Maa ki baato ko sunkar Neha di itna to samajh gyi ki maa ko uske uapr sak ho gya hai isliye abhi use bhut savdhani bartni hogi vahi kafi der se ham log niche in dono log ka intjaar kar rahe the jab vah log nahi aye to papa mujhse bole ki
Papa : beta Manav jakr dekho tumhari maa or didi abhi tak kyu nahi aye undono ko jald se bula kar lao .
Mai unki baat sunkar Neha di or maa ko bulane ke liye unke kamare ki traf jane laga tab Sunaina di boli ki
Sunaina di : bhai maa didi ko bulane ke liye unke kamre me gayi hai isliye tum vahi par chale jao or undono ko bula lao .
mai di baat sunkar Neha di kamare ki traf chal diya janha par maa or Neha di apas me baate kar rahi thi mai unke kamre me jaane hi wala hi tha ki un dono log ki baate sunkar mai rook gya kunki vah log mere hi baare me baate kar rahi thi jise sunkar meri ankho se anshu bah nikale or mera ab vanha par khada hona mushkil ho gya or mai ulate panv vanha se lout aya. Mai is wakt rona chahta tha par khud ko kisi trah se rook kar wapas lout aya tb papa ne puchha
Papa : kya hua beta tumhari maa rahi hai ki nahi
Abhi mai kuchh bolata isase pahale hi Sunaina di bol padi
Sunaina di : kya papa aap bhi kaisi baate kar rahe ho aap jante hai naa ki mera bhai kuchh karne jaye or vah naa ho aisa kabhi hua hai kya hai vah dekhiye maa or didi aa rahi hai .
Ab S didi ki baat sunakr bhi mujhame itni himmat nhi thi ki mai un logo ki traf dekh saku isliye mai apni plate ki hi traf dekhata raha par maa ne s didi ki baat sun li or vah unki baat sunkar chinta me aa gayi ki Mai to unlogo ko bulaya hi nhi to S Di aisa kyu bol rahi hai ki mai un logo ko bulane ke liye gya tha to maa boli
Maa : beti yah tu kya bol rahi hai Manav hame bulane kanha gya tha .
Papa : are bulane gaya tha ya nhi yah baat jaruri nahi hai jaruri yah hai ki tum dono aa gyi or ab khana nikalo mujhe bhut bhukh lagi hai .
ispar Maa apne vicharo ko pare jhatak kar sabko khana nikalane lagi par is bich unki najar sirf mere uapr hi tiki rahi or vah mujhe dekh kar itna to samajh gayi ki mai kisi baat ko lekar pareshan hu isliye unhone khana khatm hone ke baad boli
Maa : Beta mujhe tumse kuchh baat karni hai isliye thoda mere sath bahar chalo .
mai maa ki baat sunkar samajh gya ki unhe sak ho gya hai isliye vah mujhase baat karna chahti hai to mai unhe talana chaha lekin unhone meri ek naa suni or last me mujhe lekar chhat par chali gyi or upar aakr sidhi ke darvaaje ko band kar diya tab boli
Maa : kya baat hai beta tum kafi pareshan lag rahe ho .
Mai maa ki baat sunkar samajh hi nhi paya ki mai unhe kya jawab du par kuchh n kuchh to bolana hi tha to mai bola
Mai : nhi maa mai kisi baat ko lekar pareshan nahi hu .
Maa : beta mai maa hu tumhari or maa se apne bete ke dil ka dukh nahi chhup sakta hai isliye tumhare maan me jo kuchh bhi chal raha hai vah khul kar bolo.
Mujhe samajh me nahi aa raha tha ki mai unhe kya bolu par baar unke puchhane par mai bola
Mai : maa kya yah sach hai ki aap meri maa nhi ho mai papa ki najayaj olad hu.
meri baat sunkar maa ke hosh ud gaye or unhe samajh me nhi aa raha tha ki vah kya bole par phir vah boli
Maa : haa beta yah sach hai ki maine tumhe janm nhi diya par usase bhi bada sach yah hai ki tu najayaj nhi balki apne papa ki dusari biwi ke bete ho jinki mout tumhare janm ke samay hi ho gayi or unhone marane se pahale tujhe meri goud me daal diya tha or us din se mai hi teri maa hu tu yah baat kan khol kar sun le or is sachhai ko koi bhi nahi badal tu bhi nahi.
mai : maa apki baat sach hai ki apne mujhe kabhi is baat ka ehsaas tak nhi hone diya ki mai apka saga beta nhi.
