UPDATE 59
Janu- mujhe aise mat ghuroo mai kisi ko khuch nahi bataungi
Mai- batana bhi maat aur jara ennhe utthao pata nahi aate hi kaise soo gayi
Sona - wo galti sai sir dard ki jagah maine didi ko need ki goli de di
Mai- aur karoo bate kaya karu mai apni ess biwi kaa
sona sharma gayi sun ke
Janu- jaane do naa jo ho gaya soo ho gaya
Mai- ab utha bhi do kuch hi dher mai land hona hai
Sona unn par pani ki chhite marati hai
Tulsi didi - nahi chhod do mujhe mai aage sai yaha nahi aaungi
Maine unnhe hilaya- kaya hua didi chup ho jaaoo
Adami- yaar tum log kisi chidiya ghar sai aaye ho kaya kitna shor macchate ho
Mai- sir ek baar aur sorry
Phir hum sab todhi der mai pahuch gaye maine ek taxi ko bulaya aur nilkal pade resort ####### ki taraf
Risort mai pahuch kar maine tin room book karawye pta nahi kyu woh dono ek hi room mai rahaena cahati thi mai tulsi didi aur arav ko unnke aur unnke room mai aur mai pahucha massom ke gate par
Nock nock
Koi reply nahi
Nock nock
Masoom - aa rahi hu ruk nahi sakete kaya
Uss nai gaye khola
Maine uss dhekh kar smile ki
Par wo bina khuch bole vapas chali gayi
Mai andar jakar gate lock kar diya
Mai - aree baby kaya hua suno to sahi
Masoom - tumhara yeh roj ka hai ek din milene aaye aur wada bhi kiya tha
Mai - phele sunn lo mai-----------------------------------------saari baate baatyayi
Wo mere sai chipak gayi
Masoom - sorry meri vajah sai tumhari saktiya chali gayi aur mai tumhe ghussa dikha rahi hu
Mai - aare tum bhi naa baat baat par imosanal ho jaati ho chalo jara ghum kar aate hai aur woh sab bhi aa gayi aur didi bhi aayi hai
Masoom - thik hai chalo mai ready hokar aati hu
Woh tayar hokar aayi
Mai- etana tight pheana jaruri hai kaya
Masoom - aare jaan yeh toh faishion hai
Mai - haa aacha hai chaloo
Maine unn sabko phone karke bula liya aur sona nai bhi kisi ko call kar diya
Hum dono niche aaye to wo sab wahi the par wha ek sak aur tha
Masoom - aare aap sab aaye ho
Tulsi - haa yeh manna hi nahi
Masoom - accha hi to hai aur tuh wha kyu khadhi hai
Maine usse dekha mujhe pata nahi kaya hua aur bhaag kar gale laga liya
Wo phele toh thoda chhutane ki khosis ki par baad mai mujhe kas ke pakad liya
Arav joh juice pi raha tha usske muh sai juice nikal gaya
Woh khassane laga mera dyaan tuta
Mai- i really sorry miss
Masoom - kar kaya rahe ho
Saloni - yeh kon hai
Masoom - dev mere boyfriend
Janu/sona - humare bhi
Saloni- kaya
Arav kahasne laga
Janu- hamare bhi bhai ka dost
Sona - mere di ke bhai
Mai- aare chhodo yeh sab challoo bahar
Hum sab bhar aaye
Mai- exuse me yaha aachi jagah hai kaya koi dekene ke liye
Staff - yes sir resort ke piche ek bahut bada jungal hai aur phandhi sai bhaut accha najara hota hai
Mai sabko lekar nikal pada humnai kahnne pinne ka saaman bhi le liya beg maine le rakha tha
Hum aage bhadh rahe the
Saloni- aapka naam kaya hai
Mai- dev aur apka
Saloni - mera naam saloni....ek minute kaya kaha aapnai
Janu- dev kyu kaya hua
Saloni- nahi bus aase hi kissi ki yaad aa gayi
Mai - koyi apna hai kaya
Saloni- uss sai bhi bhad kar meri zindagi hai woh yaa tha pta nhi mujhe
Sab usse ghurane lage
Janu - kaya hua kahi unnkkiii...dea......
