- 6,792
- 25,211
- 219
Thanks broFirst of all congratulation for new story &second is that yeh kesa bemurawat banda hai jis ke pas apni behno keliye bhi time ni hai
Thanks brobhai new story ke liye
1st update se hi pata chal raha h ki ye hero bhi Yash aur Dhruv jaisa hi khadus type ka h.
Par dusri 2 story jaise isko bhi thoda sa likh ke chale mat jaiyega.
Thanks broAwesome update
Aa hi gaya attitude person
Keep posting
Thanks brofirst of all for new story
1 st update is nice itna to dhayan main aa gaya ki story india main based nahi hai kyuki india main koi indian restaurant nahi dhundega start acha hai lekin ye kaisa banda hai yaar ranvijay ki ise koi rakhi bandhne aayi hai aur ye bhai saab bagair bat chit kiye chale gaye this is against indian culture khair shayad iske piche bhi koi kahani ho pata chal hi jayega ki wo aisa kyu hai
nice update keep up the good work
Thanks broCharacter of beast can be understood but who is gonna be the beauty opposite to this beast becoz komal is already hooked up with yash... then who else??? Or it will be a brother sister story or incest becoz sharon and komal tied rakhi on his hands
for new story Swarajcar tezi se apne manzil ki aur ja rahi thi
"kya baat hai didi aap yahan kyun le aayi" komal boli
"rakshabandhan yaad hai na" Sharon ne yaad dilaya
"Haan lekin ab koun bach gaya" komal ne fir poocha
"hai ek shishya mere pati parmeshwar ka" Sharon ne natkiya andaz me kaha
Aur komal khilkhilakar has padi
"hmm to uske ghar kyun nahi ja rahe hai??" komal ne poocha
"kyunki us mahan insan ko in sab me koi dilchaspi nahi hai" Sharon boli
"strange, Yash bhi to aisa hi tha shayad" komal ne kaad karte hue kaha
"nahi komal yash itna insensitive nahi tha" Sharon boli
"oh" komal soch me pad gayi
Yash ke Saath kab Shaadi hui, kab pyaar hua pata hi nahi chala. Kaafi insensitive tha yash lekin Shaadi ke baad dheere dheere poora badal gaya tha
"lekin jo Insaan apna school khatam karte hi mental hospital...." Sharon ke itna bolte hi car ruk gayi
"madam we're at the destination" driver bola
Sharon aur komal ne building dekha, kambakht poore ka poora dhruv ke building ki copy hai ye building
Ander aate hi staffs poore josh se kaam karte hue dikhe. Kisi ke chehre par koi smile nahi koi khushi nahi
Appointment nahi liya tha Sharon ne isliye dono lobby me baithe hue the
"kya work culture hai yaar"
"sahi kaha I'm gonna resign"
"lekin iski jaise koi dosari company salary degi bhi nahi"
"to kya salary ke liye Jaan de de?"
"kab kise nikal deta hai kab kise demote karta hai kab kise sunata hai bhagwan Jaane"
Komal staffs ke beech ki Saari baatein sun rahi thi
Tabhi ek Gaadi unke Saamne ruki aur Saath me Saare staffs me afra tafri mach gayi
Driver ne kaampte hue haathon se car ka darwaza khola
"you are 3 minutes late Mr Brian, next time if it happens I'll have to recruit a new driver" bol wo shaks ne apna briefcase uthaya aur pocket se mobile nikalkar message padhne laga
Fir tezi se building me dakhil hua
"good morning sir" receptionist ne smile ke Saath wish kiya. Lekin is wish me darr zyada tha aur khushi kam
US shaks ne koi jawab nahi diya aur aage nikal gaya
Charo aur staffs use wish karte rahe lekin wo shaks seedha lobby me gaya aur Sharon aur komal ko dekhte hi unke Paas gaya
"ranvijay bhaiyya" Sharon muskurate hue us shaks ke Saamne gayi to us shaks ne Sharon ko wahi rok liya
"sorry aap logo ko wait karna pada" us shaks ne bola aur fir sabhi office me chale gaye
Komal Sharon dono ne ranvijay ke kalai me rakhi baandhi
"aap logo ka gift mai aap logo ke ghar bhej chuka hoon. Ab mujhe airport ke liye late ho raha hai" bol kuch sune bina hi ranvijay wahan se chala gaya
"ye kaisa Insaan hai Sharon didi. Iske liye hum yahan aaye the" halki si hairaani aur halka sa gussa tha komal ki awaz me
Sharon kuch nahi boli bas ranvijay ko jaate hue dekhne lagi
"chal chalte hai, aaj ek achi si Indian restaurant try karte hai" bol Sharon ne komal ka haath pakad kar kheenchte hue use building ke bahar le gayi
Bhai jo readers in ko padhte hai un ke bare me hi socha kabhiThanks bro
Dono stories me. Mujhe response acha nahi mila isliye chor diya
Ek. Writer ko kuch nahi chahiye hota hai bro
Bas kuch inspiration aur reviews, chahe wo reviews negative hi kyun na ho
Aap bas likhte jao aur koi ise pasand na kare
Wo likh kar haar maankar baith jayega