update-65
Abh Agge....
ravi or voh aurat ik dusre ki akhon me dekh rehe the , us rahasmayi aurat ka maksad , vahi tha , jo baki sab ka tha , map , use bhi vahi map chahyie tha ,
ravi kuch samaz nai pa reha tha , voh kya jawab de , voh aurat kafi der ravi ke bolne ka intzar karti rehi , jab ravi kuch na bola , toh voh aurat behad gusse me boli ,
"hmm , toh tum muze voh map nai doge , hasshh , ik bat kahu , sadyian gujar gai , jamane beet gye , main , main andhero me tadafti rehi , sadti rehi , kiske liye , bus us map ke liye , ik bar or soch lo , me tume 7 din ka wakht deti hu..." voh nakabposh aurat beintha gusse me boli ,
"agar na diya toh..." ravi behad khamoshi se bola ,
"cheen lungi , tumari behne , tumara ik ik apna insan , tumara sab kuch , tumari yeh pyari khubsurat dunia , sab kuch tabah kar dungi , par voh map leker rahugi..." voh aurat , ravi ke karib hoker , uski akhon me zak kar boli ,
"cheen lo , mar do meri behno ko , sabse pehle komal ko mar dena , es dunia ko bhi mita do , lekin voh map , bhul jaoo..." ravi ne muskrate hue bola ,
"khiiikhiiiii , komal ko mar du , acha mazak hai , voh mar gai , toh tum bhi mar jauge , khiiikhiiiii , toh thik hai , tumari yeh icha me jarur pori karugi , thik 7 din bad , agar map na mila toh , sabse pehle komal hi maregiii..." voh aurat apni vheshi hassi haste hue boli ,
etna bol voh aurat vaha se gyab ho gai , ravi pata nai kyu , us par hath na utha paya , kon thi voh aurat , ke ravi ke hath tham gye ,
ravi ne piche palat kar dekha , rema uski traf a rehi thi , uska jism toh andhere se gulmila tha , par uske baal behad adhik roshni me chamak rehe the ,
"huu , toh voh rema ko dekh kar bhag gai..."
abh rema ik dam ravi ke samne khadi thi , pore kabile me shanti thi , rat ke 2 baj rehe the , kisi ghar me halki halki roshni dikh rehi thi , thodi thodi thandi hawa chal rehi thi , asman me tare chamak rehe the , par chand ki roshni prithvi ki satah par nai pahunch pa rehi thi , ajj sham ko tez barish hui thi , or halke halke badalo ne asman dhak rakha tha , lekin jab bhi koi badal hawa me tairta hua , chand ke agge ata , voh badal bhi halki roshni me chamak uthta , behad kamal ka krishma tha , kudrat ka ,
"bhyiaa , app yaha kya kar rehe ho..." rema ne sab jante hue bhi anjan ban kar bola ,
"kk..kuch nai , bus nend nai a rehi thi , toh yaha ghumne a gya..." ravi behad masomyiat se bola ,
"ohhh , muze bhi nend nai a rehi , ham ghum kar ate hain , thoda jungle me..." rema apne bhai ke karib hoker uski akhon me akhen dal boli ,
ravi ko kuch ajeeb nai laga , akhir rema uski behan thi , usne muskrate hue rema ko dekha or uska black hath pakad jungle ke ander ki traf jane laga , lekin rema khamosh thi ,
jungle me dono sath sath chal rehe the , lekin dono khamosh the , rema ke lal baal kabhi kabhi ravi ke chehre ko chu lete ,
"bhyia yaha kitni shanti hai , aisa lag reha , jaise me apne gaon ke , hasen kheto me ghum rehi hu..." rema ne es khamoshi ko todte hue bola ,
"han meri jaan , ham ik din apne gaon jayege , muze mere kheto ki bahut yad ati hai , me es dunia me apni us 2 biga jamen ko beintha pyar karta hu , kyu ki us jamen ne mere pariwar ko do wakht ka khana diya..." ravi ne gaon me beeti apni jindgi ko yad karte hue bola ,
"bhyia yad hai apko , hehe , mane apko chilam lagate hue pakada tha , or bad me apne hamari zopdi me chilam laga kar dikhai thi , or bad me..." rema yeh bolte bolte sharmane lagi , use sab yad tha ,
"bad me kya , rema chilam pene ke bad mane kya kiya tha..." ravi muskrate hue bola , abh dono jungle me us nadi ke pas pahunch gye the , yaha ravi ne ik bar komal ke sath pyar karne ki kossih ki thi ,
"muze nai pata..." rema sharmate hue boli ,
"ohh tume yad nai , tumne muze choda tha.."