Masoom - chup karoo tum woh bus kho gaye hai
Saloni - ha saaya aisa hi ho par aapne mujhe gale kyu lagaya
Mai - wohi to mai samajh nahi paaya
Picche sai
Ladka - humare gale lag jaoo hum bata denge
Hum picche mude waha 6-7 ladke the
Arav - kyu kaahali peli time bekkar kar raha hai nikal yaha sai
Ladka2 - do ladke aur 5 ladkiya bahut naa enn saafi hai bhai ek hume bhi de de dena
Mai- ladkiyoo ki ezzat karana shikhoo warana kisi din yehi tumhari mout ban jayegi
Ek ladaka massoom ke pass akar- kaya pataaka lag rhai hai bhai aaj to ess hum ghumanyenge
Maine beg niche rakh diya
Mai- agr tum sab nai hara diya to yeh tumhari
Ladka - tuh akela aur hum 7
Mai- abe mai nahi jisse tuh ghumane ki baat kar raha hai
Ladaka2 - haha bhai chal esske liye to mai hi kaafi hu
Wo aage bhadha aur masoom ko pakadne wala tha ki masoom nai ek laat usske muh par mari wo udta hua unn ladko par gira
Sona - wow mai bhi ladugi
Janu- mai bhi
Mai - jaao didi aap dono nahi
Saloni mujhe ghurane lagi mujhe pata tha enn tino ko to kuch hona hi nahi par aisa kuch hoga maine socha naa tha
Sona bhaagti hui gayi aur ek laat ek ke kandhe par maari uska kanndha tut gaya
Mai sabko betha liya aur chips ka packet khol liya
Janu nai ek ki gardan pakadi aur seene par laat mari uska sir ukad gaya hum sabke gale mai chips atalk gaya
Masoom nai paas ki ek lakadi uthayi aur ek ke sine par mari woh usske aar par ho gayi aur khoon masoom ke upar aa gaya
Sona nai ek aur koo laat mari uski garadan wahi tut gayi
Tenno ab bache tin ko marane ko aage gayi
Ladka - maaf kar doo aaj ke baad mai apni biwi ko bhi nahi chuunga
Ladaka 2 - haa hume maaf kar do galti ho gayi
Sona nai janu aur janu nai masoom ko dekha
Aur aage gayi
Masoom - ek saath beth jao warana
Wo jhaat sai beth gaye
Janu- aakhe band karoo
Hum jaa rahe hai kholi to mar jaye
Phi wo tinno usske picche gayi aur nai ek jahtke mai unki garadan unke pair sai mila di matlab kamar ki haadhi tod di
Hum sabki to aawaj atak gayi maa kasam mera toh mut atak gya mai toh kya hi bolu
Wo tenno hamare pass aayi
Masoom -kya hua tum logo kaha kho gaye hoo
Arav - abe yeh to joker ki tatah sai lad rahi hai matalb thi matalb mara
Mai- chup kar bhai mai tab sai enn sabke saath reh rha tha aur mujhe pata bhi nahi
Janu- kaya nahi pata khoon aur shaktiya baatenai kaa bahut shok hai naa loo dekh loo uska ashar
Mai - maine kaya kiya hai
Masoom - jab sai tumnai khoon diya hai raat ko sapne aate hai tum kaise sabko marate ho wahi sai sikha humnai
Mai- tum tenno ko
Teeno - ha
Mai- ek minute masoom tum kaya janti ho eenke aur mere baare mai
Masoom - ha jab tum ek mahine ke liye gayab hue tab hi yeh sab hua hum mile aur sab baate dherre dherre share hui
Mai niche beth gaya
Masoom - mere pass aayi
Mai - mat chuoo mujhe mai yaha tum teeno ke baare mai soch kar paresha tha aur tumnai etni badi baat chupayi masoom ka to thik par sona tumnai aur jaanu jab subah maine kha tha tab bhi kuch nahi boli
