• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest FAMILY LOVE WITHOUT RULES ( WITH GIFS ) [Completed]

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
tina- “ di chalo phir hum bhi chalte hai. “
tannu- “ aise kaise hum itna lamba safar.. kaise “
taniya- “ di abhi kuch mat socho bus bhai ke bare me socho or
chalo. “
tannu – “ ok ruko mai bhai ki bike ki detail le kr aati hu.. “
tannu tarun ki bike ki detail le kr aati hai.. or phir sabhi pune ki or
nikal jate hai.
lagbag 7-8 kilometer chalne baad aage ak pool aata hai// waha kafi
sare log niche jhak rahe hai.. bahut bhid lagi hui hai..
tannu- “ ye kya ho raha hai… inko kaise hatau.. “
aage road pr bhi bahut log hai..
tannu horn bajati hui logo ke bich me se ghadi dhire dhire aage leti
hai.
tina- “ yaha kya ho raha hai. “
tina sisha niche krke ak aadam se puchti hai.
tina- “ uncle ye sab kya ho raha hai.. “
man- “ yaha ak jawan ladke ka accident ho gaya.. bechara bike se
kahi ja raha tha… abhi nazar me fasa hua hai.. “
ye sun kr to jaise sabhi bahano ki dil ki dhadakn hi ruk jati hai.
tannu jaldi se se utra kr bhagti hai.. itne me tina ghadi ko side m
laga deti hai.
tabhi tannu ki chilaane ki aawaj aati hai..
tannu- “ bhai.. “
tina tiya or taniya bhagti hui tannu ke paas jati hai..
bhid ko side karti hui sabhi ja kr tannu ke paas khadi ho jati hai..
phir niche dekhti hai..
uss nahar ke bicho bich tarun behosh pani ki lahar ke sath gothe
kha raha hai.
uske sare kapde khun me sane hue hai.. uske sar bhi khun nikal
raha hai..
wo waha ak kate ped ki wajah se atka hua hai.. or pani lahar usse
baar jhatke de rahi hai. jiski wajah se tarun ka sar baar baar pool ki
diwar me takra raha hai..
tarun ki aisi halat hai.. kabhi kabhi lahar usse sath me baha kr le ja
sakti hai..
Lovely update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
sabhi bahano ki dil ki dhadkne ruk gayi tarun ko aisi halat me dekh
kr unke pair aise jam gaye,, jaise wo marne wali ho..
tabhi tannu behosh ho kr niche girne lagti hai.. tina or taniya usse
sambhalti hai..
phir tina tannu ko wahi niche baitha kr tiya ko uske paas chod kr
niche pani ki or jane ki kois karti hai..
tina – “ help help… koi to bachao mere bhai…. Wo mar jayega.. “
tina bahut joro se ro ro kr chila rahi hai..
taniya wahi pool se niche kudne ke liye chadthi hai lekin baki log
bhid.. usse pakad lete hai.. or khudne nahi dete hai..
ussi time polins and ambulance waha pahuchti hai… police ak cren
ke sahare tarun ko waha se bahar niaklte hai..
karib adhe ghante ke baad usse bahar nikala gaya..
uske baad wo usse ambulen me le kr jate hai..
tab tak tannu bhi hosh me aa gayi hai..
usme tannu or tina baith kr taurn ke sath jate hai..
police- “ ye aapke kon lagte hai.. “
tina- “ wo mera bhai hai.. “
police- “ tumhare bhai ne bhaut sari sharab pi rakhi thi… “
tina or tiya sabhi hospital pahuchte hai..
doctor- “ halat bahut kharab hai.. khun bahut bah gaya hai.. khun ki
jaruat hai.. “
un sabhi me se kisi ka khun bhi match nhi kr raha hai..
tabhi mayank waha pahuchta hai..
mayank- “ tina beta tarun kaha hai.. “
tina- “ dad bhai ko khun ki jaruat hai.. “
mayank ka khun match kr jata hai. or wo usse khun dete haai..
