Dono mil kr tarun ko uthate hai.
Tarun ke hath or pair me abhi bahut dard ho raha haii..
Wo usse utha kr side me khada karte hai..
Tabhi piche se ak ladka aa kr kadir ko pakdta hai…
Lekin javed ghum kr uske muh ko apne hath me pakad leta hai….
uske jabde ko bichta hua.. Dhaka deta hua piche le ja raha hai… or
ak bike pr gira deta hai…
Tarun ko taniya ke pas chod kr kadir piche mudtha hai…
Piche mudhte hi kadir ke gaal pr ak tan-tanata hua thapad aa kr
pada
Lekin kadir apni jagah se hila tak nahi.. sirf muh ak side ho gaya…
Kadir ne wapas samne dekha.. abhi samne aadi khada hai.. kadir ki
aakho me khun utr aaya hai… kadir aakho me gussa dekh kr aadi
waha khade khade hi muth deta hai…
Kadir ne apne ak hath me aadi ka jabda pakada.. or dusre hath se
uske muh pr ak jor dar gusa diya..
Aadi dur ja kr ghadi se takraya…
Kadir ne bina ak second wait kiye…. Aage badtha hai.. or or phir se
ak jor dar ghusa deta hai… usse baar aadi ka sar piche ghadi ki
window ke shies ko todta hua… ander ghus gaya…
Aadi ki abhi pent gili or sar lal ho chukka hai.. wo adhi behoshi ki si
halat me niche gir jata hai..
Aadi ke muh se khun ki dhar beh rahi hai..
Tabhi kadir ki nazar ak dure ladke pr padthi hai jisne tarun ko pakda
hua tha.. wo uske piche bhagta hai..
Udhar javed ak ladke ko marne me laga hua hai..
Us ladke ko niche patak kr uske upper bike gira deta hai…
Tiya- “ ab dekho… tumhari kya halat hoti hai..kutte.. “
Tiya ne amar ko gusse me dekhte hue kaha…
Amar ko iss choti si bachchi se ye sun kr bahut gussa aaya…
Amar- “ ruk Sali tughe me batata hu.. “
Amar age chalta hua tiya ke gaal pr ak jordar thapad laga deta hai.. “
Iss thapad ki aawaj se tarun thoda hosh me aata hai… or tiya ki or
dekhta hai.. tiya ka gaal llaa ho gaya,, wo niche gir gayi..
Tarun ki aakho me gussa utar aaya hai..
Tarun jor se chillata hai..
Tarun- “ ruke sale chutiye…. “