• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy BLACK PLAIN

Kis fonts mein apko story chaheye

  • Total voters
    12
  • Poll closed .

F@ckYouBitch

Take the risk or lose the chance
1,281
3,506
144
Chapter 40:- Rebellion?

"Rebel woh v main? Mn, yeh toh mera initial intention nahi tha, but jab meri territory successful hone lagi hai, toh problems khud mere paas chal kar aa rahi hain, aur mere pass jayda options v nahi hai. Brown Kingdom ki noble families shayad mujhe Black Plain ki sovereign ki gadi se hata denge, ya phir royal family mere region ki revenue ka bada hissa maangegi."

"Aur kyunki main aise hi unki rakhi condition ko accept nahi kroonga, mein aisa nahi hoone doonga ki jahan main saari mehnat karun, aur phir koi aur aake us mehnat ka fal le jaye, toh mere paas sirf rebellion ka option hi bachta hai. Yeh inevitable hai." Arjun ne indifferent expression ke sath kaha.

Usko yeh sab kehne mein koi problem nahi thi in logon ke samne. After all, Megha aur uski Sinha family usko baycot nahi kar sakti thi. Wo Black Plain par attack nahi kar sakte the, kyunki aisa karne se region war ho jaayega.

Agar rebel ke sath business karne ka sawaal hai, toh Sinha family ek merchant power thi, toh jab tak unhe kuch profit ho raha hai, toh unhe apne partners ke problems se koi farak nahi padta.

Kaun nahi apna business karta? Sinha family bhi toh apna business karti hi hai...

'Uska sochna sensible hai.' Teeno beautiful ladies ne ek hi waqt same chez sochi. Of course, jab tak Black Plain ek poor place tha toh koi bhi us hot potato ko hold nahi karna chahta tha.

Lekin jaise hi agriculture in regions mein possible ho gaya, toh Black Plain aur bhi important ban jaayega ek medium-level spiritual density area se jaise ki Red Valley hai, chahe Black Plain sirf ek low spiritual concentration area hai. Par phir v apne 200,000 square kilometers ke area ke sath woh Brown Kingdom ki territory ka lagbhag 18% hisa hai!

Itne bada area hone ke karan noble families ke liye yeh kaafi hoga ki woh kuch million of low-grade spiritual crystals ek saal mein yield kar sake. Chahe woh low amount of spiritual energy wala hi ho. Jo ki ek colossal amount of subordinates aur family members ko nourish karne ke liye kaafi hota hai.

Arjun phir apne ideas ko aas-paas baithi young women ke saath share karne laga. " Miss Megha, aapko short term mein zyada chinta karne ki zaroorat nahi hai. Mere subordinates se mujhe pata chala hai ki kisi badi family ke nobleman ko Dry City se guzre huye 20 saal se v jayda ho chuke hai. Khud king ne v shayad sirf tab interest liya tha jab mere pita ji ki death hui thi aur woh v 7 saal pehle ki baat hai. Aur phir yeh region mujhe inheritance mein mila."

"Baaki chhoti noble families ki baat karun, toh sirf ek family ka contact hai Dry City ke saath, jo hai Gill family. Lekin, unhe bhi short term mein Black Plain ki nayi reality ke baare mein kuch pata nahi chal paayega."

Arjun ko is baat ka poora yakeen tha, kyunki usne consistently Black Stars Academy ke director, Lionel Gill, se baatein puchi thi. Usne yeh paaya ki Mr. Lionel, jo is spiritual academy ke director the, woh sirf tabhi Dry City aate the jab koi Black talent ka student aata, jaise pehle teen youths aaye the. Uske alawa, wo zyada tar doosri jagah par rehte the.

Last meeting ke baad, Lionel aur young Ralf ki family Dry City chhod kar chale gaye the, aur us baat ko ek saal se bhi zyada ho gaya tha, aur wo abh tak ek vaari v wapas nahi aaye the.

