• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

mistyvixen

Lyudmila Pavlichenko, Eastern Front, 1942
Prime
1,807
3,424
144

Update 17(Review)
Sonali ne jis tarah se Karan ke bare mein sahi sahi pata laga liya ki Karan abhi abhi yudh kala sikhana start kiya isse pata chalta hai ki Sonali ek behtreen yoddha hogi par afsos hai ki uske dil mein logo ke prati jayada feelings nahi hai jo Akshaya ke baton se pata chalta hai.
Bahut ache pehchan hai tumhe Dhal logon ke! Hats off bilkul shi...woh aise hi hai...lekin character profession ke liye bhi yeh jaruri hai! 🙃
Karan ne apni bahan ko Kaljayi ko lene ke liye aage bhej diya aur khud yudh mein ulajh gaya jo ye batata hai ki Karan time ki importance, Kaljayi ki importance aur apne logo ke prati responsibility sabhi chijo ko samajh raha hai.
Karan was never weak bas iss duniya mein thoda time lag rha hai accommodate karne mein...bahut se stories mein MC ko weak dikhate hai starting mein...lekin kaafi boring ho jata hai woh...I mean plot ache hone chaiye...readers ke sympathy ko ikhta karna 🙃

He was responsible on Earth too...mujhe jitna yaad hai wahan bhi part time job karta tha!

Nandini ka sapna pura ho gaya apne dono baccho ko sath dekhne ka.
That was just an emotional touch from my side...so good to see you have a great eye to every detail!
Karan ki sword ki sabse important baat ki Karan ki sword se nikalne wali agni sirf use hi jalati hai jise Karan chahta hai aisa pahli baar maine suna hai amazing thinking 🤔.
Meher is special! And that's not any normal fire that's elemental fire, so it's bound to be different... it's not anything new...bahut se novels mein bhi isse use karte hai... :sip:
Kaljayi ke rakshak jiska naam *Sharvas* hai ek samajhdar warrior lagta hai use pata hai ki kab aur kisse ladna hai.... Good decision liya dono ne.
He was ingenious from the start...usne decide Kiya tha ke woh Karan ke saamne kab aayega...in a sense plan Karan ka tha lekin chal Sharavas ke planning se tha

Ravisha kya apne mansube mein safal ho payegi ye to aane wala samay hi batayega kya Ajay bhi Anant rajya ka gaddar hai.
Hmm....haa kyuki yaad hai pichle chapter mein hi Ravisha ne bola tha ke wahan koi aa naa paye!
Akshay, Sonali aur Karan jab phir se ek dusre ke samne aayenge wo dekhna dilchasp hoga.
Soon! Lekin Karan abhi unhe utna pasand nhi karta.
Ek sawal hai kya jo raha tha wo sabhi narbhediye the kya, aur yadi hai to wo Ravisha ke sainik the matlab Kaalrani ke sipahi the matlab Ravisha villain ke category mein fall karti hai.
She's already a servant of Vinashikha...ref to last line in chapter 10.
Ek aur sawal hai kya kabhi Akansha wapas chudail se normal ban payegi aur kya karan hai ki wo chudail ban gayi hai aur Ravisha madam ne Akansha ko maar kyon nahi diya hai sayad isliye ki Akansha ke marne ke baad Ravisha, Akansha ka roop dharan na kar paye main sirf ek possibility bata raha hoon baki writer misty hi jane kya karan hai??
Aage pata chalega...lekin kisne kaha ke Akansha mar chuke hai...there must be some relation and reason why both of them are alive. Kuch toh connection hoge hi...aur AKANSHA ko chains mein kyu rkh rkha hai jabke Ravisha uske orders Maan rhe hai 🤔
With each day passing Karan is getting more responsible and trained.
That's how I want to progress his character exactly 🙂
Amazing writing mistyvixen
Thanks a lot for this amazing review 💙
Can't thank you enough. Bahut maza aaya padh ke ❤️
Oh!! Tumne apne signature mein apne story ke link ko change kar diya aur maine gayab hi kar diya.
 
  • Love
Reactions: dhalchandarun

dhalchandarun

[Death is the most beautiful thing.]
4,674
9,489
144
Thanks dear....this was just a comment not a review....hum jese tuchh reader kisi bhi writer ko koi review nahi de sakte..😀😀

And I appreciate your response on our comment...

Aagey padh kar comment karta hu ab..
Kisne aapko tuchh reader bol diya bhai.
You are the one who enjoys the story most.
Maine aapke comment padhe hain Shetan ji ki story par jo ek story ke jaisi hai.
 

dhalchandarun

[Death is the most beautiful thing.]
4,674
9,489
144
Haha thanks bhai..wo to bas aise hi... Mauj masti mein likh deta hu...
Koi na jab time rahe tab hi likhne ka aise aise story jo kisi ke face par smile 😊 le aaye.
 
  • Love
Reactions: rhyme_boy

Mrxr

The eyes reflect what is in the heart and soul.
911
1,121
123
  • Like
Reactions: Rudra Roy
Top