Update-33:
A Malicious Outline:
Abi tak Emperor ki kahani may:
Sad: hmmm, so it’s good bye for now. Huh!*tip!* karta sad ki ankh say ansu nichay girta chala gaya.
Waha haya ka hal be aisa he tha wo apni bhari ankho kay sath gari may ahista ahista kar kay bahir ki teraf chali gi.
MONA: she will be back,
Sad: pata nahi MONA, but I will wait for her.
Anum: sad just-------
Sad: whaa!
MONA: aha!
Now Next:
(Sir may I come in?)
Aik payari se awaz nay ah kar apnay room may kuch sochtay huay professor shujah ko apni teraf matawaja kia.
Prof shujah: oh, miss tanya ap yaha? Please, come in. good morning!. How are you today? *smile!*
Tanya nay shujah ka response pa kar derwazay ko band kia or aik chamakti hui smile kay sath chalti hui shujah kay table kay pass aii.
Tanya: morning too sir, also I'm doing good, hope the same for you.
Prof shujah: yes,life gives you some lemons and some sweets to cherish and treat.
Tanya: yes, *slightly smiling face!* well said sir. Kya ap busy to nahi thay? I mean, kahi mainay disturb to nahi kia apko?
Prof shujah: aray nahi miss apnay kiu disturb karna hi mujay. Come have a seat please!.
Professor ka ishara pa kar tanya nay kursi nikali or unkay samnay he beth gi.
Jaisy he uski nazer samnay table pay paray huay aj kay newspaper per gi. Uspay saf saf likha hua tha.
(xxxx university may aik ladki nay kia suicide, akhir kya waja hi iski?)
Tanya: (sir ye!?)
Prof shujah: hmph, yes miss yea he hi hamari respected university ki defense technique.
Tanya: per sir wo jo be investigation wagayra hui thi uska kya result nikala gaya?
Prof shujah: huh!, wohi jo 1 into 0 = ka hota hi miss.
A big bad zero.
Tanya: th- that’s-
Prof shujah: janta hun miss per akhir hum kar be kya saktay hai. Yea university ki management nay decide karna hota hi or hum siraf unko accept karnay walay zombie employs hai.
Tanya: right sir!, per kissy ko to kabbi kuch to karna hoga. Yea waisy be pehla case to hi nahi.
Prof shujah: nah he yea wala akhri hoga miss. Trust me.
Tanya: ge sir. Per iska koi nah koi to permanent solution to dhoondna chahia hamay.
Prof shujah: maybe jaldi hamay koi nah koi loop hole mil he jai ga jo is cheez ko clear karay kay akhir is university may chal kya raha hi. Jiski qimat doosray Masoom students utha rahay hai.
Tanya: sir yea student ka jo partner hi ali jisko kal interrogation kay lia bulaya tha uska kya bana?
Prof shujah: hmph, kuch be nahi bataya usnay be. Mujay jo pata chala hi kay wo to totally inkar kar raha tha kay wo bilkul baykasoor hi or uska iskay sath koi be kissy be kism ka Rishta nahi hi or nah he kabbi tha. Hala kay us ladki kay phone may is he ladkay ki pictures vedios even kay chats be mili thi police ko.
Itna sun kar tanya ko be aik taiz jhatka laga or ab uskay chehray per ghusay ki aik gheri leher dekhi ja sakti thi.
(ladkay aisy he hoty hai sir. Ladkiyo ko bich rah may chorna aadat hoti hi inki. Dekhay nah suffer to hamaisha hum he karti hai or iskay ilawa hum ladkia dunia ki be batay sehti hai. Itna bada gap akhir kiu hi is social frame may sir?
Prof shujah: mai totally agree karta hun miss tanya apki boli aik aik bat say per iskay lia soch or society kay trends ko change karnay ki zaruret hi.
Tanya: is he cheez ka to afsos hi sir kay hum kar he nahi saktay kuch be or doosray bus kartay jatay hai.
Prof shujah: hmph, right!, to ap meray pass kissy kam say aii thi?
Shujah nay paper ko palat kart hora serious ho kar kaha.
Tanya: um, oh, mai bhool he gi thi. Sir actually as you know kay first semester ko mai coordinate kar rahi hun.
Prof shujah: yes, to kya hua?
