Rinkp219
DO NOT use any nude pictures in your Avatar
- 4,213
- 5,838
- 158
Mast update broMai apna baig andar rakh kar jab aya to dekha ki Neha di sabhi ke liye juice lekar aa gyi thi tebale par sirf mera hi pada hua tha baki ke log lekar pi rahe the to mai bhi unlogo ke pass jakar baith gya or juice lekar pine laga tab maa boli
Maa : Manav usne tumhe thik se to padhaya na koi dikkat to nahi hui naa agar kisi bhi baat se pareshaani ho to bina kisi sankoch ke bol dena .
Mai : nhi maa mujhe koi dikkat nahi hai .
ispar Sunaina didi boli ki
Sunaina di : maa sach bolu to mujhe tumhara yah dicision mujhe thoda bhi pasand nahi aya akhir kar ise bahar kisi ke pass jakar pdhane ki kya jaroorat hai use to aap mai ya didi koi bhi time nikal kar help kar hi dete the.
Maa : Sunaina tum jo bol rahi ho vah thik hai mai samajh rahi hu lekin ek baat ka tum bhi khyal rakho ki yah aaj tak jis trah se apni life jite aa raha hai vah iske bhavishya ke liye thik nahi hai is trah to age chalkar ise kafi dikkato ka samna karna padega . Bachpan me hui ek ghatna ke karan yah bahari duniya se duri bna liya jo ki aaj tak chala aa raha hai yah koi ladki to hai nhi ki jo ghar ke andar rah kar iska kaam chal jayega agar yah isi trah ghar me band rahega to kaise kaam chalega tum janti ho iska aaj tak koi dost nahi hai yah ghar me ham logo ke sath has bol leta hai par jab mai ise school me akele dekhati hu to mujhe iski chinta ho rahi thi isliye maine aisa kiya .
Neha di : par maa sirf is trah se bahar padhane jaane se to kuchh nahi hoga.
Maa : haa mai janti hu tum kya bolana chahti ho or meri baat ka yakin rakho maine jo kiya hai bhut soch samajh kar kiya hai vah ise har trah se sahi karegi .
mai maa ki baato ko sunkar ab samajh chuka tha ki Miss ka is trah se dostana kis liye tha maa ne hi unhe aisa karne ko bola hoga abhi ham log baate kar hi rahe the ki papa aa gaye or akar hamare bagal me baith gaye or bole ki
Papa : kya baat hai lagata hai kisi gambhir mudde par baat ho rahi hai
abhi neha di kuchh bolati isase pahle hi maa boli
Maa : nahi ji aisi koi baat nahi hai ham log to aise hi apas me hasi majak kar rahe the or ham log kar bhi kya sakate hai aapko to apne parivar ke liye samay hi nhi hai jab dekho tab sirf kaam hi kaam sujhata hai .
Papa : are yaar aisi koi baat nahi hai bas vah thoda kaam tha aaj kal isliye thoda jyada busy ho gya tha par ab meri baat par yakin karo ab mai kuchh dino ke liye bilkul free hu jo aap bologi mai vaisa hi karunga maharani sahiba lekin aap naraj naa ho agar aap is trah rooth gayi to ham kaise rahenge.
Papa ne yah baat is andaj me bola ki maa ka chahera sharm se laal ho gya or ham sab hasne lage to is par Sunaina didi boli
Sunaina di : papa dekho naa maa ka chahera kis trah se laal ho gaya hai.
Neha di : chhoti sirf laal hi nahi balki or bhi khubsurat ho gaya hai to ab mai samjhi ki papa kyu maa par is trah se fida hai.
Ab jaise hi Neha di ne yah bola to maa ne turant hi unke kaan pakad liye or boli
Maa : tum dono bahut saitaan ho gayi ho mujhe chhed rahi ho ruko aaj mai tum dono ko thik karati hu.
Neha di : papa maa se bachao nahi to kahi aisa naa ho ki apka gussa ham logo par utar jaye.
to is baat par papa apne haath khada karte hue bole
Papa : tum sabke chakkar me mujhe nahi padana hai abhi kuchh der me tum sab ek ho jayego or baad me tumhari maa ke krodh ka samana mujhe hi karna padega .
Maa : aap bhi kya kya bolate rahate hai yah bhi nahi dekhate hai ki bchhe hai paas me bas apko to mouka chahiye or kuchh nahi.
Papa : achha vah sab chhodo mai tum sabko jo baat boalne ke liye aya tha vah to batana hi bhul gaya .
Maa : kya baat hai aap to aaj bhut khus lag rahe hai .
Papa : haa baat hi kuchh aisi hai jo agar tum sab sunoge to khush ho jaoge.
Maa : aisi koun si khabar hai jiski vajah se aap itne khush lag rahe ho.