Black Stars Academy ke subordinates, jo Gill family ko information de sakte the, Arjun ne un sab ko apni side kar liya tha!

Usne ek acchi amount of crystals disburse v ki thi taaki har ek ko convince kar sake ki wo koi aisi information na pass kare jo Gill family ko Black Plain region ki taraf attract kar sake.

Sirf itna hi nahi, Gill family ko yeh pata bhi nahi tha ki Black Stars Academy ab Black Plain mein exist nahi karti, aur ab wo Dry City ki ek Preparatory Academy ban gayi hai, jo directly Black Plain Army ke under ati hai.

Yeh change ek saal se zyada pehle ho chuka tha. Aur har employee ko pehle se 3 guna zyada salary milti thi. Isliye, sab bahut khush the aur wapas purane duniya mein lotne ka unka koi irada nahi tha.

Arjun phir bola, "Asal mein, kisi ko parwah nahi hai ki Dry City mein kya hota hai, wo toh chaahte hain ki yeh region independent ho jaye, lekin kisi ne abhi tak koi initiative hi nahi liya."

Arjun ki baat sunkar Anjali ne pehli baar kuch bolne ki sochi. Kyunki tab se Arjun aur do beautiful young women hi argue kar rahe the. Usne confused expression ke sath kaha, "Agar aisa hai, toh tum region ko independence declare kyun nahi kar dete aur yeh problems avoid kyun nahi kar lete? Isse tumhari situation kaafi easy ho jaayegi."

Arjun Anjali ke naive question par muskuraya aur jawab diya, "Kyunki yeh itna easy nahi hai. Agar main Dry City pohuchte hi independence declare kar deta woh v ek aise jagah jahan main apni wealth ya strength increase nahi kar sakta, toh wahan ke log aur baki ke region kya sochenge is action ke baare mein?"

Megha ne phir nonchalantly jawab diya, "Wo puchenge ki tumhare paas aisa faisla lene ka confidence kaha se aeya."

"Bilkul sahi, uske baad shayad main Brown Kingdom ki great noble families ke spies dwara kaafi time tak observe kiya jaata. Aise mein, ya toh wo jaldi se pata laga lete ki maine kya kiya, ya main kuch nahi kar pata jab tak mujhe pakka na ho jaaye ki mujhe observe nahi kiya ja raha."

"Pehle option mein, main kuch weeks mein hi Black Plain pohuchte hi maar diya jaata ya sab kuch kho deta. Aur doosre option mein, main apne plans mein kaafi peeche reh jaata, aur start karne ke baad bhi mere khilaf war hota hi. Yeh inevitable hota. Wo accept nahi karte ki main sab kuch apne paas rakhoon. Wo simply bolte ki hum independence ko nahi mante, ya koi bhi aisi excuse banate hum par invade karne ke liye aur sab kuch le lete jo humne produce kiya." Arjun ne resolutely bola, Anjali ki taraf dekhte hue.

'Aise bolne se lagta hai, sach mein koi easy way out nahi hai.' Anjali ne socha jab usko Arjun ki problems ko ache se calculate kiya.

"Waise bhi, unhe yeh pata lagne mein abhi kuch saal lag jayenge. Jab tak main kingdom ke andar ya Maritime City mein business nahi karta, tab tak hum is threat se bache rahenge."

"Aur maximum 4 saal mein, meri forces is type ke threat ko handle karne mein saksham ho jayeingi," Arjun ne apni aankhon mein ek cold sparkle ke sath kaha.

"Toh lagta hai tumne sab kuch soch rakha hai…" Megha ne ek lambhi saans lete huye kaha.

'Yeh achha hai. Kam se kam empire banane ke baad raaton raat girne ke chances kam hain.'

Usne Arjun ke future problems ke liye chinta nahi ki kyunki, Spiritual World mein, jiske paas bhi kuch valuable cheez hoti hai, usse trials face karni padti hain. Lekin sab Arjun ki tarah nahi sochte. Bahut se log in problems ko neglect kar dete hain ya yeh sochte hain ki kuch galat nahi hoga.

