- 1,099
- 1,926
- 159
post kr raha hn bhaikab tak aayega
post kr raha hn bhaikab tak aayega
Ladki: Kon hn aap.
Ladka: Mein God hn God Zeus ka beta.
Ladki: Tou aap mujh se milney kiun aayen hn.
Ladka: Ek zaroori kaam hai aap se.
Ladki: Mujh se kia kaam hai aap ko.
Ladka: Jis kaam k liey mujhey yahan bheija gya hai us main tumhara bhi kirdar hai.
Ladki: Mera? Mera bhala kia kirdar ho ga aur aap kis barey main baat kr rahey hn.
Ladka: Drasal DIABLO naam ka Sheitaan hai usey marney k liey God Zeus ne mujhey es Duniya main bheija hai us ko marney k liey mujhey tumhari zaroorat perney wali hai.
Ladki: Dekhiey mein ek sadharan ladki hn Yateem hn mera koi nai hai akeli rehti hn mein bhala aap k kis kaam aa sakti hn.
Ladka: Ek min.
Us Ladkey ne Ladki k sir pe hath rakha aur us k hath se roshni nikal k Ladki k sir main janey lagi jis sey ladki ki aankhein band ho gaen aur usey band aankhon main sab dikhney laga k who kis liey es duniya main aaye hai jesey hi sab manzer deikh lia who us Ladkey k samney Jhuk gai. Update--16 (pg#29)
Bahot behtareen zaberdastUpdate--35
Santan: Kiun Aegeus hum se bhaag rahey they.
Awaz: Kis ne kaha k hum bhaag rahey they.
Yeh sun k sab ne Awaz ki traf deikha tou wahan Zaigham khara tha jis ki aankhon main bijli chamak rahi thi yahan yeh deikh k Neelum aur Aegeus khush they waheen Santan aur us k sath aaye huey sathi heran k sath sath shocked bhi they k Zaigham kesay bach gya Santan aur Walied ko yakeen hi nai ho raha tha.
Walied: (shocked) Tum Zinda kesay.
Zaigham: Lambi kahani hai Diablo tumhey btaey ga lekin tum main se ek ko tou marna hi ho ga who kia hai na apni frustration jo nikalni hai.
Zaigham ne apni mutthi ko beench lia jis sey wahan ek cheikh sunai di jo k Apollyon ki thi us ki halat deikh k Santan, Walied aur Abaddon darr gaey they.
Zaigham: Yeh baat sach hai k hamla mein ne hi tum se krwaya hai lekin tum logon ne soch bhi kesay lia k (taiz awaz main) tum mujhey maar saktey ho.
Apollyon ki cheikh taiz honey lagi Santan, Walied aur Abaddon wahan se ghaib ho gaey tabhi Zaigham ne apna hath uper aasman ki traf kia wahan Lightning honey lagi us k baad Zaigham ne Apollyon ki traf ishara kia jis sey aasmani bijli Apollyon k uper girney lagi aur us ki cheikhein her traf sunayee deney lageen kch hi deir main Apollyon rakh k dheir main tabdeel ho gya.
Zaigham ne idher udher deikha tou Neelum ko kch choutein aayee theen aur teen ladkey behosh they Aegeus bilkul theek tha Zaigham Neelum k pass gya aur us k sir pe pyaar se hath rakha jis sey Neelum ki chout ghaib ho gai even khoon jo k us k chehrey aur kapron pe laga hua tha who bhi us k baas Zaigham un teen ladkon k pass gya aur un ko theek kia aur ghaib unhey wahan se ghaib kr k unhey un ki manzil tuk pouncha dia.
A Moment ago……
Ismena: (shocked) Aegeus mera bacha.
Zeus: (shocked) Na mumkin.
Ismena: Usey yahan bulayee mujhey us sey milna hai abhi k abhi usey bulayee.
Zeus: Abhi nai abhi who mashroof hai Zaigham usey khud le k aaye ga.
Maria: Kia hua maa aap rou kiun rahi hn.
Ismena: Meri bachi tera bhai zinda hai.
Maria ko kch samjh nai aaye k us ki maa kia keh rahi hai.
Maria: Kia keh rahi ho maa.
Ismena: Aegeus tera bhai zinda hai.
Tabhi wahan pe Zaigham teleport hua.
Ismena: Mera Beta kahan hai.
Zaigham: Yeh raha aap k liey meri traf se ek chota sa gift.
Tabhi whan Aegeus(Salman) bhi aa gya.
Zaigham: (Aegeus se) Aap ka clone mein ne ghar bheijh dia hai aap en se mill k jaldi aa jaiey ga.
Zaigham wahan se ghaib ho gya aur Shumaila ko bhi wahan bheijh dia aur us ka clone bhi ghar main rakh dia udher jab Shumaila wahan pounchi tou shocked thi sath hi Zeus, Ismena aur Maria bhi bhi.
