Hira ki diwani
Member
- 166
- 109
- 43
kahani bahut hi weldone hai ji or kya kunwari ladki ke sath Aisa karne sahi haiMeri zindagi b ajeeb hai. Ameer ghar me paida hui or jawan hui. Lekin aj asal me meri okat ek sasti rundi se b kam hai. kaise? ye me is kahani me apko bataoon gi.
Me Humaira, ek ameer ghar ki larki, umar ab 25 saal hai. mera figure ab 36DD- 30- 38 hai. mera qad five feet or 6 inches hai. Lahore ki hi fi society me baray se ghar me me apne maa baap or bhai k sath rehti hoon. Unka is kahani me ziada koi kirdar nahi hai. is liye un k intro ki zarorat b nahi hai. ye kahani aj se 5 saal pehle shuru hoti hai. jab me shaded beemar hui thi. Or mujhe bone marrow ki zaroorat pari. Mere maa baap ne kafi koshish ki or paisa lagaya. Lekin koi faida nahi hua. Me marne k qareeb thi k hamare ghar me kam kerne wali aunty ki beti Sonali ne mujhe apna bone marrow de diya. Jis se meri jan bach gai.
Waise to wo mujh se ek saal choti thi. Or mujhe didi keh ker bulati. Lekin ab hum dono saheliyan bun gaein. Ab mere parents b jo cheez mere liye le ker atay, us k liye b wo cheez li jati. Hum dono ab behno ki tarah rehte thay. Isi tarah khushiyo bhari zindagi guzarte huay hamain ek saal guzar gaya. Phir uski shadi us k chacha zad se ho gai or wo hamare ghar se apne gaoon, apne saiyan ji k ghar chali gai.
Us k shohar ne usko itna choda k agle 2 months me hi pregnant ho gai. Hum sab ye khabar sunn ker bohot khush huay. Us k shohar ka is dunia me koi nahi tha, yani us k maa baap kuch saal pehle hi foat ho chukay thay. Gaoon me uski kuch zameen thi jin per wo kheti kerta or is k elawa wahan per gaoon me uski shop b thi. Jahan per machines repair kerne ka kam kerta tha.
Abhi Sonali ko pregnant huay 5 months hi huay thay k us k sath ek hadsa ho gaya. Is me wo khud to bach gai lekin uska bacha zaya ho gaya. Is per Sonali bohot roi. Lekin oper wale ki marzi k agay kia ker sakte hain? dheere dheere wakt guzarne laga. Lekin Sonali jaise murjha gai thi. Us ne hasna, bolna bilkul chor diya tha. Wo ek khilone ki tarah ek jaga bethi kuch sochti rehti. Q k wo ye bat jaan chuki thi k wo ab phir se kabhi maa nahi bun sakti.
Sonali ka mann behlanay k liye me kuch din us k ghar rehne k liye gaoon aa gai. Yahin ye is kahani ne janam liya. Sonali ka ghar b gaoon k doosre gharo ki tarah bana hua tha. Total 3 kamre, jin me se ek me Sonali or uska shohar Kartik rehte, doosra unho ne mujhe thehra diya or teesra kamra guests k liye use hota. Ek kitchen, do bathroom or kacha sehen. Me Sonali ko normal kerne ki koshish kerti, us k sath batain kerti, lekin wo phir se mayoos or gum sum rehti. Or roti rehti.
Raat ko jab wo or uska shohar kamre me chale jatay, to b us k ronay ki awazain ati rehtien. Sath sath un ki batain kerne ki awazain b atien. Kabhi halki to kabhi tez. Kabhi kabhi to lagta jaise wo apne shohar ko kisi bat per mananay ki koshish ker rahi ho. Lekin wo maan nahi raha. Mujhe aey huay do ya 3 din ho chukay thay. Un dono ki apas ki behes k bad shayad uska shohar us ki bat maan gaya. Jis per wo kafi khush ho gai. Me ye sunn ker kafi relax hui k shayad wo ab normal ho jaey gi.
Agli subha Sonali ne mujhse khud bat kerna shuru kiya. Mujhe us me tabdeeli kafi achi lagi. K shukar hai wo ab us hadse ko bhula ker khud ko normal kerne ki koshish ker rahi hai.
Sonali:- Humaira! Tum meri ek bat mano gi?
Me:- haan bolo.
Sonali:- dekho! Mere sath jo hadsa hua hai, tum achay se janti ho. Me kabhi maa nahi bun sakti. Ye b tum janti ho.
Me:- haan! Lekin dekho! Oper wale ki marzi. Ab is me hum kia ker sakte hain.
Sonali:- haan! Lekin hamain apna ghar agay to barhana hai naa. Logo ki batain, un k sawal ko kon bardasht karay. Or phir! Mere shohar to bilkul normal hain. aj nahi to kal wo kisi naa kisi k pressure me aa ker kahin b shadi ker lein gay or mujhe is zalim dunia me bina kisi saharay k chor dein gay.
Me:- lekin wo aisa nahi karain gay. Q k tum se pasand ki shadi ki hai unho ne.
Sonali:- mard chahay kisi ko pasand ker le. Jitna chahay, ek wakt per wo apne bacho ka zaroor sochta hai.
Me:- to iska hal ye hai k tum kisi ka bacha god le lo.
Sonali:- lekin wo hamara to nahi ho ga naa. Kal ko us k parents hamare pas se us ko le gaey, to hum kia karain gay.
Me:- hhhmmmm… to tum ne kia socha hai?
Sonali:- ham dono ne ye socha hai k hum kisi ko kiraya per le lein. Us k pait me Kartik ka sperm daal ker usko maa banaya jaey. Us k pregnant hone se le ker bacha paida hone tak wo orat hamari zimadari ho gi. Is k bad usko kharcha de ker hum apne ghar bhej dein.
Me:- haaan! Lekin ye hai kafi risky, kal ko wo orat b tum per case ker sakti hai. k uska bacha usko wapas de diya jaey.
Sonali:- haan! Lekin uska b ek rasta hai.
Me:- wo kia?
Sonali:- kisi kanwari larki k zariye ye bacha paida kerna ho ga. Ta k wo naa to kisi ko bata sakay. Or apni izzat bachanay k liye naa hum per case ker sakay.
Me:- lekin aisi larki tumhain mile gi kahan? Jis ko tum convince ker sako apne or apne shohar k liye? Jab k wo ye janti ho k ye sab kuch na jayaz hai.
Sonali:- haan! Lekin wo larki b hai meri nazar me. Jo meri baat maan jaey gi.
Me:- kon?
Sonali:- tum…!!
Me:- (shock ho ker) kiaaaaaa??? Ye tum kia keh rahi ho? Ye kaise possible hai?
Sonali:- possible kaise nahi hai? tum aj zinda ho to meri waja se ho. Aj me tum se apne ehsan ka badla mang rahi hoon. Meri zindagi ki khushiyan lota do…..
Is k sath hi us ne rona shuru ker diya.
Me:- Lekin Sonali! Tum janti ho ye possible nahi hai. me aisa nahi ker sakti.
Sonali:- Q nahi ker sakti tum aisa? Q nahi? Kal tum mushkil me thien, to tumhare maa baap ka paisa, dolat kisi kam naa aya. Sirf me kaam aei. Aj mujh per mushkil hai to tum peeche hatt rahi ho.
Me:- Sonali! Tum janti ho tum kitni bari baat keh rahi ho. Me ye sab kaise ker sakti hoon? Mujhe maaf ker do.
Sonali:- theek hai. agar tum nahi manti to jaise tumhari marzi.
Ye keh ker wo gussay me bahar chali gai. Me us ko itne gussay me dekh ker us k peeche lapki. Wo gussay me kitchen ki taraf barhne lagi. Mera dil kisi anjanay khayal se dharak utha. Me foiran bhagte huay kitchen me gai to meri aankhain phati ki phati reh gaien. Us k hath me ek chaaku tha, jis ko wo apni garden per chalany lagi thi. Mene foran us ka hath pakar liye.
Sonali:- choro mujhe. Mar Janay do. Me jee ker kia keroon gi? Roz roz marne se acha hai k ek hi bar apni zindagi ko khatam ker loon.
Me:- Sonali please rukk jaoo. Meri bat to suno….
Sonali:- mujhe kuch nahi sunna. Marne do mujhe…!
Me:- dekho! Her problem ka koi solution hota hai. janti hoon k tum kis azaab se guzar rahi ho lekin is ka hal ye to nahi hai jo tum ker rahi ho.
Sonali:- to kia hai is ka hal? Mujhe olad chahiye, jis ko me apna keh sakoon. Kal ko koi aa ker ye na kahay k ye hamara bacha hamain wapas kero. Kia hai is ka hal??? Sirf yei hal hai jo mene bataya hai. is k elawa kuch nahi.
Me confuse si usko dekhti rahi. Uski bato ko samajhne ki koshish kerti rahi k wo kia kehna or kerna chahti hai.