Isliye, yeh aam baat thi kisi ko jaldi success milte dekhna, apne brands ya apne families ka status raise karte hue dekhna, aur phir unke wohi success ki ek dum neeche girte huye dekhna aur phir mar jana...

Yehi Spiritual World ki cruel reality thi.

'Kya tumne kuch inherit kiya ya tumhe koi high-level treasure mila? Kya tum use deserve karte ho apne talent ya hard work se? Toh phir tumhe Mubarak ho aisi achievement par, lekin agar tum weak ho, toh apna treasure mujhe de do nahi toh mare jayo!'

Yehi is duniya ki brutal reality thi.

"Chalo, is baat ko future ke liye chhod dete hain. Tumne kaha tum apne products lower price par bechna chahte ho, right? Toh Tumhara products ko 10 low-grade crystals per kilo bechne ka kya khayal hai? Yeh sirf uska 20% hai jo Stone Island pe aise quality items ke liye charge kiya jaata hai." Megha ne directly Arjun ki aankhon mein dekhte hue kaha.

"Mnn, yeh price achha hai…" Arjun ne kaha kuch sochne ke baad.

"Mujhe bas yeh jaana hai ki tumhare paas apni jagah hai bechne ke liye ya tum bas kisi organization ka use karti ho apna saman beechne ke liye?"

"Mera apna store hai. Lekin tum yeh Kyun pooch rahe ho?" Megha ne curiosity se pucha.

"Mere paas ek idea hai, lekin mujhe nahi pata ki yeh problems cause karega ya nahi. Waise bhi, main yeh jaana chahta hoon ki kya tumhare subordinates Dry City ko apne weakest customers ko advertise kar sakte hain?"

"Woh bas Yeh kehde ki Dry City mein in products ka price sirf 4 low-grade crystals per kilo hai," Arjun ne apne chehre pe ek muskurahat ke sath kaha.

Megha yeh sun kar muskuraayi. "Haha, aur boli toh tum yeh soch rahe ho ki aisa karne se Tum Stone Island ki weaker population ko apne region mein attract kar sakte ho..."

"Waise, main yeh kar sakti hoon. Isse Stone Island ki local community pe zyada asar nahi padega agar kuch kam talented log wahan se chale v jayein."

Arjun yeh sunkar khush hua. Chahe zyada log na bhi attract ho, par itna kaafi hoga ki kuch kam talented alchemists, blacksmiths, aur array masters ko Dry City attract karne ke liye. Aur Arjun ne pehle hi kuch professionals se contact kiya hi tha.

Agar yeh log jaane ki Arjun apne diye huye offers ko poora v kar sakta hai. Toh yeh unmein se bahuton ke liye kaafi tempting hoga. Aur yeh hi Arjun ka main objective tha is advertisement ke peeche taki is type ke cultivators attract ho aur Dry City mein settle v ho!

Agar Stone Island se Black Plain mein ordinary logon ke migration ka sawaal hai jinke paas White talent ho toh Arjun ke paas un sab ke liye kafi jagah thi kyunki uski territory mein lagbhag 20 million hectares land available thi planting ke liye!

Of course, Arjun sab logon ko ek jagah se nahi bulayega kyunki yeh problematic ho sakta hai. Lekin Black Plain ke paas un sab ke liye jagah thi.

Milte hai abh agle update mein……..
 
Ak47203

Well-Known Member
3,692
5,557
143

Awesome update bro

Bro please pehle ye storystory complete karo uske baad Wearwolf par update dena
 
Lucky..

“ɪ ᴋɴᴏᴡ ᴡʜᴏ ɪ ᴀᴍ, ᴀɴᴅ ɪ ᴀᴍ ᴅᴀᴍɴ ᴘʀᴏᴜᴅ ᴏꜰ ɪᴛ.”
6,653
25,297
204
Superb story Bhai.
 
Top