• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Luffy

Well-Known Member
7,017
29,128
218
Update 111
Idher Neha apne kamre mein aake shaant hoke baith jaati hai.

Neha: Sonallll. Yeh tumne achha nhi kiyaa. Tumne mujhse mera pyaar chinn ke achha nhi kiya.

Idher Sonal waha sa sidha apne kamre mein aajati hai. Uske dil mein jaha khushi thi wahi dukh bhi thaa.

Khushi iss baat ki ke Raj ne indirectly uske baare mein sabko bataya. Saath hi dukh issbaat ka ke iss chakar business mein nuksaan bhi hua. Saath mein Neha ko leke bahot jyaada gussa bhi aaraha tha. Woh yeh sab hi soch rahi thi ke uske door pe knock hota hai.

Woh darwaaza kholti hai toh saamne Raj khada hua thaa.

Raj: Terrace pe aao. Yeh bol Raj waha se chala jaata hai. Sonal bhi uske pichhe pichhe chali jaati hai.

Raj: I am Sorry Sonu. Mujhe nhi pata tha woh Neha itni aage badh jaayegi. Mujhe Ishita aur Payal ne bataya tha uske baare mein. Maine khud notice kiya tha. Par mujhe nhi pata tha baat itni aage badh jaayegi.

Sonal: Aap aise Sorry mat boliye Raj. Isme aapki kyaa galti.

Raj: Galti toh hai naa Sonu. Agar main pehle hi Neha se face to face baat karleta toh shayad aaj yeh sab nhi hota aur naahi uski wajah se tumhari aankho mein aansu aate. Main sab kuch dekh sakta hu par tumhari aankho mein aansu nhi dekh saktaa.

Sonal: Nhi Raj isme aapki galti nhi hai. Par innsab ke wajah se loss bhi hogya aapka.

Raj: Jo chiz meri Sonu ki aankho mein aansu laaye jiske wajah se meri Sonu ko takleef ho aisi chiz nhi chahiye mujhe. Mere kiye sabse pehle aur sabse important tum ho Sonu. Tum mere saath rahi toh aise aur bhi agreements miljaayenge.

Sonal yeh sunke bahot khush hojaati hai saath hi uske aankho mein aansu bhi aajate hai.

Raj Sonal ke aansu aansu poch ke usko apne seene se laga leta hai. Sonal bhi Raj ke seene se lag jaati hai aur usko kas ke pakad leti hai.

Sonal: I Love You Rajjj. I Love you.

Raj: I Love You too Sonu.

Kuch der aise hi ekdusre ke seene se lage rehne ke baad dono alag hote hai aur thodi der baate karne ke baad dono sone chale jaate hai.

Agle din subah jab Raj aur Sonal college jaa rahe the tab Ashok Raj ko bolta hai.

Ashok: Rajjj.

Raj: Jii Papa.

Ashok: Beta kal jo bhi hua usko leke tum college mein Neha ko kuch mat bolna.

Raj: Papa main baat start nhi karunga. Par agar usne apni taraf se kuch kiya toh main chup nhi rahunga.

Ashok: Raj kuch mat karna. Woh thodi amateur hai. Jo hua bhul jao.

Raj: Thikk hai Papa.

Phir dono college ke liye nikal jaate hai. Raaste mein Sonal Raj se puchti hai.

Sonal: Kyaa hua Raj. Kya soch rahe hai.

Raj: Kuch nhi.

Sonal: Ab mujhse baat chipayenge.

Raj: Chipa nhi raha hu Sonu. Bas uss Neha ko leke hi soch raha hu. Uska attraction ek tarah se pagalpan mein badal gaya hai. Aur isiliye usne kal apne parents ko ghar bhej diya. Aur kamaal ki baat toh dekho uske parents bhi aagaye.

Sonal: Choriye naa uss baat ko. Aapne mana kardiya aur unlogo se har tarah ka relation bhi khatam hogya toh baat khatam.

Raj: Baat khatam hogyi ho toh hi achha hai.

