• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Bastard 2

Status
Not open for further replies.

Lovingheart

Active Member
1,215
4,109
159
I quit the story🙂

Spcha tha padhne ke baad acha sa rebu dunga
But 💔💔💔

Disappointed totally hero chutiya tha hai aur rahega

First mein bhi chutiya bAna usse seekh nahi mili to second mein bhi cutiya bana without any planing💔💔💔

Totallly heart is broken🙂💔💔
 
Sabhi91

Active Member
1,395
3,957
159
Update..............13
Idhar pandit aata hai aur kehta hai ke arjun ki isme koi galti nhi hai aur arjun ek accha ladka hai.aur ye bhi kehta hai ke ghar me jo bhi ghoonghroo ki awaaz aa rahi thi wo neha (karan mom) ki hai.
Ab aage...............
Idhar jaisey hi pandit kehta hai ke ghoonghroo ki awaaz mom ki aatma ki hai to ghar waaley sab shocked ho jaatey hai.khaas kar ke me aur kavya di.
Karan.................pandit kya keh rahey ho tum.mom ki aatma kaisey aa sakti hai tum kya pagal vaagal ho gaye ho kya.
Rohit..............karan pandit ji se kaisi language me baat kar rahry ho.tum abhi unko sorry bolo aur adab se baat karo inke saath.
Pandit..............nhi Rohit rehney do.karan abhi nadaan baccha hai.usko jaisa kehna hai kehney do.
Pandit..............aur karan tumhara jawaab me deta hu.tumhari maa ki aatma ghar me isliye bhatak rahi hai q ke wo tum sab ko kaaley saaye se bachanry aayee hai.aur gandi nazar se bhi bachaney ke liye tumhari mom ki aatma aayee hai.
Karan...............accha to kon hai wo saaya aur kis ki buri nazar se bachanry ke liye mom ki aatma ghar me bhatak rahi hai.
Pandit................Kehtey hai ke jab daayan ki nazar kisi par bhi padhti hai to wo insaan barbaad ho jaata hai.lekin us se bhi buri nazar karan tumhari hai.tum jaha bhi jaatey ho poorey parivaar ko barbaad kar detey ho.aur tumhari maa tumhari buri nazar aur tumharey andar jo kaala saaya hai us se bachanry ke liye aatma ban kar aayee hai parivaar ki hifazat karnry ke liye.
Jaisey hi pandit kehta hai to sab shocked ho jaatey hai.ab sab ghar waaley mujhe hi ajeeb nazro se dekh rahey hotey hai.kisi ko kuch samajh nhi aa raha hota hai ke kya ho raha hai.
Rohit................pandit ji aap ye kya keh rahey ho..
Ajay.................pandit ji keh dijiye ke ye jhooth hai.aisa nhi ho sakta hai.
Pandit................yahi sach hai.me saabit bhi kar sakta hu ke karan ki buri nazar ki wajah se ghar barbaad ho jaatey hai.
Karan..............Accha to thik hai pandit saabit kar ke dikha ke meri wajah se ghar barbaad ho rahey hai.
Pandit................thik hai karan mujhe ek baat batao.tum goan me aaney se pehle kidhar they.
Karan.................me mumbai me tha shalini aur anil ke parivaar ke saath.mujhe anil ne banglore se mumbai bulaya tha apney parivaar ki raksha karney ke liye.mujhe aisa lagta tha ke anil mera baap hai lekin baad me pata chala ke vo mera baap nhi hai balkey meri mom dad ka kaatil hai.aur jo mumbai me bulaya tha to me mumbai aa gaya aur baad me pata chala ke anil hi aoney parivaar ko maarna chahta tha apni teesri biwi laxmi aur uske betey Rocky ke saath mil kar ke.
Aur phir jo bhi hua wo me ne sab start to end bata diya pandit aur ghar waalo ko.
Pandit..............karan ab tum ne apna bata diya hai.ab meri suno.sunita tum to us ghar me nokrani bani huyee thi na.
Sunita...............ha pandit ji.
