Shanu
Deadman786
- 5,976
- 16,767
- 188
Nice and beautiful update...Update 57Sonal waha baith baith Raj ke akele hone ka intezaar kar rahi thi aur kuch der mein hi Raj waha akela baitha rehta hai.
Sonal: Rajjjj.
Raj Sonal ki awaaz sunke uski taraf dekhta hai toh paata hai Sonal nazre nichhe kiye hue thi.
Raj: Haa bolo.
Sonal: Woh actually mujhe aapse kuch kehna tha.
Raj: Haa bolo.
Sonal: Wohh actually woh main aapse woh kehna chahti thi ke woh...
Raj: Kyaa huaa bolo.
Sonal: Ek gehri saans leke. Woh actually I Am Sorry. Mujhe aapke saath waisa behave nhi karna chahiye tha. Maine aapko galat samaj liya jabki aap meri madad hi kar rahe the. Please mujhe maaf kardijiye. Uss din ke aad mere dil mein ek bahot bada guilt tha ke maine aapko galat samajha jiske baad se main aajtak chain se nhi reh paayi.
Itna sabkuch Sonal ek hi saans mein boldeti hai aur Raj usko bas dekhte reh jaata hai.
Kuch der tak jab Raj ka koi reply nhi aata toh Sonal nazre uthake dekhti hai toh paati Raj usko hi dekhe jaa raha hai.
Sonal: Rajjjj. Rajjjj.
Raj: Haaa. Haaa main sunn raha hu.
Sonal: I Am Sorry.
Raj: Muskurate hue. Tumhe Sorry kehne ki koi jarurat hai. Main samaj sakta hu tumne jaanmuzz ke mujhe wohsab nhi kaha hoga.
Sonal: Actually. Aapne sahi kaha. Meri soch kisi ki wajah se aisi hogyi hai. Woh actually Jaipur mein ek ladka hai Vicky. Jo by mistake papa ka business friend ka beta hai jo mujhe hardin ghurta rehta hai touch karne ke bahane khojta rehta hai. Jiski wajah se mujhe laga aap bhi waise hi hai isiliye maine aapko woh sab boldiya. Once again I Am Sorry.
Raj: Koi baat nhi. Par meri baat maano toh aise ladko ke baare mein apne ghar mein bata dena chahiye kyoki aise ladke mentally disturb hote hai kab kyaa kar jaaye kisi ko pata nhi chalta.
Sonal: Hmm aap sahi keh rahe hai. Par ab shayad aisa kuch nhi hoga. Kyoki main piche 9 mahine se coma mein thi aur Mumbai mein hu toh ab shayad woh mujhe bhul gaya hoga.
Raj: Haa yeh bhi hai. Waisee ab tumhari tabiyat kaisi hai. Sir mein dard nhi hota naa.
Sonal: Tabiyat bilkul thik hai. Bas ek baar yeh pairr thikk hojaaye toh wapas apne ghar chali jaungi.
Raj yeh sunke thoda udaas hojaata hai ke Sonal wapas Jaipur jaana chahti hai.
Raj: Hmm achhi baat hai. Toh aage ka kyaa socha hai.
Sonal: Socha hai Interior design mein masters karu aur phir ek achha sa start up open karu jaha ghar ka interior achhe se design kar saku. Par confuse hu ke kaha se karu.
Raj: Achha hai. Waise tumne jo socha hai woh bahot achha hai aur meri nazar mein ek bahot achha college bhi hai jaha se tum apna master complete karsakti ho.
Sonal: Achhha kaha pe.
Raj: Woh yehi Mumbai mein hai. Tum chaho toh yaha se apni padhai karsakti ho uske baad yaha pe tumhe apne start up ke liye achhe achhe projects bhi mil jaayenge.
Sonal: Thank You. Par yaha mumbai mein akele rehna possible nhi. Aur mummy papa nhi manenge.
Raj: Maine bas idea diya hai. Ab tum dekhlo kyaa karna hai.
Sonal: Okk Good Nightttt.
Raj: Good Nightt.
Phir Sonal waha se apne kamre mein chali jaati hai aur Raj wahi baitha kuch sochne lagta hai.
Tabhi waha Deepak aata hai.
Deepak: Kyaa hua kyaa soch rahe ho Raj beta.
