- 3,920
- 12,496
- 159
Thanks For Such A Lovely Review BhaiBahut hi ummda Update Sandy307 bhai. Ab is update ko read krne ke baad to lag raha hai Ravi, soniya, tiya ko chod kr ab baki koi aur Akash ke sath nahi rahega. Mujhe aur kisi ka gum nahi hai lakin sbse jyada dhuk hoga priya aur riya ka bhai un dono ko to kam se kam sath hi rahna cahiye apne hero ke.
Aur sath me ye bhi jaisa ki ummid thi aur bhi bahut se evolver hai city me. To jahir si baat hai apne hero se bhi strong kuch log honge hi. Ab dekhna hai yaha kya kya bawal hota hai. Quki bina kisi problems ke kuch na ho aisa to hone se raha. Ab bas intejar hai next update ka.
Story Mein Keya Hoga Aur Keya Nahi Ye To Story Padh Kar Hi Pata Chale Ga.
Keep Reading
Keep Supporting
Last edited:





