nice update..!!UPDATE 122
Masoom - aap yaha bethe mai nasata lekar aati hu
Mai - are nahi abhi pehale naha leta hu
Masoom - haa aap kariye mai aati hu
Woh chali gayi aur phir mai fresh hua nahaya aur phir tayar hokar nicche aaya
Mai - aur payal didi kal toh jaane ki tayari hai aapki ki nahi
Payal didi - chal jaa jakar marriage hall kaa kaam dekh ke aa hua ki nahi sahi sab baate kam bana
Mai - aree woh maine shiva ko bol diya tha sab sahi sai bata kar mujhe abhi jana hai kaam pe
Payal - abb phir kaam aaj bhi chain nahi tujhe kal meri shadi hai
Mai - are aisa nahi didi bus jana aur ana hai attendense samajh lo
Maa - phir bhi ek baar sab dekhate jana
Mai - thik hai maa dekh lunga
Maine nasta kiya aur dekha janu devika baaki bhaut jada hi busy the kaam mai aur kyu naa rahe ghar ki bhauraniya kaam naa karegi toh kon karega
Mai usske baad marriage hall gaya phir apne station waha phir thoda kuch files thi jinpar sign kiya aur vapas aa gaya ghr dopher ke time pe
Jab gahr aaya toh dekha maine samane sam aur komal bethe the
Mai jakar sam ko gale laga kr - aree yaar etna late kyu laga diya tune
Sam komal ko dekhate hue - juch log tujhe abhi bhi galat hi samajhate naa toh aana nahi aach rahi wahi late ho gaya aur bata mere yaar dgp wagera ban gaya tuh aur hum abhi tak padh hi rahe hai
Mai - aree chal naa be kaya yeh dpg toh mere yaha ke logo ke liye hu aur tere liye tera dost dev
Sam - naa bhai apne ko gdp bhi caahiye dev bhi samjha warna fayada kaya dost kaa police wala hone kaa
Usski baat sun ke sab has pade
Mai - acha yeh bata kuch khaya piya ki nahi tune
Sam - maine toh kaah kiya kuch logo nai nahi khaya apni behan komal ki taraf dekhate hue
Mai - aree neha kyu mehman abb yaha bina kuch khaye piye bethe yeh kaya hi raha hai
Neha - are bhai maine toh diya enhone liya nahi
Mai - kyu komal ji koi dikat yaa farmaish hai toh bata dijiye
Komal phir kuch nahi boli
Sam - acha chalo aap log kaam karo aur mujhe bhi bata do kaya krana hai
Mai - haa ek kaam kar yaar sam woh sweets waale ke yaha gaya tha mai usska kuch jaroori kaam hai toh dekh jaldi kuch ho toh warna mai hi dekhu kuch
Sam - no tention when sam is here
aur jate hue mere kaan mai ( kuch log kuch chize akele mai bol payenge )
woh chala gaya aur sab kaam mai busy ho gaye
Mai - pari komal ji ko jara apne room mai le jaao mai dress change karke aata hu
Usske baad woh ussko lekar gayi aur mai dress change karke jab room mai aya yoh waha pari nahi thi bus komal komal thi
Maine gate band kar diya
Komal nai mujhe dekha par kuch boli nahi
Mai - abb toh kuch bol do etnai din baad aayi ho aur etna sanata
Komal ki aakhir mujhe woh awaaz phir sunane ko mili toh ekdum kajaz ke pano ki tarah komal thi
Komal - kaya bolu mai kuch bacha nahi hai bolane ke liye
Mai - acha toh kaya bus ess din ke liye payaar kiya tha
Komal - payaar kab kaise badal jaaye yeh mai dekh chuki hu yoh usspar baat naa kare toh aacha hoga kyu
Mai - Payaar aur nafart mai kon jada bada yeh sochane waale wahi reh gaye jaha sai woh shuru hue the toh hume waha toh nahi jana caahiye kyu
Komal - tumsai baato mei jitna toh duniya ke kisi bhi insaan ke bus kaa nahi hai
Mai - waise kuch chizo mai jit jab milati hai jab hum kudh ko haar jaaye aur mai tumhare aage haranr ko hamesha tayaar hu