Ismena: Yeh kon hai aur yahan kesay.
Aegeus: Yeh meri BV hai maa wahan Earth pe.
Shumaila: Salman yeh sab kia hai aur mein kahan hn aur yeh log kon hn.
Aegeus: Yeh God Zeus hn Shumaila jis trhah Zaigham en ka beta hai aur God hai usi trhah mein bhi en ka beta hn God Aegeus.
Aegeus ki baat sun k Shumaila aur zyada shocked ho gai aur doosri baat yeh k Salman ne usey es barey main btaya kiun nai k who bhi God hai.
Shumaila: Tou yeh baat tum ne mujh se shupayee kiun.
Aegeus: Kiun k khud mujhey abhi pata chala hai ya yun keh lo k Zaigham ki wajah se abhi mujhey meri yaaddast milli hai.
Maria: Tou yeh meri bhabhi hn.
Somewhere in the Universe……..
Awaz: Kiun lout aaye nakaam ho k.
Abhi abhi Santan, us ka bhai Walied aur Abaddon pounchay they k unhey yeh awaz sunayee di jisey sun k who hulkey se kamp se gaey aur who ghutnon k bal beith k jhuk gaey.
Santan: Hukam hum ne koshish ki lekin who bach gya mujhey abhi tk yeh smjh nai aaya k who Walied k waar se bach kesay gya.
Diablo: Yeh tumhari samjh se bahir hai tum nai samjh pao gey k us ne kesa kheil kheila hai tum logon k sath aur haan ab yaheen pe rehna jab tuk mein na kahun kaheen na jana.
Santan: G jesa aap kahein Hukam.
Diablo: (mann main) Tumhey kia lagta hai Zaigham yeh sab kr k tum mujhey hara do gey mujhey maar do gey tumharey pass sirf white energy hai merey pass white aur Eblis dono mein tum se hazar guna zyada takatwar hn bas thorey din aur tumharey sath sath Zeus aur yeh Duniya mein tabah kr doon ga.
Planet Nowhere…….
Salman: Haan Zaigham mujhey yahan kiun bulaya.
Zaigham: Ek kaam bacha hai aap ka.
Salman: Haan mujhey yaad hai theek hai (Aasman ki traf hath pheila k) Aidennnnnn.
Tabhi Aasman se Aag Aegeus ki traf aaye aur us k ander janey lagi jab sab kch ho gya tou Aegeus ka jism aag ki lapeit main tha.
Aegeus: Bahir aao.
Aiden bahir aa gya us ki Roarrrr 4ron traf pheil gai.
Aegeus: Time aa gya hai Aiden hum dono ka ek doosrey se juda honey ka ab tum Zaigham ko follow karo gey (Zaigham se) Jesay hi mein isey khud se alag krun tum isey apna lena.
Zaigham: Theek hai.
Aegeus: By the name of God I release u.
Zaigham: I Accept.
Zaigham k boltey hi Aiden Zaigham k ander chala gya aur jesay hi gya Zaigham ghutnon k bal aa gya us k dard k marey cheikhein 4ron traf pheil rahi theen us k baad Zaigham waheen dheyaan main beith gya aur kch hi ghanton main us ne aankhein khol deen us ki ek aankh main bijli(Lightning) chamak rahi thi tou doosri aankh main Aag(Fire) aur peeth pe Tattoo.
Behtareen zaberdast shaandaarUpdate--36
Zaigham k boltey hi Aiden Zaigham k ander chala gya aur jesay hi gya Zaigham ghutnon k bal aa gya us k dard k marey cheikhein 4ron traf pheil rahi theen us k baad Zaigham waheen dheyaan main beith gya aur kch hi ghanton main us ne aankhein khol deen us ki ek aankh main bijli(Lightning) chamak rahi thi tou doosri aankh main Aag(Fire) aur peeth pe Tattoo.
Raheela: Beta yeh kch zyada hi jaldi se nai ho raha.
Zaigham: Kia hua ami kia jaldi se ho raha hai.
Raheela: Abhi tumhari shadi ko kch hi time hua hai aur Aaysha ko deikh k aesa lagta hai k 8wan mahina chal raha hai aur doosri trf Shumaila ka bhi yehi haal hai.
Zaigham: Ami aap kiun bhool rahi hn k Mein God hn.
Raheela: Haan tou Salman ka kia us ki BV ka itna jaldi kiun.
Zaigham: (Raheela k pass beithtey huey) Ami Salman bhai bhi God hi hn.
Raheela: (shocked) Kia matlab hai tumhara haan who kesay.
Zaigham Raheela ko sab bata deta hai Raheela ki aankhon se aansu nikalney lagtey hn Zaigham us ki halat samjh jata hai tou usey galey se laga leta hai.