"are nai bhyia , apne muze choda tha..." rema yeh bolte hi chehre par hath rakh sharmane lagi ,
"ohh meri rema , i love uu , us din ke bad meri jindgi badal gai , najane kitni ladkyion ko chod diya , par jo maza us din tumare sath aya , umm , uska ehsas hi alag tha..." ravi ne rema ke samne akar uske chehre se hath hata uski akhon me zak kar bola ,
"bhyiaa , kya abh bhi app muzse pyar karuge , matlab mere es roop me ..." rema udas awaz me nazarian zuka kar boli ,
"shhhh , tum bahut khubsurat ho , janti ho kyu , kyu ki tum meri gaon wali pagali rema ho , or jab tum kahugi , me tumse bepanah pyar karuga..." ravi ne rema ko apni bahu me bhar uske hontho ko chumte hue bola ,
"bhyia muze kuch puchna tha.." rema apne bhai se door hoker us behti nadi ke pani ki traf dekhte hue boli ,
nadi ki pani apni ik hi raftar se behta ja reha tha , uski ik hi raftar thi , jaise jindgi ki hoti hai , pata nai kitni chatano , kitni rukavto , ne uska rasta hoga , aisi hi jindgi hoti hai , kadam kadam par mushkile ati hain , dhoke milte hain , dil tut jate hain , lekin jo en mushkilo ko ik challenge man kar agge badte hain , voh amar ho jate hain , es dunia ki nazar me , han toh me kaha tha ,
"han rema puch lo , kya puchna tha..." ravi vahi khada rema ki traf dekh kar bola ,
"bhyia , voh , voh , matlab , voh , ahhh , kaise bolu , matlab kya app muze , voh , map de sakte ho..." rema ne apni hi bation me ulazte hue bola ,
"hahaha , tume bhi , map chahyie , muze etni door layi , gaon ki purani batian yad dila emotional kiya , sirf map ke liye , mane socha , tume sach me muzse pyar hai , tabhi tum voh sab yad kar rehi ho..." ravi ne beintha haste hue bola ,
"han , han , muze voh map chahyie , me us map ke liye apne pariwar ko khatre me nai dal sakti , bhyiaa ..." rema behad naram akhon se dard bhari awaz me boli ,
"han bolo , me sun reha hu..." ravi khamoshi or gusse ke mile jule roop me bola ,
"bhyia , maa ko map dedo , pls , bus us ik din ke vaste , jab ham dono ne beintha pyar kiya tha , pls..." rema ghutno ke bal beth rote hue boli ,
"map dedu , tum pagal ho gai ho , janti ho us map me kya hai , hasshh , tume konsa pata hoga , voh maa nai shetian hai , or me shetiano ke agge kabhi nai zukta..." ravi behad gusse me bola ,
"bhyiaa , app unse nai lad sakte , voh bahut takatwar hai , sabko mar degi voh..." rema ne vaise hi rote hue bola ,
"mar de , sabko mar de , lekin map use kabhi nai milega , acha hua voh map khud ba khud nasht ho gya , varna me use jala deta , or rahi bat unki , me laduga , akhri sans tak laduga , mout anne tak laduga , lekin zukuga nai..." ravi behad gusse me yeh sab bol jane laga ,
"bhyiaa , app bahut nekdil ho , me apka imetehan le rehi thi , par app nai zuke , me bhi ladugi apke sath..." rema etna bol muskrate hue ravi ke gale lag gai , use mehsus ho gya tha , use koi or rasta apnana hoga ,
"ohh meri rema , tumne muze dara diya tha..." ravi bhi muskrate hue bola , lekin uski akhen lal roshni me chamak rehi thi ,
"bhyiaa , us ladai ka anjam behad dardnak hoga , map toh me apse leker rahugi , akhir meri maa ne jo kaha hai..." rema man hi man sochte hue boli , usne apne bhai ko kas kar bahu me daba liya....