dr- “ aapke bete ne bhaut jayada daru pi rakhi thi. Or wo shayda puri
raat soya bhi nahi tha… isliye
mayank- “ but mera beta to sarab pita hi nahi hai. “
mayank aa kr tina tannu sab se puchta hai.. lekin koi kuch bhi nahi
bolta hai..
taniya- “ dad wo bhai ki mughse ladai ho gayi thi.. or maine hath
utha diya tha.. isliye bhai gusse me ghar se nikal gaya.. “
Beautiful update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
mayank taniya ko ak thapad jama deta hai.
mayank- “ tum dono ki ladai aajkal kuch jayada hi bad gayi hai.. aaj
dekho tumhari wajah se kya ho gaya hai.. .. ab had ho gayi hai.. bas
jaise hi tarun thik hoga… mai usse foran bhej raha hu.. wo wahicthik
rahega… na ladai na uski aisa halat hogi .. “
itna kah kr mayank doctor ke paas chala jata hai..
mayank- “ tum dono ki ladai aajkal kuch jayada hi bad gayi hai.. aaj
dekho tumhari wajah se kya ho gaya hai.. .. ab had ho gayi hai.. bas
jaise hi tarun thik hoga… mai usse foran bhej raha hu.. wo wahicthik
rahega… na ladai na uski aisa halat hogi .. “
itna kah kr mayank doctor ke paas chala jata hai..
taniya roti hui tannu ke paas jati hai..
taniya—“ di dad kah rahe hai.. di aap dad se kahiye.. “
tannu- “ taniya taurn kahi nahi jayega… abhi pahle usse thik ho jane
do..”
tina bhi taniya ke paas aata hai.
tina- “ di dad abhi gusse me hai. baad me sab thik ho jayega/// bhai
kahi nahi jayega..”
tannu mayak ke paas jati hai. mayak bahut sad lag raha hai..
tannu- “ dad kya hua.. bhai kaisa hai. “
mayak bahut tension me lag rha hai..
uska face dekh kr pata tannu ko bahut ghabrahat hone lagi hai.
tannu- “ dad please batao na kya hua. “
mayank- “ beta wo tarun … “
itna kahte hue mayank ruk gaya.. or wahi chair pr baith gaya..
tannu- “ tina ishar aao.. dad ko sambhalo mao abhi aati hu.. “
tannu siddha doctor ke paas gayi..
tannu- “ hello doctor shahab mai tarun ki bahan ko uski halat kaise
hai. “
dr- “ dekhiye… uski halat bahut critical hai.. agle 24 ghante uske liye
bahut muskil rahenge.. agar ye nikal gaye to tarun khatre se bahar
ho jayega.. “
ye sun to jaise tannu ke dimag ne bhi kamma karna band kr diya,,,
wo besudh si ho gayii… or wahi chair pr baith gayi..
kuch der aise baithe baithe usne baki apni family ki or dekhti hai..
wo family ak dum bhikri hui si lag rahi hai..
tannu ko ab khud ki jindgi bhi khatam hoti nazar aa rahi hai
Nice update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
lekin tabhi tannu sochti hai aaj tarun ko un sabhi jarurat hai….
wo tina mayank ke paas ja kr unhe sanvana deti hai.. abhi sabhi ko
ye baat pata chal gayi hai ki tarun ke liye aaj ki raat bahut muskil
hai..
sabhi ki aakho me se aasu ki dhara phir se bahane lagti hai.
tannu un sabhi ko chup karvati hai..
tannu- “ dad aap sabhi ko le kr gha jaaiye mai yaha rukti hu.. “
tiya- “ di mai bhi yahi rukungi.. “
tabhi waha doctor aata hai.
dr- “ aap sabhi ghar ja sakte hai.. inki mom kay aha rukna thik
rahega.. “
mayank- “ ha kamini kaha hai.. “
dr- “ wo tarun ke room me baithi hai… “
mayank- “ wo kab aayi. “
dr- “ shayad ambulance ke sath aayi thi. “
kamini ka nam sun kr hi tannu tina or taniya tina sabhi gusse me aa
jate hai.
