• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Dil ka ego

Kesi h shuruat batayiyega

  • Achi

    Votes: 15 93.8%
  • Bekaar

    Votes: 1 6.3%

  • Total voters
    16

Naik

Well-Known Member
21,273
77,006
258
Dil ka ego update 4

Mai - haan toh bata kaha se shuru kruu

Jatan - shuru se vhi se jaha se tu aya h vo Madhya Pradesh ke chhotasa shahar


Mai - haan toh .....

Abb aage
mai- toh me Madhya Pradesh ke ek chhotese shehar ka ladka hu humara shehar itna bhi chhota nhi h pr mere liye vo chhota hi tha kyuki mene kabhi usse ghuma hi nhi theek se me ek middle class family se hu mere dad bhut ache h unka business h electronic ka meri mom housewife h meri ek sister bhi h chhoti sab acha tha sivaye mere me bhut zyda weak tha padai me or sath hi kisi sports ya activity me bhi me kuch khas nhi tha meri vjhse mere mom dad ko bs insult hi sehni padti thi kyuki baki bacho ki tarah me smart nhi tha
Mera koi dost bhi nhi tha meri puri schooling life me ek bhi dost nhi tha humesha har class alg akela rehta tha teachers bache bs mazak bante the esa nhi h ki ek hi school me tha nhi 4 school change krne pr bhi ek dost nhi bana sab jagha hui toh bs insult or mazak kyuki padai me weak hone ki vjhse had koi na mazak banata tha naa toh backbencher mera naam naahi toppers me bs akele baithe rehna akele lunch Krna baki bache ek dusre se lunch share krte the pr bs unhe dekhta tha esa nhi h ki mene kabhi try nhi kiya dost banane ki pr koi interested hi nhi hota tha me attractive nhi thana kai baar mere sath baithe huye bacho ko uske dost birthday parties me bulate the mere samne unhe invite krte or mujhe lgta ab mujhse bhi kahega pr nhi pata h mere sath unka relation tha mazak ka bss mazak krte the koi apni takat dikhane ko mujhe dhamkata koi class ko hasane ke liye mere mazak banvata mujhe smjh hi nhi ata tha ki kya Krna chahiye naa koi samjhane ko tha na smjhne ko fir har parents teachers meets me teacher yaa toh meri marks ko leke meri complaint krti or meri mom Ko kehti aap dhyaan nhi deti h
Meri mumma ne meri tutions lagvayi sab kiya pr vha bhi na me smart bnaa naa mera koi dost bs vha bhi mazak bana tution teachers ke dande kai baar toh bhut logo ne kha ki teri shakal dekh kar hi tujhe maarne ka mnnn krta h esi tha sab life yeh sab kam nhi tha ki dad bhi baki bacho se compare krne lage or specially cousins se relative ke bacho se padosiyo se esa hi chal rha tha khudko disappointment maan hi liya tha mene me zyada
ESi me 12 th standard me aya esa nhi tha ki tab tk meri koi pehchaan ban gyi thi sab vesa hi tha na koi dost na koi sahara me akela or mujhe mera hi sahara school me sabke groups the toppers ka backbencher ka alg sab bhaidya the aps me bhi sabke bhut group the ek group ke sab the topper backbencher first bencher middle bencher sab us group ke ladke mazak banvate the sabka or mera sabse zyada kabhi kisi ne sur pr maar diya kisi ne niche gira diya kabhi gum balo me laga dena kabhi paani pant me dalna mujhe jese adat si hogyi thi vo sab gaali galoch krte the mtlb hoti hi h india me galiya dena aam baat h pr mujhe gaali dena nhi ata tha naahi me deta tha kyuki ese dost hi nhi the jo galiya sikhaye jo ghume fire jo hasaye jo baat kre esliye shehar chhota lgta tha kyuki ghuma hi nhi tha toh esi ek din ek ( yhaa se es kahani me galiya shuru hojayengi)
toh ek din ek bakchod ne mere sang bakchodi krne ke liye mere class me enter hote hi mujhe phiche se pakad liya or girls ki row ki taraf lejake mujhe dhakke marne laga phiche se ladkiya sab dekh ke has rhi thi usi time class me principal madam ki entry hui or mene usse chhutne ke liye apne hath. Per jhatkaar ke chhutne ki koshish kr rha tha tabhi mera per uske main part pr pada or vo zorse chilate huye phiche ki taraf hata puri class usse dekh rhi thi me apna hath apne main part pr rakh ke chila rha tha or naach rha tha tabhi vo principal madam se takragya or mam gir gyi or vo mam ke uper gir pada mtlb esa lg rha tha jese
mam ke muh pr baith gya hoo saare bache class ke has rhe the uske uper yeh dekh ke mujhe bhi hasi agyi vo abhi bhi chila rha tha shyd zorse pad gyi thi usse laat toh mam ne usse zor se dhakadiya apne uper se hatane ke liye or vo samne ki taraf gir pada uska hath still uske main part pr hi tha tabhi mam apni saree theek karte huye uthi or uski traf dekha tab tk vo bhi khada hogya tha mam ne usse paas jaake usse ek zordaar thapad mara puri class abhi bhi has rhi thi mam ne usse kha ki kya naach kr rhe the murge ki tarah school me sab bache has rhe the uspe mujhe bhi hasi arhi thi fir mam ne usse murga banne ki punishment di assembly hall me aane ke liye sabhi 12 standard ke students ko kha or chali gyi or us murge ko bola tum sabse last me ana sabbhi student ek ek karke line me assembly hall me jaane lage sab uss murge ko dekh ke haste huye jarhe the fir hum sab Assembly hall me phuche vha mam ne pehle hume 12 board exam ki dates aagyi h yeh information di fir mam ne ek achasa lecture diya fir mam ne kha