Tanya: *pensive face!* sir hua to kuch nahi bus mujay wo us student ka poochna tha jo wo properly dekh nahi sakta, wo special student?
Prof shujah: acha, to ap sad khan ka poochna chahri ho, waisy special to wo hi he hi per miss let me tell you. Disability is just a lable. Or kuch log is lable ko utar kar phank be detty hai.
Tanya: khud may he sherminda se hogi thi kiu kay shaid usnay kuch galt bol dala. Gee sir, uska he pata karna tha. ap to usko visit be karnay gay thay, kafi dino say uski koi update be nahi hi, last mujay jo pata chala tha kay usko bedrest kahi thi doctors nay, to ab kya progress hi uski? Is he going to join the class or not/
Prof shujah: aray he is good to go. Per wo class join karay ga kay nahi mujay is bat ka to nahi pata. Per mai pooch kay bata sakta hun.
Tanya: sir agger ap mind nah karay to kya meray sath uska contact share kar saktay hai. Mai personally be uski tabiet ka pooch lun gi?
Prof shujah: yes, miss koi be masla nahi hi per mai us say pooch kar he apko forward karu ga. I hope you will understand?
Tanya: ge- sir no problem. Thanks for your time. Meri class ka be time ho gaya hi to mai bus chalti hun. Thanks again sir.
Wo uth kar abi Janay he lagi thi kay shujah kay lafzo nay uski qadmo ko jama sa dia tha.
(apki life may koi problem chal rahi hi miss?)
Tanya: um, wha- I mean, nn- nahi to sir.
Prof shujah: hmph, ok, see you then?
Tanya: ah- sure sir. Wo number mujay phir send kar dee jiya ga.
Prof shujah: ah, don’t worry.
I will.
(bechari tanya bohot he mushkil say khud ko kamray kay bahir lai or phir ahista ahista chalti hui us ladki kay case ko khud say jor kar sochnay lagi.)
(agger wo tang ah chuki thi to kya usnay khud ko is dunia kay dard say bachaya ya wo har man kar bhag gi? Akhir hua kya uskay sath or agger to yea usnay khud khudkay sath nahi kiya to phir kissnay kiya yea sab uskay sath or kiu?
Kya kissy ki jan ki koi be value nahi hi jo usko mar dia gaya. Yea society akhir kya hi or ismay kiss terha kay log rehtay hai. Kya siraf janwer? Kya koi be insan hi he nahi jo hum ladkiyo ko koi cheez nahi balkay aik jita jagta insan samjay?)
Wo chalti chalti khud may he goom see hogi thi. Usko pata be nahi chala tha kay wo chaltay chaltay class say agay agi thi.
(uf, ho, yar! Me and my thoughts be nah. Had hogi tanya). Khud ko khossti hui tanya class may mud kar dakhil hogi.
*****
Whahi doosri teraf zanny aj university ah to gi thi per wo aj koi be class lenay kay mood may nahi thi. Aj ka din be roz ki terha to tha per usko bar bar siraf or siraf wo he bat yad aah rahi thi kay uska dil tora gaya hi or jisnay tora hi wo jhut per jhut bolta ja raha hi us say. Wo apni bhari hui ankho ko lay kar kafi uljhan may uni ki lawn may aik bench per bethi hui thi. Dil may uskay aik tufan sa tha jo agger ali uskay samnay hota to wo bina dare kiya us per pura ka pura barsa dety.
(akhir kiuuu kia tumnay aisa. Siraf is lia kay mai hamaray is rishtay ko aik nam day kara gay badna chahti thi? Siraf is he waja say tum kinza kay sath jur gai or mujay cheat kartay rahay ha? Kiu ali kiu. Akhir kya galti thi meriii? *pleading face!*
(kitna bharosa kia tha tum per mainay, per tumnay uska silah aisy dia mujay kay bilkul he tor kay rakh dala mera pura wajood. Kya tumhay zara sa be khayal nahi aya kay mujay jab pata chala to meri kya halat hogi? Tumnay mujay itna he bura samaj lia tha?
-------
(class ka time ho gaya hi, kya tumhay yea sab samaj ah gaya hi?)
zan: kuch kuch to ah he gaya hi, uski nazer abi be uzma ki un uchalti hui boobs per thi jo uskay bag ko pack karnay kay waqat hilti ja rahi thi.