taniya- “ nahi wo bhai ke paas bilkul nahi rahegi… “
mayank- “ taniya ye kya tarika hua bado ke bare me baat karne ka…
“ tabhi tannu taniya ko shant rahne ke liye bolti hai..
mayank kamini ke paas chala jata hai..
tannu- “ taniya mom ne galat kiya hai… lekin hum agar koi galti
karenge.. dad ko in sab kea are me batayenge.. to humare or bhai ka
rista bhi open hoga… or phir humara pariwar bhikhar kr rah
jayega…. Isliye plz chup raho. “
taniya- “ thik hai di lekin mai mom ko bhai ke karib nahi rahne
dungi.. “
tannu- “ aisa to mai bhi nahi hone dungi.. but gusse se kuch nahi
hoga… “
phir tannu tina taniya sabhi tarun e room me enter karne hi wale
hote hai ki..
nurse unhe rok deti hai..
nurse- “ aap sabhi ak sath patsient se nahi mil sakte… aap bahar hi
rukiye.. “
tannu sabhi ko waha rokti hai..
Gorgeous update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
kuch der ma mayank bahar aata hai
mayank- “ beta tum sab ghar chali jao… tumhari mom or mai yahi
ruk jate hai.. “
tannu- “ dad aap itne time se travel karke aaye ho.. aap thak gaye
honge.. aap mom ko le kr ghar chale jaiye.. mai or tina yaha rukte
hai. “
tina- “ ha dad aap sabhi ko le kr ghar chale jaiye.. “
mayank- “ ohk beta.. tiya or taniya tum bhi ghar chalo.. “
tiya- “ dad mai yahi rukungi.. “
taniya- “ mai bhi dad. “
tannu- “ tiya taniya.. plz tum ghar jao. sham me aa jana.. “
thoda samghane pr wo maan jati hai..
phir mayank kaminior tiya or taniya ko le kr waha se chala jata hai.
tannu or tina tarun ke paas baiht jate hai..
taurn behosh pada hai…
usse dekh dekh kr tina or tannu ko rona aa raha hai.
tannu- “ tina bhai ki ye halat meri wajah se hui hai.”
tina- “ nahi di isme.. “
tannu- “ tina tum sab janti ho.. phir bhi… “
tina ab kuch nahi bol payi hai..
tina – “ Di mai aapke liye kuch khane ko le kr aati hu.. “
tannu- “ nahi tina mughe bhuk nahi hai.. mai yaha hu. Tum ja kr
kuch kha aao. “
tina- “ nahi di mughe bhuk nahi hai. “
aise hi dono waha pade pade so jate hai..
sham ko tiya or taniya room me neter hote hai..
tiya- “ di hum aap logo ke liye khana laye hai.. aap log khana kha
lijiye.. “
tannu- “ nahi hume bhuk nahi hai.. “
taniya tanu ko samgh kr waha se le jati hai..
taniiya- “ tina di hum mandir gaye the.. waha se prsad laye hai.. ab
bhai jaldi thik ho jayega.. “
taniya- “ tannu di ab aap dono ghar chale jayaiye.. hum raat ko yaha
rukte hai.. “
tannu- “nahi mai rukti hu yaha. “
taniya- “ di aap bahut thak chuki hai.. agar yaha kuch hoga to mai
aapko call kr dungi.. “
Beautiful update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
ttabhi tina bhi yahi bolti hai.. to tannu maan jati hai.. or tina ke sath
waha se nikal jati hai… wo bhi pahle mandir jane ko bolti hai.
tina usse mandir le kr jati hai… waha se phir dono ghar jate hai..
ghar pahuch kr abhi adha ghanta bhi nahi hua hai ki tin aka man
bechain hone lagta hai..
