Update 31
Apun naina se baat karna chahta tha lekin wo apun se dur hi rahi jaise use pata ho apun kya bolne wala he
Raat ko pawan ki call aayi thi usse baat karke apun so gaya
Pata nahi ye pawan kab apna kaam pura karega.....????
Aage....
Shhhhh.... Koi kuch nahi bolega
Is tapori ko sone do hamlog chalte hai shahar ke kisi dusre kone Me...
Ye ek basti hai
pawan wali nahi ye alag basti thi jaha pawan ki basti bhi kuch sahi thi lekin yaha usse bura haal tha logo ke rehne ka to dur bahar chalne ke liye bhi rasta nahi tha har taraf gandagi bhari padi thi itni ki batane jau to sab log gali doge..
Isi basti ke ek kholi me jo thik thak thi ek 33-34 sal ka aadmi jiska naam pakya tha ek bag me apne kuch kapde bhar raha tha
Jab apne kapde bag me bharliye to usne ek baar ruk kar kholi ke andar ki taraf jo chota sa kitchen tha waha jhak kar ek najar mari
jab use waha koi nahi dikha to pakya ne awaj lagai
"chanda... Oye.. Chanda"
Jab 2 second me koi jawab naa aya to usne palang pe rakhe huwe Gadde ke niche se kuch paise aur sath me Apna desi katta nikal ke bag me andar chupa diye..
Fir wo bag wahi palang pe rakh kar usne firse awaj lagai
"Chanda kaha gai"
ye bolte huwe wo bhi andar gaya to chanda waha kone me bartan saf karne ke sath phone pe baat kar rahi thi
Jab chanda ne use dekha to - haa maa chal ab mai rakhti hai Baad me baat karegi
Bolke apna call kaat diya fir pakya se
Chanda - Kya huwa kyu chilla raila hai
Pakya - huwa nahi kya tera abhi tak
Chanda - gaav se maa ka phone aya tha to usse baat karte huwe kaam kar rahi thi to tem lag gaya
Tujhe kya kaam hai bol
Pakya - nikalne ka time ho gaya hai dhai ghante Baad train he
ab apun nikal raha hai
Chanda - ha to thik hai jaa fir isme bata kyu raha hai
Chanda ki baat Pakya ko bilkul achhi nahi lagi is liye wo uske ek dam pass jake bolta hai
Pakya - Kya boli tu
Chanda - wahi jo tune suna tere ko jane ka hai to jaa bata kyu raha hai
Ye baat usne bilkul Pakya ke ankho me dekh ke boli thi jisse pakya ko pata chal gaya ki ye kya ho raha hai
Pakya - tere ko bola to maine abhi jana jaruri hai mere ko fir bhi tu aise baat kar rahi hai
Abhi yeha rukna bilkul sahi nahi hai pure dhandhe ki waat lageli he jabse peeter dada mara hai
Gang ke har bande ka Police kutto ke jaise dhund rahi hai agar unse bache to wo nayi gang wale thok rahe hai
Sala pata nahi kya ho raha hai apne hi ariya me rehne ko dar lag raha hai
Bas kuch din ki baat hai mere ko abhi Jane de
Jab ye sab shant ho jayega tab apun wapas ayega aur fir sabki maa chod dega Peter ka akkha dhanda apun sambhalega tere ko rani bana ke rakhega tab bas tu abhi apun ko Jane de
Chanda - tere Jane ke baad mera kya hoga kaisi rahegi me yaha
Pakya - tu gaav chali jaa tere maa ke pass
Chanda - mere ko udhar nahi jana tu tere sath leke chal
Pakya - tu Apun ke sath nahi chal sakti chanda udhar apun ka hi thikana nahi he ki kaha rahega kya khayega aise me tere ko kaise le jau
Apun aise me tere ko kaise le jayega
Tu baat Maan gaav chali jaa
Pakya ki baat pe chanda naraj hote huwe boli - gaav jake karu kya 6saal ho gaye tere sath bina shadi ke rehte huwe waha pehle hi log maa ko tane marte hai upar se mai udhar gai to pata nahi maa ko kya sehna padega mere karan
Pakya - bas kuch din ke liye chali fir apun tere ko lene ayega udhar aur akhhe gaav ke samne shadi bhi karega
Pakya ki baat pe chanda ek dam khush ho gai
Chanda - kya sach me tu sach bol raha hai
Pakya - ha meri chanda rani chal ab jane se pehle muh mitha karwa
Chanda - sirf muh mitha karega?
