• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest BADLE KA SHRAAP

Froog

Member
467
2,078
123
प्रीत को अपने पूर्व जन्म की यादें सपनों के माध्यम से धीरे धीरे जानने को मिलना शुरू हो गया है ।
शानदार अपडेट
 
Battu

Active Member
1,312
4,713
159
UPDATE 15

State level ka gold madle apni mehnat se boxong me jeetne ke baad bhi preet ko ratti bhar bhi khushi nahi thi. kiyoki aj wo apna pyar haar gaya tha. dil ko pehle ek umid thi ki yadi wo kuch ban gaya to usko uska pyar mil sakta hai. is liye hi pichle 2 saal se paglo ke jese game or study per hi laga tha. per ab jeene ki koi wajha hi na bachi thi. apne aashuo se apna pillow gila karte huye wo kab so gaya ye wo khud bhi nahi janta tha.
Ek aurat apne bhagwan ki bhakti me leen thi. Bhawgan ki murti ko nahla kar nayi poshak pinayi. Fir phoolo se unka singar kiya. Tilak lagaya. Man hi man me bhawan ka bhajan kar rahi thi. Wo puri tarha apni bhakti me leen thi or ek chota bachcha uske pass betha huya apne khilono se khel raha tha. Or us mahila ki ek najar us bachche per bhi thi. Ki tabhi ek or bahcha aya jo us bachche se thoda bada tha. Per ye kya … ye to apna hero preet ka bachpan wala face jesa hai. Wo chota preet us bachche ke gaal per kiss karta hai or fir uska khilona le kar bhag jata hai. Or wo bachcha rone lagta hai.
Tabhi us aurat ki awaj aati hai jo ki bahut madur thi – ruk setan tune fir apne bhai ko rula diya, abhi batati hu tujko..
Us aurat ki baat sun kar chota preet khilkhila kar hasne lagta hai. Wo janta tha ki maa apni pooja bich me chod kar nahi kayegi… to apni maa ko bhi jeebh dekha kar chidane lagta hai or apni totli awaj me bolta hai – aaooo maa aaooo pataro mujko… hahaha or fir bhag jata hai…
Kuch der baad preet fir se rote huye chote bchche ke pass gaya or uska khilona usko de diya. Or uske sath khelne laga... Kuch hi pal me dono bhai haste khilkhilate khelne lage. Ye dekh kar maa ke face per bhi smile aa gai..
Ye sab preet apne sapne me dekh raha tha. Or is sapne ne uske rote huye face par ek smile la di thi. (Friends yaha per ek baat clear kar du ki preet ko laga tha ki wo bchcha khud preet hai. Jabki ye sapna Ek purani hakikat hai. Jaha ye face alag tha) Ek sukun sa mil gaya tha usko… aj pehli baar usne itna achcha sapna dekha tha. Per sapna bhi pura dikha. Per itne se hi usko wo khushi mil gayi thi jo usko jeene ki ek nayi raha dikha sakti thi…..
Dusri taraf
Susma aj bahut dari huyi or ghawrayi huyi thi. usko dar ke karan need bhi nahi aa rahi thi. or uske dar ka karan tha uski saas ka phone. Yani ki preet ki dadi ka phone. Susma ki saas ne susma ko preet ke sath apne pass bulaya tha. or susma uske dar ke karan ye bhi nahi bol payi ki preet to pichle 4 saal se unke pass hai hi nahi wo to ghar chod kar ja chukka hai. kiyoki wo ye janti thi ki yadi ye baat unko pata chali to wo pata nahi susma ke sath kya kar bethe.
Raat ke 3 baj chuke the per susma ko need nahi aa rahi thi dar ke karan jab usse or bardash na hua to usne deeraj ko udha liya – suniye ji mujko bahut dar lag raha hai.
Susma ke 2-3 bar pukarne per jab deeraj ki aakhen khuli to wo adhi need me bola – so jao susma tum koi bachchi nahi ho jo tumko dar lag raha hai. or mujko bhi sone do. Jao apne room me ja kar so jao..
Susma – suno to sahi.. aj maa ji ka phone aaya tha. unhone preet ke sath hum sabko ghar bulaya hai..
Ye baat sunte hi deeraj ki need hawa ho gayi – kya kaha tumne maa ka phone aaya tha or tum mujko ab bata rahi ho.
Susma – ap mujse baat hi kaha karte hai jo main apko pehle batati..
Deeraj (thode gusse se) – to ab hi kyu bata rahi ho. Jao jo karna hai khud hi karo..
Susma – ab main kya karu?? Wo manhoos to bhag gaya kutta kahi ka…. Ab jaan hamari gale me aatki hai…
Deeraj (gusse se) – susma chal ud or room se bahar ja.. galti teri or manhoos mera beta ho gaya. Mujko nahi karni tumse koi baat..
Susma ko abhi deeraj se baat karna bahut jaruri tha. Uski jaan jo atki huyi thi gale me… to usne turrant hi bola
Susma – sorry !!!!!! is baat ko chodiye ye bataiye maa ji ko kya bolu. Ab unko kese sambhale??? Ab to wo 18 ka bhi ho gaya hai. ab uske bare me chupaya nahi ja sakta. Aj nahi to kal batana hi hoga..
