dekh ke banayi hai na matlab idea to wahi ka hai na sahi kaha na ??wese bro garofano ke pass legendary skill bhi hai ye baat aaj pata chali or ye HYPER REFLEX ye skill to australian aliance orphani captain ke pass bhi dikhi thi to ye kya ek ittefaq hai ya kuch orr
Veer laparwah toh nahi tha.But yaha sabse buri halat to veer ke parivaar ki thi bechari tej uske haatho se ek bahot hi bada mouka nikal gaya veer ko impress karne ka par yaha uska koi kassor hi nahi tha uska to theek kisi ka bhi nahi tha veer hi apne purane dushmano ke prati laparwah hogaya tha jiske chalte ye sab ho gaya
Ye toh agla update hi batayega!!!Khair yaha trisha or nidhi dono hi ek jaisi situation se guzar rahi hai aakhir dono hi ek maa hai ab ye dekhna hoga ki kya ab inke nasib main inki bacchiyo ki saqal dekhna baki hai ya nahi
Legendary scroll hai!Theen wee come aa main part of update the killer bhai ye aakhir kyaa bala banayi hai aapne aisa system holder to kabhi nahi dekha yaar iska lure path kya hi bayankar scroll hai yaar ye to kisi bhi inshan ko mout ke mooh main le aata hai cahe ho system holder hi kyu na ho
Browolf nahiOr bhai is madman ne to madness ki saari matlab hade hi paar kardi shamshan ke niche rehna lassho ki katare sadta huva mansh or vo bhi janavaro or inshano dono kaa or to or uper se iske pass aisa aakhir hai kya jiske chalte bro wolf bhi fail hogya ab question ye uthta hai ki kya browolf ka ant tha ya ye koi 1 time limit tak hi break rahe ga agar ye permanently broken huva to ye veer ke liye bahot hi jhyada bada nuksan hoga
Yes!!! Abhi ke liye toh beowulf broken hai! Ab ye humesha ke liye hai ya nahi, let's see in the next update.Kyu ki mujhe pata hai aakhir kitne points gawane ke baad or mirror gallary main slogan ke aadmi dwara di gayi kitni hi yaatnao ko jhelne ke baad veer ko uska trump card beowolf mila tha or ye card veer ka signature card hai mere liye agar dusra koi card chala gaya hota to koi baat nahi thi but veer ne wo bramaastra khoya hai filhaal keliye jo ki veer ki pehchaan hai
Finale arc poori kahani ka peak hai. 3 saal se wait kar raha hu uska khud mein...!!!Or bhai aakhir jab ye madman itne jhatke de raha hai veer ko to jab veer ke samne sakshat MR..X honge tab to kya hi bawaal mach ne wala hai broo I can't wait for finale arc but
Bas dekhte jao man abhi...!Bro chota muh badi baat koi chiz buri Lage to batana but bro yaar ye break permanently mat rakhna please![]()
beowolf veer ki or werewolf ki identity show karne wala card hai ye were wolf ki Pehchan hai jab aapne ye card nikalvaya tha tabse mera sabse favourite card beowolf hi hai
Bhale hi mere kehne se story ki ek bhi line nahi badalne wali main ye baat janta hu or main cahta bhi nahi ki aapye kare but brother please beowolf werewolf ki pehchaan hai uska sigh hai ye card to apne ko story ke end Tak mangta hai but milega ya nahi ye aap dekho aagar aapko card katwana hi tha to intimidating pressen ko katwa dete kamse kam veer ka combat card to Bach jata
Abhi tak sabka hi toh past dikhaya gaya hai, chaahe wo aatish ho, slogan ho, crimson ho, jaw long ho toh fir disembowler ka bhi dikhega hi dikhegaWese bro ek request hai agar hosake to karna varna ignore kardena bro jab ye madman mare wese hume pata to nahi ki ye kab marega but jab bhi mare I wish ki hume aap uska past dikhao matlab use kese system mila or ye psycho kese bana ya phir ye pehle si psycho tha please ye is disembowler ka past dikhaiyega please it's aa humble request
Fights likhna, action show karna bahut mushqil hota hai bhai. For me it's more tougher than writing horror. Kyunki agar readers ko action feel karte waqt goosebumps nahi aa rahe, adrenaline nahi badh raha toh woh action fir koi kaam ka nahi. So, it takes time. Thanks a lot btw. And keep supporting!!Baki jor daar update agle update ka bahot jyada besabri se intezaar hai but upsos uske liye 20 day ka intezaar karna padega
Unexpected surprises aate rahenge.Shandar update bro...
Yeh kia tha...jo socha bhi nahi tha wo hua...
Aur yeh kia beowulf blessing broken yeh card gaya veer ke hath se??
Yehi to kaam ka card tha...
Unhe Veer ki location nahi pata manAchi baat yeh hai ke renshu aur baki sub bhi same city me hain...