Papa : baat yah hai ki hamara ek tender fasha hua tha bhut dino se jo aaj hi pass hua jiski vajah se hame bhut fayada hua hai iski vajah se hamri kampani karib teen goona badh jayegi or iski vajah se ham india ke top 5 me aa jayenge or janti ho yah tendar kiske naam se dala tha
Neha di : isme kya janana hai papa yah tendar to aap ne apne hi naam par dala hoga na
Maa : nahi yah baat to mai hi bata deti hu yah tendar inhone Manav ke naam par dala tha kyu ji mai sahi bol rahi hu naa.
Papa : haa yah baat to sahi hai lekin tum is baat ko kaise janti ho.
Maa : vah isliye ki jisne apko yah sujhav diya tha naa use yah bolane ke liye maine hi bola tha (yah sab mujhe apni beti Neha ki vajah se karna pada kyunki mai iske dimaag me pal rahe kuvicharo se anjaan nhi hu ise agar or mouka diya gaya to yah Manav ko nuksaan pahuchane me thoda bhi sankoch nahi karegi or maine iske marate hue maa ko vachan di hu iski har parkaar se surachaa karne ka ab mai apni beti ke man se to iske liye jo nafart hai vah kam to nahi kar sakti par iske plan ko fail to kar hi sakti hu.)
Papa : oh tabhi mai sochu ki yaah baat iske dimaag ki upaj to ho nahi sakti hai maine usse puchha bhi tha lekin usne mujhe kuchh bola nahi
Maa : maine hi mana kiya tha bolane ke liye isliye aap unpar naraj nhi honge .
Papa : thik hai jaisi aap ki ichha ab ham apki angya ki avhelana kaise kar sakte hai.
Maa : achha yah sab chhodiye yah boliye ki maine apse jis kaam ke liye boli thi uska kya hua apne uske baare me kya socha hai kya ham vah kar sakte hai.
Papa : dekhiye maine us baare me kafi soch vichar kiya lekin mujhe kuchh samajh me nahi aa raha hai isliye mai to yahi kahunga ki agar aap ko yah thik lagata hai to aap kar sakti hai isme mujhase aapko jis bhi parkaar ki madad ki jaroort ho mai karne ko taiyaar hu .
Maa : apne itna bol diya yahi mere liye kafi hai agar mujhe kisi parkaar ki madad ki jaroort hogi to mai jarur bolungi.
Neha di apni hi vicharo me khoi hui thi phir achanak uth kar jaane lagi to maa boli ki
Maa : kya hua neha beta kanha jaa rahi ho.
Neha di : maa mujhe kuchh jaruri kaam yaad aa gya hai isliye mai abhi aati hu .
Maa : thik hai beta jaldi hi ana kunki khane ka samay ho gaya or tum to janti ho ki tumhare papa ko samay se khana khana pasand karte hai.
Neha di : ji maa bas panch mint me aa rahi hu jyada time nahi lagega .
itna bolkar neha di apne kamre me chali gayi or maa sunainaa di ko lekar khana tebale par lagane ke liye chali gayi tab papa mujhase bole
Papa : Manav tumhe koi dikkat to nahi hai naa koi pareshan to nahi kar raha hai .
Mai : nahi papa koi dikkat nahi hai par ek baat puchhana tha apse
papa : haa kaho kya baat hai
Mai : papa maa koun se kaam ke baare me bol.rahi thi mai kuchh samjha nhi.
Papa : beta kuchh baate ko janane ke liye sahi samay ka intjaar karna chahiye jab us baat ko batane ka wakt ayega to maa tumko khud batayegi.
vahi dusari traf maa or sunainaa didi kitchen se khana nikal kar tebale par laga diya tab maa boli
Maa : sunainaa tum papa or Manav ko bulao mujhe Neha se thodi baat karni hai mai aati hu
Sunainaa di : jyada der mat karna maa varna kahi aisa n ho ki papa aap par gussa ho jaye.
Maa : nahi mai bas abhi turant lekar aati hu.
itna bol kar maa Neha di ke kamre me chali.gayi janha par Neha di kisi se phone par baate kar rahi thi maa ko dekhkar Neha di ne phone rakh diya or boli
Neha di : maa koi kaam tha mai apse.boli to thi ki mai bas abhi aa rahi hu phir aap kyu pareshan ho gayi.
Maa : neha mujhe tumase kuchh baat karni hai kunki mai nahi chahti hu ki tumhari murkhata ki vajah se kisi bhi parkaar ki mushibat ghar par aaye.
Neha di : maa aap kya bol rahi hai mai kuchh samajh nhi paa rahi hu
Maa : dekho mai tumhaare man me chal rahe vicharo se anjaan nhi hu or mai tumhe ek baat saf saaf bol deti hu ki agar tune Manav ko kuchh bhi nuksan pahuchane ke liye socha bhi to tumhe usase pahle mujhpar vaar karna hoga.
Nice Update...Mai apna baig andar rakh kar jab aya to dekha ki Neha di sabhi ke liye juice lekar aa gyi thi tebale par sirf mera hi pada hua tha baki ke log lekar pi rahe the to mai bhi unlogo ke pass jakar baith gya or juice lekar pine laga tab maa boli