Pandit..............ha to sunita mujhe ek baat batao tum ko kabhi aisa laga ke anil ke parivaar ko koi maarna chahta tha karan ke aaney se pehle mumbai me.
Sunita...............nhi mujhe to kabhi aisa nhi laga tha.aur na hi kisi ki baato se kuch pata chala tha.
Karan.................bua sahi keh rahi hai.mujhe anil ne kaha tha ke uske parivaar ko khatra tha.aur ye baat usne aur kisi ko bhi nhi batayee thi isliye kisi ko kuch nhi pata chali.
Pandit...............Lekin karan tum keh rahey ho ke anil hi aonry parivaar ko maarna chahta tha.
Karan...............ha lekin ye pehle mujhe nhi pata tha.jab me mumbai me aa kar raha aur ghar me raha to mujhe dheerey dheerey anil ki sacchayee pata chali.
Pandit................me batata hu waha kya hua tha.
Pandit................ghar me koi bhi kisi ko maarna nhi chahta tha.jab tum ghar me gaye to tumhari buri nazar ghar ke sabhi logo par padhi.anil ko ye nhi pata tha ke tumharey pair padhtey hi ghar barbaad ho jaayenga.tumharey ghar me aatey hi vivek Anil aur suresh ka dushman ho gaya.vivek aur koi nhi anil aur suresh ka bhai tha.jo vivek apne bhaiyo se pyaar karta tha wo karan ke aatey hi aur uski buri nazar padhtey hi vivek ghar ka dushman ho gaya tha.
Pandit................ab karan ye batao ke vivek ki mout kaisey huyee thi.
Karan................uska murder hua tha.
pandit...............accha aur uska murder kis ne kiya.
Karan...............uska murder dhanush ne kiya tha jo vivek ka beta tha.
pandit.................dekha me ne kya kaha tha karan ki nazar itni buri hai ke betey ne apney baap ko hi maar diya tha.aur ye sab jo bhi hua karan ke mumbai jaaney ke baad hua hai.
Idhar mujhe pandit par bohot gussa aa raha tha.wo anil ki poori planning ko thukra kar ke meri wajah se sab ho raha tha ye saabit karna chah raha tha.jo bhi ho raha tha wo sab anil jaaydad paaney ke liye kar raha tha lekin yaha pandit ne poora game palat diya tha aur uska poora zimmedaar mujhe bana diya tha.
Pandit................vivek ki mout ke baad anil ne apni dono betiyo aur apni biwi aur apney parivaar ke logo ko maarna chaha tha.pehle betey ne apne baap ko maara ab baap apni betiyo ko maar raha tha.socho phir karan ki nazar kitni buri hongi.
Karan...............pandit tu baaki logo ko chutiya bana sakta hai mujhe nhi.me abhi shalini aunty ko phone karta hu jo anil ki biwi hai.wo to sab sach sach bata dengi.
Pandit...............karan wo to tumhari hi side lengi na.tum ne usko apney vansh me jo kar ke rakha hai.tumhari wajah se uska ghar barbaad ho gaya hai.ek devar ki mout ho gayee hai.uska pati jail me hai.aur vivek ka beta dhanush bhi jail me hai.ab phir bhi wo tumhari side me hai iska matlab tum ne us par kaala jaadu kiya honga.
Sunita...............pandit ji lekin anil ne hi karan ke mom dad ko maara tha.aur usne ye khud kubool kiya tha Last me jab anil sab ko maarna chahta tha.
Karan................ab bol kya bolenga.tujhe meri baato par vishwas nhi ho raha hai na.
pandit ................sunita tum sahi keh rahi ho.anil ne hi karan ke mom dad ko maara tha.lekin ye socho karan us wakt baccha tha to kya anil usko bachpan me nhi maar sKta tha.karan ki mom dad ko maarney ke baad usko pachtava hua tha isliye karan ko usne nhi maara aur usko apna beta bana kar ke usko banglore bhej diya padhney ke liye.