Sonal: Waise aap meri ek baat maanenge.

Raj: Aree tum sirf order karo.

Sonal: Toh aap Mr. And Mrs. Jaiswal se maafi maangiyegaa.

Raj: Whattt. Yeh tum kya bol rahi ho.

Sonal: Thikk bol rahi hu. Dekhiye woh age mein aapse bahot bade hai. Aapke mummy papa ke age ke hai. Aur kal aapne jaise unse baat ki woh bahot galat thaa. Dekhiye woh ek ladki ke maa baap hai. Unhe apni beti ke future ke tension bhi rehti hai. Toh ek tarah se unhone apne nazariye se kuch galat toh nhi kiya tha. Haa business ki baat uthayi toh uske liye jo aapne kiya usko leke main kuch nhi bolungi. Par aapne jo unse behave kiya woh galat hai.

Raj Sonal ki baat pe sochne lagta hai toh usse bhi ab guilt feel hone lagta hai ke usne galat toh kiya hai usse unse shanti se aur pyaar se hi baat karni chahiye thi.

Raj: Tum thikk keh rahi ho. Mujhe aise baat nhi karni chahiye thi. Jaise bhi ho woh mere se age mein bahot bade hai aur mere Mummy Papa ke tarah hi hai. Main aaj college ke baad sidha unke ghar jaake unse maafi maang lunga.

Sonal: Thank You meri baat manne ke liye.

Raj: Thanks to you. Agar tum mujhe nhi batati toh ek guilt humesha reh jaata. So Thank Youuu.

Sonal bas smile kardeti hai.

Phir thodi der mein dono college ke paas pahonch jaate hai. Aur Sonal bhi apna tax deke college taraf nikal jaati hai. Aur uske pichhe pichhe Raj bhi nikal jaata hai.

Idher Neha aaj college kuch alag hi mood leke aayi thi. Woh aaj alag sa hi behave kar rahi thi.

Sonal jaise hi uske saamne aati hai toh woh usko aise dekhne lagti hai jaise koi apne dushman ko dekhta hai. Par Sonal ne Neha ko completely ignore kardiya tha. Naa woh usse baat karti hai aur naahi uski taraf dekhti hai.

Class mein Jab Raj aata hai tab Neha usko sirf ghuree jaa rahi thi bina kisi darr ke. Raj usko ekbaar dekhta hai phir usko ignore karke padhane lagta hai. Yeh chiz Neha ke tann badan mein aag laga deti hai. Uska mann toh kar raha tha usi waqt khadi hoke Raj se Sonal ke baare mein puche par woh chupp rehti hai.

Thodi der mein Raj ki class khatam hojaati hai toh woh waha se nikal jaata hai.

Recess tak inke classes chalte rehte hai. Par Recess hone ke kuch der pehle Sonal class se nikal jaati hai aur washroom chali jaati hai. Kuch der baad jab woh wapas class mein jaane lagti hai toh uske mann mein ek khayal aata hai.

Sonal: Class toh waise bhi over hone wala hai. Jab tak class mein jaungi class over hojayegi. Toh kyo naa jaake Mr. Bandar se mila jaaye. Aur unka tiffin bhi de dungi. Waise bhi subah se unka mood kuch achha nhi hai. Yehi soch ke woh Raj ke cabin ki taraf badh jaati hai.

Par jab woh cabin mein aati hai toh Raj waha nhi hota hai.

Sonal: Aree yeh toh yaha hai hi nhi. Shayad class mein honge. Koi nhi wait karti hu. Wapas aake mujhe yaha dekh kar khush hojayenge. Yeh bol waha chair pe baith jaati hai aur cabin ko dekhne lagti hai saath hi apna mobile nikal ke kuch funny pictures click karne lagti hai.

Kuch der waha baithi rehne ke baad uske kaano mein door knock hone ki awaaz aati hai.

Sonal: Mann mein. Yeh door kaun kar raha hai. Raj hote toh direct andar hi aajate. Jarur koi aur hoga. Agar usne mujhe yaha dekhliya toh achha nhi hoga. Mujhe chupna hoga. Yeh bol chupne ke liye waha rakhe Almira ke pichhe chup jaati hai jisse koi usko dekh naa sake.

