hai..
Mayank ak idea nikalata hai..
Yahi ki sabhi aka k kr tarun se milne jayenge… jisko dekh kr tarun
shant rahta hai wahi tarun ke paas ja sakta hai.. or jisse dekh r tarun
ko gussa aata hai.. wo uske karib nahi jayega…
Sabhi tarun ki halat ke bare me soch kr hi paresan ho jate hai.. ye
kya ho gaya unke bhai ko..
Mayank ko ye to pata chal gaya tha ki tarun uske sath or tiya ke sath
comftable hai..
Ab baki sabhi ki bari thi.
Sabse pahle tina gayi.. tab baki sabhi side se parde ke piche chup kr
dekh rahe the..
Taurn tina ko dekh kr thoda dimsg pr jor dalne laga..
Tina dhire dhie tarun ke paas jane lagi..
Tina- “ bhai pahchana mughe mai tumhari bahan.. “
Tarun kuch sochta hua apne dimag pr jor dalta hua… usse tin aka
face dekh rk sirf wo pal yaad aaye,, jab tina ne payar se usse khana
khilya .. uske sare kaam kiye.. usse kiss kiya karti thi….
Tarun- “ aap to.. wo.. aap… “
Tina- “ ha yaad aaya kuch.. “
Tarun- “ tina di ho aaap yaad aa gaya,..”
Tina ko ab thoda achcha lagne laga hai..
Tarun- “ dekha di mai bahut smart hu mughe sab kuch yaad aa
gaya.. “
Tina- “ ha mera bhai bahut smart hai.. tere jaisa bhai to puri duniya
me nahi hai.. “
Itna khte hue tina tarun ke paas aa kr khadi ho jati hai..
Tarun- “ sach di….. aap na bahut achchi ho.. “
Itna kahte hue tarun tina ko apne right hand se baho me bhar leta
hai..
Tabhi sabhi ke chehro pr smile aa jati hai..
Tabhi taniya puspusati hui
Taniya- “ abhi mai jati hu.. “
Itna kahte hue taniya bhi taurn ke room me enter karti hai.
Taniya ko dekh kr tarun ak dum shant ho jata hai… or apne dimag pr
jor dene lagta hai.