Deeraj – hmm baat to thik hai susma. Per kar bhi kya sakte hai ghar per kisi ko pata na chale isliye to tab akhbar (news paper) me bhi nahi nikala tha. mene to socha tha ki main apne bchche ko khoj hi luga..
Susma – pata nahi kaha hoga. Jinda bhi hai ya nahi … … … chhhaatttaaaakkkkk
Susma ki is baat per deeraj ne susma ka gaal lal kar diya or room se bahar nikal kar chhat (terrace) per chala gaya. Or apne bête ko yaad karte huye aashu bahane laga. Susma ko bhi ahsaas ho gaya ki usne kya bol diya tha apni nafrat me.. kuch der wahi deeraj ka wait karne ke baad susma deeraj ko khojte huye terrace per pahuch gayi… per susma ki himmat nahi ho rahi thi deeraj se kuch bhi bolne ki. Kuch der ki shanti ko deeraj ne hi thoda
Deeraj – ab kyu aayi ho yaha.. pata nahi kesi maa ho tum… achcha hua wo nahi mila mujko. Nahi to shayad tum hi usko maar deti…
Susma (rote huye) – haan maar deti main usko yadi usko marna mere bus me hota to.. usko maar kar fanshi ki saja bhi Kabul kar leti. Or us moot ko apni achchi kismat maan leti. Jo jindgi me jee rahi hu ya jo mujko milne wali hai usse to achchi moot hi hai na..
Deeraj – nahi susma tumne apni jindgi khud hi kharab ki hai. tumne apni hi galat soch or apne gusse ko ek masoom bachche per nikala hai. tumne uske sath hamesha galat hi kiya hai.
Susma (gusse me) – haan main hi galat hu. Meri hi galti hai sab tum or tumhara pariwar to sab dhud ke dule hai na…
Deeraj – tumko to samjana hi bekar hai. bolo kyu aayi ho mere piche..
Susma – maa ji se kya bolna hai ye hi puchne aayi hu bus..
Deeraj – abhi maa se kuch mat bolo.. abhi to kuch din baad aane ka bol kar unko taal do. Fir sochta hu kuch…
Y bol kar deeraj to neeche aa kar so gaya. Per susma ki aankhon me need nahi thi. kuch der sochte huye chhat per hi tahalti rahi or fir apne room me ja kar let gayi. Or kab usko need aa gayi usko pata hi nahi chala.. agle din susma ne phone karke apni bhabhi (jethani) ko bol diya ki abhi bchcho ke exam chal rahe hai wo kuch din baad aayegi…
Susma me apni saas ko ye bolne ki himmat nahi ho rahi thi. To usne deeraj ke badi bhai ki patni yani ki apni badi jethani ko phone kar diya tha. Per isse bhi baat kuch dino ke liye hi tal sakti thi.
……
Dusre din preet jab udha to wo khud ko bahut fresh feel kar raha tha. Uska sapna uske khayalo me abhi bhi tha. Wo kabhi us aurat ko yaad karke muskura raha tha. To kabhi ye soch raha tha ki kon thi wo aurat kisko dekh kar hi maa ki mamta ka apar sukh mil raha hai. Kon tha wo bachcha jisko wo maa mera chota bhai kaha rahi thi?? Na to mera koi bhai hai or na meri maa wo hai. Meri maa to ek bahut hi krur aurat hai jo mujse keval or keval nafrat karti hai……
Bahut der tak wo apne bistar per leta apne sapne ko hi jagti aankhon se dekhta raha. Jab wo apne sapne se bahar aaya tab usko ahsaas hua ki wo abhi apne dhabe per nahi hai. Or fir raat ki sabhi ghatnaye uske mind me ek ek karke aati ja rahi thi. Ek bar fir preet ki aankhen nam ho gayi thi vidhi ke liye. Per us sapne ne is gamko sahane ki Shakti preet ko de di thi.
Preet hatash ho kar khud se bola – pata nahi bhagwan kya chahta hai mere se.. koi bhi khushi ko mere pass rehne hi nahi deta.. pehle meri pyari si bahan or papa se mujko alag kar diya. fir ek achchi dost moni ko chen liya. Fir mere pyar ko mujse chen liya.. per fir bhi ek jhooti umid thi ki mujko mera pyar milega per ab wo bhi nahi rahi… kya fayeda is jeevan ka.. kiske liye jee raha hu.. isse to maarna hi achcha hai…. Nahi nahi.. main itna kamjor nahi pad sakta jab mene tab haar nahi mani jab main bahut chota tha to ab kyu… nahi mujko jeena hoga… khud ke liye jeena hoga.. ab keval apne liye jeena hoga.. is duniya ne mujko kabhi pyar nahi diya or main is pyar ko pane ke chakkar me keval dukh hi paya hai.. ab nahi chahiye kisi ka pyar.. ab khud se hi pyar karuga main or puri duniya se nafrat.. bahut sun li dil ki ab keval dimag ki sunuga… meri maa bhi to ye hi chahati thin a ki main sabhi se nafrat karo to ab bus bahut hua ab keval duniya ko meri sirf or sirf nafrat milegi…..
Bhai nice update. But ab story aage bhi badhao wahi k wahi gol gol ghuma rahe ho. Hame bhi lag raha he ki preet k 18 pure hone k baad story speedly run karegi but kab???
 
