• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ek Ankahi Dastan ( incest, adultery, romance, erotica, comedy and action with magic)

kahani ka title kaisa laga?


  • Total voters
    34
  • Poll closed .

janu2016

Well-Known Member
2,792
4,344
159
kisi kusal pehredaar ki tarah pehra dete hue jaan pad te the.

Aa beta Nahake Fir Gudiya teri Pudiya banati hai....

Gazab Janu bhai Maza aa gaya...
Waiting for next.....
:thanks: :dost:

Update bas kuch he dair mein...
Saath bane rahein...
 
  • Like
Reactions: Hayaan

janu2016

Well-Known Member
2,792
4,344
159
Doston update taiyaar h, bas thodi si editting aur update aapke samne hazir hoga.
Aaj ke update mein aadha meri aur aadha dusre writer ki soch se prerit h.

Maine jab wo lekh padha to mujhe laga ki wo sabke saath shajha hona chahiye.

Bas isi umeed mein apne character ke saath usko daal ne ki koshiah ki.

Umeed karta hun aap logon ko pasand aayega....

:thanks:
Saath bane rahe....
 
  • Like
Reactions: Hayaan

Jaat boy

Member
334
484
79
Doston update taiyaar h, bas thodi si editting aur update aapke samne hazir hoga.
Aaj ke update mein aadha meri aur aadha dusre writer ki soch se prerit h.

Maine jab wo lekh padha to mujhe laga ki wo sabke saath shajha hona chahiye.

Bas isi umeed mein apne character ke saath usko daal ne ki koshiah ki.

Umeed karta hun aap logon ko pasand aayega....

:thanks:
Saath bane rahe....
Waiting bhai
 
  • Like
Reactions: janu2016

janu2016

Well-Known Member
2,792
4,344
159
Update 11

Ab tak........


"yeh kya harkat h bhaiya?
Are ab to chaddar se dhak do use. ya ab bhi man nahi bhara dekh kar."
Gudiya ke is prakar ki jali kati baaton se abhi ko hosh aata h ki ladki bina chadar ke h charpayi per. wo pehle to turrant use chaddar se dhak deta h aur phir gudiya se toliya leta hua nikalne ki kosish karta h.
"abhi to aap pehle nahane dhone aur khane pine se nipat lo. phiir batati hun aapko
."


Ab aage......



'Are yaar yeh kya ho gaya?'
'Ab kya karun? Kaise nazre mila paunga gudiya se?'
'Kahin yeh bhi uski tarah saath to nahi chhod?????'
'Nahi-nahi abki baar nahi. Agar batana pada to wo bhi sahi. Lekin pichli galti nahi dohraunga.'

Idhar abhi sawarg ke raste per chalta chalta sidha sachai ke narak mein aa gira tha.

Yeh sab itni jaldi hua ki boklahat ke mare uska to dimag he avchetan lok ki sair pe chala ja raha tha.

Use sanaan ghar (bathroom) mein ghuse aadhe ghante se upper ho chuka tha.

Is samay na wo kuch soch pa raha tha aur na he samjh.

Udher jab gudiya khana ki plate lekar ABHI ke kamre mein pahuchi to use wahan nil bate sann-nate maharaj ke darsan hue.

Jab usne apne bhaiya ko wahan nahi paya to wo khane ki plate unhi maharaj ke shubh aur pakk charno mein rakhwali hetu chhod sanaan ghar ki taraf kuuch kar gayi.

Wahan pahuch kar use bada tajub hua. Jab se wo is gao mein rehne aaye the, yeh pehli baar tha ki usne ABHI ko bath room mein nahate dekha tha. Wo hamesha se bathroom ke saath bane pakke farsh pe nahata tha.

Ab gudiya ko bhi samjh aa gaya ki sayad uske bhaiya uska samna karne se dar rahe h. Wo turrant he gate bajati hui kehti h,
'Are yeh kya bhaiya! Aap itni der kab se nahane lag gaye.jaldi aa jaiye maine bhi kuch nahi khaya h.'


ABHI jab gudiya ki aawaz sunta h apne aap ko bathroom mein pata h aur shock ho jata h ki wo yahan kab aaya.

Hakikat jaan wo fir se sarmsaar ho jata hai aur gudiya ko jawab dene wala hota he h ki fir se gudiya ki aawaz aati h.
'Offo bhaiya, ab kya jawab bhi nahi doge.'

