• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Badshahat - A Ladke Ki

A.A.G.

Well-Known Member
9,638
20,139
173
Aapke iss review ka main tahee dil se shurkiya karta hu bhai pr aapne dhyan se padha nahi kyuki isme maine likha hain ki priya ne pawan ko propose karne ke liye bulaya hain na ki kiya hain woh propose wala agla hain aur so umid hain aap samaj gaye honge ki abhi propose karne le liye bulaya hain na ki kiya hain well , once again thank you bhai for this lovely review
okay bhai samajh gaya..bas update thoda jaldi do yaar..!!
 
BLACK_KING

Active Member
576
2,415
124
Aaj ek baar phir Pawan ne Reema ki madad karke Priya ke decesion ko sahi saabit kar diya. Ab dekhna hai ki Pawan aur Priya ke pariwaar ki mulakaat kaisi hoti hai aur jab Pawan Priya ko Aarti ke baare mein batayega to kya hoga. Nice
Aapke iss review ka bhauth bhauth shukriya Lib am ji , abhi priya propose karne ja rahi hain pawan toh jaldi he mulaqat ho sakti hain mere hisab se
 
parkas

Well-Known Member
26,563
59,333
303
Update - 24

Aab tak aapne padha ki kaise reema ki badolat pawan jhute sexual harrasement ke aroop se bach jaata hain jiske karan gusse mein rocky reema ko rocky kidnape karata hain pr uska plan humara hero pawan flop kardeta

Aab aage ...

Reema ke kidnapping ki news aag ki tarah college mein fail jaati hain jisse reema ki family bhi achutti nahi rahe saki

Ek aalishan kamre mein priya apne company ke managers ke saath kaam discuss kar rahi thi tabhi priya ke personal phone pr ek call aata hain jisse pick larte he
Priya bolti hain aur saamne se shaqs kucch kheta hain usse sunne ke baad priya ki aankho mein aashu jahlaq uthe aur sidha meeting se bahar aakar parking se apni car leke nikal padi reema ke college ke liye ( yeh call reema ke college se aaya tha )

In college

Sab baccho ko bus se college wapis laye gaye the rocky ko chod ke kyuki usko toh waha se sidha hospital paucha diya tha apne chamcho ke saath

Reema abhi bhi behosh thi uske aas pass aarti mam thi uski dekh bhal ke liye

Bus mein kirti ne aarti mam se khub maafi mangi pr aarti mam ne toh jaise tahan liya tha ki rocky aur kirti ko sajja dilwa ke rahengi Itne mein college mein speed se ek audi car enter hoti hain sab dekh ke hairan the itni luxgurious car kiske pass hain aur usme se nikalti hain ek khubsurat si ladki joh thii priya , collge administration priya ko janta because iss college ki sabse badi trusty thi priya ke utarte he aarti mam uske pas aati hain aur priya unko pass aate dekh kar he samaj jaati hain ki yeh reema ki professor hongi

Aarti - miss priya ?

Priya - yes , I am priya , reema's elder sister aapne mujhe bataya toh main turant yaha aagayi kha hain meri behan

Aarti - she is fine bs behosh hain thodi derr main hosh aajayega

Priya - kya main usse mil sakti hu ?

Aarti - ya sure chali main milwa deti hu aapko .

Priya ko aarti mam medical room mein le aati hain jaha reema bed pe leti hui thi behoshi ki halat mein

Priya usse halat mein dekh apne aap ko rok nahi paati aur reema ke pass aakar usse gale laga kar rone lagti hain

Priya - reema tujhe kya hua meri behan , I am sorry reema ki main tera khayal nahi rakh payi aur jab tere saath yeh sab hua main tere saath nahi thi , mujhe maaf karde meri pyaari behan

Reema - isme aapki galti nahi hain didi ( hosj main aate hue )

Aarti aur priya reema ko hosh mein aate hue dekh kar khush hojate hain

Priya - reema meri behan (aur usse wapis gale laga leti hain)

