mi hamesha ki sir per dupaata liye aankhe band kiye Waheguru ke samne 'Ardaas karne jaa rahi thi
agge jab mi ardaas karti thi tab meri aankho ke samne mere pati ka chehra aa jaata tha per aaj jab maine ardaas ke liye aankhe band ki to aaj meri aankho ke mere pati ka chehra naa aa kar salim ka chehra samne aa gaya salim ka chehra apni aankho ke samne paa kar mi hairani se sochne lagi ki ye kya kahi maine salim ko apne pati ki jagah per to nahi bitha diya mi apne maan se ye sawaal kar hi rahi thi ki tabhi muje mere maan se mere sawaal ka jawab mil gaya ki maine salim ko apne pati ke jagah per sirf bitha hi nahi liya balki usse apna pati hone ke saare adhikar bi de diye . ek patni ki tarah uski har agya maan rahi thi or kal se usne bi muje wo sukh diya jo picchle mi apne pati se chah rahi thi salim ko apne pati ki jagah dekh kar khud hi muskarane lagi
or salim ke liye chai banane ke liye kitchen ki or jaane lagi