• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy God and Devil

Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,920
12,496
159
Bahut hi ummda Update Sandy307 bhai. Ab is update ko read krne ke baad to lag raha hai Ravi, soniya, tiya ko chod kr ab baki koi aur Akash ke sath nahi rahega. Mujhe aur kisi ka gum nahi hai lakin sbse jyada dhuk hoga priya aur riya ka bhai un dono ko to kam se kam sath hi rahna cahiye apne hero ke.
Aur sath me ye bhi jaisa ki ummid thi aur bhi bahut se evolver hai city me. To jahir si baat hai apne hero se bhi strong kuch log honge hi. Ab dekhna hai yaha kya kya bawal hota hai. Quki bina kisi problems ke kuch na ho aisa to hone se raha. Ab bas intejar hai next update ka.
Thanks For Such A Lovely Review Bhai

Story Mein Keya Hoga Aur Keya Nahi Ye To Story Padh Kar Hi Pata Chale Ga.

Keep Reading
Keep Supporting
 
Last edited:

Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,920
12,496
159
Bahut shandaar nice update. Bhai priya aur riya ko pls team me wapas lana. Yah dono team ki jaan he. Sonal aur riya jesi sirf bistar me aur mithi bate karne tak hi aakash k kaam ki he but priya aur riya fight se le kar bistar tak sare kaam kar sakti he. Shuru se yahi lag raha tha priya heroin banegi but aapne kahase ek bachchi sonal ko heroin bana diya. But please team me wapsi ho priya aur riya ki.
Thanks For Such A Lovely Comment Bhai

Bhai Story Mein Ek Heroine Nahi Hai, Baki Priya Aur Riya Team Mein Vapis Aye Gi Iske Bare Mein To Akash Hi Bata Sakta Hai, Apki Tarha Main Bi Yahi Chahta Hun Ki Vo Dono Vapis Aa Jaye.

Keep Reading
Keep Supporting
 

Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,920
12,496
159
Bahut shandaar update sandy bro ab hakikat saaf hoti ja rahi h ki z age ki duniya bahut kathore hoti ja rahi h resources kam hote ja rahe h zombies evolved hote ja rahe h ........
Thanks For The Lovely Comment Bro

Abi To Survat Hai Abi Aur Bi Kathore Hogi Ye Duniya, Akash Ne Abi To Mujey Bs Itna Hi Bataya Hai Ab Kitni Kathore Hogi Ye Pata Nahi.

Keep Reading
Keep Supporting
 

Sandy307

Broken Till There Is Nothing Left
3,920
12,496
159
Bahot khoob shaandaar update bhai
Akash jo jaana chahte thai uneh leker Halong city k najdeek pahoch gaya
Dekhte h kia hota h kia Akash apne pariwar ko dhoondh payega
Badhiya shaandaar update bhai
Thanks For Such A Lovely Comment Bhai
Keep Reading
Keep Supporting
 
Top