'Haaaan! Tu chal main bas abhi aaya.'

Iske baad dono he chup ho jate h aur thodi der baad unki mulakat ABHI ke kamre mein hoti h.

Jab wo apne room mein gudiya ko dekhta h to pehle sakpaka jata h. Ek to wo abhi sirf towel mein tha, uper se aaj ki vardaat. Uske kadam apne aap thithak jate h.

'Ab wahan quon khade ho gaye bhai? Jaldi se kapde pehan kar taiyaar ho jao. Main bas abhi aayi.'

Gudiya jab ABHI ko apni maujudgi mein asehaj pati h to wo kamre se nikalte hue kehti h.

Aur uski baat sunke ABHI ek thandi saans chhod kar kapde daal leta h.

Jab gudiya wapas aati h to wo usko taiyaar pati h. Haath mein pani ka gilas hota h.

'Chalo bhaiya pehle khana kha lete h ab.'

Gudiya koi moka nahi chhod rahi thi. Per ABHI ko bhi bhukh kafi joro ki lagi thi.

Dono suru se he ek saath khana khate the.
Khane ke dauran bhi gudiya koi koi bahut katili baat bol rahi thi.

Yahan gaur karne wali baat yeh h ki wo sabd katile jarur the per zehrile nahi the.

Idhar inka khana khatam hota h aur wahan ABHI to phone bajta h...

Wo jab phone uthata h to dusri taraf se sisakne ki aawaz aati h.

ABHI ka man kisi anhoni ki aashanka se ghir jata h.
'Hello poonam, hello,
Kya baat hai tum ro quon rahi ho?'

Udhar se phir se koi aawaz nahi aati.
'Poonam kya baa...........'

'Hansmukh chacha nahi rahe........'

'Kaise hua yeh AK?'

Jab poonam se bola nahi ja raha tha to uske haath se phone leke AK baat karta h. Uski aawaz mein ek bharipan tha.

'Bhai aap aa jao, baki baatein unki chita ko agni dene ke baad kar lenge.'

'Thik h, main aa raha hun.'

Aawaz to ABHI ki bhi bhari ho chali thi, isliye usse bhi jyada baat na ho payi.

'Kya hua bhaiya?'

'AK ka phone tha. Hansmukh chacha nahi rahe.'

'Kya!
Kab? Kaisseeee?'

Idhar phone katne per kisi anhone ka kuch kuch andaza to gudiya ko bhi ho gaya tha. Lekin itni badi baat usne socha bhi na tha. Sehsa he uaki rulayi foot padti h.

Abhi usko apni baahon mein leta h aur chup karane ki koshish karta h.
Kafi samjhane ke baad bhi jab wo chup nahi hoti to wo bolta h.

'Dekho gudiya, chacha ek bhot he behtreen insan the. Maine aaj tak unke jaisa sakaratmak soch wala insaan nahi dekha. Chalo main tumhe ek baar ka kissa sunata hun.'

'Fit h janab'
ji haan bilkul sahi padha h aapne! yeh sabd h hamare hanshmukh lal ji ke, bahot versho se hamare parichit h aur jaisa unka naam h vaise he vayaktitatva ke malik h woh.

unki sabse badi kabiliyat ya yun keh lijiye ki khasiyat h unka hamehsa 'sakaratmak soch (positive thinking) rekhna.
jab bhi milte h to haal chall pochne per ek he jawab milta h
"hum to fit h janab, apni sunaiye."

sachmuch anand aa jata h unki baat sunkar. kya saandaar soch, kya saandaar najariya.
jivan jine ka apna ek alag he andaaz aur hamesha khushmizaz.

ek din hamne puch liya - "chacha kya umra hogi aapki? aur kya h aapki is fitnes ka raaz."
bada he majedaar utar mila.

pehle to bole- "bacho se unki umra nahi puchi jati. chalo ab puch he li hai to bata dete h. tumhare aur hamare mein koi jyada fark nahi h. tum hamse jyada se jyada do char saal he bade hoge."

sach mein chacha ka jawab bada he saandaar laga.

