Awesome update bhai,
aakhir kar narvali ko markar aur un bachcho ko lekar adi vapas usi gaon daal aur nikal me aa gaya,
ab use un bachcho ke mata pita ko dhoondhana hai,
margrete aur sona ka nok jhonk hamesha ki tarah lajawab tha,
chitra ne to shadi se inkar ki baat sunkar hi sona aur margrete ko utha kar patak diya,
ab adi ne sapne me kis ladki ko dekha hai,
Waiting for next update