true Chance lekar nahi khela isne sath hi
Jab Jarurat thee capitalize kare tab out hokar chala gaya
Pata hai naa kyu use LSG ne retain nhi kiya, bhai ek hota hai team player aur ek hota hai selfish, ye selfish hai
Surya ko kese bhul sakte ho
Me yaha kisi ko favour nhi kar rha, but ye main player tha, ise rukna chahiye tha, Rohit ne iske liye Abhishek nayar ko laga diya tha ke Rahul pe kaam karo, but usne return me kyaa diya wo sabne dekha
What kya baat kar rahe ho yaar
Opener hokar ye bohat 7 century banana Wo sena country me bahut badi baat
Bilkul badi baat hai
Sir sunil gavaskar ke baad as a opener issi ki sena me as a opener itne century hai india ki aur se
Hongi yaar
Viru ne bhi bahut saal khela as a opener unke nahi itne 100 nahi sena me as a opener
Uske sabse badi dikkat runs ko capitalize nahi karta average badhane ke liye daddy hundred marna padhta hai isne 100 ke baad jaldi out hojata hai
Dekh Bhai ek hota hai player aur ek hota hai impect player, ab pant ko lelo, bhale hi us bande ki wajah se ham match hare honge but us bande ne apko ese match nikal ke diye hai jo apne kabhi socha nhi tha...
Ju khud bata ke isne apne career me kitne matches single handedly jeetwaye hai
Aur rahi baat viru ki to yaar veeru bahut bada player tha, use kisi ke bhi sath match nhi kar sakte, sirf sena country's ki performance bhi dekhe to wo koi extraordinary nhi hai, average hi hai yrr