Smart-preet420

Active Member
502
3,369
124
Matlab Gauri Moni aur Vidhi jisko saupi jayegi woh preet hi hai.

Kya lamha hoga jab in sabko ye pata chalega.

Doosri baat ma Sunita ka ye jaanke uska vyawhar phir bhi samajh aata hai par in teeno ka vyavhar bhale hi paristhiti ke chalte apne aap hua par kya woh bhi shrap ka hissa hai. Ye sawal hai abhi.

Thank you for your lovely comment❤

Bhai wo lamha bhi aayega Or in sabhi ko apne kiye ka phal bhi milega...

Bhai sab shraap ke karan nahi hai. Khud ke karm bhi hote hai kuch... Moni Or preet dono se galti huyi moni badla lene apni ego satisfied karne nikal padi jabki preet apni galti ki wajha se moni se kuch bhi bola...
 
Smart-preet420

Active Member
502
3,369
124
Lo gi preet jis ek ummid se 2 saal kolhu ke bail ki tarah ji tod mehnat karta raha tha aaj uska parinam bhi samne aa gya, boxing match jitne ke baad vidhi ne apna ijhar-e-ishq kr diya, preet ko jaha yah sun kr aisa lga jaise sab mil gya ho vahi uske baad vidhi ka dastaan-e-jindgi sun kr preet ki duniya hi lut gyi...

Vidhi sab kuchh jitna use pta tha bta kr nikal gyi preet ko vha rota bilakhte chhod kr, Dekhte hai preet ab kya karta hai aage...

Imotional superb update bhai sandar jabarjast

Thank you for your lovely comment❤❤❤

Update posted
 
  • Like
  • Love
Reactions: Tiger 786 and Xabhi

Smart-preet420

Active Member
502
3,369
124
प्रीत को अपने पूर्व जन्म की यादें सपनों के माध्यम से धीरे धीरे जानने को मिलना शुरू हो गया है ।
शानदार अपडेट