Janu- maaf kar do tum etna khush the ki maine khuch nahi kaha
Mai - khuch nahi sunnana mujhe
Mai uth kar jaane laga
Mai- aap dono enn tinno ke sath restort mai jao aur arav tuh mere saath aa
Phir mai arav ke saath phandhi par chhadanai laga
Hum chup chap pahadhi ke peak (choti)par aa gaye
Arav - bhai kaya hua hai wo sab bus tujhesai payaar karti hai
Mai- yeh kaisa payaar hai ki mujhe kuch nahi baatya aur aapas mai mil bhi li
Arav gusse sai ek taapad mara - abe chutiye kitna time deta hai tuu unn tino ko bus kuch pal ha bata wi sab bus ussi pal ko ji kar kush rahati hai
Arav - abe nasib waloo ko etna payaar karane wala milata hai aur teere pass to teen tenn hai yah dhekh mai apne payaar ke liye taadap raha hu
Arav - tuh sach mai ek killer hai joh bus paise lekar kaam karata hai bus fark etana hai ki tuh unhe paayar dene ke badale unnka jism estemaal katata hai
Chataaaak maine ektaapad arav ko mara
Mai- aaisa socha bhi kaise tunne maine unnka jism chiii buss chupp hoo ja woh use krana nhi thaa meri taraf sai
Arav - sex sai hi koi aapavitra nahi hota samjaha kaya tune unke saarer ke aango ko nahi chua kaya tunnee..
Mai- bus kar bhai bus kar mujhe maaf kar de
Arav - mai maaf kar doo phele tuh kudh ko maaf kar
Mai- bhai aaj mai tujhe sab bata dunga sab kuch bhi mere dil mai hai
Arav - mai bhi yahi chaahata hu
Mai- bhai dhek jo nicche saloni hai wo meri bhen hai
Arav- toh kaya hua
Mai- woh bhi mujhesai payaar karti hai
Arav khuch sochane laga
Arav- tujhe kaise maloom
Mai - sapne mai dhekha tha
Arav - aur
Mai- ek aur meri bhen hai jo mujhesai payaar karti hai
Arav- yeh bhi sapana
Mai- haaa
Ussnai ek aur taaapad mara
Mai- ab kaya hua
Arav- abe log yaha saamne dekhi baato par yakin nahi karate aur tuh saale sapno ke duniya mai kho kar apno ko tadapa rha
Mai kuch bol pta ki tabhi
Achanak aashmaan sai ek tezz roshani meri upar giri aur mai uchaal kar dur hua aur pahadhi sai nicchr girane laga
Arav - devv vv vv ........
Girate whakt maine aakhe bhand ki to mujhe sab yaad aane laga pari neha saloni dad dadaji chacha ji shikaha komal akash rajiv sam sab ke saab yaad aage gaye ki mera sir kisi sai takarya
Mai - maaaaaaaa.... aur mai behosh ho gaya
Arav bhaag kar pahadhi ke nicche aaya aur dhudhane laga mai nahi mila wo jakar sabko aur kuch addamiyoo ko lekar aaya
Par jab woh upper gaya unn logo ki laashe kaha gayi yeh pata nahi chala
Wo ghantoo tak dhudhate rahe ladkiyoo ka ro ro kar bura
Tabhi saloni ka pair mer pet par laga ussnai arav ko bulaya phir sabnai mujhe panni mai sai nikala aur room mai lekar aa gaye
Saayad mai mahino sooya raha
Jab utha to mere pass ek ladki bethi thi
Mai - kon hoo aap log aur mai kaha hu (uthane ki kosish karata hua )
Ladki- aap lete raheye
Mai - mai kaha hu
Aadami - beta tum Rajsheenpur hai
Mai-mai yaha kab sai hu
Ladki -ek saal sai
Mai - kaya.........mujhe janna hoga
Aadami - kaha
Mai - ghar mere ghr waloo ka na jane kya haal hoga
Flash back End