"rema chale ghar..." ravi muskra kar bola , lekin uske man me hazaro batian chal rehi thi ,
"han bhyia..." rema apne bhai ka hath pakade ghar ki traf jane lagi ,
rema thodi chinta me thi , use pyar tha , apni maa se , apne bhai se , apni behno se , par map , agar map na milta , toh har traf uski maa tabahi macha deti , lekin voh thi kon , or rema uske liye apne bhai se kyu ladna chahti thi ,
dono ghar ke main gate ke pas pahunch ruk gye , ravi , abh rema ki akhon me dekh reha tha , jab ke rema apni nazarian zuka rehi thi ,
"me janta hu , me samazta hu , tum kya soch rehi ho , meri sexy rema , mane tumse vada kiya tha , or abh bhi karta hu , jab bhi mout ayi , tumari bahu me ayegi , kyu ki tum mere liye behad special ho..." ravi dil ki gehrai se yeh shabad bola or rema ko apni bahu me bhar liya ,
rema ke badan se vahi khusbu use mehsus ho rehi thi , jo pehle din hui thi , jab dono ke jism , dono ki atma , dono ke jajbat , dard , khushyian , sab ik ho gye the ,
"bhyiaaa , me apko nai mar paugiiii , me chahe jitni bhi kossih kar lu , par mera dil , mera man , mera paviter pyar , muze rok lega , me apse beintha pyar karti hu , abh bhi , sorry bhyiaa , me apko kuch bata bhi nai sakti .." rema ne man hi man yeh bola , uski akhon se asnu behne lage , lekin akhon se behta pani kala tha ,
kyu ki rema ik rahasmayi ladki thi , uski shaktyian rahasmayi thi , uske baal rahasmayi the , lekin jajabato ke bandan se jakadi rema , kya koi galat kadam utha pati , haaa , yeh toh anne wale wakht me chupa tha ,
ravi ne nam akhon se rema ke hontho ko chuma , voh ruka nai , bus chumta reha , chumta reha , par rema khamosh thi , lekin uska bhai es kadar uske hontho ko chum reha tha , ke uske jism me ik vasna ka tufan sa uthne laga tha , rema ki akhen band thi , honth apne bhai ke hontho se mile hue the , use mehsus ho gya tha , uska bhai , kis kadar use pyar karta hai , kis kadar uske liye pagal hai , kyu ki rema kisi ke bhi jajbat padh sakti thi , usme aseem shaktyian thi....
"bus bhyiaa , ruko , me or nai seh sakti , kyu , akhir kyu , app muzse etna pyar karte ho , jab ke apko pata hai , me shetian hu , kabhi bhi apko dhoka de sakti , kyu ..." rema beintha rote hue bola ,
"shhhh , ik bar sagar ne pucha , meri lehro me kitna dam hai , mane kaha , mera pyar se kam hai , rema , sagar chahe jitna bhi gehra kyu na ho , par mere dil ki gehrai usse badkar hai , rema , me chahe komal ko kitna bhi pyar karu , par komal tumari jagah kabhi nai le sakti , tum mere jism ka adha hissa ho , mera pehla pyar ho tum , or mane kai shetiano ko pigalte dekha hai , pyar ki tapash me , tum bhi pigal jaugi , i love u..." ravi behad nam akhon se bola , rema rote hue ghar ke ander chali gai , bina kuch bole...
ravi vahi main gate ke pas lakadi ki sedyion par beth gya , uski jindgi ulaz si gai thi , use kuch samaz nai a reha tha , voh kya kare , kya na kare ,
ravi kismat par kam vishwas rakhta tha , kyu ki kismat , ik aisa nam hai , jo jindgi me hame bus moka deti hai , sahi or galat rasta chunne ko , rema uski jindgi me ayi , yeh uski kismat nai thi , usne rema ko khud hasil kiya tha , han , ik bat keh sakte hain , kismat ne ravi ko moka diya , ke voh rema ko apna bana sake ,
ravi ki soch thi , kabhi kismat ke sahare mat betho , har insan me ik saman dimag ki shakti hoti hai , koi insan kamzor nai hota , ajj tak jinte bhi log jindgi me kisi mukam par pahunche , un sab ne tapasya ki hai , voh dard , tanhayi , gareebi se ladkar , us mukam par pahunche hain ,
abh ravi bhi us mukam par pahunch chuka tha , yaha voh kismat ke sahare beth kar , sab kuch tabah hone ka intzar karta , naii , voh apni kismat khud banata , kyu agar ham jindgi se ladna sikh le , logu se mukabla karna suru kar de , toh yahi kismat hazaro raste khol degi , or app khud ba khud ik ache mukam tak pahunch jauge , or ravi ne un 7 dino me kya kya karna tha , yeh soch liya tha....
to be counited....