tiya ke galo ko apne hatho me bharti hue..
tannu- “ thank you tiya… aaj tei wajah se bahi bilkul thik ho gaya.. “
tiya- “ di isme thank you ki baat nahi hai.. bhai ko thik karna to mera
hum sab ka farz hai… akhir kar bhai ke thik hone pr itne sari
zindgiya jo depend karti hai..”
tannu tiya ko gale se laga leti hai.
tina- “ lekin di ak baat hai .. abhi mom se kon bat karega.. “
taniya- “ di mai baat karungi.. aakhir kaar ye sab meri wajah se hi
hua hai. meri galti haim,.. mai hi sudhaungi.. “
iss baar koi kuch nahi bolta hai.. or sabhi ha me sar hila dete hai..
tiya- “ chalo mom se baat krte hai.. wo abhi kitchen me hogi.. “
sabhi niche jate hai..
lekin aaj gajab ho gaya…
priya bhagti hui
priya- “ mom aap yaha kaise.. “
itna kahte hue priya soniya ke gale lag gayi..
tannu- “ namste aunty aap yaha kaise..”
sabhi soniya ko nasmte karte hai..
soniya- “ ha wo tarun se or tum seb se milne aayi thi… “
taniya idhar udhar dekhti hai.. lekin usse kamini nazar nahi aa rahi
hai.
taniya- “ aunty mom kaha hai..”
soniya- “ beta wo to abhi office ke liye nikal gayi.. “
tina- “ and dad kaha hai.. “
soniya- “ wo aaj hi out of city gaye hai… “
sabhi soch rahe hai kaise ab yadi tarun niche aaya to..
lekin abhi kya kare kisi ke kuch samgh nahi aa raha hai..
lekin priya apni mom ki baho me apni mom se baate kr rahi hai.
tabhi tannu- “ mom se kaise baat kare.. “
soniya- “ aa jao sabhi naasta kr lo… aaj maine banaya hai.. “
sabhi baith kr nasta karne lagte hai.. lekin sabhi ak dusre ko
sawaliya nazaro se dekh rahe hai..
tabhi waha kamini aati hai.
usse waha dekh kr sabhi chok jate hai..
kamini- “ sorry wo mai ak file bhul gayi thi. “
tannu- “ are mom achcha hua ap gayi aapse kuch baat karni thi.. “
aaj kamin ko bhi ajib lag raha tha kiyoki ye to kal tak kamini se sidhe