tina- “ di mai wapas hospital ja rahi hu.. mera dil ghabra raha hai.. “
tannu- “ ha tina mai bhi chalti hu… mughe bhi yaha achcha nahi lag
raha hai.. “
phir dono wapas hospital ki or nikal jate hai..
tarun hospital me abhi bhi behosh hai..
tiya tarun ka hath pakad kr side me baithi hai.. ak taraf taniya baithi
hai….
taniya ko abhi bhi apne upper bahut gussa aa raha hai ki tarun ki ye
halat uski wajah se hui hai..
agar wo uss time thoda shant dimag ke kaam leti to aaj tarun thik
hota..
tiya ko aise hi nind aa jati hai..
tabhi taniya or tina bhi waha pahucti hai…
sabhi or taniya wahi puri raat jagi rahti hai.. or tarun ko dekhti rahti
hai..
tarun ke right pair me or left hand me plaster laga hua hai.. sar pr
bhi patti bandhi hai..
aise hi puri raat gujar jati hai..
abhi sabhi ki aakhe nind me hai.. sabhi room me rakhe sofe pr
baithe hai.. aakhe aisi hai.. kabhi band hoti hai.. phir khulti hai… phir
band hoti hai.. phir khulti hai..
sabhi galo pr assu apna nisan chod gaye hai… raat bhar na sone se
aakhe kali pad gai hai…. face ak dum rukha hua hai..
tabhi doctor room me enter karte hai….
or tina ki nazar doctor pr padhti hai. or wo khadi ho jati hai..
tina- “ doctor .. “
iss aawaj se baki sabhi bahne bhi khadi ho jati hai… wo bhi halki
nind me hi thi.. lekin tiya abhi bhi so rahi hai..
doctor- “ aap sabhi yaha.. yaha night me sirf koi ak ko rukna tha.. “
taniya- “ doctor.. hum apne bhai ke bina nahi rah sakte.. isliye…
hum se raha nahi gaya.. “
Fantastic update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
ye ak lady doctor hai..
wo tarun ka check up karti hai..
phir nurse ko kuch bolti hai..
tina- “ dr bhai kaisa hai.. “
dr- “ abhi khatre se bahar hai.. lekin abhi kuch test or karne hai unki
report se clear ho jayega.. “
tabhi tiya uthti hai.. or nind me hi andai todte hue..
tiya- “ bhai uth gaya kya… “
dr bade payar se tiya ke gaal pr hath pherte hue..
dr- “ nahi beta abhi nahi 3-4 ghante me inko hosh aa jayega.. “
and dr waha se chali jati hai.
nurse- “ pla aap sabhi bahar jaiye.. hume pasestn ko test ke liye le
kr jana hai.. “
sabhi bahane bahar nikalti hai.. tabhi waha mayank and kamini
pahuchte hai…
lekin uske samne tarun ko strcher pr le jate hai…
nurse- “ aap log yahi rukiye.. “
tannu or baki sabhi bahno ki aakho me kamini ko dekh kr gussa utar
aata hai.. lekin wo kuch bhi nahi bolti hai.. bus kamini se dur ja kr
khadi ho jati hai…
tabhi mayank unke paas aata hai.
mayank- “ beta tarun kaisa hai…. kya kaha doctor ne.. “
tannu- “ dad bhai thik hai… abhi kuch test karne ke liye le kr gaye
uski report or check karenge.. “
tiya- “ dad bhai ko jaldi hi hosh aa jayega.. “
mayank tiya ke sarpr hath pherta hai..
mayank- “ ha bachcha… tumhara bhai jaldi hi thik ho jayega.. “
ye sun kr sabhi ke face pr ak smile aati hai..
or sabhi wahi chirs pr baith jate hai.
tabhi mayank ja kr tea le kr aata hai.. sabke liye.. lekin koi bhi bahan
tea nahi piti hai..
tannu- “ dad bhai ke hosh me aane tak mai kuch nahi khaungi.. “
sabhi bahane iss baat me apni ha me ha milati hai..
mayank ek samghane pr bhi koi nahi manti hai.