Chanda ne ye baat Pakya ke gale me apne baho ka haar dake aur apne nichle hoto ko dato tale dabate huwe kahi
Jispe pakya ne use apni baho me kas liya
Pakya - hayye meri chanda rani aise bolegi to aaj hi suhagrat mana lete hain
Pakya ki baat pe chanda khil khila ke has padi aur apne surkh hont pakya ke hoto se mila diye
Pakya bhi uske honto ko chuste huwe apne hatho se uski pith sehlane laga
Chanda ke chikni pith se kab pakya ke hath uske chutad pe gaye ye tab pata chala jab unko bhinche Jane se chanda ke muh se ek sisskari nikli
Lekin wo jyada der ke liye nahi thi bas kuch palo baad hi pakya ne use apne muh se band kardiya
Aur wo chanda sadi niche se upar karne laga jisse wo chanda ke chutad achhe se masal sake
Iske liye usko jyada time na laga peticote aur sadi upar karte hi chanda ke wo chand se gore aur mulayam chutad pakya apne hatho se majbuti se masal ne laga
Jisse chanda ko ab taklif ke sath maza dard bhi ho raha tha jisse usne kiss tod diya
Chanda - ahhhh dhire se noch lega kya dukhta hai
Pakya - huhh itne se kuch nahi hota meri rani tu bas maza le
Ye bolke pakya ne ek hath se chanda ke sine se pallu hata ke uske nariyal ke size ke chuche pakad liye aur unko bhi jor se daba ne laga aur dusre hath se chutad
sath hi uske chehre aur gale pe kabhi chumta to kahi daat bhi gada deta
Teen tarfa ho rahe hamle se chanda bahut hi kamuk siskariya chhod rahi thi
Chanda - ohhh pakya ab mat tadpa jaldi kar
Ahhhh mitade meri aag jisse tere Jane ke baad mere ko jyada tadapna na pade
Pakya - ha meri rani aaj teri aisi pyas bujhaunga ki apun ke jane ke baad 2din tak teri suji hui muniya apun ko yaad karti rahegi
Chanda - mere ko bhi yahi chahiye ab jaldi kar
Chanda ki baat puri hote hi pakya ne use utha ke andar room me lake palang pe patak diya aur jaldi se apni pant kholne laga
Jisko dekh ke chanda bhi apne blouse ke button kholne lagi
Dono ne laghbagh ek hi samay pe apne sharir se blouse aur pant alag ki thi
Jiske baad pakya palang pe chadh gaya
Aur chanda ki sadi kamar tak upar kardi
Aur uske baad ek hath se apna kala saanp pakad ke wo chanda ki gufa pe ragadne laga aur dusre hath se chanda ke pet se hote huwe uske left chuche ko pakad liya
Gore chuche pe wo bada sa dark angur bahut hi shobha deta tha pakya ne use hi apne angthe aur pehli ungli se ragadte huwe apna kala saanp chanda ki gufa me ghusa diya
Chanda - aaahhh mere raja aram se tune sukha hi ghusa diya
Lekin pakya ab kaha sunne wala tha lund pura andar jate hi dusre hath se bhi wo chanda ke dusre chuche ka wahi haal kar raha tha jo dusre ka kiya
Aur sath hi dime gati se apne dhakke bhi badhane laga
Chanda ne to pehle khud ko adjust kiya fir wo bhi maza lene lagi
Thodi hi der me pakya ke dhakke badh rahe they aur sath hi uske hath chanda ke chucho ko aise masal rahe they jaise wo aata gunth raha ho
Ab chanda ko isme maza aane laga tha usne apne pair pakya ke kamar pe lapet ke use apne taraf khincha
Pakya ne bhi uske upar jhukte huwe pehle chanda ke honto ka swad chakha fir niche aake uske chucho ke wo angur apne danto me lete huwe use katne laga
Jisse chanda ki siskariya aur badh gai aur wo bhi apni kamar aage piche karne lagi
Chucho ko jaga jaga laal karne ke baad pakya ne bhi inko masalte huwe apni speed badha di
Aur thode der baad hi pakya ne apna sara pani chanda ke andar chhod diya aur tabhi hi chanda bhi pakya ko jor se jakadte huwe jhad gai...