Sonali:- Ab tumhare pas do raste hain. ya to meri bat maan lo, ya phir mujhe marne do. Is k elawa teesra hal nahi hai.
Me:- acha mujhe sochne ka moka to do.
Sonali:- Theek hai. diya moka. Aj sham ko 6bje tak tumhare pas time hai. Q k 7 bje Kartik aa jatay hain. agay kia ho ga, me zinda rahoon gi ya nahi! Ye tum per hai.
Me:- Aisi batain to nahi kero plz. Tum janti ho k tumne meri jan bachai hai. Hum sab k liye tum kitni ehem ho, ye tum nahi janti.
Sonali:- to tum maan jaoo na. tumhara kia jaey ga? Ek hi bachay ki to bat hai. us k bad tum shadi ker lena. Jaise b, jis k sath b ho, zindagi guzarna. Hum tumhain kabhi disturb nahi karain gay.
Me uski bat k jawab me kuch der khamosh rahi. Or wahan se nikal ker apne kamre ki taraf Janay lagi. Mujhe samajh nahi aa raha tha, k mujhe kia kerna chahiye? Ek taraf saheli thi, jis ka ehsan mere oper tha. Wahin doosri taraf meri apni izzat, meri zindagi thi. Agar kisi ko pata chal gaya k me bina shadi kiye maa bani hoon to kon mujh se shadi karay ga? Ye sab batain sochte me confuse ho rahi thi. Jitna soch rahi thi, utna darr lag raha tha. Mere liye ek taraf kowa (well) tha or doosri taraf khaaii thi. Sochte sochte mere sir me dard hone laga. Yei sochte sochte sham ho gai. Me abhi tak kisi fasile per nahi pohonchi thi. Tabhi Kartik b aa gaya. Sonali or kartik ek sath baithe batain kerne lagay. Thori der bad unho ne mujhe b bula liya. me jana to nahi chahti thi lekin me phir b bahar aa gai.
Sonali:- kia ho gaya? Q itni pareshan ho rahi ho? Aj kal k dor me ye sab aam si bat hai. bus mere shohar ka sperm tumhari bacha dani me dalna hai. us k liye hamari doctor se b bat ho gai hai. kal subha tumhain checkup k liye le jaein gay.
Me:- Please sonali! Mujhe sochne ka time to do. Mene abhi koi faisla nahi liya hai.
Kartik:- dekho Humaira! Me janta hoon ye kerna ap k liye kitna mushkil kam hai, lekin please hamari majboori b samjhain. Ap janti hain k samajh me log kitni batain kerte hain. Or ham nahi chahte k hum logo k tanay sunain. Aj nahi to kal, mujhe logo k dabaoo me aa ker doosri shadi kerni ho gi or is k liye pehle mujhe Sonali ko chorna ho ga. Or ye mere liye sab se mushkil faisla ho ga Q k me is ko bachpan se chahta hon. Doosra, meri property k liye mujhe koi waris to chahiye.
Me unki sab batain sun ker koi b faisla nahi ker pa rahi thi. Hona to ye chahiye tha k me foran unko mana ker deti. Or wahan se apne ghar Janay ki koshish kerti lekin mujh her bar Sonali ka ehsan yaad aa jata or ye k mere yahan se Janay k bad wo phir se suicide attempt ker le gi. Yei cheez mere paoo ki zanjeer bun chuki thi. Mujhse chah ker b koi faisla nahi ho raha tha. Mujhe confuse dekh ker unho ne mujhe thora or time dene ka faisla kiya.
Karthik:- Ap per koi pabandi nahi hai. Waise me ne kal subha 10 bje ka time le rakha hai Doctor se. Ap chal ker doctor se mil lein. Agar apko uski batain samajh aa jaein or apko hamara bataya hua rasta qabool ho to, hamare sath aa jaeiye ga. Warna me wahin se apki ticket book kerwa doon ga. Ap apne ghar chali jaeiye. Baki hum dono janain. Haan! Ek bat jo sab se ehem hai, jo apko faisla kerne me asani de gi. Wo ye k Ap k andar mere sperms Doctor hi dale gi, ek chotay se tube k zariye. Is k elawa kuch nahi. Ap is cheez ko b zehen me rakh ker faisla karain. Chalo sonali ham chalet hain apne room me.
