Apko kisi ko marna hai apko chupke naki samne ake to bhai wusko chances mile hai marne ke fir bhi wo chutiya ache moke ki talash me baithi tha. Aur bhai gaon walo ne Rajveer ko bataya tha ki karan aur gaon wale mil ke nageshwar ko marne wale hai. Fir bhi us chutiye ne kisi ko khabar nahi karan ane ki. Khabar di hoti to wo Mara jata. Na Na use to marne ke pdi hai karan ke haatho se.
Aur bhai sarkaar ke aj tak kiye planning nahi Banta jo najdik rahakar nahi mar saka to kahe ka villain.if
Aur isase khatarnak to anil tha jo ki karan zinda rakha kar fir marne ke koshish ki thi.
Ye chutiya samne rahakar karan ko jitata dekh kar fir mauke ki talash me baitha ta aur ye ghar ke bhedi konsa Mal fukake baithe kisko pata
Pehli baat to ye hai ke nageshwar ne karan ke ghar waalo ko kidnap kar ke wo power me tha isliye ho sakta hai Rajveer ne karan ke aaney ki khabar na di ho.rajveer aur Nagesh ko apni planning par poora bharosa ho sakta honga.
Aur Rajveer kabhi bhi karan ke nazdeek raha hi nhi hai.kahani me sirf 3 baar hi rajveer ka character aaya hai.me ne to kabhi bhi Rajveer aur karan ko close dikhaya hi nhi hu.
Aur agar Rajveer main villain hota bhi hai to usne bohot saari planning ki hai.
1.....pandit ke haatho karan ko maarne ki.
2...... Nageshewar ke haatho maarne ki
3.......un kutto ke haatho maarne ki
4..........ghar ke bhedi ki help le kar karan ko maarne ki.
Ye sab planning to main villain ne kiya hai na.
Aur yahi anil ki baat to end me anil ne kaha tha ke jis ne bhi karan ke maa baap ko maara hai wo bohot takatwar hai.
Agar is part me main villain ki starting ss hi power dikha deta to kahani ke start me hi hi sab ko pata chal jaata ke main villain kon honga.
Kuch cheezey writer ko baad ke liye bhi bacha kat rakhni hoti hai.agsr sab detail me start me hi kahani ke bata diya writer ne to kahani me mazaa nhi rehta hai