May be wo veer ki help karny aajain...
Aur veer ko to abhi apni family ki halat ka to pata hi nahi...
Dhanyavad!Interesting bhai bohat interesting..
Ab dekhty hain veer juhi ko bacha paye ga yaa nahi
Veer ka beowulf blessings break ho gaya toh woh kamzor ho gaya?Beowulf's Blessings' is broken se kya matlab je skills veer ne sada ke liye kho di kya fir to veer ki hilling power bi kam ho jayagi veer is
DISEMBOWLER ke samne itna kamjor kyu show kiya
Garofano,
Renshu
ava ki madat se veer ke pass aaker veer ko safe Or is disembowler ko mil kar maar de
Bahut bahut dhanyavad! Keep supporting!Ek dam umda or mast update Diya hai
Kuch alg hi level par kahani chali gayi hai
Ye kiradr bahut alg Aaya hai,
Or सबसे बेहतरीन रहा है। अब तक हर किरदार को सही लेवल पर फिट रखना , साथ ही कड़ी से कड़ी मिलाकर चलाना ,
अब यहां कोन कितना मजबूत बन कर उभरेगा, साथ ही सुहाना का रोल उम्दा चल रहा है। ये अलग मुकाम लेगी वीर के जीवन में, साथ ही अब आवा पर विश्वास जागेगा, करण एक अच्छा दोस्त बनकर उभरा है। यहां निधि का प्रेम अब परवान चढ़ेगा , भावना और सेवता, की क्या प्रति किर्या होगी, वीर से सवाल जवाब पर,
सवाल बहुत है। जवाब लेखक कलम से देगा
Next update me pata lagega.Nice update
Par kya veer ke pass Bewolfs presence hamesha ke liye chla gya hai
Kisne kaha Veer kamzor hai? Matlab 2-4 vaar lag gaye, Beowulf break ho gaya toh Veer kamzor ho gaya?Mind blowing update
Par Veer itna kamjor hai aur agar usi tarah rha to voto veer ke sare sare card khatam kar dega
Ab aage kya hoga
Woh isliye kyunki abhi uska mission kya tha??Do teen din to sab samajhne me lagenge aur fir hi koi pratikriyaa mumkin hai.
Veer ke dushmano ka level exponentially badh raha hai. Uske hisaab se system ke award points bahut kam hai.
Adbhut awesome nishabda kar dene wala update
Destroy nahi, nullify ho gaya. Matlab uska effect khatam ho gaya underground lair me jaate hi...!Awesome bhai. To veer ka Juhi pe jo tracker lagaya vo bhi destroy ho gaya kya
Update 189Captain ke paas hyper reflex thi? Mujhe nahi lagta. Update share karo mujhe wo waala.agar same hogi toh jaisa ki maine kaha... Ek hi skill ya card alag alag system holders ke paas ho sakte hai. Chances kam rehta hai par impossible nahi. Still woh update mujhe share karne ka...!
Agle update me pata lagega...!What the hell BC..... Legendary card tha beowulf's blessings, use hi break kar diya. Is it for some time or forever.
Awesome update, worth the wait. Long review soon.
Yup! Veer ki location sirf aur sirf Ava ko pata hai...!!! Dismebowler ke paas definitely koi skill ya card hai tabhi toh woh ye sab kar paa raha hai!Ava behosh hai jise Veer ki location malum hai. Baki renshu, Garofano our Erica ke pas aysi koi skill ya card nhi hai kya ye time pe pohch payenge. Our Disembowler ke pas aysi koi skill ya card hai jise vo dusre system holder ka Card broke kr sakta hai.our ek our bat ye ki shayad veer ke family se 2 members ko bullets lagi hai ye confirmed hai. To fir to mission impossible hai
Thanks a lot manA real mind numbing update, dear bro, phew, hila ke Rakh diya sab kuch Aapne toh ! Dher se aaye par durust aaye ! Kya dhamakedaar entry mara Aapne, kamaal Kar gaye aur sab ke parkache uda diye! And to imagine that the encounter has started just now, sends shivers down the spine, as to imagine what horrors remain to happen in due course. Awaiting your upcoming horrorfilled updatewith abated breath
, dear bro
.
