• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Badshahat - A Ladke Ki

andyking302

Well-Known Member
6,043
14,279
174
Update - 22

Aab tak aapne padha ki aarti mam pawan ko kirti ke saath dekh kar jealous hain fir pawan unhe manata hain joh aage chal kar sex ka roop le leta hain .


Aab aage ...

Main aarti mam se alag ho kar leta tha ki mujhe tent ke bahar kisi insaan ki shadow dikhayi di jisse dekh kar meri toh halat kharab hogayi ki khai uss shadow wale insaan me mujhe aur aarti mam ko dekh toh nahi liya main jaldi se apne kapde pehen kar tent se bahar aata usse pehle aarti mam ne mujhe awaaj di

Aarti - tum kha jaa rahe ho ?

Uss shadow ko jaise hein samaj aaya aarti mam ki aawaj se koi bahar aarha hain woh turant waha se nikal gaya main uss shadow ko jata hua dekh sakta tha main bina derr kiya turant tent se bahar aakar uss shadow ka piccha karta hu woh shadow baaki students ke tent se durr jaarha tha main thoda shock hua ki agar isne hume dekh liya hain toh yeh baaki logo ko batane ki jagha unse durr kyu jaa raha hain pr iska jawab toh khud woh insaan hee de sakta tha maine speed badhayi aur usse shadow wale insaan ke aage jaakar usse roka aur main dekh kar hairan preshan tha kyuki woh shadow aur koi nahi kirti thi jisne mujhe aur aarti mam ko sex karte hue dekha tha

Main thoda darr gaya tha ki khai yeh sab ko na bata de fhir thodi himmat karke main usse pucchta hain

Main - kirti tum mere tent ke pass kya kar rahi thi

Kirti - main washroom dhund rahi thi waha par ( darr se khabrate hue )

Main - pr washroom toh dusri side hain

Kirti - haan mujhe pata nahi tha isliye yaha agayi galti se

Main - tumne mere tent ke pass kucch suna toh nahi .

Kirti - suna na sab kucch

( Yeh sun meri litteraly faath gayi thi isne pakka meri aur aarti mam ki sex ki aawaje sune thii )

Main - aisa kucch nahi hain kirti jaise tum samaj rahi ho (haaklate hue)

Kirti - aree relax yaar main kisi ko nahi batungi ki tum apni girlfriend ke saath quality time spend kar rahe thee

Main - kyaaa ? Girlfriend ? Aur woh bhi meri ?

Kirti ne humari aawaje suni thii nai ki hume dekha tha toh usse nahi pata ki mere saath tent mein kon tha jiska faiyda uthate hue maine usse bola

Main - sorry kirti woh meri gf hain woh thosi naraz hogayi thii isliye usse manane gya tha pr waha jaakar kucch aur hogaya .

Kirti - koi baat nahi mujhe pata hain ki aise camp main aaksar bf gf yehi kaam karne aate hain pr agli baar sambhal karna(muh chupake haste hue)

Main - thank you so much kirti , main agli baar dhyan rakhunga please yeh baat tum kisi ko mtt batana

Kirti - arre don't worry main kisi ko nahi batungi

Main fir thodi normal talk karke waha se chala jaata hu pr mere jaate hein kirti ke pass aata hain woh kamina rocky joh kaafi derr se meri aur kirti ki aawaje sun raha tha

Rocky kirti se muh pr haath rakhta hain jisse bina dekhe kirti darr jaati hain fir jaise hein kirti chilati rocky apna chehra dikha deta hain jisse dekh kar kirti shant hojati hain

Rocky - main hu rocky

Kirti - tumne toh mujhe dara hein diya tha

Rocky - haan haan thik hain ab yeh bata kaam kha tak paucha

Kirti - maine usse dosti karli hain aur tumhara kaam raat ko jab sab apne apne tent mein honge tab hojayega pr isme mera naam toh nahi aayega na

Rocky - thik hain main raat tak ka intazaar karta hu aur tum chinta mtt karo( tujhe bhi uss pawan ke saath college se nikalwa dunga fir mujhe koi nahi rok sakta)

Kirti - rocky ?

Rocky - hmm bolo

Kriti - hmm kya sahi kar rahe hain(guilty feel karte hue)

Rocky - tum iski chinta mtt karo ek baar meri shaadi reema se hogayi toh main tumhare dad ko manager banwa dunga

Kirti - pakka na meri family ko paiso ki jarurat hain isliye yeh sab kar rahi hu warna main kisi mashum ko kabhi na fasati

Rocky - meri saamne natak kam karo aur jaakar apna kaam karo

Rocky itna bol kar waha se nikal jaata hain kirti usse waaha se jaate hue dekhti rahi

Aise hein pura din nikal gaya kuch khass nahi hua khash baat yeh thi ki reema ne pawan pe dhyaan diya ki pawan kya kar rahe pr pawan ab bhauth chukana hogaya tha usne aarti mam ko nahi bataya tha ki kirti ne usse dekh liye tha jab woh unke saath yeh sooch kar ki woh naraz hojayengi

Raat ke 11:30

Main(pawan) apne tent mein aagaya tha abhi mein apne bed pr baith kar socch raha tha ki aaj kaise main itne bade problem mein faste faste baccha ki bhar se mujhe kirti ki aawaj aati hain

Main tent open karke usse andar aane ke liye bolta hu usne ek short dress pehni joh khai se bhi raat ko sone ke liye comfortable nahi thii main uss baat ko nazar - andag karte hue usse andar bulata hu

Main - aree kirti tum yaha ? Itni raat ko ? Kya hua kucch kaam hain kya

Kirti - nahi bss neend nahi aarahi thii isliye soccho tumse baat karlu main galat samay pr toh nahi aayi na ?

Main - aree nahi nahi main abhi soone ke liye hei jaa raha tha aao na tum bahar kyu khadi ho

Kirti andar aati hain main usse normal baate kar raha tha abb mujhe aarti mam ka khatra nahi tha kyuki maine pehle hei mam ko raat mein aane se mana kardiya tha abhi meri baat ho rahi thi kirti ko pyaas lagi toh usne mujhse paani manga

Kirti - pawan mujhe pyaas lagi hain pani milega

Main - haan abhi laya

Yeh bol kar jab main glass mein paani lene bahar gaya toh jab main paani laya toh maine dekha ki kirti ke kapde khai jagha se faate hue thee aur woh roo rahi thii thi ki main kucch samaj paata usse pehle mujhe picche se kisi ne laat marri jisse mein dhadam se nicche gil gaya jab maine uss admi ko dekha jisne mujhe laat mari woh aur koi nahi rocky tha kucch ladko ke saath jinhone kucch din pehle meri raging karne ki koshish ki jisse aarti mam ne mujhe bachaya tha ( joh aap logo ne pichle kucch update pehle dekha tha
)
Shandar bhai
 

andyking302

Well-Known Member
6,043
14,279
174
Update - 23

Aab tak ...

Kirti - pawan mujhe pyaas lagi hain pani milega

Main - haan abhi laya

Yeh bol kar jab main glass mein paani lene bahar gaya toh jab main paani laya toh maine dekha ki kirti ke kapde khai jagha se faate hue thee aur woh roo rahi thii thi ki main kucch samaj paata usse pehle mujhe picche se kisi ne laat marri jisse mein dhadam se nicche girr gaya jab maine uss admi ko dekha jisne mujhe laat mari woh aur koi nahi rocky tha kucch ladko ke saath jinhone kucch din pehle meri raging karne ki koshish ki jisse aarti mam ne mujhe bachaya tha ( joh aap logo ne pichle kucch update pehle dekha tha )

Aab aage ...

Woh log 5 thee aur main akele main kucch bol paata usse pehle unhone mujhe marna shuru kardiya main sochne samjhne ki sthithi mein mahi tha ki unke hamlo se resist kar saku unko marto das minute hogaye abb unko bhi thakkan hone lagi thii aur mere sharir se jagah jagah se khoon aa raha tha meri chikkhe sun kar sabhi tento se students bahar aane lage

Sab students mere halat dekh kar hairan thee aur wahi rocky ko dekh kar samajne ki koshish kar rahe thee ki yaha kya ho raha hain

Roocckyy yeh kya badtamizzi hain

Aur tabhi ek aawaj aati hain jisse sun kar pawan ki jaan mein jaan aati hain kyuki yeh aawaj pawan ki jaan aarti mam ki thii joh reema ke saath aapne tent se nikal rahi thii

Rocky - mam isne kirti ke saath galat kaam karne ki koshish ki hain aur jab hum isse rokne aaye toh isne mujhe marne ki koshish ki aap chahe toh inn se pucch sakti hain ( apne chamcho ki aur ishara karte hue )

Kirti - mam aapne mujhe isse notes lene ke liye bola tha jab maine isse notes mange toh isne kha ki mere tent mein raat ko akeli aana nahi toh main tumhe notes nahi dunga aur tumhe fail hona padega isliye main iske tent mein aur isne mere saath (aur rone lagi aur sab bacche usse bicchari samajne lage)

Pawan - nahi mam yeh sab jhuth bol rahe hain main sapne main bhi yeh sab karne ki soch bhi nahi sakta

(Aarti mam unn baccho ko ghurr kar dekhti hain kyuki unhe pata tha ki pawan aisa nahi kar sakta agar pawan sex ki baat thii toh pawan kirti ke pass kyu jaata woh toh siddha aarti mam ke pass jaata aur aarti mam usse mana nahi karti jaise subha nahi kiya tha jab inki aawaje kirti ne sun li thii )

Aarti - tumhare paas kya proof hain ki pawan ne yeh sab kiya hain main ek teacher hu aapne sabhi students ke baare mein mujhe pata hain ki kon kya kar sakta hain aur kya sochta hain mere baare main ( unn raging wale baccho ko dekh kar jaise khena chahti ho agar pawan ke khilaf bola toh college se nikalwa dungi )

Rocky - mam aap kaisi baat kar rahi hain ladki khe rahi hain ki uske saath galat hua hain toh hua hain

Aarti - manti hu rocky pr kai baar logo ke bicch misunderstanding bhi ho sakti hain main yeh nahi khe rahi hu ki kirti jhut bol rahi pr yeh bol rahi hu ki yeh ek misunderstanding bhi ho sakti hain .


Yeh baate sun kar rocky chup hogaya tha aur Sabhi baacho ke hosh udde hue thee ki aarti mam kaise out of the way jaakar pawan ki madad kar rahi thii

Kirti ko samaj nahi aa raha tha ki aarti mam kyu uski baato ka vishvas nahi karhi hain pr khai na khai usse lag raha tha ki aarti mam aur kucch chupa rahi hain

Pawan ke saath yeh baat acchi hui ki trip ki supervisor arti mam thii joh akeli teacher thii college se warna ab tak toh pawan ko jail ho chuki hoti

Saare students ko as a rapist dekh rahe thee Abhi yeh baate ho rahi thii ki reema se ab aur sahen nahi hota aur woh chila kar bolti hain

Reema - shut up kirti (jorr se chillate hue) jhut bolna band karo mujhe pata hain ki tumne yeh sab rocky ke khene par kara hain

Aur bss reema ki yeh baat sunte hii sabhi ko shock laga aur sabse jyada rocky ko ki reema iss baare mein kaise pata chala