2 ghante ke baad tarun ko waps room me sift karte hai..
Sabhi wahi tarun ke room me baithe hai…
Kuch der me tarun thoda thoda hosh me aane lagta hai..
Marvels. update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
Tiya- “ dekho bhai ko hosh aa gaya… “
Sabhi tarun ko dekhte hai.. wo nid me hi kuch badbada raha hai..
Mayank bhag kr doctor ko bula kr lata hai..
Doctor- “ aap sabhi bahar jaiye.. “
Doctor sabhi ko room meke bahar nikal deti hai… ander kya hota
hai kuch pata nahi..
Kafi der tak doctor bahar nahi aati hai…
Kuch der me doctor bahar aati hai..
Doctor- “ aapka beta hosh me aa gaya hai. lekin abhi usse koi nahi
mil sakta… “
Mayank- “ dr hum kab mil sakte.. “
Dr- “ test ki report aane ke baad… “
Isse aage koi puch nahi paya doctor se kiyoki wo waha se ja chuki
thi..
Sabhi room ke bahar hi wait kr rahe hai… mirror me se tarun nazar
aa raha hai… ho leta hua bus upper fanke ko ghur raha hai..
Uski palke ak bar bhi nahi jhapak rahi hai..
Tabhi mayank waha aata hai.. or
Mayank- “ ye lo sabhi chai ko samosa.. ab to tumhara bhai hosh me
aa gaya hai . “
Abhi bhi sabhi bahane aana kani kr rahi hai. lekin mayank sabhi ko
chai ko samosa pakda deta hai. phir sabhi chair pr baith kr ak lambi
saas le kr chai ki chuski lene lagte hai..
Tiya abhi thoda khushi me uchal rahi hai..
Tiya- “ dad bhai to hosh me aa gaya.. mai unse kab milungi.. “
Mayank- “ bachcha thoda wait karo.. bus.. “
Tiya- “ di ab bhai thik ho gaya hai.. “
Aisi hi sabhi chai or samosa khatm karte hai..
Tabhi waha nurse aati hai..
Nurse- “ aapko doctor bula rhai hai.. “
Mayank – “ tum sabhi yahi baitho mai dr se mil kr aata hu. “
Mayank- “ g doctor.. “
Dr- “ mayank g aapke liye ak buri khabar hai..”
Mayank ke face pr achanak hi dar aaa jata hai.
Mayank- “ kya hua dr. “
Dr unko ak x-ray ki reports dikhati hai..
Dr- “ dekhiye ye so jagah hai taurn ke dimag me yaha”
Marvelleous update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
Mayank- “ to dr mere bete ko koi khatra to nahi hai na.. “
Dr- “ nahi khatra nahi hai.. but uske dimag pr “
Mayank- “ dimag pr kya hua dr.. “
Dr- “ kuch nahi tarun ke sat hiss hades se pahle koi ladai ya kuch
hua tha kya,.. “
Mayank- “ ha dr uska apni bahan ke sath chota sa jhagda hua tha. “
Dr- “ dekhyi tarun ka dimag ak dum bachcho ki tarha ho gaya hai..
lekin wo sochne samghne layak hai.. usse usski life ke past ke
achche or kuch bure pal yaad hai…”
Mayank- “ dr mai kuch samgha nahi.. “
Dr- “ dekhiye jaise bachche koi lad deta hai to wo usse gussa ho
jata hai.. or jo payar karta hai.. usse payaarr se pes aaata hai.. aisa
hi sabav tarun ka rahega.. “
Mayank- “ isme problem kya hai dr. “
Dr- “ sir tarun ki halat aisi hai ki wo kya reacat karega kisko dekh kr
kya karega.. kuch pata nahi hai… bus ak baat fix hai ki uski soch
bachcho ki tarha hai… “
Mayank ye sun kr kap gaya uske hath pair thande pad gaye…..
Abhi to uske bete ne zindgi ko jina start kiya tha… or abhi..
