Update.......16
next.......
naya din .....naya suruwaat......Arin abhi soya hua hi tha ke......use kuch dikha sapne mein........
wo uth gaya ....usne soch liya tha ke usko ab age kya karna hai......
wahi.....Arin ki baki ke family uske mama ke pas shift ho gaye the.....kyunki unke pas abhi kuch bhi nhi tha.........
Aksara ko jab pata chala ke uske college wala ladka aur uska bhai ek hi hai......to use aur bhi gussa ane laga........use ab kaise bhi karke use sabak sikhana tha.........
tabhi uske phone mein uski saheli.....matlab Kashish....msg aya.....jisme use urgent bulaya tha Arin ke bare mein baat karne ke liye.......
wo Arin ka nam dekhte hi zyada kuch nhi sochi......aur nikal padi.......
1.30 ghante bad Aksara pohochi.....ek farmhouse ke samne.......yeh Samar ka hi tha.....wo pehle bhi kayi baar yaha aa chuki thi.....isliye use yahan ke guards jante the......wo bas yahan party karne ati thi.........
wo jab andar gayi.....to use waha pe kasish......aur samar ki gadi dikhi.....
wo andar jane lagi.....to gate lock nhi tha.....andar gayi to use koyi nhi dikha......
Aksara unhe dhoondne lagi......dhoondte dhoondte wo ek room ke pas aa gayi.....us room se kuch siskiyon ki awaj aa rahi thi.........
wo thodi chintit ho gayi....kyunki use laga shayad uske dost ko koyi pareshani huyi hai......ya koi chot lagi hai......
room ka darwaje ko hath lagaya to wo khul gaya.........
jab wo andar jane hi wali thi ke.....use uska naam sunayi diya.....jise sunke wo ruk gayi.....aur andar dekhne lagi.......
jab wo jhuk ke andar dekhi to uski saanse hi ruk gayi.......
wo awak aur thagi si andar dekhne lagi.......
andar uske dono dost......jo sage bhai behen bhi the......nange ek dusre mein gutham gutha hoke pare the......aur Aksara ke bare mein baat kar rahe the......
jab Aksara ko unki baat thik se pata chali to wo to aur bhi zyada shock ho gayi..........
andar.....
Samar......yr kasish ab to us Aksara ko apne niche lana hi padega......
Kasish....niche se dhakke lagate huye......haan bhai....kitne din se sali ki nkhre dekh rahi hun.....
sali ke pass ab to na koi paisa hai na koi power.....use to phasana hi padega......
samar.....ek kam kar use bula le aaj ........sali ko nashe mein lake chodenge......agar nhi degi....to tere pass to uski wo wali photos to hai hi.......
kasish .....haa sali ke nakhre bohot hai......agar wo us din nashe mein na hoti.....to yeh photos bhi na milte.....sali ko kitne mushkil ke bad pilaya tha......
samar....haan yr .....lekin hay re kismat.....mujhe usdin jana pada....nhi to sali ko usi din thok dalta......
Aksara to yeh sab sunke to jaise .....sunn ho gai thi.....use samajh hi nhi aa raha tha ke wo ab kya kare.......
wo bhi kuch soch neki halat mein hi thi.......wo bas itna hi soch rahi thi ke.......
uske sabse pyare dost.....uske sath aisa kaise kar sakte hai.....
wo abhi age kuch sochti ke uske hath se lagke pas mein rakha flower vase gir ke tut gaya.....jo ki gate ke pas rakhi ek almari ke upar rakha tha.......
jiski awaj sunke.....wo dono bhi hadbada gaye.....aur thode dar bhi gaye.......
wo log jab Aksara ko dekhe to aur bhi zyada shock ho gaye.....
wo log apne safayi mein age kuch bolte.....ke Aksara apne ankhon mein aansoon aur gusse mein boli.....
tumlog itna ghatiya kaise ho sakte ho......tum dono sage bhai behen hoke bhi yeh kaam kar rahe ho...... Upar se mere bare mein itna ganda sochte huye tumhe sharam nhi aati..........
Aksara ki baat sunke unhe to pata chal gaya tha ke use sab kuch pata chal gaya hai........unke chehre pe abhi dar ke wajaye ek kamini smile thi.......
kasish ne samar ko ishara kiya.....to samar jhat se uthke gaya nanga hi.......aur Aksara ko pakad liya......
Aksara uske hath se chhutne ki kosish karne lagi......ke tabhi kasish ake use uske bal se pakad liya aur boli.......
sali bohot nakhre dekhe hai tere.....sali tere wajahse mujhe kitna zalil hona pada hai......koi bhi ladke mujhe nhi dekhte the....tere siwa....... Tere wajah se mere ghar wale bhi mujhe baatein sunate the....ke tu kitna sundar aur intelligent hai......
nafrat ho gayi hai mujhe tujhse....aaj tujhe sabak sikhaungi
yeh kehte kehte hi Kasish ne Aksara ko do char thappad laga diya tha......
Samar ne use ab piche se pakda hua tha.....Aksara bas kisi tarah unse chhut ke ghar jana chah rahi thi.......
Samar abhi Aksara ki dress phadne hi wala tha ke dhadam ke ek awaj huyi.....aur Arin siti bajate huye andar ghusa......
wo dono to Arin ko dekhke ekdum shock .......ke yeh banda yaha kaise aa sakta hai........
Aksara ko jab Arin dikha to wo Samar ke hath se chhutke jhat se Arin pas chali gayi.......
Arin use pakar ke bola......kaisi ho didi.....apne pyare pyare dosto ki harkat dekh aur sunke kaisa lag raha hai.......
Lekin Aksara kuch bol na saki.....wo bas roye jaa rahi thi....
Samar ko jab situation ka ahsas hua to.....usne jhat se pas padi apni pant pehen liya....aur bola......abe tu yaha kaise aa gaya.....aa to gaya hai lekin zinda nhi jaa payega.....
yeh bolte hi usne pas rakhi table ke drawer se apni gun nikal liya....
wo abhi gun Arin ke taraf karne hi wala tha ke....Arin uske samne khda tha......ekdum uske pas
Arin ne jhat se uska gun chhin liya.........aur mara ek punch.....woh wahi pe gir gaya.....
Kasish yeh sab dekhke puchi....kyu. Kar rahe hi tum yeh sab .....kya bigada hai humne tera......use pata chal gaya tha ke Arin koi mamoli banda nhi hai.....
Arin muskurate huye bola......ek masoom ka khoon tumne itni zaldi bhula diya......bhul gaye kya....Aksh yeh naam.......
Kasish yeh sunke aut bhi zyada hairan ho gayi......
Arin phir se bola......bhul gaye to koi baat nhi....yaad dilane hi to aya hun........
chaliye thodi flashback mein chalte hai.......
Arin jab apne ghar se bhaga tha....to wo daudte daudte ek jagah jake behosh ho gaya tha......subah jab uski ankh khuli to ek room mein tha to uske pas koi uske hi umar ka ek ladka baitha hua tha.....
usse Arin ko pata chala....ke wo ek anath ashram mein hai.......aur ladke ka naam hai....Rohit......
Arin use batata hai.....ke uska duniya mein koyi nhi hai.....
phir Arin wahi pe rehne laga.....uska result bohot acha tha isliye use ek ache school mein scholarship bhi mil gayi.......Rohit bhi padhne mein acha tha.......use bhi Arin ke sath hi scholarship mil gayi thi.....
wo dono bohot hi ache dost ban gaye the.....aisa kehna galat nhi hoga.....wo dono ek dusre ki jaan the........
wo dono hi ab apne life se khush tha.....Arin bhi apni pichli zindagi kuch had tak bhula diya tha......
isi bich inke zindagi mein aya Samar aur Kasish........
school mein Arin ka inse panga ho gaya.......yeh dono Arin se jalte the...kyunki wo padhayi mein acha tha.....aur school ka chaheta bhi ban gaya tha.......
wo use nicha dikhane ka koi bhi mauka nhi chhodte the........
jab Arin class 11 mein tha tab use ek ladki se pyar ho gaya......use yeh nhi pata thi ke yeh Samar aur Kasish ki chal thi........
jab usne us ladki ko propose karne gaya to us ladki ne bohot jalil kiya....bohot kuch sunaya......
kisi tarah Rohit ko jab puri baat ki sachai pata chali to wo Samar ke pas chala gaya use confront karne.....
lekin unhone kuch bhi manne se inkar kar diya.....
upar se jab baat bigad gayi.....to galti se Samar ke hathon Rohit ka khoon ho gaya.......isme Kasish bhi samil thi.........
Rohit ki lash ko unhone.....Ashram ke bahar fek diya....
Arin uske maut se bohot roya ......bohot chillaya......
thodi din bad Arin ko jab Rohit ke murder ka pata chala.....tab use bohot hi jyada gussa aa gaya....
kyunki rohit uska bhai tha......uske jane ke baad to jaise use ab jine ki koi icha hi nhi thi......
Arin ko ekdin us ladki ne ek pahad ke pas bulaya milne ko.........
jab waha pe wo gaya to.....waha pe Samar aur Kasish bhi thi....aut sath mein kuch gundey......
Samar aur Kasish ne sab kuch bataya ke kaise....unohone us ladki ko laya tha.....aur use phasaya tha......
uske baad unhone Arin ko bohot mara .......Arin bhi gusse mein unse ake lada.....lekin wo kya hi kar sakta tha......ke tabhi wo unpar bhari par hi raha tha ke......piche se usi ladki ne uske sar par lohe ke rode se war kiya.......
Arin ke ankhon ke samne andhera chhane laga......aur wo wahi pe baith gaya......
tabhi kuch gunde use....utha ke usi pahad ke pas ek khai thi......usme fekne ke liye use utha ke le jane laga........jab unhone Arin ko fekne wale the.....tab Arin bola tha.....main wapas aunga......tum sabki maut banke.......
end flashback...
Kasish ko sab kuch yaad ate hi use jor ka jhatka laga......use kabhi laga nhi tha ke......koi maut ke muh se wapas aa sakta hai....
lekin idhar to maut khud jiske niche rehti hai....use wo kya hi karega....
Arin ne gun ko apne haathon mein liya.......aur Samar ko shoot kar diya......
Kasish yeh dekhke daud ke uske pas ayi .....aur pakad ke rone lagi....
Arin bola......tujhe aaj nhi maroonga.....apne bhai ke maut ke baad ab tu tadap tadap ke jiyegi.....
jaise main jiya tha.....rohit ke maut ke baad.....
aur haan jab badla lene ka man kare to ajana.....
Im waiting................
yeh bolke wo wahan se nikal gaya.....piche piche Aksara bhi......
to be continued........