Komal - aakhir chalu kar hi di naa apni mithi mithi bate haa jiske aage saayd mai kaya yeh sab ladkiya bhi haari hogi
Mai komal ke pass beth ke usska haath pakad ke - mai tumhe naa jitna caahta hu naa harana
Komal mujge ghurane lagi
Mai - mai toh tumhe bus ess gahr ki bhau banana caahta hua aur apni zindagi mai aise shamil karna caahta hu ki kabhi tum uss mai sai nikal naa paau
Komal uthi toh maine usska haath pakad liya woh mud gayi
Mai - abb dubara mat jaao
Komal - mai toh bus aayi thi tumhe ek baar dekhane ke liye
Mai - aisa kyu kiya phir taaki apni yaado ko jakham bana sako
Tabhi naa jaane waha kaha sai bathroom kaa gate khula aur janu masoom sona devika bahar aa gayi
Maine phir bhi komal kaa haath nahi chhoda
Woh charo aakar komal ke pair ko pakadne waali thi ki komal hat gayi
Komal - aree yeh aap log kaya kar rahe hai
Janu - apne pati ke liye tumhare payaar ke liye minnat kar rahe hai
Sona - hum janate hai yeh jabhi khul ke nahi batate par ennke man mai aap hamesha rehati ho
Masoom - yeh bhale kahe ki hum ennka payaar hai par haa woh sach par aap enka pehla payaar ho toh hume aapke aage jhukane mai koi burayi nazar nahi aati ho
Komal - devika didi aap kyu jhuki hai uth jaaiye aisa mat kariye mujhe etna gira hua mat bana dijiye ki aap mere aage jhuke aree aap kr aage yeh duniya jhukati log jhukate aap aisa naa kare aap hi kyu yaha kisi ko aisa nahi karana caahiye aap sab raniya hi hai kahi naa kahi ki aur mai abhi bus insaan hi hu yeh sab batane ke baad bhi devika didi aap aisa kar rahi ho
Devika - karna padata hai joh payaar sab sai lad ke hume payaar kare usske payaar ke liye jhukana koi badi baat nahi hai
Komal - aacha aur enko dekho maharaj ji ko pure raja wala feeling le rahe hai biwiyo sai apni girlfriend ko manawa rahe ho
Mai - kaya maine kaya kiyaa
Komal - chalo chalo rehane do janati hu mai tumhare payaar kaa bhukhar kyuki whai bhukhar mujhe valap devika didi ke kehane pe laya aur sach mai mere bhukhar kaa elaaz tumhi ho
Mai jaise hi kadha hua mai mere gaale sai lag gayi aur mujhe kas ke pakad liya
Mai - yaar ek baat batao yeh aakhir ess werwolf mai aisi kaya khaisat hai esske atae hi meri toh chandi chandi ho gayi
Komal mai sai alag hoakr - par mujhe sab bata diya hai devika didi nai toh aab aapko woh apni tinchar jitnai bhi raniya hai unko batana hi hoga ki aap unnke liye bane hai aur woh aap ke liye
Mai - par woh sab
Komal haath aage kar ke - haa mujhe pata haj wob aapki behane hai par uss sai pehale hi aap ki raniya thi shakti kavach ki wajah sai joh hua woh hi sach hai
Masoom - wahi toh pichali baar bhi baut sanajya par manate nahi boolate yeh sab sahi nahi
Komal - dekho aap apne phele joh aapka shareer tha ussko aapne kis bhi wajag sai khatan kiya woh aapka hak thaa par ess shareer pe unka hak jada hai jinhonai esske liye apni jaan di thi tab aur agar nahi karoge aap toh phir aise balidaan aur jaane ko kisi pe luta dene waale kisse kahatam ho jaayenge
yeh huyi na baat..komal ko dekh kar bahot achha laga aur woh hi ek hai jo dev ki sab biwiyon ek sath jod ke rakh sakti hai..bhai ab thoda dev aur komal ko quality time do pyaar karne ke liye akele me..!!