- 35
- 161
- 34
Fr tabhi koi ata hai Durrani ko pakarti hai or kiss karne lagti hai

Jisa sab shock ho jate hain.
Kuch time Durrani us ko dur karta hai. To dekhta hai ya or koi nahi payal hoti hain. Jo use dekh kar muskarti hain. Ayushi ya dekh kar chid jati hain or ek thapad payal ko maar deti hain . Jisa sab ko hosh ata hain.
Ayushi- tujhe kal vi kha tha ki es sa dur rahi par nahi dekh main bht mushkil se apne app ko control kar rahi hu warna tera vo hall karungi tu khud dar ke mare yaha dikhangi vi nahi samjhi. Aarti - kya kal vi yah is ke pass thi or tune isa jane dia.
Ayushi - bas kal to is sa baat kar rahi thi par ajj is ne had kardi.
Payal- sorry Ayushi pechla behaviour ke lia yar par main ab suder gai main kisi se nahi ladti plz yar maaf karde tu to feature main meri nannd banengi. PlZ
Ayushi kuch bolti us se pehla aarti bol pai
Aarti - esa kesa tu is ki bhabi banegi. Kya Durrani tu is sa pyar karta hain.
Durrani jo kab se dekh raha tha ki ho kya raha hain.jab baat us par ayi to ekdam hosh main aya
Durrani - nahi main to janta vi nahi isa.
Payal - oh wow kya name hain Durrani. Koi baat nahi app wakt ke sath sath jaan jayenga. Or feature wife hi hu main kabhi vi bula le. Sure sirf appe ki hi hu.
Ayushi - dekh tu is sa dur rahe main ab hor bardasht nahi kar sakti samjhi.
Jah yaha se abb .
Fr sabhi canteen se chale jate hain .
Clg ke baad jab Durrani or Ayushi ghar ke lia nikalte hain to Durrani khud hi ayushi ka mood fresh karne ke lia us lunch bhar karne ke lia kheta. Tu ayushi khush ho jati hain.
Or wo log lunch karne ke lia nikal jate hain.
Ayushi - dekh durr mujhe fark naho padta ki tu mujhe behan samjh ya na samjh thik hain par mera friend ban ke rah samajha.
Durr- yar ya baat pyar se keh ya gunda-gardi karke kyu keh rahi hain.
Ayushi - pyar se hi puch rahi hu . Or un sab ladki o se dur rahe or madam se vi .
Durr- woh kyu .
Ayushi - kyu ki mena kha hain samjhe
Durr - accha . Yar ab or koi vi baat karle kya.
Ayushi- hmm kyu nahi. Wesa mena suna hain tum bht bade gunde ho kya ya sach hain.
Durr- nahi main koi gunda nahi hu main ek mafia don hu .
Ayushi- oh achya fr vi ho to ek gunde hi. Wesa kya tumhari kitni gf hain waha.
Durrani- kitni se kya matlab ek vi nahi.
Ayushi - kya sach main esa nahi ho sakta tum had se Jayda handsome ho or India ate hi ladki o mi line lag gi waha to paka hongi.
Durr- mujhe love wale chaker pasand nahi ye dur rahe to acha hai or ladkia waha vi esa hi picha lagi rahti hain.
Ayushi- acha fr jaa india main kisi se pyar hogya fr.
Durr- dekho yar ya pyar wale kaam se main durr hi hu or koi chance hain pyar hone ke to main us ladki ko lekar india se dur chala jaunga. Kyu ki yaha bht dukh wari yade hain meri isliye.
Ayushi- jaa us ladki ka milna na hi sake.
Durr- (hasta hua) app ko lagta hain main apne logo ke lia sab barbad kar sakta hu to socho jis sa pyar karunga us ke lia kya kya kar sakta hu.
Samjhi app.
Ayushi- hmm keh deti hain.
Fr ya log apna lunch kar ke ghar chale jate hain.
Or ghar jaker aram karte hain.