Ye keh ker wo dono apne room me chale gaey jab k me wahin bethi reh gai. Mujh se bohot mushkil se thora bohot dinner hi kiya gaya. Us k bad me apne kamre me aa gai. Sari rat me apne future k baray me sochti rahi. K agay kia ho ga mere sath? Kia itna bara qadam mujhe uthana chahiye? Or mera aisa kerne k bad mera anjam kia ho ga? Mujhe apne ghar walo ko batana chahiye ya nahi? Mere is qadam k baad unka reaction kia ho ga? Or us se bara sawal! Mujh se shadi kon karay ga? Chalo ghar walo ko pata chal b jaey or wo ye sab kuch bardasht b ker lein, kisi bahar wale ko, ya rishtedaro ko khabar ho gai to kia ho ga?
Darr or khof se mera bura haal ho raha tha…. Me chah ker b kuch soch nahi pa rahi thi. Positive, negative, darr, sab sochain mere zehen me ghoom rahi thien. Me sochte sochte naa Janay kab so gai, lekin kisi nateejay per nahi pohonch saki.
Agle din ham doctor k pas chale gaey. Shukar hai k wo lady doctor thi. Us ne mujhe achay se check kiya. Lekin us k bad jo us ne kaha, mere liye wo dhamaky se kam nahi tha.
Doctor:- (meri taraf ishara ker k) ye to kanwari hai.
Sonali:- to kia?
Doctor:- Kanwari larki k sath ye tareeka nahi ho sakta. Is k kanware pan ki jhilli abhi tak apni jaga per hai.
Me:- (man hi man me) shukar hai bach gai. Sonali kisi or ko dhonday gi.
Sonali:- (meri taraf dekh ker) agar is ka kanwara pan khatam ho jaey to….
Doctor:- to b mushkil hai. Q k is k sath kisi mard ko chudai kerni ho gi. Ta k is k eggs active ho sakain.
Sonali:- is k elawa koi hal nahi hai?
Doctor:- nahi! Dawaiya us wakt asar karain gi jab is k jism ko andar tak mard ka lams mehsus ho ga. Sath me dawai b khaey gi to is eggs jald active hon gay. Jis se ye jaldi pregnant ho gi.
Sonali:- lekin mene to suna hai k aj tak kai log is tareekay ko use ker chukay hain.
Doctor:- Aps ahi keh rahi hain. bohot log is tareekay yani surrogation ko use ker k parents bun chukay hain. bal k abhi b kamyabi se use ker rahay hain. lekin ye sab wo ortain kerti hain, jo kanwari nahi hotien. Kanwari larkiyo per ye tareeka apply nahi hota.
Sonali:- To ab hamain kia kerna chahiye?
Doctor:- Is k liye apko kisi or orat ko dhoondna ho ga.
Sonali:- (kuch der khamosh rahi or kuch sochti rahi.) Doctor! Agar isko mere shohar se chudwa lein. To kitne time me ye pregnant ho jaey gi???
Doctor:- ye to depend kerta hai k ye kitni strong hai.!! Reports to bilkul normal hain. is liye mujhe lagta hai k ek month me ye pregnant ho jaey gi. Baki! Me ek do medicines b likh deti hoon. Jo isko or b ziada help karain gi.
Sonali ki bat sunn ker me shock me thi. Thori der pehle jo mujhe lag raha thaa k meri jaan choot gai. Ab ulta me buri phans gai thi. Sonali chahti thi k me us k shohar se sex kerooon. Nahi!!! Nahi!!! Mujhe isko rokna ho ga. Lekin me jab tak kuch kehti, sonali doctor se dawai likhwa ker mujhe bazu se pakar ker bahar laa chuki thi. Karthik ne ja ker medicine li or hum ghar ki taraf chal paray.
Me:- Sonali! Me nahi ker sakoon gi, please mujhe ghar Janay wali gari per bitha dein.
Sonali:- achaa theek hai. kal chali jana. Apna saman bandh lo mere jaa ker. Kal subha tumhain chor dein gay. Theek hai? waise b tumhain kia hamari problem se… tum jao apni zindagi jeeoo.
Me:- nahi! Aisa nahi hai Sonali.
Sonali:- aisa hi hai. agar tumhain hamari problem samajh me ati to tum aise chor ker Janay ki bat nahi kertien. Tumhare liye me apni jaan per khel gai. Mene perwa nahi ki k mera future kia ho ga. Us wakt sirf tumhara socha, sirf tumhara. Lekin ab tum ho k khudgharz ban ker sirf apna soch rahi ho.
Me:- nahi sonali! Me tumhare liye kuch b ker sakti hoon. Kuch b! Isi liye aj tum logo k sath aei. Lekin ab jo doctor ne kaha hai, wo me nahi ker sakti.
bilkulPics or gifts b add kre mam story or hot ho jati h