Raj: Sonal ko yaha Mumbai mein rehne ka ek idea toh diya hai par darr hai kahi woh inkaar naa karde.
Deepak: Kyaa idea diya hai.
Raj: Sonal confuse hai masters kaha se karee. Toh maine usko yaha mumbai se karne ke liye idea diya hai. Par woh darr rahi hai gharwalo se itna durr rehne se. Aur kahi usko Jaipur mein hi koi achha college mil gaya toh woh yaha se chali jaayegi.
Deepak: Tum chinta mat karo. Sonal ko jaipur mein koi achha college nhi milega woh yehi rahegi tumlogo ke saath.
Raj: Woh kaisee.
Deepak: Woh main dekhlunga. Tum chinta mat karo. Jaao jaake so jaao.
Raj bhi bina kuch bole waha se chala jaata hai.
Thodi der baad Deepak Sonal ke kamre mein aata hai.
Deepak: Sonal.
Sonal: Papa aap aaiye naa.
Deepak: Kyaa kar rahi ho.
Sonal: Kuch nhi papa. Aap bataiye.
Deepak: Beta main puchna chahta tha ke tumne aage ko leke kya socha hai.
Sonal: Maine interior design mein hi masters karne ka socha hai. Par confuse hu kaha se karu.
Deepak: Maine itne mahino mein yaha tumhare liye ek achha college dekha hai. Agar tum chaho toh yaha se kar sakti ho. Woh college bahot achha hai.
Sonal: Par papa ghar se itni durr akele kaise rahungi main.
Deepak: Akeli kaha ho beta. Tum yehi Kapoor House mein rehna.
Sonal: Nhi papa yeh achha nhi lagta. Aur phir 1-2 din ke liye toh rehna nhi hai pure 2 saal ke liye rehna hai. Itne din kisi ke ghar mein rehna achha nhi lagta.
Deepak: Woh sab main dekh lunga. Tum bolo kyaa tum yaha padhna chahti ho. Koi force nhi hai bilkul tumhari marzi hai.
Sonal: Main soch ke bataungi papa.
Deepak: Tum aaram se socho. Koi jaldi nhi hai. Good Night.
Sonal: Good Night Papa.
Phir Deepak waha se chala jaata hai aur Sonal Deepak ki baato ko sochne lagti hai. Aur thodi der baad kuch faisla karke woh sone ke liye dheere dheere bed mein aati hai aur aaram se so jaati hai.
Agle din subah sab dining table mein nashta kar rahe the aur issbaar inke saath Sonal bhi thi. Sablog naashta kar rahe the tabhi Karan ko ek call aata hai.
Karan: Haa Bolo.
Saamne se koi kuch bolta hai.
Karan: Thikk hai main abhi aata hu. Yeh bol call cut kardeta hai aur bolta hai. Rajjj chall jaldi.
Raj: Jii bhaiya.
Phir dono aadha naashta karke hi jaldi se jikal jaate hai. Karan ko nikalte dekh unko ajeeb nhi lagta hai par Karan ke saath Raj ko nikalte dekh sabko ajeeb lagta hai.
Vijay: Nandini.
Nandini: Jii Papa.
Vijay: Beta Karan ka toh samaj aata hai par woh Raj ko apne saath kyo le gaya.
Nandini: Pata nhi papa. Unhone mujhe issbaare mein kuch nhi bola.
Sablog phir apna naashta karne lagte hai.
Idher Karan aur Raj gaadi mein jaa rahe the.
Raj: Kya hua bhaiyaa. Hum kaha jaarahe hai.
Karan: Uss Ranjeet ki maa rihaa hone wali hai. Toh woh rihaa hoke jarur apne pati aur bete ke paas hi jaayegi. Aaj unn kamino ko pakad ke hi rahunga.
Raj: Bhaiyaa. Aapko unke saath jo karna hai karlijiyega. Par mujhe uss Ranjeet ko 10 mins ke liye mere hawale kardijiyegaa.
Karan: Ek pal Raj ko dekhta hai aur uski aankho mein jo gussa tha woh dekh kar woh bolta hai. Thikk hai.
Phir dono jaldi se police station ki taraf badh jaate hai.
Nice update...Update 57Sonal waha baith baith Raj ke akele hone ka intezaar kar rahi thi aur kuch der mein hi Raj waha akela baitha rehta hai.