Uzma: next class ka time ho gaya hi.
Chalo phir class may chalay?
Zan: kya yar class class. kabbi to brake lia karo.
Uzma: lay to lee hi brake aj idher to bethi hun tumharay sath.
Zan: yea brake thi?
Uzma: or nahi to kya.
Zan: sahi ho gaya. tt- tum chalo phir mai ata hun thori dare may.
Uzma: paka nah?
Zan: han yar paka/
Uzma: ah, ok then. Ah jana jaldi.
Wo ahista say uthi or apna bag lay kar usnay aik nazer zan ko dekha or aik smile kay sath mud gi.
Jatay huay uzma ko zan dekh kar apnay honto per zuban phair raha tha. (God she is hot. Jaldi tum meri hogi baby. *devil smile!*)
wo udher say jaisy he uth kar thora sa chala kay side per bethy hui zanny per uski nazer chali gi.
(Today is my lucky day boy!)
(shaid yea meri he galti thi sari ki sari,)
(galti hoti to uski jaga tum hoti zanu.)
Zanny: huh!, oh, tt- tum yaha. Class may, nahi gai?
Class may hota to tum akayli nah per jati? Tumay akayla to chora nahi ja sakta nah. Koi katal watal kar dia tumnay to Khama kha masla ho jana hi.
Zanny: please, zan mera abi mazak ka koi mood nahi hi.
Zan: nahi hi to bana lo. Mood badelna zaruri hi. Wo kya hi nah. My dear, uskay pass beth kar zan ki awaz may aik gheri se sargoshi ah chuki thi. Agger aisy he raho gi to yaha lawn bhar jana hi. Or mujay acha nahi lagay ga kay tum bad may balti pakad kar pani nikalri hui dikhi puri university ko to.
Zanny: *slightly smiling face!* zan tum be nah yar.
Zan: acha yea batao ali say koi contact hua kya?
Zanny: kiuu, mera us kaminay say contact kiu hona hi?
Zan: yar jo be ho akhir tum dono ho to couple nah? Or mujay pata chala hi kay wo choot gaya hi kal he rat,
Zanny: yea aik purani bat ho chuki hi zan jo waqat nay apnay andehray may kahi chupa dee hi.
Mujay ab aisa koi be khayal nahi hi. Bus aik nafret ka Rishta hi mera ali kay sath jisnay kinza kay sath yea sab kiya be or phir uski jan be lay lee.
Zan: aham, per police or news to isko aik suicide ki shackle day rahi hi nah?
Zanny: per sach to sach he rehna hi kay ali he wo tha jo kinza say last contact may aya or shaid uskay pressure may ah kar he usnay yea qadam uthaya hoga.
Zan: dil may, (uff darling, kya shot pay shot marti ho tum, connecting the dots well per not good enough.))
Uska bench pay Rakha hua hath zan nay uthaya. Dekho yar jo kuch be ho gaya per ab move on to karna he hoga. Waisy be exams kafi kareeb ah chukay hai. Hamay phir say sab arrange karna hi. Ab to hamara team leader be nahi hi yaha. To kaisy karna hi sab?
Zanny khud kay chehray per tissue phairtay huay. (hmph, ali kuch be nahi tha meray beghare, uska jo be control tha wo mainay banwaya tha, or wo team leader nahi hi hamara zan.
Zan: to phir kaisy karna hi sab? Kya tum----
Zanny: nahi zan mai nahi. Yea tum karo gay. Mujay pehlay ka guilt hi kay tumnay kafi kuch saha hi hamari waja say. To ab mai yea chahti hun kay tum is gang ko lead karo baki sab muj per chore do. Hamnay commitment ke hi or wo task amount be hamaray joint account may hi. Mai ab tumay uska co-owner banwa dety hun.
Zan: pp-per zanny mai kaisy. Mujay to kuch be nahi pata or kal ko ali jab wapis ai ga to kya.
Zanny: to wo apni jaga gawa chuka hoga. Phir yea us pay hoga kay wo kya faisla leta hi. Kiu kay mai tumay bata chuki hun kay mai kya chahti hun or ab nakhray mat karo bus go with the flow. Tum waisy be deserve kartay ho is cheez ko zan. We need a strong head leader.
