• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Kaisi lag rahi hai ..continue karun ya nhi??

  • Achi hai continue karo........

    Votes: 125 83.3%
  • Zaroorat nahi hai...

    Votes: 5 3.3%
  • Sudhar ki zaroorat hai

    Votes: 2 1.3%
  • Incest.........

    Votes: 39 26.0%

  • Total voters
    150
  • Poll closed .

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
28,849
26,680
304
Annual Story Contest - XForum
Hello everyone!
We are thrilled to present the annual story contest of XForum!
"The Ultimate Story Contest" (USC).

"Win cash prizes up to Rs 8500!"


Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 8000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 25th March ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th April 2025 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Important Links:
- Chit Chat Thread (For discussions)
- Review Thread (For reviews)
- Rules & Queries Thread (For contest details)
- Entry Thread (To submit your story)

Prizes
Position Rewards
Winner 3500 ₹ + image Award + 7000 Likes + 30-day Sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 2000 ₹ + image1 Award + 5000 Likes + 15-day Sticky Thread (Stories)
2nd Runner-Up 1000 ₹ + 3000 Likes + 7-day Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-Up 500 ₹ + 3000 Likes
Best Supporting Reader (Top 3) 500 ₹ (Each) + image2 Award + 1000 Likes
Reporting Plagiarized Stories imag3 200 Likes per valid report


Regards, XForum Staff
 

AddiXtion

𝕭𝖔𝖗𝖓 𝖙𝖔 𝖇𝖊 𝖗𝖊𝖆𝖑, 𝖓𝖔𝖙 𝖕𝖊𝖗𝖋𝖊𝖈𝖙
Staff member
Moderator
9,838
10,389
189
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).


"Chance to win prizes Worth up to Rs 15000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 2 April ko open ho chuka hai aur aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th April 2026, 11:59 PM tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 6000 Rupees + Award + 10000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 2500 Rupees + Award + 7000 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 5000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 5 Months Prime membership + 3000 Likes
Best Supporting Reader (Top3 ) 3 Months Prime Membership each + Award + 3000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 500 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,612
144
update...1

nafrat se bana hun main pyar ki khwaish nahi
akela rehne ki adat hai kisiko pane ki chahat nahi.....



Sydney.....

Australia ka ek city sydney uske hi ek posh elake mein hai ek bohot hi alishan mansion jo bohot bade elake mein faila hua hai.
mansion k charo taraf bohot hi high security ,guards k hatho mein latest tech guns , heavy surveillance cameras aur v security ki bohot sare intezam.
avi subah k 4 baj rahe hai aur mansion mein afra tafri machi hui hai..........kyun..

mansion k sabse alishan aur sundar kamre mein ek ladka soya hua hai...
bohot handsome , body ekdum kisi body builder jaisi,ucha lamba kad , chehre pe masoomiyat..
Alarm ki awaj se uski nind khulti hai
aur chal padta hai fresh hone .
uske bad apna roj ka kam nipta k ake baitha ta hai dinning table pe....

wo ladka sirf akela tha dinning table pe ......
tabhi waha pe ek 24-25 sal ki ladki aati hai..
ladki- Good Morning sir..
Ladka-Morning Amayra ....... kitni bar bola hai office k bahar mujhe sir kehke mat bulao .(without koi expression on face)
Amayra-Sorry lekin kya karoon ap mere boss hai , muh Se nikal hi jati hai...(smily face)
ladka kuch nhi bolta...... To ladki kehti hai.......Oh kitne rude hain ap subah subah ek ladki apke pas khari hai na to bethne k liye bola .....breakfast kiya ki nahi ye to puchna dur ki bat..

ladka apne face pe koi change laye bina .....Sorry ao betho nasta kar lo.....

ladki beth jati hai aur ek maid ake breakfast serve karta hai .

Uske bad breakfast complete karke wo dono nikal jate hai......ek limo mein bethke jiske age piche security ....
Gadi mein.....
Ladka......Amayra india se koi news...

Amayra.....ji india me kam acha chal raha hai.........waise ek bat puchun ap bura na mano to......
Ladka .....pucho
Amayra......apko dekhke pata nhi aisa lagta hai ki mera apse koi karibi rista hai........waise apki family kidhar hai.....

family ka nam sunte hi ladke ki ankhe lal ho jati hai...chehre pe gussa saf dikhai deta hai.....lekin thodi hi der me uske face per ek aisi evil smile ati hai jise dekhke to shetan v dar jaye.....

wo bolta hai ........waqt ane pe pata chal jayega..
Amayra uski expressions dekhke thodi dar v gayi aur hairan v huyi....lekin kuch nahi boli.......

kuch der sab khamosh raha fir ladki boli....
Amayra .......sir ap india kab laut rahe hain....
ladka sapat lehje mein bolta hai.......
BOHOT JALD....
. Aur man mein apni biti zindagi k bare mein sochne lagta hai aur apne hi man mein bolta hai.......
apna badla lene aa raha hoon mein......

to be continued............
Congratulations for new thread
 
Top