- 3,794
- 16,098
- 159
Fantastic update
shukriya bhai
Fantastic update
shukriya bhai
superv update bhai
shukriya bhai
Waiting for next update writer sahab me curious hu ki dev ho kya gaya hain. Par sayad andaja laga sakta hu. Sayad dev ko lagta hain voh devil banne wala Hain yaani bura banne wala hain aur isse uske parivar ko takleef ho sakti hain isiliye dev un sab se dur ho raha ko dev se pyar karte hain ab aise hi to alag nahi ho sakta hain isiliye logo ko gussa dila raha hain.
Ok bhai aur lambe aur lambe aur bade update dunga phir aage sai wait kam karja hoga phir he he he waise andaza ho bhi sakata galat direction mai jaa raha hoo woh De devil kaa chakkar kuch aur hai yaha pe shukriya etna mast comment aur andaze ke liye
Ye dev ke to luaude lage huwe hai.
haa ha abb toh hai waisa hi
![]()
Super update dev bhai..UPDATE 3
Shaam ko
Sam - Arre kaha rah gaya tha yaar
Rajiv- yaar kuch baat patta chali hai par jada kuch samajh nahi aayi
komal- batao too sahi
Rajeev- batana kaya sunata hu maine sab record kar liya hai
Sam- ye to aur aacha kiya tunne
Komal - ruko saloni di aa rahi hi par yaar 5:30 baj gaye abhi tak nahi aayi
komal saloni ko call kar deti hai
Komal- hello di kaha ho hum yaha kab sai aap ka wait kar rahe hai
Saloni - are ye dev nai mom ko dhakka de diya sir par chot aayi hai khoon kaafi nikala gaya hai
Komal - kaya ye sab kaise ho gaya
Saloni - haaa par ab thik hai doctor nai checkup kar liya hai
Saloni -tum log kaya batane wale the batoo do abhi
Komal- Vasse hum aaa rahe hai aap ke pass wahi bata denge
Sam - kaya hua
Komal - chaloo dev ke ghar jaldi Lagata hai ye ladaka pagal ho gaya
Sam bike lekar dev ke ghar ki taraf nikal padata hai rajeev aur komal ko lekar
Dev house
Saloni -are komal tum aa gayi chaloo andar chaloo
Komal -aunty kaha hai
saloni-andar hai
sab log 2nd floor pai aa jatte hai savitri ke room mai
Komal - are aunty kaya hua ye sab kaise ho gaya aur dev kaha hai
Ess sawal ko sunnkar savitri ko dev ke ghar chhod kar janne ki baat yaaad aatti hai
Savitri -Dev dev saloni dev kaha hai
Saloni(gusse mai )- app usski chinta matt karo app ko dhakka Diya tha na usne esse phele too woh mar jata to thik hota
Savitri - saa........a....loni....
Aur ek thapad uss ke galo par jor sai mar deti hai
Komal -aunty ye galt hai galti kisi aur ki aur Aap maar kisi aur ko rahi ho
Savitri - arre beta Dev ko dudho woh ghar chhod ko janne ko kah rha tha aur ussne mujhe dhakka nahi diya woh to mai behosh ho gayi thi
Saloni - nhi de...vvv.....de....v nahi ja sakata
Woh bhhagati hui dev ke room mai jaati par waha toh koi nahi tha saloni kaa dil betha jaa raha ki ussnai ghus se mai apne bhai ko kaya bola aur laat mari
Woh phir apni mom ke room mai aati hai
Saloni - mom vo chala gaya mom voooo
Aur sab ke aakho mai assu aaa jaate hai.
Tabhi saloni ko khuch yaad aata hai
Saloni - komal vo baat kaya hai jo tum batane wali thi
Komal - Rajeev bhai vo recording sunao to sahi
Rajiv chalu kr ke - lo suno
Khuch dher baad
Sab sochne lagate hai ye scientist ka kaya chakkar hai
Savitri - sunno ji mujhe lagata hai mera beta kisi mussibat mai hai aap kuch karoo na
Suraj - tum chup ho jaoo mai dhekhata ho arre sam
Sam - ji
Suraj - beta chaloo jaldi akash ke ghar
Sam - ji uncle chaliye
Edhar Dev akash ke ghar ke bhar bell bajata hai to akash ki mom jase hi gate kholati hai samne dev khada tha par uss ki halat dhekh kar usse 440 volt ka jahtaka lagata hai
Dev pura khoon mai sanna hu tha aur usske god mai cute si ladki thi jo behosh thi
Akash - kon hai mom arr......rre ye sab kaya hua Dev aur ye richa di ko kaya hu
hai
Riccha - akash sister
Dev khuch nahi bolata hai buss andar ja kar riccha ko sofe par lita deta hai
aur jaise hi piche hota hai bus ettna hi kha pata hai meri mom ka dhyaaa..nnnnnn....
Aur behosh ho kar gir jata hai
Akash jaldi sai apne papa ko ambulance laane ko kehata hai kuch dher mai tino Dev thar riccha ko admit kar dete hai par abhi dev ki tabiyat sahi nhi thi aur dev ess time icu mai hai..
Aap soch rahe honge ki aakhir dev ko hua kaya hai.
To chalate hai Ek ghante piche jab doctor ghar aate hai usske mom ka ellaj karne to Dev ghar sai bahar aa kar khuch budbuda raha tha
Dev- uss chutiye ki vajah sai aaj Maine mom ke saath aisa kiyaa kahi kuch ho jata toh
Yahi sab sochte hue woh aage badh raha tha
Ek jagah par kuch dost apas mai baate kar rahe the
Vikky - kyu kar rahe ho bakchodi
Kyu kar rahe ho bakchodi
jab tumne kisi ki bhen nhai chodi
Sarre dost - wah bhai maja aa gaya
Vikky - abe deep tu bhi kuch sunna bhai
Deep - Raat ka tha wkhat tha
Raat kaa tha wkhat tha
Hum kar rahe de khhudai
Par nashe mai hum bhul gaye
Ki Padoss mai hi ho rahi hai chudai .
Ha Ha Ha Ha Ha aisi hi awazo sai woh jagah gunj rahi thi
Vikky - ab chup karo vo dhekho maal aa rha hai
Deep - Kya figure hai bhai ek baar mil jaye too.....
Vikky -millege millege par yaha sai to utho
Dono uss ladaki ke pass ja kar
Are oo jaaneman kaha ja rahi ho matak matak ke
Ladki - mud kar tum yaha bhi aa gaye
Deep - are bhai ye to apna hi college ka maal hai
Ladaki - aee mr tamiz sai baat kar
Deep - teri tamiz tu apnni ch...uuuuu.......Aaaaaaahhhhhhhh
Dev - sochana bhi mat
Vikky - Abe tere senior hai jada mat udd warana apne jaan khoo dega
Dev - mere pass khuch khone Ko nahi hai par tuh jarur khoye ga
Vikky- abe haram khoro tum kaya apnne baap ka wait kar rahe ho mar daloo esse aur uss chammak chhalo ko mere ghar le chalo
Maroo...... oo....o..............
Shor sun kar waha kaafi log ekhata ho jate hai
Dev piche hat kar ek lat deep ke muuh par marata hai aur vo picche gir jatta hai tabhi uss ladki ki awaj aati hai bhai....iiii.....
Dev piche mudd kar dekhata hai ek ladka ladki (Riccha ) ko khich nai ki kosis kar raha hai
Dev gusses mai aa kaar appne back pocket mai sai iron Punch nikal kar phenata hai aur uss ke sir par mar deta hai jo siddha uss ke sir mai guss jatta hai aur woh wahi bhagawan ko pyara ho jatta hai ye dhek kar sab ki faat jaati aur riccha too jase murti ban gayi
Par sare dost ghusse mai aakar uss par hamala kar
Etnne logo kaa ek sath hamala dev rok nahi paata ek laat uss ke peet mai padati hai aur uss ke muh sai khoon nikalne lagata hai
![]()
Bhai ye story hmari fav story me se ek h
Vse bhi vo phle vala end kuch vichtr sa tha aapne ye bhot bhdiya kiya jo isko fir se start kr diya pr ho ske to bhai purane update jldi se pure kro Aur naye update suru ho jaye
Best of luck bhai for future![]()
thanks bhai for telling that Aur bhai agar time ho toh aise jaldi mai bhi thora flow type pad lena baaki aap par hai waise pichala end nahi tha uske baad bhi aage hai story par main uss time basad etnai thi ki usko end bol kr khatam kiya story jaaye wahi par haa aapsai kahunga abhi nahi toh update 260-270 ke baad jaroor padhana chalu kar dena kyu ki waha joh bhi skip kiya tha woh sab likhunga mai and thanks for words
Nice abd beautiful update...
thanks bhai
Super update dev bhai..
thanks bhai par dp ko kaya hua tumhari savurab bhai
Mast Update bro
Keep Posting![]()
thanks bhai keep reading