Zan: are you- sure?
Zanny: han yar no tension. Mujay trust hi tum per.
Zan: aik dost wala trust ya siraf trust?
Zanny: yea tum khud jano. *blush!&
Thanks zan mera sath denay kay lia. I really needed a friend.
Zan: me too Zainab. Chalo utho mujay yaha nahi bethna.
Zanny: to phir?
Zan: kahi or chaltay hi.
Come. Usnay zanny ko bench say uthaya or bina kuch bolay dono ahista ahista kar kay chalna shuru ho gai thay.
Abi unko chaltay huay kuch he dare hui thi or wo lawn say bahir track per ai thay kay tab he---
*buz! Voice call*
Zan ka phone kampnay laga.
Zanny: important ho sakti hi tum utha lo.
Zan: hmph, thanks. Aik minute mai aya.
Zan us say chal kart hora sa side per aya or usnay call uthai.
(ali kiu kia tumnay aisa. Ab dekho kaisy mai tumhari zindagi jahanum banati hun. Just wait and watch)
*clutched fist!*
******
(Dilo ki dard ko bayan karna mushkil hai,
Zakhmo ko chupanay ki aadat se ho gai hai.)
(yea kaisy kar saktay ho tum kay mujay itna sakoon day kay meri rooh tak chin lee tumnay. Aisa kiu kia. Kya meray payar may koi kami thi jo tumnay itni ahsani say mujay dhoka day dia? Akhir kiu. Bahir sadak pay nazer rakh kar haya ka dil-o-dimag siraf or siraf in bato ko janchnay may laga hua tha.
Mr. khan: hmph, haya beta kiss teraf jana hi?
Haya: um, bus agay say right lay layn chachu. Building bus anay wali hi.
Mr. khan: yea konsi dost hi tumhari? Kya anum janti hi isko.
Haya: ge, janti hai. Ap itni tension nah layn. Mai pehlay be ah chuki hun. Hala kay- haya aj pehli bar ari thi is teraf. Usnay kabbi be apnay gher kay ilawa kahi qadam nahi Rakha per us waqat ghusy may usnay faisla lay kar apni dost ko uskay pass anay ka bata dia tha.
(ab mujay apna yea toota dil sambhalna hoga. Kiu kay mai pehli he apni qimti cheez uskay payar may loota chuki hun, I lost it last night, kitni paggal thi mai, shit!, us bayperwah kay lia. I hate you sad.)
*tear drop!*
---------
Aj subha he becharay sad kay lia buri chadi thi. Jitna wo khush or sakoon may tha rat ko subha hoty he us say sab kuch chin kar wapis aik gheri tension mil chuki thi usko.
MONA: just hold yourself baby. Tum itnay weak mat bano.
Sad ki nazer abi be us he jaga per thi jider usnay haya ko akhri bar gari may bethtay huay or us say dure jatay huay dekha tha. abi usko gai kuch he lamhay guzray hon gay per sad kay lia uski wo rat ki Khushi aik darawna khawab ban kar uskay samnay subha lay kar aii thi.
Wo abi be haya ka wo haseen roop or uski bato ko bar bar apnay dil may dhorata ja raha tha.
Anum: sad yea kya kar rahay ho tum.
Just forget her.
Muj pay be kabbi focus kar lia karo. *pout!*
Anum ab chir rahi thi sad kay us behavior ko dekh kar jo haya kay Pichay he laga hua tha.
Wo is link ko khatam karnay kay lia he to itni bayreham hui thi per sad tha kay usnay aik bar be usko nah uski koshishon ko notice kia tha.
Yea cheez chot pohncha rahi thi anum kay ego ko.
Sad: whaa!, kya matlab apka?
MONA: aha, bat bol he dee dil ki.
Anum: woo, mera matlab hi kay- ab to wo chali gi hi. Jo zindagi say chalay jatay hai unkay baray may socha nah karo. Mai tumhay is terha depress hota nahi dekh sakti. Dekho yar tumnay kitni mushkilay sahi hai pichlay dino may. Ab har cheez per itna socho gay to jaldi budhay ho jao gay samjay. Ab chalo tumhay aj mai zara ghooma kay lati hun.