Thank you for your lovely comment❤❤
 
  • Like
Reactions: Tiger 786 and Xabhi

Abhi32

Well-Known Member
8,012
12,366
188
UPDATE 15

State level ka gold madle apni mehnat se boxong me jeetne ke baad bhi preet ko ratti bhar bhi khushi nahi thi. kiyoki aj wo apna pyar haar gaya tha. dil ko pehle ek umid thi ki yadi wo kuch ban gaya to usko uska pyar mil sakta hai. is liye hi pichle 2 saal se paglo ke jese game or study per hi laga tha. per ab jeene ki koi wajha hi na bachi thi. apne aashuo se apna pillow gila karte huye wo kab so gaya ye wo khud bhi nahi janta tha.
Ek aurat apne bhagwan ki bhakti me leen thi. Bhawgan ki murti ko nahla kar nayi poshak pinayi. Fir phoolo se unka singar kiya. Tilak lagaya. Man hi man me bhawan ka bhajan kar rahi thi. Wo puri tarha apni bhakti me leen thi or ek chota bachcha uske pass betha huya apne khilono se khel raha tha. Or us mahila ki ek najar us bachche per bhi thi. Ki tabhi ek or bahcha aya jo us bachche se thoda bada tha. Per ye kya … ye to apna hero preet ka bachpan wala face jesa hai. Wo chota preet us bachche ke gaal per kiss karta hai or fir uska khilona le kar bhag jata hai. Or wo bachcha rone lagta hai.
Tabhi us aurat ki awaj aati hai jo ki bahut madur thi – ruk setan tune fir apne bhai ko rula diya, abhi batati hu tujko..
Us aurat ki baat sun kar chota preet khilkhila kar hasne lagta hai. Wo janta tha ki maa apni pooja bich me chod kar nahi kayegi… to apni maa ko bhi jeebh dekha kar chidane lagta hai or apni totli awaj me bolta hai – aaooo maa aaooo pataro mujko… hahaha or fir bhag jata hai…
Kuch der baad preet fir se rote huye chote bchche ke pass gaya or uska khilona usko de diya. Or uske sath khelne laga... Kuch hi pal me dono bhai haste khilkhilate khelne lage. Ye dekh kar maa ke face per bhi smile aa gai..
Ye sab preet apne sapne me dekh raha tha. Or is sapne ne uske rote huye face par ek smile la di thi. (Friends yaha per ek baat clear kar du ki preet ko laga tha ki wo bchcha khud preet hai. Jabki ye sapna Ek purani hakikat hai. Jaha ye face alag tha) Ek sukun sa mil gaya tha usko… aj pehli baar usne itna achcha sapna dekha tha. Per sapna bhi pura dikha. Per itne se hi usko wo khushi mil gayi thi jo usko jeene ki ek nayi raha dikha sakti thi…..
Dusri taraf
Susma aj bahut dari huyi or ghawrayi huyi thi. usko dar ke karan need bhi nahi aa rahi thi. or uske dar ka karan tha uski saas ka phone. Yani ki preet ki dadi ka phone. Susma ki saas ne susma ko preet ke sath apne pass bulaya tha. or susma uske dar ke karan ye bhi nahi bol payi ki preet to pichle 4 saal se unke pass hai hi nahi wo to ghar chod kar ja chukka hai. kiyoki wo ye janti thi ki yadi ye baat unko pata chali to wo pata nahi susma ke sath kya kar bethe.
Raat ke 3 baj chuke the per susma ko need nahi aa rahi thi dar ke karan jab usse or bardash na hua to usne deeraj ko udha liya – suniye ji mujko bahut dar lag raha hai.
Susma ke 2-3 bar pukarne per jab deeraj ki aakhen khuli to wo adhi need me bola – so jao susma tum koi bachchi nahi ho jo tumko dar lag raha hai. or mujko bhi sone do. Jao apne room me ja kar so jao..
Susma – suno to sahi.. aj maa ji ka phone aaya tha. unhone preet ke sath hum sabko ghar bulaya hai..
Ye baat sunte hi deeraj ki need hawa ho gayi – kya kaha tumne maa ka phone aaya tha or tum mujko ab bata rahi ho.
Susma – ap mujse baat hi kaha karte hai jo main apko pehle batati..
Deeraj (thode gusse se) – to ab hi kyu bata rahi ho. Jao jo karna hai khud hi karo..
Susma – ab main kya karu?? Wo manhoos to bhag gaya kutta kahi ka…. Ab jaan hamari gale me aatki hai…
Deeraj (gusse se) – susma chal ud or room se bahar ja.. galti teri or manhoos mera beta ho gaya. Mujko nahi karni tumse koi baat..
Susma ko abhi deeraj se baat karna bahut jaruri tha. Uski jaan jo atki huyi thi gale me… to usne turrant hi bola
Susma – sorry !!!!!! is baat ko chodiye ye bataiye maa ji ko kya bolu. Ab unko kese sambhale??? Ab to wo 18 ka bhi ho gaya hai. ab uske bare me chupaya nahi ja sakta. Aj nahi to kal batana hi hoga..