abhi mai itna hi bola tha ki maa ka gussa charam par pahuch gaya or vah turant age badh kar mujhe ek jhapad maar kar phir mujhe gale laga liya or rote hue boli
Maa : tujhe ek baar mai boli naa ki mai teri maa hu chahe bhale hi maine tujhe janm nhi diya par pala to maine hi hai naa jab tu meri god me aaya to maatr do din ka tha kya tujhe kabhi laga ki mai teri maa nhi hu kya maine kabhi tere sath kuchh galat kiya phir is maa ko aisi saja kyu de raha hai beta kyu mujhase mera beta chhin raha hai tu janta hai ki mai tere bina nhi rah sakti or agar tujhe mujhe chhodkar jaana hai to usase pahle mujhe jahar la kar de de taki mai tere samne mar saku phir teri jo marji tu karna .
mai maa ki baat sunkar yah sochane par majboor ho gya ki anjaane me mujhase yah kya galti ho gayi jo maa mujhase itna pyaar karti hai maine usi ka dil dukha diya tab mai unke pair pkd roote hue bola
Mai : maa mujhe maaf kar de mai Neha di baate sunkar toot gaya tha isliye bina soche samajhe bol diya abse aisa nahi karunga par Neha di ne jo kaha
Maa meri baat bich me hi katati hui boli
Maa : tumhe uske vicharo ko badalana hoga pyaar me itni takt hai hai usase kisi ko badala jaa sakta hai isliye tujhe Neha beti ke vicharo ko badalana hoga .
itna bol kar maa mujhe utha kar gale laga li or phir boli
Maa : tu to mera bahadoor beta hai isliye yah rona band kar or jo maine bola vah karo .
. Mai : thik hai maa ab apne jo bola hai mai vaisa hi karunga chahe uske liye mujhe kuchh bhi karna pade .
iske baad ham log neche chale gaye or jakr apne room me so gaye or vahi dusari traf Neha di apne room me baichaini se tahal rahi thi unhe to nid hi nahi aa rahi thi kunki unhone mere or maa ke bich hone wali sari baate sun li thi kunki vah aaj jaldi hi kha kr uth gayi thi isliye vah uapr chhat par chali gayi thi par jab ham dono upar aaye to vah chhupkar hamari baate sun rahi thi or vah sari baate sunkar vah ab yah sochane par majboor ho gayi thi ki vah jo suni vah sach hai ya jo unke maan me jo vichar hai vah sach hai par phir kuchh sochkar vah muskurai or phir boli
Neha di : ab is baat ka faishla to karna hi padega or iske liye ab mujhe uska test lungi or agar vah mere test me khara utra to mera sab kuchh uska.
agale din subah utha to maine dekha ki Neha di mere room me baithi hui hai or mujhe dekh rahi thi to mai bola
Mai : good morning di
Neha di : good morning babu
Mai : didi aap subah subah mere kamre me kuchh kaam tha to mujhe bula liya hota.
Neha di : kyu mai apne babu se milane ke liye nahi aa sakti hu.
mai neha di ki baat sunkar soch me padh gya ki ek traf to mujhase nafrat bhi karati hai or dusari traf itna pyaar bhi jatati hai aisa kaise kar leti hai yah ab maa ke kahne ke anushaar inki jhuthe pyaar ko sach me badlana hai or iske liye mujhe kya karna hai yah mai abhi tak kuchh soch bhi nahi paya tha mujhe is trah soch me goom dekh kar di boli
N didi : kya soch rahe ho bhai mujhe bhi batao.
Mai : kuchh nahi didi aap batye kuchh kaam se ayi thi kya aap.
N didi : nahi aisa kuchh kaam to nahi tha bas soch rahi thi ki aaj tumhare sath kahi ghumane chala jaye.
Mai : di mujhe to koi problem nahi hai par aap to janti hai naa ki maa padhai ke mamale me thoda sa bhi chhot nahi deti or aise me mera jaana to muskil hai.
N didi : tum maa ki bilkul bhi chinta mat karo maine maa se baate kar li hai or maa ne mujhe is baat ke liye ijajat bhi de di hai par agar tumhe koi dikkat hai to jaane deti hu.
Mai :nahi didi aap kuchh kahe or mai naa manu aisa kabhi bhi ho sakta hai kya aap yah bataye ki hame jana kab hai.
N didi : jab tum taiyaar ho jaoge tab chalenge tum batao.
Mai : thik hai di to aap bhi ready ho jao or mai bhi ho jata hu kunki.sham ko mujhe coaching bhi jana hai .