Up-27
agle din saturday tha to maa ke office me chutti aur mere college me bhi chutti. maa aksar sanivaar aur ravivaar ko ghar ka kaam aur shopping ka kaam karti thi. chuki ye mahine ka salary bhi aa gaya tha to maa jut gayi mahine bhar ka rashan pani ka list banane me. mai aaj maa ki madad kar raha tha jis se maa bahut khush hui. fir mai maa ke saath hi dukan gaya sab saman kharid ke laya. saman laate laate dophar ka ek baj gaya. fir maa khana banayi hum kahye aur so gaye. uthe to sham ho gaya. sham ko bacha hua saman laaya aur aaj ka din nikal gaya. aaj mujhe pata chala ghar me kitna kaam hota hai. fir hum soye subah uthe to maa boli-aaj sabji lana hai. fir mai maa ke saath subah subah bajar gaya sabji kharid ke laya. in sabme 11 baj gaya. fir dopahar ka khana sona isme hi sham ho gaya. sham ko jab utha to dekha badal aaye hue hai. halka halka barish ho raha hai.
maa boli-kitna achha mousam hai na chal tujhe aaj pakodi khilati hoon.
mai to ye sunke khush ho gaya.
mai bola-haan achha plan hai. chalo mai madad kar deta hoon. aur fir mai maa ka madad karne laga aur pakodi ban ne laga. jab sara pakodi ban gaya tab hum pakodi souse sab lekar TV wale room pahuch gaye. TV pe ekdum badhiya sa romantic movie dhundh ke laga diye.
aur dono bed pe baith gaye.
idhar samne pakodi kha rahe the udhat TV me film dekh rahe the. TV dekhte dekhte maa apna sar mere kandhe pe tika di. wo film me dikha rahe the ki ek heroin thi jo marne wali thi. hero uski sari wish puri kar raha tha. film chalte chalte break aa gaya aur advertisment dene laga
ye sab dekhte dekhte maa ko mai pucha-maa papa ke jaane ke baad tumko unki yaad nahi aati.
maa boli-aati hai lekin jada nahi. aur yaad karke bhi kya fayda meri kismat badal to nahi jayegi.
mai bola-maa tumko nahi lagta ki tumko bhi ek boyfriend dhundhna chahiye jo tumhare wishes pura kare.
maa boli-meri wishes nahi hai beta.
mai bola-maa koi to hogi.
maa thoda sochi fir boli-haan bahut pahle kuch wishes thi lekin ab to mai budhi ho gayi hoon aur is umar me koun sa mujhe itna pyaar karne wala boyfriend milega jo meri wish puri karega.
mai maa ko bola-maa mujhe boyfriend bana lo. mai sari wish puri kar dunga.
maa meri baat pe hasne lagi.
maa boli-ab samjhi tumhaari baat. tumhe to bas bahana chahiye mujhe girlfriend banane ka. shaitan ruk abhi batati hoon tujhe.
tab tak fir se film chalu ho gaya mai bola-maa film chalu ho gaya.
maa ruk gayi aur hum dono fir se saath baith kar film dekhne lage. akhir me film khatm hua. hero heroin ki sari khawahish puri kar deta hai.
mai maa ko bola-kaisa tha movie.
maa bol-achha tha.
mai socha ye sahi time hai. maa abhi film dekhi hai thoda emotion me hai kuch puchta hoon.
mai maa se bola-maa dekha film me heoin ki ek ajib si khwahish thi jise wo duniya ko batane se darti thi lekin jab hero ko batayi to hero use bhi pura kar diya.
maa boli-haan.
mai bola-maa aapka bhi aise koi khwahish hai kya. aap mujhe batao mai pura kar dunga.
maa kuch sichi fir boli-haan ek to hai.
mai bola-batao na maa.
maa kuch sochi fir maa bolne hi wali thi ki maa boli-arey chodo jane do. tum batao tumhari koi khwahish.
mai bola-meri to ek hi khwahish tum girlfirend ban jao.
maa meri baat pe hatse hue boli-mai jaa rahi hoon khana banane. tu bas apne khwab dekhte rah.
aur maa bed se uth ke chali gayi lekin maa ke man koi to ek khwahish aaya tha jise maa mujhe batane wali thi lekin ruk gayi. mujhe to ye khwahish ke baare me ab jann a padega.
mai socha ab ek aur movie dekh leta hoon tabhi mera phone baja.
mai phone uthaya to udhar se doctor psycho thi.
doctor psycho mujhe boli-tum abhi vidha se milne aa sakte ho kya.
mai bola-abhi to raat ke 7 baj gaye hai. maa jane nahi degi. koi urgent hai kya. agar koi urgent hai to mai maa ko samjha ke aa jaunga.
doctor psycho boli-baat ye hai ki vidha me bahut sudhar hua hai. wo ab chehra pahchan ne lagi hai saath hi ghar ka sara saman bhi pahchan ne lagi hai. ghadi bhi dekhne lagi hai aur use andaja lag gaya ki uske 10-12 saal barbaad ho chuke hai bimari me. sabse badi baat use lagta hai usne apni bahan sudha ke bhi 10-12 saal barbaad kar diye hai. wo bahut ro rahi hai. mai use medicicne dekar sula de rahi hoon. kal jarur se akar mil lena. ek tum hi ho jo use kuch samjha sakte ho. chup kara sakte ho.
mai bola-ji mai kal college khatm hote hi aa jaunga.
wo boli-thank you anshu. jo bhi achha hua hai its all because of you. thank you.
ek taraf ye sab chal raha tha wahi dusri taraf vilash ki car teji se doudte hue ek jungle ke pass ruka.
vilash apne car se utre aur utarte hi unhe do sipahi salute marte hue bole-jai hind sir.
wo bole-batao kya hua hai.
ek police inspector bola-sir ek dead body mili hai. har parts alag alag. aisa lagta hai kisi psychopath ne mara hai.
vilash bole-personal dusmani bhi to ho sakta hai.
inspector bola-possible hai sir lekin dekh ke lag raha hai kisi psychopath ne mara hai.
vilash bola-thik hai isko postmortem ke liye bhejo. sare reports taiyar karo. kosis karo 15 din ke andar puri file mere table pe ho. case sensitive hai. media me nahi jana chahiye.
inspector bola-okey sir...
aur fir vilash apne car me baith kar nikal gaye. ye vilash koi aur nahi riya mam ke dad hai