Kehtay he anum nay bike pay padi hui sheet ko puri terha say usper say hataya,
(aj tumhari waja say mai be kuch different adventure karu gi. Ao ab aisy khaday nah raho come here.
Sad ahista ahista kar kay anum kay pass aya.
MONA: time to test your new skill baby. Dehan rakhna. Bus confuse mat hona. Skill khud ba khud body kay sath flow may ah jai gi.
Sad nay jo apnay andehray kay us dore may cheezay sochi thi. Ab usko un cheezo ko jinay ka be zindagi nay moka dena shuru kar dia tha. is bat per usko abi be yakeen to nahi tha per wo yakeen karna chahta tha. jina chahta tha.
Anum nay bike per bet kar apnay pass khaday huay sad ka hath aikdum say pakad lia tha.
Ab chalo betho Pichay. Jaldi say/ *smile!*
Sad aik achay bachay ki terha ahista ahista kar kay anum kay Pichay betha. Tab he usko us bike ki comfort or lightness ka pata chala. Uski seat kafi aramdayuk or stretchy thi. Sad kafi easy ho kar betha tha.
Sath he sath bethtay huay khud ko adjust karnay kay lia usnay jaisy he anum ka sahara leny kay lia hath Rakha to-
*sssss!*
Sad ka wo hath seedha right side say hota hua uski bareek se us sports shirt kay andar chupay huay uskay narm pate pay ja kay laga. Or sonay pay suhaga grip kay lia sad nay usko thora sa apnay right hat say daba be dia. Yea sab kuch siraf kuch he seconds may hua per iska asar anum ko kafi tang karnay wala tha.
Bohot he mushkil say usnay apni badti sanso or dherkan par kabu paya or khud ko stable karnay lagi.
(waisy- tt- tum, kafi chupay rustum ho.)
Sad: kk- kiu kya hua?
Anum: abi hua to kuch be nahi per, jo kuch be tum kartay ho. Mujay laga nahi tha kay tum kar saktay ho.
Sad: kaisy lagta. Apnay kabbi mujay samja hota to pata chalta nah. Siraf andaza kafi nahi hota, kabbi kabbi sumander may utarnay kay lia apko uski lehro ko pehlay chuna perta hi.
Anum: dil may, (wohi to karu gi ab.)
*blushes!*
Is waqat bike per bethay dono kay dil may kuch nah kuch chal raha tha. anum jaha bohot khush thi wahi sad siraf or siraf preshan tha haya ka dil tor kay. Yea cheez uski bato may be Jhalak rahi thi.
Per wo Zahir nahi kar raha tha anum per.
Anum nay moka thamtay huay bike ko ahista say start kia.
*sheee, zoom!* ki awaz kay sath bike nay khamoshi ko tora or *zoom, zim, zoom,!* anum nay tin say char dafa uski race ko jhatkay diya.
Anum: to kaisy awaz hi iski?
Nice nah.
Sad: kafi nice. Just like a sports car.
Sad be usper beth kar kafi heran hora tha.
Anum: BMW hi yea sad. Only for you.
Chalay?
Sad: hmph, gee. Sure.
Anum: ok, kass kay pakdo kahi gir nah jana.
Sad: mai ya app?
Anum: very funny.
Boltay he anum nay bike ko gear may dala or ahista ahista kartay huay wo lawn ko cross kar rahay thay.
Anum: it’s 999cc inline-four engine. And Approximately 165 horsepower. Super fast.
Bahir niklay gay to tumhay pata chalay ga.
Sad: kiu?
Anum: *devil smile!* bus bachu/
Dekhtay he dekhtay jaisy he wo main gate ko cross kar kay bahir sadak par ai to anum ki smile or bike ki speed ahista ahista kar kay badti gi. Aj anum bilkul waisy ban gi thi jaisy wo hamaisha say ban kay rehna chahti thi per uskay past may usko aik ajeeb se soch say bandh dia tha. per aisa kiu? Yea kissy ko be nahi pata.
Anum: sad ankhay band karo or is hawa ko apnay chehray per mehsoos karo. Bohot acha lagay ga.