Reema - mujhe pata hain ki tum yehi socch rahi hogi ki mujhe kaise pata main tumhe dekh kar hii samaj gayi thii ki tum yeh sab pawan se baat baat pr chipak na aur usse baat karne ka mokka dhundhna taaki sab ko yeh vishvaas dila sako ki pawan tumhe force kar raha hain pr tumne ek gadbad kardi tent se durr jaakr rocky se baat karte hue main tumhari baate toh nahi sun payi pr yeh samaj gayi ki tum yeh sab rocky ke kahene pr kar rahi air tumhe rocky ko dekh kar smile karna main bacchi nahi hu thodi emotional jyada hu pr idiot nahi hu samjhi tum sab ko pagal bana sakti ho mujhe nahi

Rocky ko saap sungh gaya tha ki reema ko uski asliyat pata chal gayi hain

Aarti mam ab kha pucche hatne wali thii woh bhi maidan mein kudd gayi

Aarti - aur reema ne mujhe yeha aane se pehle bola tha ki kirti kucch gadbad karne ki irrade se yaha aayi hain aur uske baad hein yeh sab hogaya

( Asal main jab sab rocky aur pawan ke bicch hue ghatna ko dekh rahe thee wahi reema aarti mam ko kirti pr shak hone ki baat bata rahi thii isliye dono hungama hone ke baad ek saath aayi thii )

Kirti ko aab saanp sungh gaya tha usse iss baat ka aishash hogaya tha ki aab uska bachna na mumkin hain rocky toh bach jayega kyuki uska baap bhauth aamir hain pr kirti ka baap toh rocky ke papa ke yaha kaam karte hain uska ghar bhi muskhil se chalta hain aur aab college se nikal diya toh uska carrer khatam hojayega

Kirti - mam reema sahi khe rahi hain maine yeh rocky ke khene pr kiya hain ussi ne mujhe lha tha yeh sab karne ke liye plz mujhe baccha lijiye ( aur apne saare gunah kabul kar leti hain) .

Kirti - pawan ne mere saath kucch galat nahi kiya baki maine hii usse fasaya hain rocky ke khene pr

Rocky gusse mein kirti ko marne ke liye badhta hain ki aarti mam usse rok leti hain


Aarti - rocky behave aur sab log aapn aapne tents mein jao aur tum kirti aur rocky tum dono ko kal college jaakr principal se college se nikalwati hu tumne ek mashum ke saath itna galat karne ki koshish kari

Pawan joh khoon se lath path tha woh aab tak yeh soch raha tha ki uske saath hei yeh sab kyu hota hain kya kiya yha usne joh uske saath yeh sab hua

Woh inn baato ko chod sidha reema ke pass aata hain aur usse kheta hain

Pawan - thank you , agar aaj tum na aati toh main kabhi apne aapko sahi sabit nahi kar paata

Reema - main apni didi se pyaar karti hu pr uske liye kisi ladke ki zindagi barbad kardu yeh mere parivar ne nahi sikhaya mujhe pehle se kirti pr shak tha pr maine ek test liya tha ki tum kirti jaisi khubsurat ladki saath kaise behave karoge kya tum phasoge pr tum ek acche ladke ki tarah sab test mein pass hue aur haan di ne sahi kha tha ki tum acche ho pr tumhara dil usse bhi accha hain aur tum roy ki tention mtt lo usse main baat karungi uski taraf se main maafi mangti hu .

Pawan maaf toh nahi karna chahta tha pr reema ki wajah se woh aaj baccha tha isliye usne tab reema ko haan bol diya aur aarti mam ke pass jaakr dawai lagwane laga kyuki usse choote lagi thii uss ladai se

Wahai reema sidha rocky ke pass jati hain ki kyu usne pawan ke saath yeh sab kiya

Reema - tumne aisa kyu kiya rocky tumhe pta hain aaj mujhe kitna bura laga hain ki main ki mere dost ne kisi nirdosh ladke ke saath galat karne ki koshish ki

Rocky - maine yeh sab tumhe paane ke liye kiya hain reema I love you , main tumhe khona nahi chahta tha please forgive me