Deeraj – hmm baat to thik hai susma. Per kar bhi kya sakte hai ghar per kisi ko pata na chale isliye to tab akhbar (news paper) me bhi nahi nikala tha. mene to socha tha ki main apne bchche ko khoj hi luga..
Susma – pata nahi kaha hoga. Jinda bhi hai ya nahi … … … chhhaatttaaaakkkkk
Susma ki is baat per deeraj ne susma ka gaal lal kar diya or room se bahar nikal kar chhat (terrace) per chala gaya. Or apne bête ko yaad karte huye aashu bahane laga. Susma ko bhi ahsaas ho gaya ki usne kya bol diya tha apni nafrat me.. kuch der wahi deeraj ka wait karne ke baad susma deeraj ko khojte huye terrace per pahuch gayi… per susma ki himmat nahi ho rahi thi deeraj se kuch bhi bolne ki. Kuch der ki shanti ko deeraj ne hi thoda
Deeraj – ab kyu aayi ho yaha.. pata nahi kesi maa ho tum… achcha hua wo nahi mila mujko. Nahi to shayad tum hi usko maar deti…
Susma (rote huye) – haan maar deti main usko yadi usko marna mere bus me hota to.. usko maar kar fanshi ki saja bhi Kabul kar leti. Or us moot ko apni achchi kismat maan leti. Jo jindgi me jee rahi hu ya jo mujko milne wali hai usse to achchi moot hi hai na..
Deeraj – nahi susma tumne apni jindgi khud hi kharab ki hai. tumne apni hi galat soch or apne gusse ko ek masoom bachche per nikala hai. tumne uske sath hamesha galat hi kiya hai.
Susma (gusse me) – haan main hi galat hu. Meri hi galti hai sab tum or tumhara pariwar to sab dhud ke dule hai na…
Deeraj – tumko to samjana hi bekar hai. bolo kyu aayi ho mere piche..
Susma – maa ji se kya bolna hai ye hi puchne aayi hu bus..
Deeraj – abhi maa se kuch mat bolo.. abhi to kuch din baad aane ka bol kar unko taal do. Fir sochta hu kuch…
Y bol kar deeraj to neeche aa kar so gaya. Per susma ki aankhon me need nahi thi. kuch der sochte huye chhat per hi tahalti rahi or fir apne room me ja kar let gayi. Or kab usko need aa gayi usko pata hi nahi chala.. agle din susma ne phone karke apni bhabhi (jethani) ko bol diya ki abhi bchcho ke exam chal rahe hai wo kuch din baad aayegi…
Susma me apni saas ko ye bolne ki himmat nahi ho rahi thi. To usne deeraj ke badi bhai ki patni yani ki apni badi jethani ko phone kar diya tha. Per isse bhi baat kuch dino ke liye hi tal sakti thi.
……
Dusre din preet jab udha to wo khud ko bahut fresh feel kar raha tha. Uska sapna uske khayalo me abhi bhi tha. Wo kabhi us aurat ko yaad karke muskura raha tha. To kabhi ye soch raha tha ki kon thi wo aurat kisko dekh kar hi maa ki mamta ka apar sukh mil raha hai. Kon tha wo bachcha jisko wo maa mera chota bhai kaha rahi thi?? Na to mera koi bhai hai or na meri maa wo hai. Meri maa to ek bahut hi krur aurat hai jo mujse keval or keval nafrat karti hai……
Bahut der tak wo apne bistar per leta apne sapne ko hi jagti aankhon se dekhta raha. Jab wo apne sapne se bahar aaya tab usko ahsaas hua ki wo abhi apne dhabe per nahi hai. Or fir raat ki sabhi ghatnaye uske mind me ek ek karke aati ja rahi thi. Ek bar fir preet ki aankhen nam ho gayi thi vidhi ke liye. Per us sapne ne is gamko sahane ki Shakti preet ko de di thi.
Preet hatash ho kar khud se bola – pata nahi bhagwan kya chahta hai mere se.. koi bhi khushi ko mere pass rehne hi nahi deta.. pehle meri pyari si bahan or papa se mujko alag kar diya. fir ek achchi dost moni ko chen liya. Fir mere pyar ko mujse chen liya.. per fir bhi ek jhooti umid thi ki mujko mera pyar milega per ab wo bhi nahi rahi… kya fayeda is jeevan ka.. kiske liye jee raha hu.. isse to maarna hi achcha hai…. Nahi nahi.. main itna kamjor nahi pad sakta jab mene tab haar nahi mani jab main bahut chota tha to ab kyu… nahi mujko jeena hoga… khud ke liye jeena hoga.. ab keval apne liye jeena hoga.. is duniya ne mujko kabhi pyar nahi diya or main is pyar ko pane ke chakkar me keval dukh hi paya hai.. ab nahi chahiye kisi ka pyar.. ab khud se hi pyar karuga main or puri duniya se nafrat.. bahut sun li dil ki ab keval dimag ki sunuga… meri maa bhi to ye hi chahati thin a ki main sabhi se nafrat karo to ab bus bahut hua ab keval duniya ko meri sirf or sirf nafrat milegi…..
Awesome update
 
HAARRY POTTER

Harry Potter
1,147
2,891
143

Mast update h bro...🔥🔥🔥
 
Top