- 3,424
- 8,317
- 159
‘’ ma bahir huqqa k liye lakrian lene gya tha…us waqt hum dono he the der ape..ma wapis aa raha tha k firing ki awaz ayi…ma andar ki taraf bhaga…2 admi the jo dera ki dewar pe charh rai the…ma ne unhe lalkara to unho ne muj pe b fire kia lekin goli mere bazoo ko sirf touch kr k guzar gae…ma jldi se andar gun uthane gya to dekha k….sahib khoon mein lat pat pare the…usi waqt khalid(sumaira k father ) wahan se guzar rai the aur firing ki awaz sun k agaye..hum sahib ko gari mein daal k sheher le gye..’’
Akram itna bol k rone lga..us k bazoo pe b bandage lgi hui thi
Baba ICU mein the aur doctors ne btaya tha k wo poori koshish kr rai hn
Ma glass door se lga baba ko dekhe jar aha tha
‘’plz baba…ankhen khol den’’
Ma ne apne ansoo saaf kiye aur bua ki taraf dekha jo musalsal duaon mein masroof thn
Me: kon log the wo?
Akram: andhera tha..unho ne chehre pe kapra bandha hua tha
Wo sir jhukaye bola
Muje Afzal ki call ayi
Afzal: kese hn phuppa g?tu fikar na kr…
Me: dua ki zarurat ha unhe
Afzal: hum aa rai hn wahan..
Muje taqreeban yaqeen tha k yeh afzal ka kam ha kyu k baba election mein us k mukhalif ko support kr rai the
Me: akram chacha…yeh jis ne b kia ha…ma us ki jan apne hathon se lug a
Akram: hmmm
Wo kisi gehri soch mein tha
Muje uni etc sb bhoola hua tha
2 din baad doc ICU se bahir aya
Doc: ap mein se faizi kon ha?
Me: g ma hn
Doc: unhe hosh agya ha …sirf ap un k pas ja skte hn thori der k liye
Mere jisam mein to jese jan agae thi
Ma jldi se andar chala gya
‘’baba’’
Ma ne baba ka hath pakar k honton se lga lia
Baba kuch bolne ki koshish kr rai the lekin un se kuch bola nai jar aha tha
Me: baba ap pareshan na hn…
Baba ki nazren peche glass door pe lgi hui thn
Aur un ki nazron mein kya tha ma samajh nai paya
Ma ne pechhe mur k dekha to bua aur bua k pechhe akram andar he dekh rai the
Phir baba ki girift mere hath pe sakht ho k deheeli par gae
Ma ne chehra baba ki taraf mora to un ki ankhen bnd thn
Baba dunya se ja chuke the
baba ap hamesha muje mazboot dekhna chahte the na?baba ma ab mazboot bn k he rahun ga…akhir ko bua ka khayal b to ab muje he rkhna ha baba…lekin ap ko jane ki itni jldi kyu thi baba…’’
Baba ko gye 1 hafta hogya tha aur ma roz gaon k qabristan mein subah sham aa k un se baten krta tha
‘’nai bua yeh nai ho skta…ma kahin nai ja raha ap ko chhor k’’
Baba ki death ko 3 mahine ho chuke the aur ma abi tk gaon mein he tha aur mera uni join krne ka koi irada nai tha…baba k chehlum k baad he bua ne muj se puchhna shuru kr dia tha k lahore kb jaun ga
Bua: faizi zid na kr
Me: ma yahan sheher wale college mein admission le leta hn
Bua: meri baat ghor se sun…tu Lahore he ja k usi uni mein parhe ga…apne baba k liye…tuje pata ha k jb tu ne 1st year mein dakhla lia he that b he unho ne muje kaha tha k faizi ko us uni mein bhejna ha…uswaqt ma b bohat jhagri un k sath k itni door nai bhejna ma ne tumhe…lekin faizi ab tuje jana pare ga…apne baba k liye aur tuje meri kasam ha
Me: lekin bua…
Ma rone lga
Bua: tu juma/Friday ko nikal aya krna 3 4 ghante ka to safar ha
Me:ap akeli..
Bua: fiza mere pas rahe gin a
Fiza baba ki taraf se door ki rishtadar thi….3 4 saal pehle us ki shadi hui thi
Yeh log dosre gaon k rehne wale the
Me: fiza baji?
Bua: han us k khawand ne shadi k 3 mahine baad he usay usay talaq bhijwa di thi bahir jate he de di thi…isi gham ne fiza k maa baap chale gye..ab wo sheher mein parhati ha..akeli ha to ma ne us se kaha k mere pas ajaye…akram usay college chhor aya kre ga aur le b aya kre ga
Meri fiza baji se bs 1 2 bar sarsari mulaqaat hui thi kyu k hamara itna ana jana nai tha
Me: wo maan gae hn rehne k liye?
Bua: han usay koi aitraz nai
Me: bua mera phir b dil nai kr raha ap se door jane ko
Bua: jana pare ga tuje faizi…nai to ma tere baba ko kya munh dikhaun gi…
Ab bua b rone lgi thn