mam - dear student humare school se kayi saare toppers rankers paasout hote h har saal pr aaj tk esa mauka kisi bhi bache ko nhi mila h jese aap mese kisi ek ko milne vala h ( sabhi students apas me esa kya hoga kya bol rhi h mam ) ji haan bacho es saal india ke sabse ache college C.B.S.I me jaane ka mauka humare school ko represent krne ka mauka C.B.S.I bhut bada college h or vha bs best mese best bache hi japata h vese toh us college ki policy h ki bina entry exam diya vha kisi bhi bache ko admission nhi milta har saal unki seats full hojati h pr es saal us college ke 25th foundation day mtlb College ke 25 th year complete hone ki celebration me unhone ek lucky student lottery ka ayojan kiya h unhone india ke kuch states ke kuch schools ko yeh letter bheja h es letter me likha ki ......
to be continued


Bahot shaandaar update zaberdast update
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,746
150,442
304

Hello Everyone :hello:
We are Happy to present to you The annual story contest of Xforum "The Ultimate Story Contest" (USC)..

Jaisa ki aap sabko maalum hai abhi pichle hafte he humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time Pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit chat thread toh pehle se he Hind section mein khulla hai.

Iske baare Mein thoda aapko btaadun ye ek short story contest hai jisme aap kissi bhi prefix ki short story post kar shaktey ho jo minimum 700 words and maximum 7000 words takk ho shakti hai. Isliye main aapko invitation deta hun ki aap Iss contest Mein apne khayaalon ko shabdon kaa Rupp dekar isme apni stories daalein jisko pura Xforum dekhega ye ek bahot acha kadam hoga aapke or aapki stories k liye kyunki USC Ki stories ko pure Xforum k readers read kartey hain.. Or jo readers likhna nahi caahtey woh bhi Iss contest Mein participate kar shaktey hain "Best Readers Award" k liye aapko bus karna ye hoga ki contest Mein posted stories ko read karke unke Uppar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske aalwa aapko apna thread apne section mein sticky karne kaa mouka bhi milega Taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab k liye ye ek behtareen mouka hai Xforum k sabhi readers k Uppar apni chaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna suru kar shaktey hain or woh thread 21st February takk open rahega Iss dauraan aap apni story daal shaktey hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna suru kardein toh aapke liye better rahega.

Koi bhi issue ho toh aap kissi bhi staff member ko Message kar shaktey hain..

Rules Check karne k liye Iss thread kaa use karein :- Rules And Queries Thread.

Contest k regarding Chit chat karne k liye Iss thread kaa use karein :- Chit Chat Thread.

Regards :Xforum Staff.

 
  • Like
Reactions: Naik

ragish7357

MaSooM ReAdeR
2,877
11,116
158
nice update bro.................

accha start h................

bs update regular rakhna dekhte k story kha tk jati h...............

wese teacher kyo iski marne m lgi h students k sath.................
 
  • Like
Reactions: Naik
Top