(kabbi yea khud be try karna dosto. Jab be ap bike per ho, or sath may halki thand ya barish ka mosam ho to ankho ko pal bhar kay lia band kar kay us moment ko aik bar jina zarur. Aik aisa sakoon milay ga apko jo apki rooh tak pohnchta hi.)
Back to the story:
Sad nay jab aisa kia to anum bilkul sahi thi usko us hawa may aik mitha sa ahsas ho raha tha jis say uskay chehray per be aik smile ana shuru ho gi thi or aikdum say uska hath phir say anum kay pate ko pakad chuka tha jis say anum ki sansay be baykabu ho rahi thi per wo kuch be kar kay sad ko mana nahi karna chahti thi.
Wo apni Khushi may bike ko traffic may zig zag kar kay taizy say chalati ja rahi thi.
Aisa mano kay wo wapis apnay bachpan may pohnch kar usko dil khol kay jee rahi hi.
Sad: apnay to mujay sikhana tha nah?
Anum: um, kya?
Sad: ah, bike chalana!.
Anum: to sikha nahi hi tumnay kuch be abi tak? Dramay baz/
Sad: pata nahi sikha hi kay nahi per apki driving skill to itni smooth hi.
Anum: acha. Jantay ho mai hamaisha say bike chalana chahti thi. Per hamari backward family soch nay is cheez ko or mujay daba kay he rakh dia tha.
Sad: kya matlab. Ap sab kuch to karti hai.
Anum: hmph, siraf jab chachu ki teraf hon to he. Chachu sab say different hai. Is lia to I love him.
Sad: different matlab?
Anum: wooo---------
(aaaaaaa!!)
*****
(Are you ok?)
(Yes, waisy yea hum ja kider rahay hai? Tumnay kuch bataya nahi yar.)
Zan: yar tum chil karo nah. Itna kiu sochti rehti ho. Kabbi kabbi khud ko or in honto ko thora aram dia karo. Tumhay kidnap nahi karta. Ok?
Zanny: *smile!* koshish kar kay dekh lo. Phir tum mera doosra roop dekho gay.
Zan: acha ge? To miss Zainab kitnay chehray hai apkay?
Zanny: kafi hai. Per wo har kissy ko nahi dikhati mai. Tum be jitna bachay raho utna sahi hi tumharay lia.
Zan: ab to dar lag raha hi mujay ap say. Kahi icha Dhari nagin to nahi hona bai?
Zanny: *blushes!* kuch paka nahi keh sakti. Shaid han or shaid nah. Waisy kuch poochu tumsay?
Zan: um, sure. Go on.
Zanny: us time kisski call aii thi tumay. All ok. Koi masla to nahi hi?
Zan: hmph, kissy ki nahi thi.
Zanny: kya matlab?
Zan: matlab wo caller meray lia important nahi tha. bus aik call thi jisko mai avoide nahi kar sakta is lia utha lee thi.
Zanny: ah, ok. Sahi hi. Agger bura laga mera poochna to sorry zan.
Zan: mujay bura tab lagta hi jab meri merzi kay begare log meri personal space may ghustay hai. Tumnay to siraf poocha is say kiu bura lagay ga mujay yar.
Waisy tumhay meri car pasand nahi aii kya?
Zanny: bohot cool hi. Mujay waisy be vintage car sexy lagti hai.
Zan: moo may, (or mujay siraf tum or tumsay ziada sexy nahi yea.)
Zanny: huh!, kya kaha?
Zan: ah, ku- kuch be to nahi. Mujay actually coffee pini hi is lia uni say bahir aya hun. Pass may he aik bohot he chill coffee shop hi.
Zanny: um, kahi urban kill to nahi? Mujay be uski he coffee pasand hi.
Zan: same pinch yar. Wow. Kafi kuch---
Zanny: kafi kuch kya?
Zan: milta julta hi hamara. Uskay baray may soch raha hun.
Zanny: so to hi. Dil may, (or ali ko to meri life or nah he meri hobbies may say kuch be tik lagta tha. kitna fark hi dono may.)
Zan: lo agi, ahista ahista car ki speed ko slow karta hua zan gari ko parking may enter karwa chuka tha. chalayn?
Zanny: hmph, yes.
Boltay he dono ahista say gari kay derwazay khol kar bahir nikal chukay thay.
