- 79,768
- 117,187
- 354
Pahle dhyan se padha karo, fir kuch puchha karo. Jab wo sapna hi dekh raha tha to wo sapna hi hua naromanchak update ..ye kya dhruv to sapna dekh raha tha par laga nahi wo uska sapna hai..
par ye pata nahi chal paya ki dhruv ka wo sapna present ka tha ya 2 saal pehle ka kyunki khwab se jaagne ke baad wo pattharo ke makan me tha..
kya sach me dhruv us jagah pahuch gaya tha jaha megha rehti hai .

Dhruv sapne me us jagah pahucha tha, ise bhi dhyan se nahi padha