Thodi der sanse sambhalne ke Baad pakya uske upar se baju me hat ke pet ke bal lete sustane laga
Idhar ne chanda uth ke pehle to apne blouse ke button lagaye aur fir apni sadi thik ki
Chanda - mai bathroom se aati hai
Ye bolke wo darwaja khol ke bahar chali gai
Yaha thodi der sustane ke baad pakya bhi utha aur apni pant pehanne laga abhi uski pith darwaje ki taraf thi lekin chanda ke andar aane ki ahat hui
Pakya - tera ho gaya hoga to chal ab apun nikalta hai aur sun..... Maaki chuu...
Iske aage wo kuch bol hi nahi paya kyu ki uske piche palat te hi uske muh pe ek jordar punch pada jisse pakya dhadam se niche gira
Jab tak wo khud ko sambhal ke uthta tab tak 5-6 logo ne uspe gun taan rakhi thi jis wajah se use kuch karte naa bana
Lekin apni jaban to chala hi sakta tha wo
Pakya - salo jante nahi ho tumne kitna bada panga liya...
Isse aage wo firse kuch na bol saka
kyu jisne pakya ko pehle punch mara tha usne firse pakya ko muh pe ek rakh ke diya
Jisse abki baar uske muh se khun bhi nikalne laga tha
Ab ki baar Jab pakya ne dekha ki darwaje ke bahar chanda sehmi si khadi andar jo ho raha hai wo dekh rahi hai to uska gussa fut pada
Pakya - sali chinaalll tune kiya hai na ye sab
Randi tere ko chodunga nahi mai Jaan se...
Is baar bhi same wahi huwa
Lekin abki baar chanda andar agai aur pakya ke pass baith te huwe boli
Chanda - chinal, randi aur rakhail hi to hu mai teri haina yahi to log bolte hai mere bare me yaha bhi aur gaav me bhi
Pakya - sali tune apun ko dhoka diya chhodunga nahi tujhe
Chanda - dhoke ki baat kon kar raha hai jisne mere ko pyar ke jaal me fasaya aur behla ke yaha leke aaya 6saal tak jhute wade karta raha aur mere ko nochta raha wo dhoke ki baat bol raha hai thuu he tere pe
Ye bolke chanda ne pakya ke chehre pe thuk diya
Pakya - tujhe nahi chhodega apun jaan se maar dega
Chanda - jab khud jinda bachoge tab dekh lena
Ye bolke chanda bahar chali gai
Aur yaha pakya uske naam se bas chillata reh gaya
Aur jab use asal baat ka ehsas huwa tab wo us bande ki taraf muda jisne pakya ko puch mare they
Pakya - sale mere ko thokne aaya hai pata nahi kya tere ko pakya bhai hai apun is akhhe eriya ka bhai
jinda nahi jaa payega yaha se
Uski baat sunke wo shaks halke se muskuraya aur bola - bantai tu eriya ki baat karta hai ye puri mumbai apun ki hai aur naam pata hai kya hai apun ka
PAWAN...
Iske baad ek goli chali aur pura ghar me sannata cha gaya
Kuch hi palo baad pawan waha se bahar aaya
Jaha uske ladko ke sath sath chanda bhi khadi thi
Pawan ne niteen ke pass se ek bag liya aur wo chanda ko diya
Pawan - isme itna paisa hai ki tu apni jindagi aram se gujar sakegi
Abki baar apni jindagi achhe se jina aur is nark se nikal ke apni maa ke sath kahi dur chali jana
Itna bolke pawan apne sathiya ke sath raat ke andhere me waha se nikal gaya
Thodi der use jate huwe dekhne ke baad chanda ne apne ankhe saaf ki aur wo bhi dusre raste apni nai Jindagi shuru karne nikal chali
Yahi to uski maa thi jisse wo thodi der pehle baat kar rahi thi .....
To be continued..
Agar update ki suruwat hi suspense aur thrill ke sath suru ho, aur jo mahol bana hai.. aise mein chanda ka Yun apni maa ko call karna... suspense tabhi khatam ho jaati hai... ki chanda phone pe apni maa se baat nahi kar rahi thi balki uski aad mein koi aur hi khel, khel rahi thi.. ya to wo phone karne wale ko ye information de rahi hogi ki pakiya kis station se train pe chadhne wala hai ya phir abhi pakiya kaha hai.. Par pakiya ko samajh mein nahi aaya.. udhar chanda bhi uske diye huye dhokhe ke chalte badle ki aag mein jal rahi thi..
... So pakiya mara gaya Pawan ke hatho , aur malamaal weekly ki tarah chanda malamaal ho gayi.. Khair.. ye to hona hi tha..
Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan..
Kahani ke dusre pehlu bhi ek lay vadh tarike ke sath gati maan hai...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills