• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ek yodha

krish1152

Well-Known Member
5,535
16,249
188
nice update
 
  • Like
Reactions: parkas

parkas

Well-Known Member
28,190
62,362
303
Update 104

Abhi woh aage ke plan ke baare me discuss kar rahe the ki tabhi waha achanak 7 alag alag rang ke dhue jama hone lage jise dekhkar shaitan ke chehre par muskurahat aane lagi

Shaitaan :- aao mere bacchon itne sadiyon baad tum sabhi pahle se bhi jyada shaktishali ban gaye ho

Is waqt Shaitan ke saamne koi aur nahi balki usike madhyam se janam lene wale usike 7 ansh ya kahe 7 paaponke pratik khade the jo the:- Pride, Greed, Lust, Wrath, Gluttony, Jealousy, Sloth.

Pride (abhimaan) :- ji malik ab aap bhi humse jud gaye hai toh ab dekhiye is pure bramhand ko me aapke charnon par rakh dunga

Greed (lalach) :- ji malik aap bas hume kuch adhik shaktiyaan de dijiye phir dekhiye hamara kamal

Lust (wasna) :- aapki aane ki hume bahut khushi hai lekin hum aapse naraz bhi hai ki aapne is lok ki sabhi striyon ki bhi bali chadha di ab humare manoranjan ka kya hoga

Wrath (krodg) :- chup kar har waqt ek hi chij tere dimaag me ghumti rahti hai malik mujhe aadesh dijiye me un devataon ko abhi khatam kar dunga

Gluttony (bhookh) :- krodh ne sahi kaha malik Aap hume aagya dijiye ki hum Abhi ja kar un devtaao ko maar dale jisse unke woh swadisht mishthan bhi hum chakh sake

Jealousy (irshya) :- ha malik waise bhi un devtaao ka aishwarya aur lokon (planets) ko dekhkar hume bhi jalan hoti hai aap kahe toh abhi hum unse woh sab chinn le

Sloth (aalasya) :- ye sab karne ki kuch jarurat hai kya hum iske badle aaram bhi toh kar sakte hai

Sloth ke itna bolte hi baki sabhi uspar bhadak uthe toh wahi ye sab dekhkar shaitan ke chehre ki muskan aur bhi ghari ho gayi thi.

Shaitan :- mere bachhon shant ho jao sabko unki Kabiliyat sidh karne ka mauka milega pahle ye jaan lo ki mene tumhe yaha kyun bulaya hai

Itna bolke shaitan ne apne hatho ko uper uthaya jisme turant ek scroll aa gaya jisko dekhkar un satonke chehron par ek muskan aa gayi

Shaitan :- tumhaari muskan bata rahi hai ki tum sabhi jaante ho ye kya hai aur jo bhi tum soch rahe ho woh bilkul sahi hai ye samaadhi lok tak jane ka naksha hai jaha par un devtaao ne mere asli sharir ko kaid karke rakha hai aur tumhara ye kaam hai ki yaha se us samadhi lok ke bich me 7 alag alag lok aate hai tum sat on ko un saton lokon par jit hasil karke un saton lokon ke bich ek pull ka nirmaan karna hai jisse me bina ruke bina Kisi pareshani ke apne asli sharir tak pahunch saku aur ye sab karne ke liye tumhare pass kewal 1 varsh ka samay hai

Saaton ek saath :- jaisa aap kahe hukum

Jaha ek taraf shaitaan ne apni puri planning complete karke uspar amal karna bhi aarambh kar diya tha wahi dusri taraf un panchon gods ne bhi apni ek meeting ki thi

1 :- toh God of death aakhir aapne apne marji hi chalayi humare yojna ke mutabik hum panchon viraj ko khaas shaktiya dene wale the jisse hum shaitan ko phir se ajivan kaid me daal sake aur aapne use bina kisi shakti ke us duniya me bhej diya

God of death :- me kuch bhi bina soche samjhe nahi karta God of light abhi us balak ka tan man dono bhi is haalat me nahi hai aur vaise bhi bina uski kbiliyat dekhe me use apni shaktiyaan nahi de sakta

2 :-aur kaise siddh hogi ye kaabiliyat

God of death :- ye achha sawal hai God of life iska sabse aasan rasta mene us bachhe ko diya hai aur woh hai panchguni shakti jo woh 5 elemental dragons ko pakad kar hi pa sakta hai

God of light :- ye kya kiya aapne humare pass 1 varsh se bhi kan samay hai is samay me woh ye kaise karega

God of death :- agar woh ye ek kaam bhi nhi kar sakta toh me use shaitan ko maarne ke kabil nahi samajhta

Aise hi kuch der charcha karne ke baad woh sab isi natije par pahunche ki jabtak viraj apne abhiyaan me kaamyab nahi ho jata tab tak woh sabhi khudko kisi agyaat sthan par jake woh sabhi rahenge aur jab sahi samay aayega tabhi woh punha sabke samaksh aayenge

Ab dekhna ye hai ki aage kya hota hai ye ab ek kahani ka ant hai aur ek nayi kahani aarambh ek mahayuddh ka aagaz hoga ya ek insaan ke badla pura hoga sansaar shaitan ka vinash dekhega ya shaitan sansaar ka vinash apne hathon se karega ye sab sawalob ke jawab toh sirf samay hi de payega

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut hi shaandar update diya hai VAJRADHIKARI bhai....
Nice and lovely update....
 
kas1709

Well-Known Member
9,982
10,524
173

Nice update....
 
Top