Reema - I am fine di bss thodi kamzori hain

Priya - jhuti tu sab ko pagal bana sakti hai mujhe nahi mujhe pata hain ki tu darri hui hai , i am promise ki main tujhe kucch nahi hone dungi bata mujhe tere saath kya hua

Reema joh ab tak shannt thi uski apni behan ki baate sun kar rone jaise halat hogayiaur rote hue apni behan ko sab batane lagi

Reema - di rocky galat ladka hain woh mera dost banne ke layak nahi hain usne meri saath (aur wapis rone shuru kardiya pr priya uski baat samaj gayi)

Priya - mujhe pata tha ki woh ek ghatiya ladka hai pr woh itna nicche girr jayega chiii

Priya - thank you miss (aarti mam ko dekhte hue)

Aarti - aapko thanks mera nahi pawan ka karna chahiye ussi ne reema ko bachaya hai

Priya reema ko dekhti hain jiss answer mein reema haan ka ishara kardeti hai

Priya joh aab tak iss sadme se nahi nikal pa rahi thi usne jab yeh suna ki uski behan ko pawan ne bachaya toh usse apni choice pe garv hua ki usne ek accha insaan se pyaar kiya hain aab toh priya ka dimaag ne soch liya tha ki woh aaj he pawan ko apne dil ki baat bat degi par usse pehle usse yeh baat janna jaruri tha ki rocky ne aisa kyu kiya

Priya - par usne aisa kyu kiya

Reema - main batati hu di (aur reema priya ko purri kahani suna deti hain )

Reema - agar pawan na aata toh shayad aur itna bol kar chup hojati hain fir bolti hain pawan bhauth accha ladka hain di aap uske saath bhauth khush rahogi

Priya jab apni behan ke muh yeh sunti hai toh uske gaal ek second ke liye laal hojate hain

Priya - waise woh hain kha mujhe unhe thanks bolna hain

Aarti man joh aan tak dono behano ki baate sun rahi thi bolti hain

Aarti - woh aapne ghar chala gaya hain aap usse uske ghar jaakr mil sakti hain .

Priya haan main jab deti hain aur reema ko ghar leke jaati hain uss waqt ghar mein koi nahi tha kyuki reema ke mummy papa out of town the priya sandhya ko call karke sab baate bata deti hain aur usse ghar aane ke liye bolti hain taaki woh reema ka khayal rakh sake

Aur woh chali jaati hain cafe ke liye jaha woh aur pawan aksar mila karte the aaj woh baat karne ke iraade se nahi balki apne pyaar ka izhaar karne ke liye jaarahi thi pawan pehle mana liya pr end mein jaake maan gaya aur khass bat yeh hui ki pawan ne reema ke saath joh hua uske baare main priya ko kucch nahi batya tha

Aud wahi dusri taraf rocky ke ghar ek alag he scene dekhne ko mil raha tha , rocky joh abhi hospital se discharge hokr aaya tha uske ghar mein ghuste he uski maa rocky ke sarr pr taake dekhti hain aur rocky ke baap dhanraj ko phone karke batati hain rocky ki choot ke baare mein jisse sun kar rocky ka baap dhanraj sidha bhagta hua apne ghar aata hain aur rocky ke kamre jata hain aur sidha puchta hain

Dhanraj - tujhe choot kaise lagi mere bete

Rocky joh abhi apni choot ko dhyaan se dekh kar tha apne baap ki aawaj sun kar uski aur dekhta hain aur sab bata deta hai

Dhanraj - tujhe bola tha maine ki usse ladki ko bina gusse ke apna bana le pr tu hain ki jabardasti karke aagaya ab hum jethavani ki property kaise hadpenge , ab joh karna hain main karunga aur kya naam bataya uss londe ka

Rocky - pawan

Dhanraj - pawan , mere bete ko marke usne apni maut ko nimantran bheja aur itna bol kar hasne lagta hain aur kamre ek shaitaani hassi kunj uththi
Bahut hi badhiya update diya hai BLACK_KING bhai....
Nice and awesome update....
 
431
1,868
123

Nice behtarin update
 
Top