Pandit...............karan ke mumbai jaaney ke baad us ghar me 2 mout huyee hai.ek to vivek ki aur doosri Rocky ki jo anil ki best friend ka beta tha.anil aur dhanush ab jail me hai. Anil ka parivaar ab tabah ho gaya hai sirf karan ke mumbai jaaney ke baad.socho karan ki nazar kitni buri hongi.uski nazar padhtey hi khAandaan tabah ho gaya tha.isliye me ne pehle hi kaha tha daayan ki nazar se Insaan barbaad ho jaata hai lekin karan ki nazar se poora khandaan barbaad ho jaata hai.
karan...............pandit tu kya pagal ho gaya hai.tu kaha ke matter ko kaha le jaa raha hai.aap sab kuch kehtey q nhi ho.
Shweta................pandit ji lekin hamarey yaha to kuch nhi hua hai.shayed karan jo keh raha ho wo sahi honga.un sab me anil ki hi chaal hongi.
Rohit...............ha pandit ji anil ne Deepak aur neha ko maara tha to ho sakta hai wo apney parivaar ko bhi maarna chahta honga.
Pandit................thik hai chalo tum kehtey ho to me maan leta hu.lekin jo mumbai me ho raha tha wo goan me aur parivaR me nhi hona chahiye tha na.
Karan..............Idhar kya hua hai kuch bhi nhi hua hai.bas arjun ki sacchayee saamney aayee hai.aur tu kehta hai ke arjun ki koi galti nhi hai.
Pandit................Idhar bhi bohot kuch ho gaya hai karan tere aaney se.
Karan...............kya hua hai bata chal mujhe.
Pandit..................Rohit meley me tujhe maarney aaye they kuch log.aur tujhe q maar rahey they zara bata phir se sab ko.
Rohit...............un gundo ka kehna tha ke me aur ajay ne koi building banayee thi jo toot gayee thi.lekin sach to ye hai ke me ne koi bhi building nhi banayee thi.phir wo mujhe q maarney aaye they ye mujhe nhi pata chala.
Pandit...............Rohit goan me sab ko malum hai tu kaisa aadmi hai.aur tum dono bhai kabhi bhi kamzor imarat nhi banatey.ye jo bhi kuch ho raha tha karan ke ghar par aaney ki wajah se ho raha tha.karan ki buri nazar padhtey hi ghar ke logo ke saath bura hona start ho gaya tha.aur yahi wajah Hai ke neha ki aatma tum sab ko bachaney ke liye bhatak rahi hai wo bhi karan se.deepak ke parivaar ko bachaney ke liye neha apney betey ke khilaaf ho gayee hai.aur jab tak karan tum logo ki xindagi se door nhi jaayenga jab tak neha ki aatma bhatak ti rahengi.
Karan................Accha chal me teri baato ko ek baar maan bhi loo lekin tu ye kaisey bol sakta hai ke arjun accha ladka hai.jab ke sulekha,Mayuri aur Anushka keh rahi hai ke wo uska beta nhi hai.
Pandit..................Karan ek baat batao tum kal mayuri se milney gaye they na shopping karney ke liye.
Karan...............ha gaya tha to uska kya lena dena hai.
pandit...............Lena dena hai karan.kal tum Mayuri se mil kar aaye ho aur aaj Mayuri,sulekha aur Anushka arjun ke khilaaf ho gaye hai.ye kuch ittefaaq nhi lag raha hai.
Karan................Mc tu kehna kya chahta hai clear bol.
Pandit..............karan me ye kehna chahta hu ke tum kal mayuri se miley.tumhari buri nazar Mayuri par padhi aur wo phir tumharey vansh me ho gayee.phir wo ghar gayee usne sulekha aur anushka ko bhi apney vansh me kar liya aur phir aaj aa kar teeno ye drama karney lagey ke arjun uska beta nhi hai.aur tum sab ne bhi arjun ko bura samajh liya.is me arjun ki koi galti nhi hai.wo sulekha ka hi beta hai.