Dr- “ ak baat hai taurn apni life ki commen chize nahi bhula hai…
jaise apni study, driving, jo bhi uski life ki sense wali chize hai.. “
Mayank- “ to dr mera beta thik to ho jayega na.. “
Dr- “ ha thik to ho jayega.. lekin kab hoga.. kitna time lagega.. kuch
pata nahi hai… “
mayank ak gehri soch me duba hua hai.. tabhi dr usse uski soch se
bahar nikalte hue..
dr- “ mayank g dekhiye… aapke bete ke sar pr upper wale ka bahut
bada hath hai.. uske piche bahut duae hai… isliye tarun bach gaya..
warna aisi chot dimag pr lagne se logo ki on the spot death ho jati
hai…. aapko upper wale ka sukriya karna chahiye…”
dr ak lambi sas leti hai or phir se bolna start kr deti hai.
dr- “ aapke bete ke paas knowledge hai.. and lagbag sab yaad hai....
but kuch chize uske usse kabhi yaad aayengi// ya nahi wo pata nahi
or ha thoda bachcho wala savbav ho gaya hai… usse apne accident
ke bare me kuch yaad nahi hai… ab aap kaise mentain karenge ye
aapke upper hai..
mayank- “ dr aap hi bataiye.. kya karu.. mai apne bete ko khona nahi
Amazing update.
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,008
173
chahta hu.. “
dr- “ aapka beta jinke sath payar se behave kr raha hai.. unko hi uski
care karne ko boliye… baki koi bhi uske paas na jaye….. isse wo
unke sath kuch bhi kr sakta hai….. or uske dimag pr jor pada to uski
dimag ki nase fat sakti hai.. “
mayank- “ nahi dr aisa nahi ho sakta… mai aisa hone nahi dunga…
mai usse kahi dur bhej dunga.. jaha wo thik se rah sake.. “
dr- “ meri salaha mane to usse ghar me hi rahne de.. isse uske thik
hone ke chance bad jayenge… jan pahchan wale logo ke bich me
rahega to jayada achcha rahega.. “
mayank waha se aisi mari hui chal me nikalta hai.. tabhi usse gate
pr kamini dikhti hai… usne sab sun liya hai.
kamini bhag kr aa kr mayank ke gale se lag jati hai
mayank kamini ko shantvna deta hai.phir bahar sabhi ki or chal deta
hai.. uske dimag me yahi chal raha hai ki ab wo ye sab tarun ki
bahano ko kaise samghayega….
Tabhi wo dekhta hai.. tiya ander tarun se baate kr rahi hai.. baki
sabhi bahar baithi hai..
Mayank- “ tiya ander kaise gayi mana kiya tha.. “
Mayank jaldi se ander jata hai…
Waha tiya or tarun has has kr baate kr rahe hai..
Taurn mayank ko dekh kr.
Tarun- “ dady aap kaha gaye the.. yaha aaiye..”
Mayank- “ ha beta bolo… or tum tiya yaha kaise aayi mai mana kiya
tha bhaiya ko aarma karne do tum jao bahar “
Tarun- “ dady rahne do na ise.. aap ye bataiye mere liye choklet laye
ya nahi.. “
Mayank- “ ha beta abhi lane ja hi raha tha ke tiya ke liye ruk gaya.. “
Tarun- “ dady plz jaldi jao na… mughe choklet khani hai.. “
Mayank- “ ha beta abhi lata hu.. wo yaha coklet ki shop tiya ko pata
hai liye isko sath le kr jata hai… tarun- “ ok dady jaldi aana.. “
Itna sunte hue mayank tiya room se bahr le aata hai.. phir jor se
rone lagta hai..
Kamini usse aa kr sambhalti hai..
Tannu- “ dady kya hua.. bhai thik to hai na.. “
Mayank apne aap ko sabhalta hai.. phir sabhi ko sari baat samghata
Killer update.
 
  • Like
Reactions: aman rathore
Top