• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek anjani si love story

Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,643
159
Ek ek kalpnik kahani hain ...

Kahani suru hoti hain ek chote se gaon se jo bihar ke Xxxx district mein hain or kafi chota gaon hain aur kafi khushal gaon hain jaisa sabhi gaon mein hota hain wo sabkuch wahan bhi tha ek dusre se jalna aur bhi sabhi tarah ki ..
Intro;
Sambhu singh- hero ke father kafi jayada age mein shadi hui abhi 65 ke hain .ek Kishan hai kehne ke liye nahin to bahot bigde hue apni sabhi jamin jayedad bech di aur daaru jue ke saukin.
Sanju singh- mother is tym 46 ki hain ek house wife.
Ritesh singh- hero age 25 saal ..abhi ye ek company mein normal job kar rahe hain ekdum mehnati ladka...
Beauty singh- sister inka age abhi 20 saal hai. Ye padhai kar rahi hain dono bhai behen ke beech 5 saal ka antar hain ..
Sarmila singh - bua age 62 ye bhi ek house wife ( inke husband gujar chuke hain ) ..
Inka bhi do beti aur ek beta hain ..jinka kahani mein jayada role nahin hain isliye unka intro nahin de raha huun..
Hero ka nani ghar..
Hero ke nana - Sri vir bhan singh - ye bhi ek company mein kaam karte the abhi retired hue hai.
Nani ma - Jyotsna devi ye ek house wife hain .. inke bhi 4 ladki aur ek ladka hain ..
Hero ke 3 mausi ek mama hain unka intro kahani ke saath
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304

Nice intro....
Btw hero ka naam nischal rakhiye aur heroine ka naam Hella rakhiye plz :D
 
Btw story plot gaon mein hi rakhiyega plz..
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304
Avinashraj bhai. Aap start karo hum aapke saath hai.

Aur aapke aur aapki story ke toh bhagg hi khull gayee.

Kyoki aapki story mein first comment humsab ki pyaari Kajal ki sabse badi dushman Naina ji kiya hai. 🤣🤣🤣

Aapki story sabse mast hogii.

BTW:congrats:🎉🎉🥳🥳 for new story
new writers logis pareshan karte ho ju :slap:
 
Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,643
159
Update 1

Kahani suru karte hain ek aurat abhi room mein bahot jod se tarap rahi hain sabhi teen char aurte usko bahot kas ke pakad ke rakhe hain (ye 95 ke aas paas ka tym hain us time jayadatar bache ghar mein heen paida hote the ) wo aurat kafi jod se chilla rahi hain usi tym ek bache ki kilkari gunj uthti hain ...aur usi tym janm hota hain hamare cute se hero ka jo apni bua ke ghar paida hua hain sabhi log bahot khush the us ghar mein kyunki unke bua ka ghar bana tha uske baad ye pehla ladka th jo us ghar mein janm liya tha ..(aisa nahin hain jo ladka janm nahin liya tha bua ka jo beta tha wo hero se 15 saal bada tha but wo bua ke purane ghar mein paida hua tha ) aate hain kahani ki aur us ghar mein sabhi log bahot khush the ...ladke ka baap us tym bhi nashe mein dhut tha ...aur wo insabse bekhbar sirf itna pata tha ki ek ladka uske ghar janm liya hain ye khabar hero ke nani ghar chithi dwara bheji gayi wahan bhi chithi padke sabhi log bahot khush hue kyunki unke ghar ka us generation ka wo pehla ladka tha hero ke nani ghar mein sabhi ke yaha jelebi banti gayi ...aur usi tym hero ke nani ghar se chithi bheja gaya ki jitna jaldi hosake unke nati ko unke yahan laya jayen...( Yahan se main story ko direct hero ko uske nani ghar bhej raha huun kyunki us tym gaon ye sab mein itna naamkaran ye sab ka jayada kuch nahin tha isliye main direct story ko uske nani ghar le ja raha huun )..

Aise heen 2 mahine beet gayen aur hero ke nana aayen train se hero ko le jane ke liye unhone hero ko apni goad mein liya usko sone ka chain pehnake aur wo log dusre heen din nikal gayen bokaro ke liye ( ye hero ka nani ghar hain) hero ki maa ,hero ,aur uske nana gayen wo log saam ko nikle kyunki train raat ki thi Patna se isliye aur agle heen din wo log pahoch gayen bokaro wahin se dhumdham se hero ki entry hui ek dum baaje waaje ke saath wahan bhi sabhi hero ke saath bahot khush the khash kar hero ke masi ki ladki jo hero se 2 saal badi thi usko to uska khilona mil gaya tha wo dinbhar uske saath rehti wo hero ko apne nanhe haatho se leti aise heen karke hero ek saal ka ho gaya aur hero ab chalne bhi laga tha wo ek bahot heen cute aur masoom sa tha bole to golu molu uske 1 saal hone ke baad hero gaon chala aaya.. aise heen karte karte time nikalta gaya ....hero study ke liye nani ghar chala gaya ...

Aage ki story next part mein wahan se kahani proper tarike se suru hogi ..I know aap logo ko mere lekhni mein maja nahin aayega iske liye main mafi mangta huun but new huun dheere dheere patri pe aa jaunga..👃👃👃👃
 
Kisi bhi pariwar mein Nayi jindagi aane se sabhi khush ho jaate hai... khushi ki ek lahar daud jaaye sabhi pariwar ke sadasya tatha ristedaaro mein....
Jaise is kahani ka hero khushiyo ka bahar leke aaya pure pariwar ke liye...
hmm... so nani ghar rahkar study continue karne wala hai hero...
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills.. :applause: :applause:

Suruwat achhi huyi....

1)kahani likhte waqt mind ko zyada pressurize na kare... bilkul feel free hoke likhiye
2) jarurat ke hisab se kirdaaro ki entry karwaiye...
3) pehli koshish hai isliye zyada plot zyada complicated na kijiyega... warna baad khud hi confuse ho sakte hai ki aage kaise kahani ko badhaiye...
4) jald baazi mat kijiyega... bich bich thodi bahot details bhi dijiyega kahani ki jarurat ke mutabik pehlu, mod, jagah, kirdaar ko leke...
Baaki pehli koshish ke hisab se kahani ki suruwat bahot achhi huyi hai.. :thumbup:
 
Top