Karan.................Mc tu ne kya game khela hai.mujhe manhoos aur shraapit dikhaney ke liye kya game khel raha hai tu.
Pandit.................Aur ek aur baat karan tum mumbai me they us wakt to mout huyee thi tumhari wajah se.ab yaha par bhi mout huyee hai wo bhi tumharey wajah se.
Rohit.................kya keh rahey ho pandit ji.kis ki mout huyee hai.
Pandit.................Wo mout akash ki huyee hai.
Ajay...............Lekin uska to accident hua hai na pandit ji.
Pandit................batata hu.karan kal nashta karney ke liye akash aur shraddha ke ghar par gaya tha aur shaam ko pata chalta hai ke akash ki accident se mout ho gayee hai.ye bhi koi ittefaaq nhi ho sakta hai.ye accident bhi jo hua hai karan ke akash ke ghar par jaaney se hua hai.uski buri nazar akash ke Hastey kheltey parivaar par padhi aur shaam ko akash ki mout ho gayee hai.yaad rakho tum sab ab tak karan ki buri nazar se isliye bach rahry ho q ke tum sab ko bachaney ke liye khud neha ki aatma hai.lekin zyaada dino tak wo tumhari hifazat nhi kar sakti hai karan. Ab neha ki aatma ki taakat kam ho rahi hai aur karan ka kaala saaya ki takat badhti jaa rahi hai.isliye karan ko apne ghar aur apni zindagi se door kar do.jab tak me koi upaay na nikaal lu.
Karan.............(mann me) mujhe manhoos dikhaney ke liye pandit ne akash ko maar diya.akash chacha ne kaha tha unka kisi ne murder kiya tha wo bhi gaadi se kuchal kar ke.
Me phir apni jagah se uthta hu aur pandit ka gala pakad leta hu aur usko maarney lagta hu.me uspar punches ki barsaat kar deta hu.ye dekh kar Rohit,ajay,ansh aur arjun mujhe chudaney lagtey hai.aur phir bohot koshish karnry ke baad meri giraft se pandit ko chura detey hai.
Karan.........(gussay me) Mc tu ne mujhe shraapit,manhoos saabit karney ke liye akash chacha ko maar diya hai.me tujhe nhi chodunga.tujhe jaan se maar doonga.
Mujhe is wakt bohot gussa aa raha hota hai.me kisi ki kuch nhi sun raha hota hai.ghar ki sabhi ladies mujhe aisa tadapta dekh ro rahey hotey hai.kavya aur anjali di ke aankho se to aansu ki nadiya beh rahi hoti hai. Tabhi Rohit mujhe ek zordaar thappad maarta hai jis wajah se me shaat ho jaata hu.
Rohit................Karan shaant ho jaa.apney gussay ko kam kar de karan.plz shaant hoja deepak aur neha ka tujhe vaasta hai.
Phir me shaant hota hu aur ghar ke logo se kehta hu.
Karan............(Rotey huye) aap plz mujh par vishwas kijiye.ye pandit aap sab ko phasa raha hai.aap plz mujhe apney door mat karna Is pandit ki baato me aa kar.aap sab ke hotey huye bhi me bachpan se anaatho ki zindagi guzara hu.mujhe har wakt bastard kaha gaya hai.ab aap log mujhe apney se door mat karna.phir se mujhe bastard nhi sunna hai kisi doosrey se.plz meri baato ka vishwas kijiye.

Friends aap ko update kaisa laga comment section me zarur batana.
Lagta hai puri family hi chutiya hai....
Waiting for your next update.....
 
1,204
3,127
143

Sorry Bhai par mai story read karna chod raha hu
 
1,204
3,127
143
I quit the story🙂

Spcha tha padhne ke baad acha sa rebu dunga
But 💔💔💔

Disappointed totally hero chutiya tha hai aur rahega

First mein bhi chutiya bAna usse seekh nahi mili to second mein bhi cutiya bana without any planing💔💔💔

Totallly heart is broken🙂💔💔
Sahi kaha bhai Mai bhi nahi pad raha hu. Aj last update tha. Mera
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Top