Sonal jaise hi chupti hai ke darwaaza khulta hai aur Neha andar aati hai. Neha ko dekh kar Sonal ka dimaag ghumm jaata hai aur usse gussa aane lagta hai.

Sonal: Mann mein. Yeh class chorr ke yaha kyaa kar rahi hai. Jarur kal jo hua usko leke baat karne aayi hogi.

Neha: Aree yaha toh koi bhi nhi hai. Jarur woh class lene gaye honge. Par woh Sonal kaha gayi. Mujhe toh yehi laga tha ke woh yaha hogi aur usse range haatho pakadungi. Par koi nhi achha hi hua jo woh yaha nhi hai. Main Raj Sir se achhe se baat karpaungi. Yeh bol woh jaake usi jagah baith jaati hai jaha Sonal baithi thi.

Uske baithe hi darwaza khulta hai aur Raj andar aajata hai. Andar aate hi uski nazar Neha pe padhti hai toh uska mood aur kharab hojaata hai aur woh wahi khada hoke puchta hai.

Raj: Tum yaha kyaa kar rahi ho.

Neha: Mujhe aapse akele mein baat karni thi isiliye main yaha pe hu.

Raj: Mujhe koi baat nhi karni. You may leave.

Neha: Par mujhe karni hai. Aapne kal mere mummy papa ke proposal reject kardiya. Kyaa main jaan sakti hu kyo.

Raj: Tumhare mummy papa ne tumhe reason bhi bataya hi hoga ke maine kyo reject kiya. Aur tumhari himmat kaise hui yeh harqat karne ki.

Neha: Main aapke muh se sunna chahti hu. Aur himmat isiliye hui kyoki main aapse pyaar karti hu shaadi karna chahti hu.

Raj: Gusse se: Have you lost your mind. Tumhe pata bhi hai tum kyaa bol rahi ho.

Neha: Mujhe achhe se pata hai main kyaa bol rahi hu. Main aapse pyaar karti hu aur aapse hi shaadi karungi. Aur yeh mera last decision hai.

Raj apna gussa shant karta hai usse samaj aajata hai isse gusse se bolne se kuch nhi hoga.

Raj: Dekho Neha tum jo bol rahi ho woh possible nhi hai. Tum ek achhi ladki ho aur innsab ke baare mein naa sochke padhai likhai ke baare mein socho.

Neha: Kyo Possible nhi hai. Sab possible hai. Aur padhai likhai kya shaadi ke baad nhi hosakta.

Raj: Neha baat ko samjho. Tum meri student ho toh wahi banke raho.

Neha: Achha agar main aapki student hu. Toh woh Sonal kyaa hai. Woh bhi toh aapki student hai.

Raj ko ab thoda gussa aane lagta hai. Pichhe chuppi Sonal ko starting se hi gusse mein thi woh ab aur jyaada gussa hojaati hai.

Raj: Gusse mein. You are crossing your limit. Tum innsab mein Sonal ko kyo laa rahi ho beech mein.

Neha: Uska naam sunte hi gussa aagaya aapko. Aur main usse beech mein nhi laa rahi hu. Woh mere aur aapke beech aayi hai.

Raj: Gusse mein. Nehaaa. Tum apni hadd se jyaada bol rahi ho. Aur tum bhul rahi ho yeh college hai.

Neha: Bhul toh aapdono gaye hai ke yeh college hai. Jab pure class ke saamne aapdono nain mattaka kar rahe the tab yaad nhi aaya yeh college hai. Aapne uss Sonal ke liye hi mere rishte ko naa kaha hai naa. Main jaanti hu yeh sab uss Sonal ki wajah se hua hai. Usse toh main chorungi nhi. Usne mere raaste mein aake galti ki hai iski saza usse milegi.

Neha ka yeh kehna Raj ke gusse ke baandh ko tod deta hai. Woh ek thappad Neha ko maardeta hai.