Thanks!Gajab bhai kya update diya he or dusman to kuch jyada hi khatar Nak he bhai lagta he es bar veer ki bend bajegi ya veer koi tikdam lagayega bhai ab dekhte he eva ,rihansu ye log veer ki madad ko pahonchte he ya veer ko akele hi minat na hoga waiting for next update
Bahut bahut dhanyavad bhai! Keep supporting as usual!क्या ही जबरदस्त अपडेट था भाई मजा आ गया liar के अंदर का वीभत्स नजारा उस disembowler की क्रूरता और पागलपन के रूप को किस तरह दिखा रहा था और veer के bewolf का break होना खतरे का संकेत इसका मतलब वीर को भी काफी चोटें आएंगी या renshu & team वीर तक पहुंच जाएंगे क्या ये सिस्टम होल्डर क्रिमसन से भी पावरफुल और खतरनाक है क्योंकि बेवोल्फ का टूटना साधारण बात तो नहीं है खैर प्रतीक्षा है अब अगले अपडेट की जिसमें देखना है कि कैसे वीर इस सिस्टम होल्डर का अंत करता है
और मेरे हिसाब से वीर को जो मिशन मिला था kaira के emotion वापस लाने जैसा कुछ वो मिशन पूरा हो चुका है शायद
![]()
Thanks!La javab update bro![]()
![]()
Maza a gya Kamal kr Diya ap ny bas ek iltja h Bhai ap sy K update zara jaldi Diya kro ab to intzar BHI Ni ho Ga next update Ka bas ab new villan ki mot K intzar h best of luck brooo
![]()
Dono alag hai Ajay chauhanUpdate 189![]()
Veer ke arsenal me aur bhi bahut kuchh hai bhai. Bhulo nahi ki Beowulf bas senses badhaata tha. Na ki power...what a update! Sarir ke baal khade ho gaye werewolf bhai! Bahut hi khatarnak update! Veer ki skills break hona! System holder ko ek alag hi level pe le jata hai! With werewolf blessing how veer end this fight? Aapne is update ko de kar suspense create kar diya hai! Hopping next update soon!hats off to writer!
Beowulf Blessings card hai bhai na ki skill...Owsome update
Disembowler naam ka ya pagal ab tak ka sabse khatarnak villan nikla jisne Veer ko ab tak tho apne aas paas bhi nhi aane diya or tho or Werewolf blessings skill bhi shayad ab khatam kar di hai Veer k paas se
ye toh hona hi thaWahi Trisha or Nidhi dono ko bahut ba dhaka laga hai jisse unki mental situation kharab hai khas kar Nidhi ki
10 april? Kuchh zyada nahi ho gaya? Ni.. agar usi din chaahiye hai toh bata do mein uss din de dunga. ek do break le lunga isi beechWahi yeh bhi pata laga k yeh sab crimson ki maut se juda hai jiski wajah Veer tha
Erica/ Garofano or Renshu /Avaa/ Veer / or woh pagal scientist yani itne sare system holder 1 jagah pe hai tho kuch bada tho hoga he
Waise 1 sawal bhi hai kya Veer ki madad inme se koi karega?
Next update shayad 10 april tak aa jaye tab he pata chalega
29 february doneMujhe toh lagta hai 29 February ko aayega update![]()
Thanks! Keep supporting!Bhai me ik silent reader tha mene apna account bnaya tha lekn bhol gya ab dobara active kiya he to reply kr rha ho Dear Bro apki story me favourite story me se ik h or me boht intzar krta ho apke update ka
You are amazing bro and apki story kamal ki he behtreen fantastic plz jaldi update dejiye ga besabri se intzar he aglay update ka
Impossible hai bhai. Mein insaan hu.. Machine nahi...bhai request hai next update jyada late na karna sab bhool jata n maza kharab ho jaya hai ... please jaldi karna ... its a request
Exactly! Tabhi toh woh protagonist hai! Not anyone else.amazing update.... jaise jaise story badh rahi hai ... system world is growing... veer n team had nothing... right now in front of these systems.... veer has one best thing is himself ... his courage... his willingness... his determination.... which makes him idle system holder
Yesss!!Bhut hi jabardast and superb update
Ye madman system holder ab tak bataye gaye sabhi villains me sabse nirdayi or daravna hai
Isne Veer se badla lene ke liye kyuki Veer ne iski yojna kharab karke crimson ko khud maar diya tha isliye isne Veer ko lure path ke jariye apne jaal me lure kiya jisme chahe prabhakar ki moat ho maduri ho ya juhi ka kidnap hona ho Veer is madman ke jaal me pas gaya hai
Waqt batayegaIsne Veer ke Beowulf blessing jese legendary ko bhi broke kar diya kya ye permanent broke huva hai ya phir is madman ki marne ke baad ye vapas sahi ho jayega
thanks... keep supporting!Vahi suhana Veer ki family ko bacha kar safe jagah par le ja rahi hai
Or renshu garofano , renshu or erica bhi Mumbai pahuch gaye hai lekin inke pass Veer ko track karne ki koi skill nahi hai or jiske pass skill hai Ava vah abhi behosh hai kya ye sab sahi vakat par Veer ki madad karne pahuch payenge
Dekte hai ab aage kya hota hai
Agle update ka intezar rahega
dhanyavadBhai update to Apne bahut jabardast diya hai uske liye apko dhanyawad aur aage ke update ke liye existiment hai ki isse aur jada acha dekhne milega fight ka Last seen aise he mehanat kar ke likhate rahiyega Good written skills