Reema ko aaj rocky ki aankho mein sirf hawas dikhayi de rahi thii na ki saccha pyaar

Reema - yeh kya bakwas hai , main tumse pyaar nahi karti rocky aur aaj iske baad main apni dosti tumse todti hu

Rocky ka gusse yeh sunnne ke baad ab badh gaya aur usne reema ka haath zabardasti pakad liya

Reema - leave me rocky

Rocky - tumne mujhe mana kiya hain reema aab koj kaam tumhare marzi se hota ab woh zabardasti hoga aur ek shaitaani haasi haste hue usse jungle ke andr le jaata hain jaha sab logo ka jaana mana hain

Reema chilati rahi pr koi nahi tha waha pr uski madad ke liye durr se ladki ne unko jungle ke andr jate hue dekh liya air sidha aarti mam ke pass aane ke liye chali gayi

Wahi pawan joh aarti mam se dawai lagwa raha tha aarti ko rote hue dekh kar unke aasu pucchte hue kheta hain

Main - aap itna kyu roo rahi ho choot mujhe lagi hain aur dard aapko ho raha hain

Aarti - roou kyu na tumne kisi ladki ke baare ganda soccha bhi nahi aur tumhare saath yeh sab hua , agar meri jagah koi air teacher hota yoh kya hota , ab main tumse durd nahi ho sakti tum meri zindagi ho pawan .

Main - I love you mam , mujhe pta hain ki aap mujhse kitna pyaar karti ho pr ek baat mujhe aapko batani hain

Aarti - baaki baate baad mein pehli dawai lagwa lo

Main - nahi yeh baat important hain , sunha mujhe aur aapko sex karte hue kirti ne sun liya tha

Aarti - kyaaa ?

Main - haan ( aur subha ki saari baate unhe bta deta hai ) maine socho aapko bata kar mamla badhana sahi nahi samjha

Woh ladki aarti mam ke pass aati hain aur sab kucch aarti mam ko bata deti hain pawan yeh sab baate sunta hain aur chilata hain

Rocccky

In jungle

Rocky apne char admi ke saath ek ghar mein reema ke kapde faadne ki koshish karta hain pr tabhi gate pr aawaj aati hain sandhya ke bf ki joh rocky ka hei chamcha tha rocky gate kholne le aata hain aur chataak ~ ek thaapad uske kaan pe pada jisse uska purra sharir hil sa gaya jab usne dekh yeh tha uska baap pawan jiski aankho mein badle ki bhavna saaf dekhi jaha sakti thi

Rocky - tune mujhe maara ab tu gaya

Rocky naam ka chutiya ab aur kucch bolta usse pehle pawan rocky ke pass aakar ek ke baad ek mukke marne shuru kardeta uski aankhe purri laal thii jaise rocky ko abhi jaan se maar dega

Aur bss paanch mukke mein rocky jaamin chatt ta hua mila usse na kucch bola jaha raha tha ki woh andar apne aadmiyo ko madad ke liye ya fir khud maare pawan rocky ke baal pakad aur ek kaada apne haath mein pakda aur sidha rocky ke muhh pr mara jisske karan rocky ka sir faath gaya
Woh aur mukke marta usse pehle andar se
chilane ki awaje aati hain“Bachao, Bachao”


Pawan gate se andar jk dekhkar rocky ke dusre dost bhi aa gaye ladne ke liye lekin pawan ke samne tikne ki unki aukat nahi thi. Un sab ko khub maara. Aarti mam jab tak baaki students ko bula layi thi aur rocky aur uske dosto ko bhagha diya gaya.

Rema ke kapde phat chuke the, Maine apni shirt utar kar aarti mam ko de di, jisne reema ko phena di.

Aaj ke liye itna hei update ko like karna na bhule aur review jarur de tab tak ke liye dhanyavaad . Jai hind
Nice update bhai
 
Top