*****
Lahore share aik phoolo ki janat samja jata hi. Jaha kai log khud ko sabit karnay atay hai.
Or kuch log aisy be hai jo khud ko sabit kar kay aik sakoon bhari zindagi jee rahay hai. Per har jaga ki terha jaha phool hoty hai wahi per unko tornay walay be hoty hai.
Agger yea kaha jai kay socialism Ghulam hi aisy logo ki to shaid galt nahi hoga. In logo ka kam hota hi khoobsurti ko tabah or sakoon ko barbad karna. Khas kar kay jab elections kareeb ho. Publicity stunts say log logo kay ahsasat kay sath kheltay huay zindagiya rondtay jatay hai.
Aik Alishan society kay aik bahir say chamektay huay apartment ka derwaza aik ladki nay khola.
Uska sar jhuka hua galay may pata, or badan per siraf or siraf aik pink bikini thi. Ladki dikhay may to haseen thi per uska chehra is hal may be aik dard bhari muskurahat day raha tha.
Ladki: gee kon?
Samnay say: tumhay pehlay nahi dekha yaha. Nai aii ho?
Ladki: hmm, gee, sir nay mujay abi Rakha hi.
Samnay say: acha hi, usnay bad kar ladki kay kareeb hua or derwazay kay andar ah kar usko pakda. Kya nam hi tumhara?
Ladki: gee, woo,ah- ap kon.
(ja kar sir ko kaho kay sheikh Waseem aya hi. Kehtay he usnay ladki ki bra ko upper kar kay uskay dai nipple ko nichay ho kar chuma,)
(sssisssssss, aaah, ss-sir.)
Awaz: atay he shuru ho gai apnay ghoray ko chalana Waseem?
Sheikh Waseem: aikdum say nipple ko chore kar. Apnay kam he aisa Rakha hi kay hum kabu may reh he nahi saktay sir.
Awaz: ab kya karu chal chalni or samajni bohot zaruri hoti hi zindagi ki is bisat per.
Ab wahi raho gay andar chaltay ao.
Sheikh nay ladki ka gila nipple mal kay usko chore dia.
(kiss kamray may hai sir?
Ladki: humf, sir, wo apnay study room may hai.
Sheikh: sahi ho gaya. Bad may milta hun tumsay. *licking lips!* Kehtay he Waseem andar chalta gaya or Pichay chore gaya us ladki ko jo khud ko taizy say kitchen may lai or khud ko shishay may dekh kar uski ankhay Bharti chali gi.
(akhir mai he kiuuu, kya yea he hi meri qismat,
Kab chutay gi meri jan is cheez say, *snif!*).
------
Din dhaltay huay aj apnay akhri lamho may tha.
sab kuch andehray may doob raha hi. Per jo usnay kaha mujay. kya wo janti nahi thi kay wo kya kar rahi hi or wo be kisskay sath. yar usko zara sa be dar nahi laga mujsay?
Uffff kya kaha tha usnay?!
(Yea kya harkat thi tumhari? Ankhay hai ya button. Aisy kya dekh rahay ho ankhay phar kar. Oy mister. Sun be rahay ho kay nahi? Kan tik to hai nah tumharay? Hello! dekho warn kar rahi hun tumhay. Aik he dafa sunlo is cheez ko.)
(Timmy yar kya batau tumhay. sala aj to KLPD ho gaya meray sath. Aj uska aik aik lafz jo usnay bola, dil may seedha ja kay laga hi meray. Uff kya ghusa, kya aada thi uski. Bilkul kamal or aik taiz 9mm ki goli ki terha Sali cheer kay utri hi apnay is dil may. Haii kya ladki bani hi meray lia. Puri ki puri taiz lal mirch. Uff Timmy aj mujay us ladki kay ilawa or kuch be acha nahi lag raha.
Mujay sambhalnay kay lia shaid wohi bani hi. Ab to siraf usko apna banana hi. Hahahaha!, wo meri he banay gi. Hahahaah! Yes, Timmy.
(kon hi wo?)
Haris: um, tt- tum yaha?
Voice: kiu kissy or nay ana tha kya?
Haris: nn- nahii to-------
Mai to bus
Voice: yea kya mai to bus? Lagta hi kay tum bhool gai ho apni bivi ko haris--------
*smile!*
To be continued………