Apni baat ka parmaan dene ke liye bole - "sir per baal dekho kitne kam h, abhi dheere-2 bhadenge to jyo jyo umra bhadegi."

aur haan! kam balo ke fayde ginwaye wo alag.
"beta sabun. tel. sampoo. nai (barber) sabka kharcha bachta h. sardiyon m jab dhoop sekte h to sir se hokar sidhi ander tak jati h. tej hawa, aandhi, pankha, dhool, juyein, inmein se kisi ki gunjaish he nahi h hamare pass. baal shukhane ka koi jhanjhat he nahi. falana din baal dhone h, falana din baal nahi dhone h aisa koi chakar he nahi hai. bhy hamein jab bhi sir dhona hota h dho lete h. ab tum batao in balon ke saath tum nuksaan mein ho ya nahi. aur hum inke bina fayde m h ya nahi."

hamne bhi keh diya - khub kahi chacha. vaise aankho ka bata rahe the kam dhikhayi deta h?

"are bhai thik h. ab is umra mein jyada dekhna bhi kahan acha h? vaise aankho ki dawai roz daal lete h."

"chachi bata rahi thi. aapki gardan mein bhi dard hota h?"

"are nahi! use to baat ka batangad banana hota h. woh roz pain kiler tube ko gardan aur kandho per laga deti h aur saath he firki bhi le leti h ki 'suno ab is umra mein jyada gardan idhar udhar mat ghumaya karo. riski ho sakta h.'"

"kuch din pehle kaan mein takleef bata rahe the..."

"are kuch khaas nahi. matlab ki baat to hum abhi bhi ache se sun lete hai. aur tumhe to maloom he hoga hamein kon galiyaan dega, jinhe hum sune aur bhadak jaye.
waise atihatan roz kaan ki dawai daal kar he sote hai."

"chacha. chachi keh rahi thi ki raat mein naak bhi band ho jati h?"

"are to ismein nuksaan he kya h? kon se gulaboo ki khusbhu aa rahi h jo hum sunghe. acha h ki naak band ho jati h to badboo nahi aati.
haan saans he na band ho jaye iske liye woh roz naak ki dawai bhi do boond daal he diya karti h."

"are chacha aur wo gale ki kharash aur khansi?"

"are ab is sehar mein rehne walon ke liye woh bhi koi bimari h?
raat ko sone se pehle do chamach mitha sarbat. sach mein juban ko bhi bada acha lagta h."

"aur woh gas ki shikayat?"

"are bhai bimariyon ki baat kar rahe ho ya shonkon ki?
acha khate h. ab agar thodi si gas ban bhi gayi to konsi badi baat h?
are haan yaad aaya tumhari chachi ko keh rakha h ki daal aur sabji ke uper wo gas wala julabi gel jaisa ek ek chamach daal diya kare. ab kane ke baad use he tang karenge na, ki gas ki liquid nahi diya ya gas ki dawai nahi mil rahi.
uski mehnat bhi kam aur daal sabji m bhi alag sa swad.
sach pucho to hum mehmano ke aane per bhi daal ya sabji mein cream- makhan ki jagah wo gel he daal dete h. khamkha bechare baad mein pareshan ho aur hamein kose."

"wah chacha pehli baar suni h aisi mehmaan nawazi.
chacha pichle dino bhukhar bhi tang kar raha tha na?"

"haan kuch khass nahi. uska bhi illaz kar dala. ab bhukhar ki goli ka ek patta to aatte mein he piswa diya karte h, wo bhi mahine ke suru mein he. toochwood sara pariwar bach jata h bhukar se."

"aur chacha. kamar dard. ghutno ka dard?"

"haan bhai wo to rehta he hai. ab tumne to dekha he h, dawa to hum na ke barabar he lete h.
lekin yeh dard kambakhat jab jyada paresan karta h to dawai leni he padti h.
aur ek teer se kayi sikar haath lag jate h. yehi dawa haath, baju, laat aur pair ka dard bhi cover kar leti h."

"wah chacha kamal h."

bhy kon kehtah aadmi bagair dawa ke thik nahi reh sakta.
dekh lo bilkul 'fit h janab'. chacha ke jajbe ko salam karne ka dil kar gaya.

hamne bhi zor se kaha "haan chacha. aapto bilkul fit h."

Idhar main gudiya to kahani sunaraha tha aur udher mera phone phir se baj utha.........

To be continued..........
 
Last edited:
Top