Zaigham: Aap kiun dukhi ho rahi ho hum dono aap k hi betey hn haan yeh baat alag hai k Salman bhai ka alag mamla hai Salman who hn jo God Zeus k saggey betey they lekin who aap k bhi betey hn aur mein tou hn hi mein kaheen nai janey wala aap ko shod k.
Zaigham ki baat sun k Raheela ko kch tassali hui Raheela ne Zaigham ka matha chum lia.
Raheela: Tou un ka kia jo shadi main aaye they un ko nai maloom na k tum dono God ho un ko kia jawab do gey.
Zaigham: Zaroorat nai hai kiun k dono ki delivery yahan nai ho gi doosra esi liey dono ka kamrey se bahir nikalna manah hai.
Raheela: Theek hai acha mein raat k khaney ki tyaari krti hn.
Neelum: Bhai aap se baat krni hai.
Zaigham: Haan kaho.
Neelum: Bhai jo aap ne mujhey power di thi teleport honey ki who abhi bhi kaam kr rahi hn aesa kiun.
Zaigham: Yeh meri traf se gift hai tumharey liey.
Neelum: Nai bhai jab Alina normal hai tou mein bhi normal rehna chahti hn us k sath usi trhah se enjoy krna chahti hn.
Zaigham: Us k pass bhi hn lekin usey maloom nai hai us k birthday pe gift doon ga bata k.
Neelum Zaigham ki baat sun k khush ho jati hai aur usey galey se laaga leti hai.
Zaigham: Lekin haan ek baat aur kisi k samney yeh sab nai krna sirf aur sirf muskil halat main es ka istemal krna hai ja time kam hai tou us k liey lekin phr bata raha hn kisi ko maloom nai hona chaiey es ka.
Neelum: G samjh gai bhai aesa hi ho ga.
Salman: Agey kia krna hai.
Zaigham: Abhi tou dono ki delivery honi hai jo k yahan nai ho gi aur dono k clone yahan shod dein gey kisi ko shak nai ho ga.
Salman: Us k baad.
Zaigham: Diablo dheyaan se uthney laga hai us k baad who apni Sword khud dhoondey ga ager nai mili tou hamla kr de ga.
Salman: Hmmm Tou Tyaari kesi hai kr lo gey.
Zaigham: Kch bhi ho sakta hai bhai ya tou Survival ya Destruction.
Salman: Aiden control ho gya.
Zaigham: Aasan nai hai lekin ho jaey ga.
Somewhere in the Universe……
Awaz: Santan tumhey ek kaam krna hai.
Santan: G hukam kia krna ho ga mujhey.
Diablo: Jab mujhey Eblis ki power milli thi us waqt Eblis ne ek kabila peda kia tha Earth pr jin k khoon se meri Power stable rehti thi us Kabiley main 20 log hn 10 mard aur 10 Aurtein ab un ki bali ka time hai kiun k ab Mujhey meri power hamesha k liey Stable chaiey es liey jao aur un 20 logon ko le k aao.
Diablo ne Santan k dimagh main Address dal dia aur Santan whan se ghaib ho k nikal gya aur pounch gya usi address pe lekin usey kch dikhayee nai dia jab dheyaan main beitha tou usey waheen sab nazer aaye lekin phr aankh kholi tou sab ghaib usey kch samjh nai aa raha tha who wapis chala gya.
Santan: Hukam.
Diablo: Haan bolo kia hua.
Santan: Hukam jo pata aap ne btaya us pe gya hn wahan kch nazer nai aaya jab dheyaan main beitha tou wahan kabila tha lekin aankhein kholney pe ghaib.
Diablo: Es main bhi Zaigham ka hath ho ga.
Who Ladki wahan se ek Kabiley k pass gai aur shup k unhey deikhney lagi usey who kabila kch azeeb laga they who insaan ki trhah hi lekin un ki eye blink nai krti thi bhook nai lagti thi khana nai khatey they aur haan kaprey bhi nai pehney huey they sab nangey hi they us Kabiley main total 20 log they 10 aurtein aur 10 mard.
Ladki: Waqiey yeh azeeb tou hn hi ab mujhey apna kaam krna hai.
Us Ladki ne apni bahein pheilaen aur aasman ki traf deikh k manter bolney lagi yeh manter usko Zaigham ne hi btaya tha manter lagatar perh rahi thi Us ladki main se sufaid roshni nikalney lagi jo us Kabiley ki traf berhney lagi aur aahista aahista us ne purey kabiley ko cover kr lia aur sab transparent ho gya hakeekt main kabila wahan tha lekin nazer nai aa raha tha.
Fantastic update bhaiUpdate--36

Superb updateUpdate--36