Raj: Gusse mein. Tumhari himmat kaise hui Sonal ke naare mein aisa bolne ya sochne ki bhi. Tum sunna chahti ho naa toh sunno haa main Sonal se pyaar karta hu. Aur tab se karta hu jab se woh iss college mein aayi bhi nhi thi. Aur agar Sonal se pyaar nhi bhi hota tab bhi tum jaisi ladki se pyaar toh durr dosti tak nhi karta.

Bahot dinn se tumhari harqato ko notice kar raha tha. Socha tha tum khud samaj jaogi. Par nhi. Tumhe baat samaj hi nhi aati. Tumhe ignore kiya par tum harbaar pichhe padhi rahi.

Agar aaj ke baad tumhari aisi koi bhi harqat maine notice ki mujhse bura koi nhi hoga. Student ho student ki limit mein raho. Ab niklo yaha se. Yeh bol Raj pichhe ghum jaata hai aur waha racks mein books set karne lagta hai.

Idher Neha Raj ke thappad ke baad patthar bani waha khadi rehti hai aankho mein aansu liye aur ki baato ko sunne lagti hai. Phir jab Raj usko nikalne ke liye bolta hai toh woh waha se nikal jaati hai aur sidha apne ghar nikal jaati hai.

Uske nikalne ke baad jab Raj ka gussa shant hota hai toh woh apne chair mein baith jaata hai aur bolta hai.

Raj: Sonu ab bahar aajao. Almira ke pichhe chupne ki koi jarurat nhi hai.

Sonal yeh sunnke thoda shock hojaati hai ke Raj ko kaise pata chala ke woh yaha pe hai. Wih shocking mood mein hi Raj ke saamne aake khadi hojaati hai aur usse ghurne lagti hai.

Raj: Kya hua aise kyaa dekh rahi ho.

Sonal: Aapko kaise pata chala main yaha pe hu.

Raj: Pyaar karta hu tumse. Tumhe dekhne ya pehchane ke liye aankho ki jarurat nhi hai mujhe. Mera dil apne aap mujhe bata deta hai ke tum mere aas paas ho.

Sonal yeh sunn thoda sharmaa jaati hai aur saamne rakhe chair mein baith jaati hai.

Raj: Kab se ho yaha pe.

Sonal: Iss Neha ke aane se kuch der pehle se. Socha tha aapko surprise dungi par main khud hi surprise hogyi.

Raj: Mujhe pata tha aaj yeh face to face baat karegi. Par mujhe yeh nhi pata ke baat iss tarah hojaayegi.

Sonal: Hmmm. Par aapko uspe haath nhi uthana chahiye tha.

Raj: I know Sonu. Par usne aaj apni hadh paar kardi thi. Aur usne tumhe leke jo bola woh sunke mujhe gussa aagaya. Tumhe leke koi kuch bole yeh mujhse bardaast nhi.

Sonal: Phir bhi. Woh ek ladki hai. Aur ladki ke upar aise haath uthana galat hai. Aap usko iss baat ke liye Sorry boldijiyega.

Raj: Ab tumne bola hai toh boldunga. Chalo ab jaldi se tiffin do aur tum bhi jaake khaalo.

Phir Sonal Raj ko uska tiffin deke Canteen meim chali jaati hai jaha sab baithe khaa rahe the sivaay Neha ke.
Awesome update
 
dhparikh

Well-Known Member
10,427
12,037
228

Nice update...
 
  • Like
Reactions: Jaguaar and Luffy

Kala Nag

Mr. X
Prime
4,342
16,933
144
31 से 40
चलो अब तक सब सही गया है
शादी, फिर विकी की गिरफ्तारी और अब हनीमून ट्रिप
और अंत में एक बेड पर दो बदन
प्रेम की पवित्रता और परीक्षा अति मनभावन और मधुर
बहुत ही उम्दा प्रस्तुति है आपकी
 
Jaguaar

Well-Known Member
17,679
60,994
244

Thank you
 
Top